Yeah review Honda CG 125 per mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeah review Honda CG 125 per mabni hai
    Introduction:
    Assalamu assalamu alaikum dear forex member Mera aaj ka review Honda CG 125 ke bare mein hai jaisa ki friends aapko pata hai ke koi bhi cheez lene se pahle hamen uske bare mein main knowledge Kaho na na bahut jaruri hai kyunki knowledge ki Bina per ham ek acchi cheese are wale kar sakte hain jaisa ki mera aaj ka topic Honda CG 125 hai jo ke sab bahut like karte hain Honda CG 125 bahut achcha bike hai yah ek aisi sawari aisi sawari hai jis per Ham basani ek jagah se dusri jagah ja sakte hain

    Advantage:
    Har cheez ke advantages or disadvantages hote Hain

    Honda Honda CG 125 200 se 300 kilometre ka Safar aasani se Tak aa sakta hai Honda CG 125 Baki bike ki nesbitt jyada powerful hota hai ismein fuel capacity 9.2 l hoti hai iska vate 99 kg hota hai yah black aur red colour mein Mil jata hai iska sound bahut hi fantastic hota hai gay powerful engine ke sath hota hai hai is per jitna chahe load Dal sakte hain yah high speed hota hai iski badi bahut majbut hoti hai yeah motorcycle 120 kilometre per hour ki speed se chalta hai

    Disadvantage: ​advantage adventures ke sath Sadi se tumhen bhi hote Hain yeah motorcycle petrol ka bahut jyada kharcha karta hai bahut jyada speed hone ki vajah se jyada accident hone ka khatra khatra hota CD 70 ke mukabale mein main iska jyada kharcha hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeah review Honda CG 125 per mabni hai

    Introduction:
    AOA
    umeed krta hn k ap sb thk hn gy Mera an ka ye review Honda CG 125 pr mabni hai jaisa k hn sb janty hain koi bhi chz khareedny sy pehly us k bary Mai pta hona chahiye koi k knowledge k bghair hm achi chz ka intikhab ni kr skty Honda CG 125 aam toor pr kafi acha bike hai is k zariye hm 1 jgah sysy dosri jgah asaani sy ja skty hain
    Is bike ka engine 123.5 cc Hota hai jo k ziada bra engine ni hai.Is bike ki look koi itni khas piyari ni
    Advantages:
    1 chez k advantages k sath disadvantages bhi hoty hain Honda CG 125 1 acha bike bike ye baki bikes ki nisbat Thora tez bhi hai jis ki wjah sy hm Thora jldi safar kr skty hain is bike ki awz bhi kafi achi hai or look mai bhi aam tor pr thk hai hn is bike or tour waghera bhi kr skty hain.
    Disadvantages:
    Is k disadvantage ye hain k is ki road grip achi ni hai jis ki wjah sy accident bhi kafi hoty hain is bike Mai disk brake ni hain. Agr acha k koi chz samny aa jy to disk brakes sy hm jldi bike rok skty lkin is bike Mai wo facility provide ni ki gi pori dunya Mai ye bike 1990 Mai bnd ho gya Tha lkin Pakistan Mai ye abhi bhi aa rha hai. 1990 se le kr 2020 tk is ki shape Mai koi khaas frq ni hai bs 1 sticker change hai.ye bike Pakistan Mai baki bike ki nisbat tez hai jis k wjah sy accident bhi kafi hotyhain. Is ka petrol ka kharcha bhi ziada hai.
    • #3 Collapse

      Re: Yeah review Honda CG 125 per mabni hai

      gee han bilkal dear ap ne bohat acha review diya ha honda ki bike ki company bohat achi company ha honda gc 125 bohat hi acha bike ha hamre istamal k liye ye kafi teez raftaar bike ha hum is ki madad se apna safar asan bana sakte hein ur hum is mn bohat hi kam time mn zada safar kr sakte hein
      honda gc 125 look
      Click image for larger version

Name:	download (18).jpg
Views:	1
Size:	14.3 کلوبائٹ
ID:	12337565
      adavantages.

