yeh review folic acid ki tablets leny par mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review folic acid ki tablets leny par mabni hai
    Introduction

    Aoa...dear memebrs ummid karti hun ki aap sab khairiyat se honge to aaj main aapke sath Jo topic share karne ja rahi hun vah bahut hi jyada important hai aur vah hai phool kaise ke bare mein jaisa ki AAP sab jante Hain ki Ham mein se bahut se log daily basis per folic acid ki tablets lyty hen aur yah bahut hi jyada fayda Dene wali chij hai kyunki hamari body mein folic acid ki bahut ee zurorat hai or yeh zurori hai

    Advantages

    dear members folic acid hamari body mein bahut sare important functions perform karta hai jaisa ki hamari skin se related iske alava hamare urinary system se related aur uske sath hamare bones ke system mein bhi is ka ek importanttractor hota hai jo isko daily basis per use karna chahie iski ek proper diet hoti hai jo hamen daily basis per leni chahie aur hamari body ke andar use proper diet ka present hona bahut jaruri hai so ek bahut jyada important chij hai specially ladies mein iski amount jyada hona jaruri hai hai iski amount hona jyada jaruri hai aur pregnancy jassi situation mein isko jyada vah use Kiya jata hai iski tablet hoti hen jo ham daily ly skty hen yeh bilkul nuqsan nahi dyti or yeh skin problems ko theek kar skti hen jese ky pimples or chaaaiyan wghera or yeh bht Advantages wali cheez hai

    Disadvantages

    dear memebrs wese to folic acid hamari body ki basic jarurat hai magar agar kuchh dietary imbalance ho aur ham jyada folic acid Le Le tu hamari body ke andar pahunch ho jata hai aur yah bahut sare problems create kar sakta hai ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review folic acid ki tablets leny par mabni hai

    Walekum assalam dear member aapane bahut Achcha aur important review Hamare Sath share kiya hai jismein aapane bahut important medicine se related knowledge provide ki hai Folic acid bahut hi best tablets hai hai jo bahut se log daily basis per istemal karte hain yah Hamari body Mein Bahut Si weaknesses ko khatm karti hai Folic acid tablets bahut jyada expensive Bhi Nahin Hoti e Ja Hamen isliye market se available hoti hai Isko 12 years ke bad se le sakte hain.

    Faiday:

    Folic acid bahut acchi tablet Hai yah Hamari sehat ke liye bahut jaruri hai yeh bahut faidamand tablet hai pregnant ladies ko doctors first 3 months Folic acid khana suggest Karte Hain yah baby ki growth ke liye bahut jyada effective hoti hai Iske alava Hamari body mein iron ki deficiency Ho Jaati Hai yah Hamari body Mein iron ki deficiency ko khatm karti hai aur zinc and iron provide Karte Hain Hamari body Mein Bahut Si weaknesses ko kam Karti Hain ..folic acid hum dail 1se2 tablet lyty hn yeh hmari body ki daily needs ko poora krti hai ...

    Nuksan:

    Folic acid khany ka koi nuksan nhi hai but hume doctor se consult krny k bad in ko istemal krna chiay ta k hum faida hasil kr saken .....thanks
    • #3 Collapse

      Re: yeh review folic acid ki tablets leny par mabni hai

      Dear forex members Asalam O Alaikum umeed krti hoon ap khyriat se hon gay aj ka topic bohat acha share kiya hai jo k hmari sehat se related hai kiun k hmari sehat se barh k kuch nai hai or folic acid hmari sehat k liye bohat achi hai is se hmara jisam mazboot hota hai or ye hmari jisam se kamzori door krti hai folic acid bohat achi medicine hai

      Advantages


      Dear members jesa k ap jante hain k hmari body k liye mazbooti kitni zaroori hai jab tak hum andar se mazboot nai hon gay tab tak hmara androoni nizam sahi kaam nai kray ga or is k liye sub se best foloc acid hai jo k hmary jism se kamzori door krta hai or taqatwar bnata hai ye khoon ki kami bhi poori krta hai is liye is ko zyada use krna chahiye daily basis py


      Disadvantages

      Dear members jesa k ap janty hain k is k koi nuqsanat nai hain lekin agar is ko use na krain to kamzori peda ho jati hai is liye is ko use krain

      Dear members ye to tha mera review ap bhi apne reviews zaroor share krain thank you
      • #4 Collapse

        Re: yeh review folic acid ki tablets leny par mabni hai

        asalam o alikum dear member

        Introduction..

