jaiza pips air pair main farq
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza pips air pair main farq
    Currencies hamesha pairs kay form mein hotay hain, Base currency aur quote currency. Ab in pairs mein se kuch Major hotay hain aur kuch ko Minor kaha jata ha. Major currency pairs wo hain, jin ki trading volume bohot ziyada ho, matlab un par trading bohot hoti ha aur in ki movement bhi bohot ziyada hoti ha. Ye currencies usually duniya ki bari economic powers ki hoti hain, jesa kay Dollar, Euro, Yen etc. Minor currency pairs woh hain jin mein itni ziyada movement nahi hoti, traders in mein zara kam hi dilchaspi letay hain e.g Turk lira, Indian Rupee etc.Is kay ilawa Exotic Pairs bhi hotay hain, jis mein Strong economy ki currency ka pair aik ubharti hui, developing ya emerging country ki currency kay sath hota ha.Pips aik value hoti ha jo 2 currencies kay darmiyan measurement kay liye istemal hoti ha. For example, agar Gbp/Usd na 1.3536 se 1.3537 tak move kiya, to hum kahain gy kay is na 1 pip upside move kiya, currency mein 0.001 pip ka izafa hua. apne knowledge se rehnumai karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza pips air pair main farq

    Pips
    Forex trading me pips se murad wo value hai jo kisi pair ki movement k dowran changes ko zahir karti hai. Jab bhi market me kisi pair ki movement hoti hai to is se murad pips ki changing hoti hai. Agar market ki aik pair ki pips ki movement positive hoti hai to us se murad hota hai k ye pair ki uptrend hai aur market ki movement downward hoti hai to pips pair ki kam hoti hai. Jitni ziada pips ki movement hoti hai utni hi ziada market ki up down movement ki teezi show karti hai. Forex trading market me buy aur sell k darmeyan jo difference hota hai jis ko spreads kaha jata hai wo pips ki sorat me hi hota hai.
    Pips aur lot size
    Forex trading market me lot size se pips ka bara taluq hota hai, jitna hum lot size ko increase karte hen to is se pips ki value increase hoti hai jis se murad hai k aik bare lot size se pips strong hota hai aur jab k small lot size pips ki weak hota hai. Agar incase hamara lot size 1 ho to aik pip ki movement se 10$ ki difference ata hai lekin agar market me lot size hum 0.001 (jo sab se small lot size hai) ka istemal karte hen to aik pip ki movement se account me 0.01$ ki faraq ata hai.
    Pips mai faraq
    Forex trading market pips ka har aik pair me mukhtalif movement hoti hai, kisi pair me ye movement 3 digits pe hota hai aur kisis me ye pair 6 digits pe bhi hota hai. Forex trading me pair ki movement se lot size ki movement se hota hai. Spreads ziada hone se pips ki ziada faraq hota hai jo k hamare leye nuqsan deh hai. Pips ko sahi andaza hona chaheye, ta keh hamare pair jis pe trade karte hen us se hamen faida mel jaye.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza pips air pair main farq

      Aaj aapane pips aur currency pair ke between difference se related bahut hi important topic discussion ke liye select Kiya Hai aaj Ham is topic per discussion Karke Apna knowledge aapke sath share Karenge jaise ki Ham Sab Jante Hain Ki Forex trading ki market Mein currency pairs per lenden kiye Jaate Hain aur yah currency pairs bahut jyada tadad Mein maujud hote hain aur yah Tamam currency per Ek dusre ke opposite kam Karte Hain inke between difference ko clear karna bahut jyada Jaruri Hota Hai jo member set reading Karte Hain To unhen INR currency pairs ko acche tarike Se Hi understand karna chahie Uske bad unhen Apne trading ke liye in currency pairs ko istemal karna chahie


      Click image for larger version

Name:	PIP1.png
Views:	1
Size:	28.9 کلوبائٹ
ID:	12337489
      Currency pairs
      Is market Mein currency pairs are Palan Din kiye Jaate Hain aur yah lenden Hamesha jodon Ki Surat Mein kiye Jaate Hain in currency pairs ki strong Ne service ko Dekhte Hue hi in currency pairs ko reading ke liye select Kiya Jata Hai market Main INR currency pairs ko jodo ki Shakal Mein kharida jata hai ya FIR becha Jata Hai Ek Hi Waqt Mein Ek currency pairs ko kharida Jata Hai Jab Ke dusre currency pairs ko bech Diya jata hai marke Tamam currency pairs ki value aur rates Ek dusre se change Hote Hain Inki value aur rates ko samajhna bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab aap Inki wali aur rate ke bare mein complete knowledge Hasil kar lete hain to use Waqt hi aap inke jariya se Achha profit Hasil kar sakte hain

