What is spread in Forex trading??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is spread in Forex trading??
    Assalam Alaikum Forex members
    Forex trading may spread use Kahate Hain Jo biocel ke Darmiyaan Mein Fark Hota Hai vah spread hota hai aur ya block kar deta hai credico trading ke liye friend ki jo kimat hoti hai vah pips per mushtamil hoti hai jo ki broker ki taraf se Har pair Mein Hoti Hai Kyunki Unki kimat mein jo Fark hota hai Usi ke hisab se set Kiya jata hai Inki mitron ko ask aur bed ka naam Diya Jata Hai for example ask price 1100:00 aur bid 1160 :00 2in pair mein jo pips ki tadad hai vah 60 hai to 60 is pair ka spread hai
    Forex trading may spread ke term common use Hoti Hai spread Ko Agar simple Karke Dekhen to yah broker ke charges fees hai jo vo traders se in ki trade entry open karne ke liye wasool karta hai
    Spread market mein bye price for sale price ka difference hota hai Aam Tod per spread currency market aur commodity market Mein Jis hisab Se price movement Hoti Hai Is hisab Se decide Kiya Jaate Hain common pair per spread kam hota hai aur sab se kam spread Aam Tod per Euro USD per hota hai aur sabse Jyada speed Aksar broker cryptocurrency per change karte hain
    Daytrader ke liye spread se Itna Koi Khas Fark Nahin padta hai lekin cal per Ne Din Mein main bahut jyada trade open Karni hoti hai aur kam profit margin hota hai isliye scalper Ko Jitna kam spread mil jaaye ine ke liye Vahi best rehta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is spread in Forex trading??

    Assalamu Alaikum dear agar aap Forex trading mein kisi bhi broker ko join Karte Hain To yah broker aapse A trade ke against Commission receive kar raha Hota Hai Isko simple words main aap spread keh sakhty hain. Dear agar aap broker ke Commission ko properly study karna chahte hain to is se pahle aapko bid price aur ask price ko completely study karna hota hai Kyunki yah Ek Aisa important prices level hota hai jismein aapko bahut carefully decision-making karna hoti hai aur aapko bahut hi important analysis karne Hote Hain. Forex trading me agar aap bid price or ask price ko properly study Karte Hain To iska differentiate jo aap calculate karte hain usko aap broker ka Commission Kah sakte hain.

    No doubt Forex trading Mein different broker ka Commission level bhi different Hota Hai Jab aap different brokers ki selection karte hain to different brokers for different currency pairs aur different commodities per Commission bhi different hota hai aapko Hamesha Aise broker Kisi rakhen karna chahie jo aapko minimum Commission offer kar raha hota hai no doubt forex market main Kuchh aapko Aise brokers available ho sakte hain jo aapko minimum Commission offer kar rahe Hote Hain.

    Dear agar aap Forex trading me completely study karte hain aur ismein different important elements ko properly apni trading per apply Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt yah Ek Aisa important platform hota hai jismein aapko bahut hi kiya follow kar apni decision-making karna hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: What is spread in Forex trading??

      Spread basically broker ka Commission Hota Hai Jo vah hamari trade mein se cut Karta Hai Jis broker ka spread kam Hoga Vahi Achcha broker hota hai aur instaforex ek best broker Hai Jiska spread 0.3 hai aur yah acche broker ki quality hoti hai aur spread different company ke different hote hain spread hi Asal Mein Unka profit Hota Hai Kyunki Ham Kuchh buy Karen ya sell Karen use se profit IT company Ko Milta Hai Jo spread hota hai Jani buy or sell main difference aur foreign exchange market ki kisi par ki price movement ko hi spread Kaha jata hai agar koi ped Teji se aap ja raha ho to isko spread Ka Naam Liya jata hai aur Forex ki market Mein Har broker ki fees Hoti Hai spread Bina II ke fees ke koi bhi account Nahin Hote market Mein Kyunki broker fees Ke Bina Kam Nahin Karte Hain market mein aur Forex trading bahut se acche business hai jisse aapko earning hoti hai yahan per apna spread kiya jaaye To Hamen Kafi benefit Hoti Hai spread her broker ka different hota hai aur basically spread usko bolate Hain Jo bid rate aur ask rate ke Darmiyaan tips ke difference ko spread bolate Hain matlab yah broker ki taraf se Commission ko kaise sakte hain ya broker ki fees bhi ho sakti hai.


