Yeah review facebook per mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeah review facebook per mabni hai
    Introduction:

    Assalamu assalamu alaikum dear forest member ummid karti hun WhatsApp theek honge jaisa ki aap jante Hain Mera aaj ka topic hai Facebooktadir member main aapko advantages or disadvantages bataungi joki Facebook ciliated honge Facebook ek aisi friend site hi jo k illiterate log bhi sign kar sakte hain yahan yahan per thodi si nali se bhi picture video share kar sakte hain Facebook kabali nasm advertisement ka zariya bn gya hai real forex member Facebook ke bahut se features hote Hain Jo ki main aapke sath vah share karungi Facebook se apni marji ke friends let's ko control ko control kar friends Facebook se aap friend list ko control kar sakte hain aur apni marji ke friends join kar sakte hain Facebook allow karti hai ki aap apni marji allow karti hai ki aap apni marji ki pic aur video upload kar sakte hain Facebook se kisi bhi dost ko picture bhej sakte hain video picture bhej sakte hain video bhej sakte hain aur chat bhi kar sakte hain iske alava audio video call bhi kar sakte hain Facebook ke advantage or disadvantage bhi aate Hain km off share karungi

    Advantage:
    Facebook kesari aap har waqt apne doston ke sath rahte mein rah sakte hain Facebook isliye aap out of country bi friend banaa sakte hain Facebook ka material sab logon ke liye entertainment ka jariya Ban chuka hai Facebook per Ham national aur international news bhi dekh sakte hain aur aur out off country ke ke bare mein bhi jankari rakh sakte hain


    Disadvantage:
    ​India India friends Facebook ke kuchh disadvantage bhi hai Facebook ka jyada use karna janki health ko kharab kar sakta hai isase time waste hota hai Facebook students bahut jyada use kar rahi hai jiski vajah se unki education per padhna hai haiFacebook ka use entertainment ke liye achcha hai lekin jyada istemal time waste aur health ke liye nuksan de hai yah aap logon ko personal Marg aur aur blackmail bhi karva sakta hai agar yah agar Facebook hack Ho jaaye to is se hamain preshani kka samna krna pry ga kyunki is hamari privacy ko nuksan kyunki is hamari privacy ko nuksan pahunch sakta meena ke aapko Mera aaj ka topic accha laga hoga


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeah review facebook per mabni hai

    Introduction:Facebook American social media platform hay jes ko 2004 me United State me founded kia gia, es ka headquarter Menlo park California me hay, Facebook 1 corporation ki ehseyat rakta hay jo key worldwide me use kia jata hay aur es key users millions me majood hey ye sab se zeyada hi use kia jany wala social media platform hay jes ki maqboolyat me kami nahi ai hay,

    Advantages: Facebook use karny se hi ham world key halat key bary me hamy achi tarha se maloomat mil sakti hey facebook ki sab se achi bat ye hay key es me har tarha ki maloomti videos aur information hamy mil sakti hay aur other people, frainds ya per family members key ley sab se best social media place hay, mobile me es ka app download kia ja sakta hay jes key base par audio aur video call karny ki sahulat es me majood hoti hay, kesi be person ki profile es me check ki ja sakti hay aur har kesi ka contact number be es key facebook profile se hasil kia ja sakta hay, facebook key fawayeed bahot hi zeyada hey jes ko count nahi kia ja sakta hay,

    Disadvantages:Facebook ko agar use kia jaye to es ko use karny se time bahot hi zeyada zaya ho sakta hay agar ham es ka siraf visit hi karen to es me bahot hi maloomati videos aur other information hoti hey jes ki waja se es me bahot zeyada time spend karna hamari majboori ban jati hay.
    • #3 Collapse

      Re: Yeah review facebook per mabni hai

      asalm o alikum !!!!!
      dear friends ummed h ap sa thk hun ga tu aj ma jis topic pr apnay reviews share krna ja rhi hun wo ha
      TOPIC:
      facebook
      INTRODUCTION
      4 feburary 2004 ma mark zuckerberg na apna harvard university k room mates k sath mil kr ya app invrnt kiya jiska naam us na facebook rkha
      • #4 Collapse

