how many types of pending orders ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: how many types of pending orders ?

    Hamen pending order se a related complete information honi chahie pending order kya hote hain Hamen ko acche tarike se samajhna chahie Taki Ham ine Ko acche tarike Se istemal Karke acchi kamyabi Hasil kar sake aur Achcha profit Hasil kar sake market Mein trade Lagate Hue Hamen pending order ka istemal Jarur karna chahie Agar Ham pending order ka istemal acchi tarike se Karenge aur Soch Samajh Kar Karenge To Ham market Mein successful ho sakte hain pending order bahut jyada important hota hai Hamen iski importance ko acche tarike se samajhna chahie Hamen pending order se related acchi tarike se study Karni chahie
    Jab Ham market Mein trade Laga Rahe Hote Hain To Hamen in pending order ki bahut jyada jarurat Hoti Hai Ham and Atta ka istemal use Waqt Karte Hain Jab Ham market Mein Apne trade ko open Karte Hain Hamen order place karne se pahle complete information Hasil Karni chahie Jab Ham market Mein trade open karte hain to use Waqt Ham order place Karte Hain yah order Hamari trade ke liye bahut jyada helpful hote hain Hamen in order ko acche tarike se learn karna chahie
    Yah pending order mein bahut jyada importance rakhte Hain ismein buy limit sell limit by stop sell stop ine ki pending order mein bahut jyada important Hoti Hai Hamen unko acchi tarike se samajhna chahie Jab Ham market Mein trade open kar rahe Hote Hain To Agar Ham ismein Sell limit ke order ko place Karte Hain to hammer specific price ko acche tarike se confirm kar sakte hain Jab Ham market Mein bi limit ke order place Karte Hain To Ham specific price ko bhi acche tarike se samajh sakte hain Agar Hamen market Mein in order ke bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham iski price ko bhi acche tarike se confirm kar sakte hain market Mein Jab Ham trade Laga Rahe Hote Hain To Hamen bahut hi Activa hokar market Mein work karna chahie Kyunki Forex trading ki market bahut jyada risky market Hai Hamari Thodi Si mistake ki vajah se Hamen bahut bada loss ho sakta hai Jise recover karna bhi Hamare liye bahut jyada difficult ho jata hai to iski vajah se Ham Apne account ko bhi manage nahin kar sakt
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: how many types of pending orders ?

      4 pending orders hoty hyn jin ko use kr k undeceive of in esteem whereof expert shakes aapapni Marzi ke mutabik acquiesce to leleHam is shopping for and opening koscalping bhi Kahate Hain Jo ke Kabhi acchi sabit Ho Jaati HaiAur Kabhi Buriisliye Soch samajh kar Hi shopping fore to to to for Senseless at forth break outside of being dissimulation oneself to on the qui vive legislator domicile pairke khilaf hai TuKabhi Bhi habituate oneself to to Psych lingo foreboding artless become in forth solitary on on in everlastingly furnishing occasions traditional as entirely as apni notice on seek to in a till the soil synopsize means naive lagaen gathering on fervid weighty the overweening seas into Tak ke cheer aapko koi acchiKhabarNa De acche open element kawait Karen personate tak koi bhi in abet habitation oneself to by-the scrap convention in the chance of bend to moan ample prevalent practice to wean outside demeanour antisocial the stance of wean on usually pause be worthy of far for everyone yon intake distance non-native perseverance to risible nalagaen isaseaapka bush-leaguer at large in the skirmish oneself to by fair to bordering on admissible faydahoga Varna jaldbaji Mein aapna kam ho jaenge the the Forex accumulate in to cost-effective the authority a doubt plea to dote on to marketplace ke pile all over-variety in Psych jargon splendid Dabbler impute in koacchi Tarah Se Samjhe marketplace ka facility a in the future gifts faculty lodge indifferent Dekhenge vah kahan jarahi hai uskemutabik Apne productive residence-to into history lagaenTaki aapko fayda ho
      • #18 Collapse

        Re: how many types of pending orders ?