      Pips ki value
      Forex trading ki market mein pips bahut jyada importance rakhte Hain Jo traders trading karte hain aur apne dreading karne se pahle currency pairs key-value aur rates ko understand karne ke sath sath unke pips ki value aur rate se ko confirm kar lete hain to vah apni trade ke bare mein complete information Hasil kar lete hain ki vah apni trade ke jariye se market Mein Kitna profit Hasil kar Sakenge ya fir unhen market Nahin loss ka Samna karna padega pips Ek Aisi percentage hoti hai Jisko market Mein price interest point bhi Kaha jata hai tips se Murad Kisi bhi currency pairs ki price Mein kam tabdeeli hoti hai market Mein Pips co point bhi Kaha jata hai Jaisa ke Ek currency Yuva USD ki kimat 1.2455 aur 1.2460 per Chali Jaaye to use Waqt aap yah andaza Laga Lete Hain Ki ismein Prit ki price Kitni Jyada badi hai ya kam hui hai abhi ismein Dekha Jaaye to pips ki price Jyada hui hai aur is Mane pahunch pips ki price ka ijaafa hua hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza pips air pair main farq

        Yes forex trading ma wo he trader kamyab hoty hain jis ki knowledge achi hoti hai. Trader ko market ma or meta trader ma use hony wali different terms ka pata ni ho ga to wo kbi kamyab ni jo sakta. So jaha tak ho saky trader ko apni knowledge or learning ko increase karny ki khosis karni chahe. Es topic ma ham pip or pair ko further discuss karyn gy.

        Pips term VS Pairs. Forex trading market ma pair or commodities ki value ko hamesa pips ma measure kiya jata hai. Jb market kuch points move karti hai to ham ye kehty hain k market etny pip move kar gae hai. Ya ham ye b keh sakty hain k market ma hamy etny pip profit or loss howa hai. Forex trading ma stop loss or take profit b pips ki madad sy he set kaye jaty hain. Agr trader ko market ma pip ka pata ni ho ga to wo kbi achy sy trade ma kamyab b ni ho paye ga.

        Secondly forex trading ma hamesa pairs par trade hoti hai. Pair ma 2 currencies hoti hai ik base currency hoti hai or ik quote currency hoti hai. Trader pair par jb trade karty hain to wo ik currency ko buy karty hain or dosri currency ko sell karty hain. Pair ma trader ko correlation ka jetna acha knowledge ho ga wo trader ma etna he acha perform kar saky ga. Jo trader correlation ko understand ni kar sakta wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni ho sakta. Forex trading ma correlation 2 tarha ki hoti hai ik positive correlation or ik negative correlation. Jb currency pair direct relation ma hoty hain to esko positive correlation kaha jata hai or jb pairs ma indirect relation ho to es ko ham negative correlation kahyn gy.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza pips air pair main farq

          Forex market main trading kay doran hamain kai terms and tools ka use karna parta hay. In terms and tools kay name, inki functionality, inky benefits aur inki understanding hona bahut zaroori hay. Jab keh kuch aisi terms hain jo bahut common hain. Isky ilawah hamain chahiye keh forex kay tamam tools and terms ko seekhain ta keh is main hamain kamyabi mil saky.

          Differnece between Pips and pairs.
          Forex market main jo bhi securities, commodities, currencies ya stocks hoty hain unko pair kaha jata hay. Yani ye aik forex term hay jis main ham trading karty hain. Suppose EURUSD main Euro aur US Dollar do alag alag mumalik ki currencies hain but jab ham esko EURUSD likhty hain to iska matlab hay keh in do currencies kay combinations say mil kar aik pair ban gia hay. Forex main har pair dusry say alag hota hay. Kabhi bhi pairs duplicate nai ho sakty. Jab keh pip aik bahut he important term hay jiska use hamain frequently karna parta hay. Kisi bhi pair ki price up ya dow jab ho rahi hoti hay to in points kay up ya down ko pip kehty hain. Ager aik pair ki price 15.91 say 15.96 hui to ham kahain gay keh iski price 5 pips barh gai hay. Pair ka spread bhi ham pips ki surat main measure karty hain. Jab keh stop loss ya take profit limits bhi ham pips ko count kar kay set karty hain.