      is bike k bohat zada adavantages hein is bike ka engine 123.5 cc hota ha jo bohat acha engine ha is bike ki look be kafi achi ha ur dear ye kafi achy company ha honda k bike kafi achy hote hein is bike ki madad se hum gantuo ka safar mintuo mn kr sakte hein kew k ye kafi teez raftaar bike ha is k bohat zada faide be hote hein ur is ki look be kafi achi hoti ha ur ye kafi mazboot bike hota ha

      disadavantages .
      dear is bike k nuqsan be hote hein dear hume pta ha k ye eik acha bike mn is ki raftar be kafi achi ha tu os hisab se is bike mn feole range be zada hoti ha ye pitrol be kafi zada leta ha ur ab is ki shap kafi old ksam ki ha is ka engine bohat bhara ha ise istamal krne k liye hume achu income ki be zahrorat parti ha
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Yeah review Honda CG 125 per mabni hai

        ASSALAM ALAIKUM!😇

        Dear friends, YE REVIEW HONDA CG 125 PER MABNI HAI.

        INTRODUCTION :
        Honda CG 125 aik bike hai jo 125 cc engine rakhti hai. Ye aaj kal sb se ziada famous or demandable bike hai. Ye different colours me available hai. Click image for larger version

Name:	images (18).jpeg
Views:	1
Size:	22.4 کلوبائٹ
ID:	12337759

        ADVANTAGES
        :
        Honda CG 125 achy engine ki waja se other bikes se ziada jaldi distance cover krti hai. Bike rider is k sound ko bohat like krty hn. Is me disk break use hoti hn jo other traditional bike se ziada effective han. Is ki front breaks disk braeks hoti hn or back wali breaks traditional hoti hn. Ye aaj kal k youngsters ki favourite bike hai.

        DISADVANTAGES
        :
        Is pe safar krny se jald he tiredness feel hoti hai. Is k engine ki power k hissab se is k shocks ni hoti or seat bhi comfertable nai hoti toh tiredness feel hoti hai.

        CONCLUSION
        :
        Over all ye aik achi or favourite bike hai. Honda CG 125 ko ride krny k baad he ap isko jaanch skty hn so according to my point of view It is a good product.


        THANK YOU!!!👍
        • #5 Collapse

          Re: Yeah review Honda CG 125 per mabni hai

          Assalam alaikum umed ap hai ap sab dost kheryat sa hongay
          Topic:Honda CG 125

          INTRODUCTION:
          Aj main Aap ko nis chez k bare main batanay ja raha hon woh
          hai Honda ka motorcycle aur woh bhi koi aam sa bike nahi
          balkay Honda 125 jo k 125CC hai aur raftaar ki wajha sa poray
          pakistan main famous hai aur gar koi cahhata hai k us k pas
          125 ho aur woh us ko sahi kar k tyar karway aur phir bahir
          road par bhagay...

          Advantage:
          Is bike ki bhut si advantages hain jo k aj main ap k sath sahre
          kron ga....
          1:Yheh motorcycles bhut mazbot hain aur in ki road grip bhi
          bhut zyada hai ...
          2:Aam cd70 k mukablay main is ka weight bhut zyada hai aur
          yh wajha hai k iski grip zyada hai...
          3:Iski height bhi onchi hai aur is ki awaz bhi bhut achi hai aur
          har koi pasand karta hai..

          Disadvantage:
          Is k bhut sa nuksanat bhi hain.
          1:Speed zyada hone ki wajha sa bachay yeh khared letay hai
          aur phir is pa bhut sa accidents bhi hotay hai.
          2:Is ka design same rehta hai aur bs mark k ilawa aur kisi
          bhi chez main koi khas changing nazar nahi aaati
          • #6 Collapse

            Re: Yeah review Honda CG 125 per mabni hai

            INTRODUCTION:
            gaAsslam o alikum dear members yeh Review CG 125 per mabni hai jis mn main apko CG 125 k bary mn tafseelan btaun
            aur isky faidy aur nuqsanat se aagah krunga.. dear members cg 125 se aap sb waqif hn aik bht maqbool brand hai
            Yeh 125 cc oetrol engine motorcycle hai jo 2 afrad k liye bnai gai hai.. cg 125 honda company ka brand hai

            Click image for larger version

Name:	cg-125.jpg
Views:	1
Size:	47.1 کلوبائٹ
ID:	12337918

            FAIDY:
            dear members cg 125 aik bht power full engine bike hai jo bht paidaar hti hai aur zyada se zyada weight utha skti hai..
            Cg 125 ka engine bht powerful hta hai aur speed bhi bht zyada hai jo aam motorcycle k muqably mn kafi zyada hti hai..
            Cg 125 ki resale bht achi h agr aap sale krne ka irada rkhty hn to hand to hand sale ho jati hai.. is k ilawa cg 125 mn
            Turbo lga hta hai jo engine ko garm nai hny deta aur long root per bhi bike zyada garm nahi hti..