      Forex trading me spreads murad kisi currency pair k wo buy aur sell k darmeyan wo difference hai jo trade enter karne bad hamare account ko jo thora sa loss shoro ho jata hai. Aur ye loss ya spreads broker ki wo commission hota hai jo wo hamen forex trading me saholeyat dene pe hum se hasil karta hai. Forex trading me bihut sare brokers traders se account me deposit aur withdrawal k charges osool nahi karte hen aur brokers ki amdani sirf forex trading me spreads ki sorat me hi hoti hai. Is waja se har aik broker ki alehda alehda spreads hoti hai. Forex trading me spreads ki increase aur decrease ka taluq mandaja zel cheezon pe hai.

      bid aur ask price k difference ko hm spread kehtay hain, ask price ko hm offer price b kehtay hain, spread ko hm buyers aur sellers ki prices k difference ko kahain gay, bid demand ko zahir karti hain aur ask supply ko show karti hain, spread aik kisam ki cost ya commission fee hoti ha jo broker na hasil karni hoti ha, forex ma different pairs k spreads b different hotay hain, kuch ki low value hoti ha jis ka mtlb ye hota ha k dono prices ma km difference ha aur kuch k spread ziada hotay hain yani un ki dono pricesma difference b ziada hota ha, is liay hmain trade open karnay sa pehlay spreads ko mind ma rakhna chaiay.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: What is spread in Forex trading??

        Forex Trading me spreads buy aur sell k darmeyan wo difference hota hai jo k hum trade open karne pe brokers ko ada karte hen, forex trading me spreads hamesha pips k lehaz se hongay aur ye major pair aur minor currency pair ya cross pair ka mukhtalif hota hai. Spreads commodities aur currency pairs ka bhi different hota hai. Commodities ka spreads aksar currency pair se ziada hi hota hai. Forex trading me jitna spread ziada hota hai us ka hamen loss ziada hota hai. Jitna spreads currency pair me kam hoga to us se hamen profit zida melta hai. Spreads lot size k ziada karne se increase hota hai, jitna ziada hum lot size ko increase karte hen to us se spreads bhi ziada hi hota hai.
        Forex trading me hum 3 types k spreads account istemal kar sakte hen. Jin k naam ye hen, fix spreads account, variable spreads account aur zero spreads account.
        Fix spreads account : forex trading me jo fix spreads account hote hen, us me brokers ne har aik pair k leye fix spread ka option rakha hota hai. Is me spreads kisi bhi sorat change nahi hote hen. Fix spreads me traders ko brokers k spreads ka pata hota hai is waja se traders ziada tar fix spreads account ko pasand karte hen.
        Variable spread account : brokers k sath traders ya investors jo dosri qisam ka account open karte hen wo hai variable spreads account, variable spread accounts k naam se zahir hai k is qisam k account me spreads change hoti hai halat ki nazakat ko dekhte howe. Jab bhi market high volitile ho jata hai to spreads high ho jata hai.
        Zero spread account : zero spreads account me brokers traders se har aik lot pe commission hasil karta hai. Is me do qisam k brokers hote hen, koi broker spreads bhi rakhta hai aur commission bhi hasil karta hai aur koi broker sirf commission hi leta hai. Lekin umoman ye account zero spread ka hi hota hai. Click image for larger version

Name:	images (78).jpeg
Views:	2
Size:	23.6 کلوبائٹ
ID:	12337538Click image for larger version

Name:	images (77).jpeg
Views:	4
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12337539
        • #5 Collapse

          Re: What is spread in Forex trading??

          Forex trading ke business major members kam Karte Hain To unhen is business related complete knowledge Hasil kar lena chahie aur unhen is market Mein positive mind ke sath hi Apna Kam start karna chahie Jab vah market Mein positive mind ke sath Apna work start Karenge tab hi vah market ko acche tarike se analysis kar Payenge aur apne use analyses ke jariye safetrax ki market Mein Apna Kam bahut hi isliye tarike se start kar ke market Mein Apne Karm ki quality ko best Bana Sakenge

          Forex trading ki market Mein Jab members trading Karte Hain To unhen Apne trading ke liye bahut jyada careful Rahana chahie aur apne trading ke liye market Mein maujud best techniques Ka istemal Karna chahie Jab traders apni trading karte hain to use Waqt unhen market ke rules ko acche tarike se follow karna chahie market Kiya Gates Kabhi Bhi Nahin Jana chahie market Kochi tarike se analysis karna chahie aur ek planning ke hisab chahie unhen market Mein Apna Kam start karna chahie