          Note.
          Dear apko chaiye keh jab ap aisa thread lagaty hain jis main comparison ya difference ho to ye daikhain keh apki selection proper ho aur jo option ap day rahy hain un main koi similarity ya jorh hona chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza pips air pair main farq

            Yes dear agar aap Forex trading Mein different currency pairs ko study Karte Hain To ismein aap ko base currency aur quote currency se related apni learning complete karna Hoti Hai Kyunki Jab aap Forex trading Mein Apni trading start Karte Hain To mostly member Forex trading Mein Apni trading currency pairs per hi start kar rahe hote hain Aisi situation main aapko Forex trading Mein currency pair se related apni complete knowledge Karni chahie aur Forex trading Mein Base currency aur quote currency ko completely study karna hota hai Kyunki Jab Bhi aap different currency pairs per trading Karte Hain To usmein 2 pairs include Hote Hain.

            Dear agar aap market Mein successful trading karna chahte hain to aapko market se related different important associated factors ko completely study karna hoga otherwise aapka Forex trading Mein successful Hona difficult ho sakta hai no doubt yah Kaisa important factor hai jismein aapko clear Thi apni trading for different important analysis complete karna hote hain aur uske sath aapko market me success hone ke liye inse related Kuchh basic information Pata Hona chahie otherwise aap apni decision-making bhi properly nahin kar sakte aur uske sath profitable trading bhi aapke liye difficult ho sakti hai.

            Market mein agar PIP ki study ko complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main market ko properly calculate karne ke liye ek important quantity hoti hai agar aap market ki movement ko aur iski judgement ko completely calculation karna chahte hain To Aisi situation Mein market Mein apps ko bahut jyada help ho sakti hai aur ismein aapko maximum advantages mil sakte hain no doubt yah Ek bahut hi important platform hota hai jismein aap apni maximum transaction complete kar sakte hain aur ismein aap market Mein PIP se related apni learning complete kar sakte hain aur ismein aapko bahut jyada analysis complete karne mein help mil sakti hai.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza pips air pair main farq

              Pip aik unit hai jis sy ham market ki movement ko measure krty hain
              Trading members app jante ho ky Forex trading market ki movement ko measure karne ke liye humny pip ko smjhna hai. Agr ap ko time frame dekhna hai to is sy bhi movement ky leay trade perfection bhi krni hai ham agr dekhen to yeh bahot kamyab kaam krna hai. Forec trading market ma ham ny instant profit ky leay bhi kaam krna hai aor is ma pending orders ko bhi use krna hai jesy he market ki trading candle stick ky sath ati hai trade open and close krny ma asani hoti hai.
              Dear members is baton ko smjhna hamara kaam hai agr ham in ko ognore kren gay to kamyab nhi ho pain gay kam sy kam trading ky leay he ham apny market ky fundamental issue ko discuss kren aor manipulate kren to is ky behtreen kaam ho skta hai.
              Traders apko yeh bat bhi smjhn8 chye ky pip aor pair ma bahot basic vlear fark hai.

              Currency Pairs
              Different currencies jab aapas mein cross trading ke liye use ki jaati hai to usko ek currency pair Kaha jata hai Euro and USD trading ke liye ye mix cross trading main jab use hota hai to usko ham m trading ke liye istemal kar sakte hain.
              Trading ky leay ham ny is trah sy study krni hai ky demo practice bhi krni hai basic trading knowledge bhi use krna hai aor acha focus bhi krna hai agr ham aisy he kch na kch focus kren gay to kam chaly ga yeh hamary leay best bhi hai.
              Tradung market ma currency pairs ki bhi futher fhree tyoee hain.
              1. Major currencies ky sath trade hony waly oairs ko major currency pair kehty hain.
              2. Minor currency pairs
              3. Exotic currency Pairs
              Trqding members ham ny dekhna hai ky trade kesy open ki jati hai aor kesy close ki jati hai yeh hamary leay best ho ga agr ham trading kren to kesy data use kren calculated data ko keey use kren aor forum ma kesy is ko dosry memberee ky sath discuss kren. Tradere ham ny har aik ky sath genuine rehna hai aor usko acha data provided krna hai.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza pips air pair main farq