            NUQSANAT:
            Dear members cg 125 bht expensive bike hai aur is k ilawa hr new aany wale models mn koi kkhas changing nahi
            Aati jis ki wja se iski price bht gir jati hai.. cg 125 motorcycle bht zyada chori ya snacth hony ki wja se risky buke hai..
            Cg 125 bike fuel bht zyada khati hai jo sarasar pese ka liss hai
            • #7 Collapse

              Re: Yeah review Honda CG 125 per mabni hai

              Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

              Introduction.
              Aj ka humara topic Honda CG 125 per ha jo k bhot he pyara or bhot he famous bike ha aj hum ap say is k bahry may advantages or disadvantages share karayn gyn

              Advantages.
              Honda cg 125 jis k faidy ye hain k is ka aik bahra faida ye ha k ap is per 300 km ka safer bhot he aasa ne say kar sakty hain jin dosto ko traveling ka shock hota ha wo v bike py un k lea ye bike bhot he acha ha is per wo aram or sakun k sath safar kar sakty hai ye bike bhot achy design ka ha is ki look bhot he pyari ha is ki khubsorti ki baat ki jay to ye bhot he mazy ka bike ha
              Disadvantages.
              Honda CG 125 ki ager disadvantages may baat ki jay to is ka jo bahra disadvantages ye ha k ye bhot zaida petrol kahta ha jis ki wajha say is per petrol ka karcha bhot ha is pay traveling to bhot sakun say bum 300km kar sakty hain laykin ye petrol bhe bhot sakun say acha kahsa use karta ha is k aalawah is ki qimaat zaida hony ki wajha say log mushkil say he is ko buy kar sakty hain ye jahsy jahsy is k new model a rahy hain bus un ki qimaat may he hyzafa kea ja raha is is may koi aase new changing ni ho rahe
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Yeah review Honda CG 125 per mabni hai

                Hello members i hope ap sb theek thak hungy ajj hum ap k sath ik aur topic discuss kren gy jo k honda CG 125 py hoga ayen start krty hn.

                introduction
                dunia me kahen bhi travel krny k liye diffrent types ki sawari use krni parti ha taky travel krny me asani ho isi me se ik honda company ki bike cg 125 bhi ha jisy sawari k liye use kia jata ye ik japani bike ha jo ab pakistan md hi tiar hoti ha japan ki ajazat se isy international standards k mutabiq bnaya jata ha.

                Advantages
                dear members cg 125 ka mtlb hota ha k iska engine 125 cc ha jo iski power ko normal bike se behtreen bnata ha is k bht sary faidy hn iski speed bht fast hoti ha
                ye baqi bikes k muqably me bht ziada weight rakhti ha.
                isky engine ki power bht ziada hoti ha
                ye ik two seater vehicle ha lkn is py teen log bhi travel kr skty hn
                isky suspension bht achy hoty hn jump ziada nhi lgty is py.
                iski drive bht smooth hoti ha aur easy bhi.
                iski handling power bhi achi hoti ha isy asy design kia jata ha k is k girny k chances bht km hoty hn.
                iski seat bht comfortable hoti ha.
                isky indicator aur head light bht power full hoti ha jo door tk trafic ko dikhati ha.
                is k typers achi quality k hoty hn alomost six ply k jin k punture hony k chances bht km ho jaty hn.
                isky engine me oil ik litter dala jata ha jo isky engine ko behtr bnata ha
                iski fuel tank 18 litter ka hota ha taky jaldi fuel khtm na ho jae.
                iski breaks system bht acha hota ha quick response deti ha iski break.

                Types of CG 125
                is k 3 models aty hn jo k ye hn
                Honda CG 125 basic
                Honda CG 125 self start
                Honda CG 125 deluxe

                Price
                honda CG 125 normal ki price one lac forty thousand ha Honda self start ki price one fifty six thousand me mil jati ha.


                Disadvantages
                jahan hr cheez k faidy hoty hn wahen isky kch nuqsan bhi hoty hn jese k ye bike fuel bht khati ha ye expensive bht ziada ha is k accident hony ki soorat me bachny k chances bht km hoty hn.

                Precautions
                hamesha bikes ride krty waqt helmet ka istamal zaroor kren.

                اب آن لائن

                Working...
                X