how many types of pending orders ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how many types of pending orders ?
    assalam o aalikum
    dear there are 2 types of pending orders
    phela order trade ko open karny k liye lagaya jata hai
    2sra order open trade ko close karny k liye lagaya jata hai ...
    total pending orders 9 types k hoty hain jin main sa 6 types aise hoti hain jin par hum pending orders ya auto trade laga sakty hain
    mt5 par 6 types hoti hain or mt4 par 4 types hoti hain ....

    trade ko close karny k liye 3 types hoti hain
    stop loss
    take profit
    trailing stop
    ye active trades ko close karny k liye lagya jata hai

    mt5 main 6 types hoti hain
    buy limit
    sell limit
    buy stop
    sell stop
    buy stop limit
    sell stop limit
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: how many types of pending orders ?

    Forex Trading me kabhi bhi hum har waqat online nahi ho sakte hen, is waja se hum forex trading me pending orders ka istemal karte hen. Forex Trading me pending orders ka lazmi istemal karen aur kabhi bhi directly trading open nahi karna chaheye, jab tak market ki sahi situation ka pata na ho raha ho to. Hamen chaheye k hum forex trading me pending ka sahi tareeqay se istemal karen. Pending order jo Forex Trading me istemal ho rahen wo 4 qisam ki hen, in me aik buy ki do qismen hen aur do sells ki pending orders hoti hai. Buy me buy limit aur buy stop ki trades hoti hai jab k sell me sell stop aur sell limit ki trades hoti hai. Is waja se hamen forex trading me jab bhi trade karen to sahi pending orders ka sahi tarah se istemal karte rehna chaheye.
    Click image for larger version

Name:	images (76).jpeg
Views:	4
Size:	21.5 کلوبائٹ
ID:	12337521
    Buy limit
    Forex trading me buy limit wala option hum us waqat istemal karte hen, jab bhi forex trading market me hum chahte hen k market price downward semat me aik khas position pe pohunch jaye to us waqat buy limit ki trade auto pe open ho jaye. Buy limit trader's us waqat chonte hen jab forex trading market me hum kisi reversal trend ka intezar karte hen k market ki price aik bearish side pe jane k bad reversal ho kar upward (bullish) trend chalay ga. Is waja se hum forex trading market me buy limit ka option lagate hen. Hamen forex trading market me buy limit ko proper technical analysis ka istemal karte howe lagana chaheye. Buy limit k leye zarori hai k hamen market me support levels ka pata ho, k hum asani se buy limit ki position set kar saken.
    Click image for larger version

Name:	images (72).jpeg
Views:	22
Size:	13.8 کلوبائٹ
ID:	12337523
    Sell limit
    Forex trading me sell limit ka option aur kaam buy limit k oposite semat pe hoti hai. Forex trading me sell limit ka option traders us waqat chunte hen, jab bhi trader's ko lagta hai k market me trend kuch waqat ya lamhay k leye upward jane k bad reversal ho jayegi aur market me baqi downward (bullish) trend hogi. Sell limit me hamen market ki resistance ka pata hona chaheye, k us k bad market ki movement lazmi reversal ho sakti hai is waja se hamen market me sell limit ka option istemal karte hen.Click image for larger version

Name:	images (73).jpeg
Views:	3
Size:	14.0 کلوبائٹ
ID:	12337524
    Sell stop
    Forex trading me sell stop us waqat hum istemal karte hen jab market me hum kisi trend ki position dekh rahe hote hen k agar market ki price downside pe support position ko break karta hai to us waqat hamara sell ki lot lag jaye, is option ko jab bhi hum istemal karte hen to is ko sell stop kehte hen. Sell stop ki position future ki position hoti hai aur is me hum jo pending istemal karte hen wo future time k leye hota hai.Click image for larger version