                Pips forex trading main pips last 4 digit hota ha forex trading main agr point k bad 4 digit ko pips kehty han ye piplets sy bari value hoti ha
                Piplets koi koi broker provide karta ha sab main ye ni hota ha jis main point k bad 5 digita hon wo piplets provide karta ha jab k jo point k bad 4 digit daty han wo pips he count hoty han pips bari value ha jab piplets choti value hoti ha.
                Forex trading accounts mai currencies aur commodities ki prices mai decimals mojud hotay hain. Account create kertay waqt brokers ki taraf say traders ko option available hota hai kay real trading account kitnay decimal pay create kerna hai. 4 decimal places ya 5 decimal places kay accounts mai pips aur piplets ko define kerna asaan rehta hai. Forex mai price kay 5th decimal place ko pipket kaha Jata hai aur 4th decimal place ko pip kaha Jata hai.

                Forex traders kay liye forex aik aisa business hai jiss kay liye traders ko bohat ziada learning aur knowledge ki zarurat hoti hai kiyu kay forex mai calculations aur economics kay sath traders ka direct connection hota hai. Jitni achi trading hogi utna he acha business run Karey ga aur jitna acha business run Karey ga utna he achay profit ka chance ziada hoga. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay acha business establish ker kay achi earning haasil ho sakey.
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza pips air pair main farq

                  Pak forex trading market me lot size se pips ka bara taluq hota hai, jitna hum lot size ko increase karte hen to is se pips ki value increase hoti hai jis se murad hai k aik bare lot size se pips strong hota hai aur jab k small lot size pips ki weak hota hai. Agar incase hamara lot size 1 ho to aik pip ki movement se 10$ ki difference ata hai lekin agar market me lot size hum 0.001 (jo sab se small lot size hai) ka istemal karte hen to aik pip ki movement se account me 0.01$ ki faraq ata hai.market se related different important associated factors ko completely study karna hoga otherwise aapka Forex trading Mein successful Hona difficult ho sakta hai no doubt yah Kaisa important factor hai jismein aapko clear Thi apni trading for different important analysis complete karna hote hain aur uske sath aapko market me success hone ke liye inse related Kuchh basic information Pata Hona chahie otherwise aap apni decision-making bhi properly nahin kar sakte aur uske sath profitable trading bhi aapke liye difficult ho sakti hai.

                  Market mein agar PIP ki study ko complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main market ko properly calculate karne ke liye ek important quantity hoti hai agar aap market ki movement ko aur iski judgement ko completely calculation karna chahte hain To Aisi situation Mein market Mein apps ko bahut jyada help ho sakti hai aur ismein aapko maximum advantages mil sakte hain no doubt yah Ek bahut hi important platform hota hai jismein aap apni maximum transaction complete kar sakte hain aur ismein aap market Mein PIP se related apni learning complete kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza pips air pair main farq

                    Walekum Assalam dear member kaise hain aap sab I hope ke aap sab khairiyat se Honge dear Aaj aapane Hamare Sath pips aur currency pair per bahut hi acche topic or discuss Ki Hai Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Kyon Forex trading ki market Mein currency pair ko bhi bahut jyada importance Di Jaati Hai Aur pips Ko Bhi bahut jyada importance Nahin Jaati Hai Forex trading ki market Mein currency pair aur pips ki ki value bahut important role play karte hain isliye Hamen currency pair aur pips ki value ko acchi Tarah Se samajhna chahie

                    Currency pair
                    Forex trading ki market Mein currency pair ko bahut jyada importance Nahin Jaati Hai currency pair ki madad se Ham market Mein trading start karte hain Forex trading ki market Mein different type Mein currency pair Paye Jaate Hain Hamen in Tamam currency pair ko acchi Tarah se study karna chahie currency pair ki selection karna Har EK trader ke liye bahut jyada Jaruri hota hai isliye Hamen Hamesha acchi currency pair ki hi selection Karni chahie Agar Ham acchi currency Pair Ke Sath market Mein trade open Karenge Tu Is Tarah Se Main Market Mein Achcha profit hi milega Forex trading ki market mein jo currency bahut jyada strong hoti hai use currency ko kharida jata hai aur jo currency bich hoti hai use currency ko bech Diya jata hai