        Re: Yeah review facebook per mabni hai

        Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

        Introduction
        Aj ka humara topic facebook per ha jo k zaida ues hony wahla app ha ye app har mobile may hota ha is k aj hum ap k sath advantages or disadvantages share karayn gy

        Advantages.
        Facebook k koch advantages jo hum ap k sath share karayn gy
        Facebook ka sub say bahra advantages k hum is say earning bhe hasil kar sakty hain facebook py hum may bhot say clips dykny ko milty hain jahsa k funny movie k clips or cartoon is kis sam k clips dykty hain facebook book k sath messenger app bhe attached hota ha jo k hum is py apn6 facebook wahly friend k sath baat karny k lea use karty hain facebook may hum group bhe bana sakty hain jin may hum apny friend k sath post share karty hain jahsa k funny or in say hum koch sawal bhe is say pouch sakty hain facebook ko bhot zaida use kea jahta ha is may ager koi post hum may passand ho to wo hum apny dosto k sath share bhe kar sakty hain is may hum apni pic bhe post kar sakty hain jo k humaray facebook k friend dyk sakty hain

        Disadvantages.
        Facebook k koch disadvantages bhe hoty hain jo k hum ap k sath share karayn gy

        Facebook jo k zaida use hony wahla app ha jis ki wajha say aj kal k bachy is ko zaida use karty hain jis ki wajha say wo apne study ni karty is k aalwah is may koch post gandi or gandi video k group bhe hoty ha jis say bacho py ganda aasar parta ha facebook internet say use hota ha ager hum pkg na hoa to is ko use ni kar sakty
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Yeah review facebook per mabni hai

          Assalamu Alaikum dear senior and junior member agar aap apna time social media per comment karna chahte hain aur is mean different value added services Hasil karna chahte hain to is purpose ke liye aapke pass Facebook Ek bahut hi important aur famous platform available Hota Hai Jis per aap apni maximum requirements ko complete kar sakte hain aur iske sath sath aap Facebook per apna bahut hi Achcha time spent kar sakte hain Kyunki Jab aap Facebook per Apna time spend karna chahte hain to ismein aapko bahut careful hokar ismein Apna account open karna chahie aur iski different value added services ko complete karna chahie Kyunki yah Kaisa platform hota hai jismein aap apni different important requirements ko fulfil kar sakte hain.

          Dear members agar aap Facebook ke platform se bahut jyada advantages Hasil karna chahte hain to ismein aapko bahut careful hokar apni different important informations share karna Hoti Hai Kyunki ismein agar aap apni different important informations general public Tak share karte hain to aapko kya Sawar hokar Kaisi information share karne chahie jo aapki safety per bahut jyada problem ke liye itna kar sakte Kyunki Agar aapko Yaseen information share kar dete Hain Jo aapke liye misuse ho sakti hai to usmein aap ko bahut jyada advantages ho sakte hain.

          Faidy :

          Facebook Ek Aisa platform Hai Jis per aap apna account easily open kar sakte hain aur ismein aap apna easily time spend kar sakte hain ismein aapko bahut jyada value added services mil rahi hoti hai aap apni different friend se closely attached Reh sakte hain aur ismein aap apne different friend se without any cast contact kar sakte hain agar aap is platform se bahut jyada advantages Hasil karna chahte hain to aap ko Apne different important analysis complete karne chahie. Dear jab aap Facebook par Apne different friends ki activity se properly updated Rahana Chahte Hain To usmein aap ko bahut jyada advantages mil sakte hain aur uske sath aapko different videos aur different news updates he is platform par mil rahi hoti hain.

          Nuqsan :

          Facebook Ek Aisa platform Hai Jis per agar agar aap apni personal information aur personal data share Karte Hain To hi aapke liye misuse bhi ho sakta hai aur aapke liye kuch problem bhi create ho sakti hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X