Name:	images (74).jpeg
Views:	11
Size:	14.1 کلوبائٹ
ID:	12337525
    But stop
    Buy stop ki pending order sell stop ki pending order se bulkul opposite hoti hai aur is me hum kisi uptrend side ki prediction pe pending order put karte hen k agar market upside pe aik resistance position ko break karta hai to us waqat hamara buy stop ki position us waqat enter ho jaye. Buy entry hone ki waja se is order ko buy stop kehte hen. Click image for larger version

Name:	images (75).jpeg
Views:	4
Size:	14.0 کلوبائٹ
ID:	12337522
     
    • #3 Collapse

      Re: how many types of pending orders ?

      forex main 2 types k orders yah hoty hain.
      1: Instant orders
      2: Pending orders
      ab hum pahly bat karty hain forex main instant orders k bary main
      INSTANT ORDERS:
      Instatnt ka mtlab hota hai current sort e hall or instant orders name se he dekh skty hain k yah instant order wo order hota hai jo hum market main hony wali sort e hall ko osi tim efollow kar k apni trade lgaty hain jis main hota yah hai k hum market ko pahly analysis karty hain jub market ki smjh a rahi hoti hai tu os ko follow kar lety hain jis se hum apni trading kar lety hain instant order main hu trading market ki osi sort e hall ko follow karty hain jo chal rahi hoti hai.


      Types of pending orders.
      Pending ordera ki 4 types hain. Do orders mojuda price say uper lagaye ja sakty hain jab keh do types kay order mojuda price say down price per lagaye ja sakty hain.

      Sell stop.
      Yani iska matlab hay keh ham mojuda price say down per trend ki mazesd down direction per sell stop laga daity hain jo keh amooman support kay break hony ki surat main active ho kar profit main chala jata hay.

      Buy limit.
      Jab hamain lagy keh support strong hay aur market wapas a ker again up jaye gi jab keh overall trend bhi up ho to ham buy limit laga daity hain yani security ko dip say buy karny kay liye buy stop ka use karty hain.

      Buy stop.
      Current market price say up per ager resistance kay break hony kay chances hon to ham is say some pips up per buy stop laga daity hain aur ager resistance break ho jaye to mazeed up trend ki movement main hamain earning ho jati hay.

      Sell limit.
      Jab hamain ye lag raha ho keh market ab mazeed up movement main nai jayegi ya resistance kafi strong hy to resistance per sell limit laga di jati hay jahan say price hit ho ker wapas any per hamain reversal main selk ki price say earning ho jati hay.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: how many types of pending orders ?

        Dear forex main trading kay liye chay ham order open karain ya close karain hamain mukhtalif kisam kay tools say auto per bhi sahoolat milti hay. Jab keh trading order place karna aur isko auto close karna bhi mukhtalif mukhtalif tools kau use per mabni hay.

        Stop loss and take profit functionality.
        Yani ager ham order open karain gay to isky bad take profit ya stop loss ka use auto trading closing karny kay liye use karain gay. Is tarah ye order close karny kay liye tools hain aur inko ham pending order nai kahain gay balkeh auto trade closing tools kahain gay.

        Pending orders type.
        Forex market main ham apni desired pricing point ko bhi trading kay liye use kar sakty hain. Mojuda market price say ager higher price per ham buy ya sell karna chahty hain to bhi ham pending order place kar sakty hain jab keh ager mojuda market price say lower price per bhi ham buy ya sell ka pending order place kar sakty hain. Ager ham mojuda price say higher price per buy karna chahty hain to buy stop ka use kar kay order place karain gay jab market price wahan puhnchy gi to hamara buy position main order open ho jaye ga. Is tarah ager ham up price say sell ki trade karna chahty hain to sell limit select kar kay order place karain gay jahan per price hit hony per sell position main hamari trade open ho jaye gi. Isi tarah ager ham mojuda price say lower price say buy karny main enterested hain to hamain buy limit kay through pending order open karna hoga. Ager ham mojuda price say lower say mazeed market ko down jany ka sochty huye wahan say sell karna chahty hain to is surat main ham sell stop kay through pending order lagain gay jis say sell position main hamara order open ho jaye ga.
        • #5 Collapse