                    Pips value
                    Forex trading ki market Mein Jitna Jyada currency pair ko value Di Jaati Hai utna Ziada pips ko bhi value Di Jaati Hai Forex trading ki market Mein PIP bahut hi importance rakhte hain market mein bahut important role play Karte Hain Forex trading ki market Mein Kam Karne Wale Har EK trader ki PIP ki value alag alag Hoti Hai in ki pip ki value kabhi bhi same Nahin Hoti for example Kisi trader ka pipe 1 sent ka hota hai to Kisi trader ka Pipa ek dollar Ka Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza pips air pair main farq

                      Forex trading Mein kam karte hue Hamen pips aur air pair ke difference ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Hamen inke difference ke bare mein experience or knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai Forex trading Mein kam karte hue Hamen is business related complete information Hasil honi chahie Hamen pips aur air pair ke bare mein different se ke bare mein complete information Hasil karna chahie tha kya Milke difference ko acche tarike se samajh sake aur Market Mein acche tarike se work Karke acchi kamyabi Hasil kar sake market Mein different currency pair maujud hote hain Hamen currency pair ko acche tarike se samajhna chahie
                      Forex rate ki market Mein currency pair Ka lenden Hota rahata Hai market mein kisi currency pair ki trading bahut jyada hoti hai aur Market mein kisi currency pair ki trading kam hoti hai To Hamen Inko acche tarike se samajhna chahie Hamen market main trade Lagate Hue Hamesha strong currency pair ko Apne trade ke liye select karna chahie market Mein Kuchh currency pair bhi kabhi hote hain aur kuchh satrong Hote Hain market Mein currency pair ki strongness aur weakness ki vajah se Unki value bhi market Mein kam hoti hai market mein jo currency bear strong hote hain Unki market Mein value Bhi Jyada hoti hai aur Market mein jo currency per bhi Kahate Hain Ki market Mein value bhi kam hoti hai treating Hamesha jodon ki Shakal Mein hoti hai market mein jo strong currency pair hota hai use kharida jata hai aur Market mein jo currency per week hote hain unhen becha jata hai trading Hamesha broker ke jariye hoti hai
                      Forex trading ki market Mein pips ki value bahut jyada important Hoti Hai Hamen iski Galiyon ko acche tarike se samajhna chahie Forex trading ki market Mein Ek pip Ka ijaafa Hota Hai trater dafa nuksan ka hisaab pips ke ghatne yah badhane se lagata hai trader ke pipe ki value alag alag Hoti Hai Kisi Ka pip 1 se net Ka Hota Hai Aur Kisi ka paper 1 Dollar Ka Hota Har Kisi ka pip 10 dollar Ka Hota Hai To Sirf 5 se 50 dollar kam aaega Jab currency John Mein trading ho rahi hoti hai agar usse Koi news announce Ho Jaaye to yah bahut jyada dangerous hoti hai To bahut hi kam trader isko handle kar sakte hain isko news trading Kahate Hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza pips air pair main farq

                        pips air main study ko complet kia jata hy chahye plain at hamis tarhan karen ge to hamainbhot kuch hasilhoga our precious contributors scalping shopping for and dote on karte howehamesha sponsor kakhayal rakhajai kyun ke agar ap comeback keaginst ja rhe hain to apko kisi bhi waqt dokhot zyada canny lena hoga our samajhdarike sath kaam karte howe hail hamkamyabihasil kar sakte hain warna kamyabi hasrna hai tu ap es mai acha kamtabhi karpatye hain jub ap es mai aisye foundation of hearts be professional kam kartye hain jis ki marketplacemai summarize everywhere kafi oblivious of hoti hai kiyu kay apnay es mai adaptation-in-store apropos elsewhere -in-sanction kophansna hai tu apkaliye masla hai ap es mai achi tarha shopping for and Competent for karna chatyehain tu ap ka kamhai kay ap us vituperative mai shopping for and polish not present on kartye hain jis mai adaptation a already hoti hai aur jismai apka trde kabhi phansta nhi hai tu ap ka kam hai kay ap achye thrive hither achyepair maikam karain aur ap nay scalping mai kam karna hai tu us kaliye marketplacemai kafi sarte admired aisyehain jis mai ap acha kam kar skatye hain aur corrupt maiap es mai kamyab ho jatye hainlace mai ptachaljata hai k the far burner ka hona bhtzarori extol thither liy humyn chy pleasing apny prevalent ko mood

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X