          Is market Mein different type ke currency pairs hote hain UN currency pairs per hi traders treading start Karte Hain To Jab vahan currency pairs ko select karte hain to use Waqt unhen market Mein sepreed ke bare mein bhi complete information Hasil kar leni chahie aur unko properly tarike se study karna chahie market mein key value ko use Waqt samajh sakte hain Jab vah market Mein bid price aur ask price ke bare mein acchi information rakhte Honge Kyunki market mein bid price aur ask price ke between jo bhi difference hota hai price ka difference sepreed kahlata hai aur is separate ko clear karna traders ke liye bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki yah sepreed hi hota hai Jiska jariya Seva market mein by aur sell ki trade open kar padhte hain aur Tanmay trade open karke Apne trade ko informative trade banaa sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: What is spread in Forex trading??

            Assalam o alaikum
            Topic: Spread in forex
            Explanation:
            What is spread in forex?
            Forex main spread ka matlab exchange rate( jo k eak forex broker currency ko sell krta hay) or jis main currency buy krta hay dono k difference ko spread kehtay hain
            Explanation:
            Bid:
            Bid wo price hoti hay jis pay base currency ko sell kia jata hay .
            Ask:
            Ask wo price hay jis pay base currency ko buy kia jata hay.
            Ask or bid k darmyan difference ko spread bola jata hay.
            How spread is measure?
            Spread aam tor par lips main measure kia jata hay jo k currency pair ki movement ka sab sy smallest unit hay. Ziada tar currencies k liye 1 pip 0.0001 k equal hota hay.
            Example:
            EUR/USD k 2 pips ka spread 1.1051 / 1.1053 hay.
            Click image for larger version

Name:	20201120_154130.jpg
Views:	1
Size:	72.8 کلوبائٹ
ID:	12337541
            • #7 Collapse

              Re: What is spread in Forex trading??

              Forex market ko samajhne ke liye forex members ko mukhtalif kism ke Analysis karne partay Hain taa k market ko achay see smaaj k behtr aur manafa mand trading ki jaa sky. Market ko smjna k Lia volume spread analysis bhi istemal hota hai.VSA stands for volume spread analysis aap is ko aisay define kar saktay hain kay yeh volume aur price ki bahimi taleem ko vsa kahtay Hain.jo predict karay k market direction kya hogiIs ka basic concept volume.range/ spread .closing price relative to range per hay is ko basically jesse Livermore Richard or Tom Williams nay banaya tha may aap ko is ka full method to nahi bata sakta wo bohat lamba hay lekin is may kia ye jaata hay bar up or bar down ka volume or market spread ko use kertay hoa next movement ko guess kia jaata hay lekin ye bohat lengthy method hay kiun kay iski basics hi change hain to is ko seekhna aasan nahi hay .Market main is k bary main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi aur forex main enter hony say pahly is k bary main experience hasil karna ho ga aur hamain forex main volume spread analysis kar k hi trade karni ho gi tab hi hum earn karein gay aur achi trade karny k liye boht hi experience hasil karna ho ga ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is k bary main lalch ko avoid kar k hi hum real main acha earn karny k kabil ho sakty hain aur hamain is main kam karny main bi faida ho saky ga ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is main trend ko use kar k hi hum earn karein gay . Trading ke Lia Kisi aik type k analysis pe pora aboor hasil krain ta kee achai trade or skn....
              • #8 Collapse

                Re: What is spread in Forex trading??

                aap Forex trading mein kisi bhi broker ko join Karte Hain To yah broker aapse A trade ke against Commission receive kar raha Hota Hai Isko simple words main aap spread keh sakhty hain. Dear agar aap broker ke Commission ko properly study karna chahte hain to is se pahle aapko bid price aur ask price ko completely study karna hota hai Kyunki yah Ek Aisa important prices level hota hai jismein aapko bahut carefully decision-making karna hoti hai aur aapko bahut hi important analysis karne Hote Hain. Forex trading me agar aap bid price or ask price ko properly study Karte Hain To iska differentiate jo aap calculate karte hain usko aap broker ka Commission Kah sakte hain.