          Re: how many types of pending orders ?

          assalamualaikum dear members. Forex market me trading karne ke liye different types ki orders istemal hote Hain iske liye zaruri hai ky in orders ke bare mein knowledge hasil kiya jaaye ya knowledge ham is forum per hone Wali discussion se hasil kar sakte hain. Forex market mein mukhtalif kism ke orders hote Hain inmein pending order aur instant orders shaamil hai instant orders woh orders hote hain jo mahjuda Surat e HAL ko dekh kar use waqt hi trade open karke kiye jaate Hain instant orders market orders kahlate Hain kyunki yah market trading ke dauran kiye jaate Hain aur usi din hi close kar diye jaate Hain jiski vajah se inke profit aur loss ka usi din pata chal jata hai Forex trading mein istemal hone wale dusre orders pending orders kahlate Hain pending orders ki mukhtalif types manjud hai jismein buy limit sell limit buy stop sell stop shamil hai.buy limit trader jaswant istemal karte Hain jab forex market mein market price niche ja rahi Hoti hai Tu ek khas point per pahunch is limit ki vajah se ham auto trade open karke buy kar sakte hain buy limit ke liye ye jaruri hai ki hamen main market mein sport levels ka batao ki ham aasani se a limit ki position set kar sake. Sell limit ka option trader us time istemal karte Hain jab unhen lage ke market mein trend kuchh der ke liye upar jaane ke bad reversal ho jaega aur market baad main download trend hoga sell limit mein hamen market ki resistance Ka pata Hona chahie. Sell stop se aapke trading auto pe close ho jati hai aur ISI Tarah buy limit se aapke trading auto per close ho jati hai agr aap se buy ki trade open ki Hoi hoo...
          • #6 Collapse

            Re: how many types of pending orders ?

            Walaikum salam dear all members I hope of the khairiyat se hun ki aaj aapane pending orders awaited bahut hi important topic discussion ke liye choose Kiya Hai Jis per discussion Karke Ham Apna knowledge or experience aapke sath share Karenge Forex trading ki market Mein yah pending order se bahut jyada important Hote Hain Jo traders trading Karte Hain To unhen trading karne ke liye in pending orders ki jarurat padati hai isliye Tamam members ko market Mein in pending order ko properly tarike se study karna chahie

            Jab aap market Ma trade open karte hain to use Waqt aapko market Mein in orders ki jarurat padati hai Kyunki aap market Mein ine orders Mein Se Hi Ek order ko placed karte hain isliye aapko market Mein Apne trade open karne se pahle aur koi order placed karne se pahle unke bare mein complete information Hasil kar leni chahie Kyunki information aapki rate ke liye bahut jyada important hoti hai aur aapki trade open karte waqt aapke liye bahut jyada helpful bhi hoti hai isliye Tamam members in orders ko acche tarike se study Karen

            Market Mein pending orders may sell limit buy limit sell stop buy stop yeah Tamam order is pending orders mein bahut jyada importance rakhte hain aur jab aap market Mein trade karte hain to use work in pending orders Ka istemal Karke hi apni trade Upar Karte Hain agar aap sell limit ka order place karte hain to use Waqt aap is kajariya se market mein market ki specific price Kochi tarike se confirm Karke SL order placed kar sakte hain aur usmein apni trade open karke market Mein acchi success Hasil kar sakte hain aur ISI Tarah Se Jab aap bhai limit ka istemal karte hain to use Waqt Bhi aap market ki price ko acche tarike se confirm karne ke bad market Mein buy ki trade open kar sakte hain market Mein Tamam members Jab Bhi ine order ko please karte hain to use Waqt unhen market ki specific price ko acche tarike se confirm kar lena chahie Uske bad hi market Mein in order message Kisi order ko placed karna chahie market Mein acchi success Hasil kar sake
            • #7 Collapse

              Re: how many types of pending orders ?