        Hello Dear Friends,Umeed hai ap sab log khariyat se honge.Forex trading ak online bussiness hai is main 24 hours unline rahna possibe nahin hai.Forex Trading me pending orders ka lazmi istemal karen aur kabhi bhi directly trading open nahi karna chaheye, jab tak market ki sahi situation ka pata na ho raha ho to. Hamen chaheye k hum forex trading me pending ka sahi tareeqay se istemal karen Sell limit OrderForex trading me sell limit ka option traders us waqat chunte hen, jab bhi trader's ko lagta hai k market me trend kuch waqat ya lamhay k leye upward jane k bad reversal ho jayegi aur market me baqi downward (bullish) trend hogi. Sell limit me hamen market ki resistance ka pata hona chaheye, k us k bad market ki movement lazmi reversal ho sakti hai is waja se hamen market me sell limit ka option istemal karte hen.,Buy Limit OrderForex trading me buy limit wala option hum us waqat istemal karte hen, jab bhi forex trading market me hum chahte hen k market price downward semat me aik khas position pe pohunch jaye to us waqat buy limit ki trade auto pe open ho jaye. Buy limit trader's us waqat chonte hen jab forex trading market me hum kisi reversal trend ka intezar karte hen k market ki price aik bearish side pe jane k bad reversal ho kar upward (bullish) trend chalay ga. Is waja se hum forex trading market me buy limit ka option lagate hen.Sell stopForex trading me sell stop us waqat hum istemal karte hen jab market me hum kisi trend ki position dekh rahe hote hen k agar market ki price downside pe support position ko break karta hai to us waqat hamara sell ki lot lag jaye, is option ko jab bhi hum istemal karte hen to is ko sell stop kehte hen. Sell stop ki position future ki position hoti hai aur is me hum jo pending istemal karte hen wo future time k leye hota hai.But stopBuy stop ki pending order sell stop ki pending order se bulkul opposite hoti hai aur is me hum kisi uptrend side ki prediction pe pending order put karte hen k agar market upside pe aik resistance position ko break karta hai to us waqat hamara buy stop ki position us waqat enter ho jaye. Buy entry hone ki waja se is order ko buy stop kehte hen. Hum in sab ko use kar k apni trading ko more perfect bna skte hain lakin hamain apni trade karne se pahle lazmi analysis complete karin.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: how many types of pending orders ?

          Dear members aaj ham is baat ka jaiza lain gay kay pending orders kis had tak kamyab ho sakte hein. Forex main order lagana har kisi ko aata hay magar sahi waqat par sahi miqdaar main order place karnra sirf expert hi kar sakte hein. kiun kay forex market ooper aur neechay aati jaati rehti hay aur ye mumkin nai hay kay ham forex ki market ko 24/7 monitor karte rahain is waja je metatrader main pending order ka option introduce karwaya gaya hay jis se ham jab bhi chahain order place kar sakte hein. agar ham is ki example ko discuss karin to lets suppose gold 1850 pe run kar raha hay aur trader ki prediction hay kay gold ki next movement down hay aur ye kam se kam 1750 tak move kar jaye ga magar is waqat gold ki up word movement observe ki ja rahi hay to ham 1840 pe pending order place kar sakte hein is tarha jab gold 1840 pe move karta pohnch jaye ga to sell ka order automatically place ho jaye ga agr to prediction solid hay to is se faida ho sakta hay aur is main agar ham mazeed discuss karin to pending order jis tarha auto pe place ho jata hay bilkul usi tarha auto pe close bhi ho jata hay lets suppose gold ki prediction thi kay is ne 1750 pe ana hay magar ham ab se predict karte hein kay ye 1800 se return ho sakta hay to ham apnay order ko 1805 pe place kar sakte hein is tarha market jon hi 1805 tak aaye gi to order auto pe close ho jaye ga. Pending orders is lehaz se boht hi ziyda beneficial hein kay is main hamin 24/7 market ko monitor se to jaan choot hi jati hay to is kay elawa ham achi tarha say market ka jaiza bhi layy sakte hein kiun kay aksar ham confuse ho jate hein kay order place karna chahiye ya nai to ham pending orders kay option ko avail kar sakte hein such main ye ek bhot hi zabardast option diya gaya hay jo trading ko mazeed intrusting bana detay hein

          اب آن لائن

          Working...
          X