                No doubt Forex trading Mein different broker ka Commission level bhi different Hota Hai Jab aap different brokers ki selection karte hain to different brokers for different currency pairs aur different commodities per Commission bhi different hota hai aapko Hamesha Aise broker Kisi rakhen karna chahie jo aapko minimum Commission offer kar raha hota hai no doubt forex market main Kuchh aapko Aise brokers available ho sakte hain bahot shukriya apka.
                • #9 Collapse

                  Re: What is spread in Forex trading??

                  Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Aap Ne Jo Baat Ko share kiya hai yeh mere liye bilkul new hai mujhe Uske baare mein kuch jyada information Aati Nahi Hai Lekin Jisko hide karne ke baad Mujhe Kafi information Hasil ho gayi hai main aap ka Bada Shukar Guzar Hoon ke apne Itni achi knowledge question Kiya Hai Dhokha new trader aur mere liye Kafi Jyada mufeed Hai Mere Seene trader se Yahi request Karunga ke woh Aisi acchi acchi Informatica post Kar Rahe Ta ke new trader Kobe sikhne ka moka Milta Hai aur ek successful trader banne Mein Saniya Aasan Ho Jayenge.
                  EcN broker ki traf se facility hoti hai yah hum yah kah skty hain broker ki traf se he yah hota hai k wo apni trading main apny trador ko dety hain or ayh small account type par hota hai jo forex se attch ho kar kam karty hain jub k swap free account wo account hota hai jis main hmain kisi bi trha ka koi bhi trading commetion nahi dena parhta hai jesay k boht se brokers hain jin ko commetion dena bhi lazmi hota hai or esi trha or bhi jagah par hmain commetion dena parh jata hai jis k liye swap free account aysa option hai jis main hum aghr account bnaty hain tu hmain kisi bhi traha ki na tu koi fee deni parhti hai or na he hmain commetion.
                  • #10 Collapse

                    Re: What is spread in Forex trading??

                    Walaikum Salam dear Aaj aapane Hamare Sath spreaed per bahut hi Achcha topic ko discuss Kiya Hai Aaj Ham aapke sath surpreet ka complete knowledge share Karenge Forex trading ke Business mein agar surpreet Jyada Hota Hai Tu Is Tarah Se Hamen market Mein loss hone ke chances Bhi Jyada Dikhai Dete Hain commodities ka spread currency pairs se Hamesha Zyada hi hota hai spread broker ka Commission Hota Hai Forex trading ke Business mein Ham ask price or bid price ke Darmiyaan Fark ko separate Kahate Hain

                    Forex trading ki market Mein Jab Ham trading kar rahe ho To Hamen Hamesha careful hi Rahana chahie Hamen fracturing ke business-related complete knowledge Hasil karna chahie Agar hamare pass Forex trading ke business related complete knowledge Nahin Hoga To Ham market Mein acche tarike Se Kam Nahin kar Payenge isliye Hamen pahle market ke related complete knowledge Hasil karna chahie Forex trading ki market Mein separate ko clear karna Har EK trader ki responsibility hoti hai Hamen Forex trading ke Business mein Commission ko acchi Tarah Se learn karna chahie Agar Ham market Mein bid price aur ask price ko acchi Tarah Se learn Karte Hain To Hamen ismein Commission level ke related complete knowledge Hasil ho sakta hai Forex trading ki market Mein Hamen Hamesha proper planning ke sath Hi Kam karna chahie

                    Hamen market ka acchi Tarah Se analysis karna chahie market ka analysis ke bagair Ham market Mein Kam Nahin kar sakte isliye Hamen sabse pahle to market Ka acchi Tarah Se analysis karna chahie market analysis ko bahut jyada strong banana chahie Jitna Achcha Hamara analyses Hoga utna hi acche tarike sy ham market Mein kam Karke market Mein acchi se acchi earning Hasil kar Payeng
                    • #11 Collapse

                      Re: What is spread in Forex trading??