              Assalamu Alaikum dear senior and junior member agar aap Forex trading Mein orders ko different important types Mein categorise Kahate Hain To ismein aapko instant order aur pending order ki facility mil rahi hoti hai agar aap Forex trading Mein pending order ko properly study karte hain to usmein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap apni required prices per apni Ee market Mein entry Le sakte hain aur iski basic per hi market Mein Apni trade ko khatm kar sakte hain.

              Dear agar aap Forex trading me pending order se completely utilise Hona Chahte Hain To Aisi situation bhi aapko bahut jyada carefully hokar study karna Hogi aur pending order ki complete information Hasil Karke is ko apni trading per reply karna hoga otherwise Forex trading Mein completely successful Hona aapke liye difficult ho sakta hai agar aap Forex trading me completely successful Hona Chahte Hain To Aisi situation main aapko Forex trading mein bahut jyada careful pending order se related apni learning complete karna Hogi Forex trading Mein important pending orders ki details following hai.

              Buy limit

              Sell limit

              Buy stop

              Sell stop

              Dear agar aap Forex trading me pending order ko completely study kar lete hain To Aisi situation mein aap apni required prices ki basis per market Mein inter ho sakte hain Jab market Mein Aapki required prices available Nahin Hoti To Aisi situation main aap pending orders ko apni trading per apply kar sakte hain aur ismein aapko maximum advantages mil sakte hain agar aap market ko regularly visit nahin kar sakte aur apni required prices hone Tak Intezar nahin kar sakte To Aisi situation main aap apne different important analysis ki basis per pending orders apply kar sakte hain aur is maximum advantages Hasil kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: how many types of pending orders ?

                Han je forex trading ma trading tools avaiable hoty hain ye trading tools profit ko increase karny or loss ko minimize karny ma bhot helpful hoty hain. Jo trader enko achy sy use karna sekh jata hai wo profit hasil karna sekh jata hai. Es topic ma ham ye discuss karyn gy k ham pending orders ko kesy use kar sakty hain or en ki mainly types ketni hain.

                Pending orders meaning. Forex trading ma market k current position k kuch distance par trader kuch spots ko select karty hain. En spots par trade karny k lae wo apna order es place par set karty hain. Jb market move karti karti us location ko hit karti hai to trader ka wo order active ho jata hai or wo trade ma in ho jata hai. En pending orders ka main maqsad trader k profit hasil karny k chances ko increase karna or loss k chances ko decrease karna hota hai. Es k ham ham pending orders ki types ko further discuss kar lety hain.

                Types of pending orders. Forex trading k meta trading 4 plat form ma 4 main types k pending orders hoty hain. En ma sy 2 limit orders hoty hain or 2 stop orders hoty hain. Limit orders ma market k trend k opposite or us ki current direction k reverse apny orders ko open karna hota hai. Stop orders ki bat ki jae to es ma market k trend ma or same direction ma orders ko open kiya jata hai. Jo trader en pending orders ka better use karta hai wo acha profit hasil karny ma nodoubt kamyab ho jata hai. Jo trader pending orders ko use karna prefer ni karty unk lae market ma survive karna b mushkil ho jata hai or wo loss or account wash ka shikar ho jaty hain. So trader ko pehle demo ma pending ka use karna zarur learn karna chahe or phr apni trade ma in hona chahe.
                • #9 Collapse

                  Re: how many types of pending orders ?