        Dear member apny hmary sath bht acha review share Kia ha folic acid tablets ka bary ma dear yh ak bht e zaida achi tablets hain yh asi tablets hain jo k bht sy log daily base pr use krty hain..folic acid hmari sihat ka liye bht zaida achi hain yj hmary jisam ko bht zaida mazbot rkhti hain or inka log bht zaida use krty hain hmari sihat k liye yh kafi zaida fayde mand sbit hoti hain


        fayde..
        dear folic acid wali tablets bht e zaida achi tablets hain yh hmari sihat k liye b bht achi hain or pragnet ladies k liye b bht zaida achi hain.. in ka hmari health pr bht acha effect prta h or is trah yh hmari jisa ki mazboti mn ak bht zaida aham krdar ada krti hn. yh hmary jisam ko bht zaida mazbot bnati ha or us ka ilawa yh khoon b paida krti ha or jisam ko bht zaida taqt bakhsta ha or yh hmary liye bht zaida acha ha is ls liyw isko lazmi khana chye

        nuqsannat..

        dear agr hm in tablets ka use ni krty hain tu ussy hmry jisam ma kamzori paida hskti ha or hmara jisam kamzor hjata ha is liyw folic acid ka hna bht zrori ha
        • #5 Collapse

          Re: yeh review folic acid ki tablets leny par mabni hai

          Introduction
          Asslam alaikum dear member ap ne hmary sath acha rebiew share kia hai ap ka review folic acid ki tablets par mabni hai yh ek esi tablet hai jis ko bina kisi khtry ke use kia jata hai yh ap ki body ke liye bhtt ziada zruri hoti hai ...yh ap ko daiily basis par use krni chaiye r har roz is ko khana chaiye ...yh ap ki body me kuch important functions perform krti hai ...yh ap ko kisi bhii medical stire se asani se mil jati hen ...is ki tablets choti choti hoti hen jin ko asani se lia ja skta hai ....wo log jo tablet ko nigal ni skty wo bhi is ko asani se le skty hen q ke in ka size chota hota hai ....in ke kuch faidy r nuqsan me ap logn ke sath share krti hn ...
          Advantage
          Folic acid ki tavlets ke kuch faidy hen me ap logn ke sath share krti hn ...
          Folic acid ap ki body ke liye bhtt ziada zruri hoti hen ..
          yh ap ki body ke andr kuch important functions perform krti hn ...
          yh ao ko kisi bhii medical store se asani se mil jati hen ...
          Follic acid ki tablets choti choti hoti hen in ko koi bhii asani se le skta hai ....
          har lrki ko yh daily use krni chaiye ...
          wo log jo koi bhii tablet ko asani se nigal ni smty wo bhii in ko asani se le skty hen q ke in ka size bhtt chota hota hai ..
          in tablets ki price bhii bhtt kam hoti hai koi bhi is mo afford kr skta hai ....
          yh ap ko kamzoori se bachati hen ...
          disadvantage
          In ke kuch khas nuqsanat to ni hen lkn chand ek me ap logn ke sath share krti hn ...
          in tablets ki body ko bhtt ziada zrurt hoti hai lkn in ko din me ek se ziada agr len gy to ap ki tbiyat in se khrab ho skti hai ...
          agr ap koi expire tablet kha lety hem to us se ap ko vomit ho skti hai r ap ki tbiyat khrab ho skti hai ...
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: yeh review folic acid ki tablets leny par mabni hai

            Assalam O Alaikum dear forex members umeed hy k ap sb thk hngy r mehnat sy kam kr rhy hngy.
            Introduction
            Dear member ny bht acha topic share kiya hy r bht achy sy explain b kiya hy.
            Topic
            Folic acid tablets k fawaid r nuqsanat..

            Folic acid hmari body k liye bht zruri hy. Is me iron hta hy jo k blood bnany me madadgar sabit hta hy. Folic acid ki deficiency bht c complications paida krti hy jo k pregnancy me bht zyada fatal sabit htj hy.

            Advantages

            Folic acid new cells r tissues bnata hy jo k hmari body ko healthy bnata hy.
            Folic acid khoon ki kmi ko pura krta hy.
            Pregnancy me folic acid mother r fetus k liye bht acha sabit hta hy.
            Folic acid pimples r acne ko prevent krta hy qk is me bht sy anti oxidants hty hyn.
            Folic acid skin r nails r hair k liye bht faid e mand hta hy.
            Folic acid specially girls k liye bht zruri hy.
            Folic acid menstrual cycle ko regulate krny me madad krta hy.


            Disadvantages

            Folic acid agr zyada amount me ly liya jaey to faidy k bjaey nuqsan dyta hy. Body me folic acid accumulate hny sy bht c diseases ho skti hyn. R folic acid zyada hny sy death b ho skti hy. Is ki accumulation sy fat b brh skta hy r obesity ho skti hy. R obesity he tmam beemarion ki wja bnti hy.

            اب آن لائن

            Working...
            X