                  Assalam o alaikum
                  Topic: Types of pending orders
                  Explanation:
                  What is a pending order?
                  Foreign exchange main ya forex market main Pending order apk broker ko automatically instruction deta hay currency ko buy ya sell krnay ka jab market eak certain price tak pohanchti hay future main. Is trah ka order market order sy different hota hay jo apk broker ko automatic current price pay buy ya sell krnay ki instruction deta hay.
                  Types of pending orders:
                  4 types k pending order hain jo execution k liye use hotay hain.
                  1)Buy limit:
                  Is trah k pending order main ap price ko future main ask price pay buy krtay hain agr wo price predetermined price sy match kar jaye. Trader ye order place krtay hain kyun k wo ye expect kr rhy hotay hain k security ki price down drop ho gi eak certain level pay us k bad bullish trend bnay ga.
                  2)Buy_stop:
                  Ye b future ki ask price pay security ko buy krnay ko involve krta hay agr price predetermined bid price sy match kr jati hay. Asset ki current price predetermined price sy low hoti hay. Trader ye orders tab place krtay hain jab wo expect krtay hain k security ki price eak certain level pay reach krnay k bad rise krey gi.
                  3)Sell limit:
                  Ye order security ko future main eak specific bid price pay sell krta hay jab price predetermined price sy match kr jaye. Asset ki current price , predetermined price sy high hoti hay. Traders ye order tab place krtay hajn jab wo ye expect krtay hain k security ki price eak certain level tak reach krnay k bad falling pay aye gi.
                  Jab pending order use kiya jatay hain tou risk management ko nhi boolna chahye , Stop loss or take profit use krna chahye.
                  4)Stop-loss:
                  Ye tab use kia jata hay jb price unfavourable condition ki trf move krey , ye loss ko reduce krnay k liye use hota hay. Agr price stop level ko touch krti hay tou position automatic close ho jatj hay.
                  5)Take-Profit:
                  Ye order profits ki limits k liye use hota hay agr price specific level tak pohanchti hay or TP ko touch krti hay tou position automatically profit k sath close ho jati hay. Ye order tak use kua jata hay jab trader ye expect krta hay k market sudden apni direction specific level tak reach krnay k bad drop na ho jaye.
                  Click image for larger version

Name:	2645cdf379a20b6b24b7576b62ace2e8.jpg
Views:	2
Size:	41.7 کلوبائٹ
ID:	12337540
                  • #10 Collapse

                    Re: how many types of pending orders ?

                    Walekum Assalam dear Aaj Apne Hamare Sath pending order per bahut hi acche topic ko discuss ke Forex trading ki market Mein Paye jaane wale Tamam orders ko bahut jyada important Di Jaati Hai because market mein bahut important role play karte hain Hamen in order ko acchi Tarah se study karna chahie in order ki madad se jab ham market Mein kam Karte Hain To Hamen market Mein Hamesha Achcha profit hi Milta Hai Hamen in order ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie Forex trading ki market Mein mahhud Tamam orders ko Hamen acchi Taraha se learn karna chahie Forex trading ke Business mein pending order ka istemal Jarur karna chahie pending order ki 4 types hai jo ki Ham aapko aage bataenge

                    Agar Ham in pending order ko market Mein istemal karna chahte hain To Hamen sabse pahle pending order ke related complete information Hasil Karni chahie Agar Ham without information ke pending order ko Apne kam Mein istemal Karenge Tu Is Tarah Se Hamen Apne kam Mein loss bhi ho sakta hai Agar ham pending order ko acchi Taraha se a utlites Hona Chahte Hain To Hamen market Mein Hamesha careful hokar kam karna chahie Forex trading ki market Mein Hamen Hamesha Forex ke rules and regulation ko acchi Tarah Se follow karna chahie

                    In pending order ki madad se Ham market ko acchi Tarah Se understand kar sakte hain Ham in pending order ki help se market Mein acche tarike se trade open kar sakte hain Agar Ham market Mein pending order ka sahi tarah Se istemal Karte Hain To Hamen market Mein Kabhi Bhi loss Nahin Hota balki Hamen market Mein Hamesha Achcha Hi profit Milta Hai pending order ki type yah hain

                    Sell limit

                    Buy limit

                    Cell stop

                    Buy stop
                    • #11 Collapse

                      Re: how many types of pending orders ?

                      Pak trading me buy limit wala option hum us waqat istemal karte hen, jab bhi forex trading market me hum chahte hen k market price downward semat me aik khas position pe pohunch jaye to us waqat buy limit ki trade auto pe open ho jaye. Buy limit trader's us waqat chonte hen jab forex trading market me hum kisi reversal trend ka intezar karte hen k market ki price aik bearish side pe jane k bad reversal ho kar upward (bullish) trend chalay ga. Is waja se hum forex trading market me buy limit ka option lagate hen. Hamen forex trading market me buy limit ko proper technical analysis ka istemal karte howe lagana chaheye. Buy limit k leye zarori hai k hamen market me support levels ka pata ho, k hum asani se buy limit ki position set kar saken shukriya.
                      • #12 Collapse

                        Re: how many types of pending orders ?

                        Forex main order ki 2 types hain..aik instant order aur dosra pending order. instant order wo hota hai jo foran active ho jata hai.aam routine main hum jo order open karty hain wo instant order hota hai. order ki second type pending order hai..pending order foran active nhi hota hai balkeh aik fix price per active hota hai. pending order lgany k liye aik fix price set ki jati hai jb market us price per ati hai to ordere active ho jata hai. hum ny jb kahin jana hota hai ya hum ziyada dair tak hamari target price jaha sy hum ny entry leni hoti hai ka wait nhi kar sakty hain to phir is sorat main hum pending order use karty hain. pending order sy order automatically open ho jata hai. pending order ki bhi 4 types hoti hai. 1. sell limit 2. Buy limit, 3. Sell stop 4. buy stop. sell limit tab lgaya jata hai jb market ny thora sa uper ja kar phir down ana hota hai. hum jb sell limit ka order lgaty hain to hum current price sy targeted price jaha sy order active ho thora sa up lgaty hain jaisy hi market oper jati hai sell ka order active ho jata hai. buy limit hum time lgaty hain jb market ny thora sa down a kar phir up jana ho..is main hum targeted price current price sy down select karty hain aur market jb down ati hai to buy ka order active ho jata hai. buy stop ka order hum us time lgaty hain jb market ny agar thora sa oper jana ho hum buy stop kar order open karty hain jis main hamari targeted price current price sy up hoti hai. sell stop hum tb lgaty hain jb hum ny yeh confirm karna ho keh agar market mazeed selling main jaye gi to yeh kafi down jaye gi. is situation main hum targeted price current price sy down rakty hian aur jb market us price per jati hai to sell kar order open ho jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: how many types of pending orders ?

                          Assalamu Alaikum their access member Forex bar kam karte hue aapko acchi khasi learning a skill kar leni chahie Kyunki Forex ki bahut jyada Na Lage Har Kisi Ko Hasil Nahin Hoti iski na lage Har Kisi Ko Hasil kar leni chahie bahut se Aise topics Hote Hain Jinke bare mein kisi ko bhi Maloom Nahin hota agar aap Iske bare mein learning Hasil karna chahte hain to aapko iska bhi Idea Hona chahie gay Forex kya hai aur aap kis ke bare mein kya Hasil karna chahte hain Forex per different types ke hote hain jinko aap apni trade ko oven karte hue use karte hain in a Dar Ko aapane Hamesha use karna hota hai aur yah different type ke hote hain unke bare mein aapko acchi khasi Na Lage honi chahie in Mein sabse pahle pahnane guard abhi juice kiye Jaate Hain aap unko use Karke apni training ko use karte hain aur apni trading co Kamyab banate hain unmen sabse pahle Sal limit bhai limit file se tab aur 22 strap ke for different type ke Hote Hain UN ko use Kiya jata hai aur an order Bhar apni trade Gaon complete Kiya jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: how many types of pending orders ?

                            Dear Forex member Forex trading Mein Kabhi Bhi ham Har Waqt online nahi ho sakte hain is vajah se Ham Forex trading Mein pending on order ka istemal karte hain Forex trading Mein pending order kolaj mis Dhamal Karen aur kabhi bhi directly trading open nahin karna chahie jab tak market ki Sahi situation Ka Pata na ho raha ho To Hamen chahie ke Ham Forex trading Mein pending order ka Sahi tarike se Sambhal Karen pending order Jo Forex trading Mein Dhamal ho rahe hain Char kism Ke Hote Hain in Mein Ek Bai ki do Kis Mein Hai Aur 2 sal ki options Hai pending order Hoti Hai bi mein by limit aur bye stop ki trade hoti hai aur cell may sell stop aur sell limit ki trade hoti hai Is vajah Se Hamen Forex trading Mein Jab Bhi trade karen to sahi pending order ka sahi tarah se istemal Karte Rahana chahie
                            Buy limit:
                            Forex trading Mein bi limit wala option Ham use Waqt istemal Karte Hain Jab Bhi Forex trading market Mein Ham Chahte Hain Ki market price down word mat Mein Ek Khas position per pahunch Jaaye to use Waqt by limit ki trade auto per open Ho Jaaye by limit trader use Waqt use trade ko Chalte Hain Jab Forex trading market Mein Ham Kisi reversal friend Ka Intezar Karte Hain Ki market ki price Ek Beri side per jaane ke bad reversal hokar upward trend chalega is vajah se Ham Forex trading market Mein buy limit ka option Lagate Hain
                            Sell limit:
                            Forex trading Mein cell limit ka option aur kam by limit ke opposite simet pay hoti hai Forex trading Mein cell limit ka option trader use Waqt use karte hain Jab Bhi trader ko lagta hai ki market Mein trend Kuchh Waqt yah Lamhe ke liye ab word jaane ke bad reversal ho jayegi aur Market Mein Baki downward trend Hogi Sal limit Mein Hamen market ki residences ka pata Hona chahie Uske bad market ki movement Kalam lazmi reversal ho sakti hai is vajah se Hamen market Mein Sal limit ka option istemal Karte Hai
                            Buy stop:
                            By stop ki pending orders sell stop ke pending order se bilkul opposite hoti hai aur ismein ham Kisi up front sight ki prediction pay pending order put Karen karte hain aur Agar market ab site per Ek residences position ko break karta hai to use Waqt Hamare by stop preposition use Waqt enter ho jaaye bi entry hone ki vajah se is order ko bye stop Kahate Hain
                            Sell stop:
                            Forex trading Mein cell stop us Waqt Amal Karte Hain Jab market Mein Ham Kisi train ki position Dekh Rahe hote hain Agar market ki price downside per support position ko break karta hai to use Waqt Hamara sal ki Laut Lag Jaaye is option Ko Jab Bhi Ham Sambhal Karte Hain To isko cells top Kahate Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: how many types of pending orders ?

                              pending order hamen use karna cahiye q ke hum jitna zayada ache tarah se is main kam kar jate he hain to hum is main se faida bhe hasil karte he hain bas is waja se hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se is main kam kiya karen take hum is main success hasil kar saken is ke pending orders ke four types hote hain sell limit,buy limit,sell stop and buy stop to hamen cahiye ke hum is ka zayada se zayada ache tarah se use karna ho ga tab he to hum is main se kuch hasil kar sakte hain bas is waja se hamen cahiye ke hum is main ache tarah se kam kiya karen take hum success hasil kar saken bas is ke liye hamen is main pending order ka sahe se use kar lena cahiye take hum is main se kuch hasil kar saken or yahan se hum kuch na kuch hasil kar saken tab he to hum is main kamyab ho jate he hain agar hum ache tarah se is main kam karte rehte hain bas is main mehnat ko kabhe na chora karen tab he to hum is main success hasil kar he lete hain bas hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye is tarah se kamyab hpo jate hain to is liye is main is main kam ko time se he karte raha karen tab he to hamne is main success hasil kar he jate hain is tarah se hum is main kuch na kuch hasil karne main kamyab ho jate he hain bas hamne is main kabhe bhe in ka ghalat istemal nhe karna cahiye balke hamne cahiye ke hum sahe tarah se in ka istemal kar lena cahiye take hum is main success hasil kar saken is tarah se he to hamen kuch na kuch to hasil kar he jate hain bas hamne cahiye ke hum bas is main ache se time dena ho ga takle hum is main kuch to gain kar len ge or is main hum success bhe hasil kar he saken ge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X