                      forex k platform par hum trade ker sakty hain lekin us ko start kerny k liye humen kuch cheezon k bary mein information ka hona bohat he zeada zaroori hai agar humary paas us k related informtaion nahi ho gi tou hum mein sahi se kaam nahi ker saken gy isi tarhan agar hum baat keren spread ki tou spread aik commission hota hai forex mein trade k liye humen broker ki zaroorat hoti hai jo humari trade ko kisi bank k sath relate kerta hai aur wo apni kuch income is kaam k liye leta hai jis ko hum spread kehty hain is ko aam zuban mein hum commission bhi kehty hain broker humary diye hue commission ko apny paas rakhta hai aur humari trade ko kisi bank k paas ly jata hai jis mein humari investment lagti hai aur humari trade is tarhan start ho jati hai jis mein humen profit ya loss hota hai
                      agar hum baat keren spread ki tou wo kisi broker ka zeada hota hai aur kisi broker ka psread kam hota hai ye humari trade par bhi depend kerta hai aur humary pair par bhi jis k hisab se hum trade ko laga rahy hain humen humesha us broker ko he select kerna ho ga jo apny spread ko kam rakhta ho aur is k sath sath humen acha profit bhi dila saky aur through out di trade wo humary sath bhi rahy hum pair ki selection k liye analysis bhi ker sakty hain aur agar hum trade mein success hasil kerna chahty hain tou is k iye humen kisi aik type par lazmi grip kerna ho gi is tarhan humen market se achi earning ho sakti hai forex mein insta broker aik aisa broker hai jis ka spread kam hota hai aur wo bohat useful hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: What is spread in Forex trading??

                        Han je forex trade ma broker ko use kar k trader jb kio trade ko open karty hain to unko es par service charges pay karna hoty hain. En service charges ko ham trading ki zuban ma spread kehty hain. So trader ko apni lot size k hesab sy spread pay karna hota hai. Agr wo big lot size ko use karyn gy to unko spread b high pay karna parta hai or trader agr small lot size ko use karyn gy to unko small spread pay karna parta hai. But acutally spread hai kiya es topic ma ham spread ko further explain karyn gy.

                        What is spread. Forex trading ma agr ham kisi pair ko ya commodity ko buy karty hain to uski alag price hoti hai similarly agr kisi pair ya commodity ko ham sell karty hain to eski alag price hoti hai jin ko ham ask price or bid price kehty hain. Bid price ma or ask price ma difference asal ma spread kehlta hai. Bid price ma or ask price ma agr difference zayada ho ga to spread high ho ga or agr bid price ma or ask price ma difference kam ho ga to spread b kam hota hai. Trader ko chahe k wo asy pair or commodities ko pick kary jis par usko spread kam pay karna pary.

                        Secondly usko kam sy kam trades ko open karna chahe. Trader agr zayada trades ko open karyn gy unko spread b zayada pay karna hota hai. Forex trading ma major pair par small spread pay karna hota hai or minor or exotic pair par high spread karna chahe. Jo trader kam sy kam spread pay karna chahty hain unko hamesa major pairs par trade karni chahe kiu k spread kam ho ga to trader ka profit zayada ho jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: What is spread in Forex trading??

                          Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai Hamen ismein Hamesha Soch Samajh Kar kam karna chahie Hamen is business related complete information Hasil karna chahie take ham is business ko acche tarike se samajh sake Agar Ham is business ko acche tarike se samajh Jaenge To Ham ismein kam bhi acche tarike se Karenge aur acchi kamyabi Hasil kar Sakenge aur Achcha profit hasil kar sake Hamen spread se related information honi chahie Hamen Iske bare mein acchi tarike se learn karna chahie Hamen isko acche tarike se samajhna chahie spread kya hota hai aur iska istemal kaise karte hain Hamen Iske bare mein experience or knowledge Ka Hona bahut kiya tha Jaruri hota hai agar hamare pass Iske bare mein Achcha experience or knowledge Nahin Hoga Tu Ham is se acche advantage bhi Hasil nahin kar Sakenge aur na hi iska istemal acche tarike Se Kar Sakenge
                          Forex trading ki market Mein Jo Bid price aur ask price ke Darmiyaan Jo difference hota hai usko spread Kaha jata hai Forex trading Mein kam karte hue Hamen bid price aur ask price se related acche tarike se information honi chahie Hamen isko acche tarike se samajhna chahie market Mein trade Lagate Hue mein bahut hi careful hokar trade Lagani chahie Hamen market ka analyses acche tarike se karna chahie market Mein Hamen kam karte hue Hamen Atif hokar kam karna chahie
                          Jab Ham market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen trading ke bare mein bhi achcha knowledge Hona chahie Forex trading ki market Mein different currency pair maujud hote hain Hamen currency pair ko bhi acche tarike se samajhna chahie or strong currency pair ko hi Apne trade ke liye select karna chahie is Yea market Mein acche tarike se trade Laga Ke Achcha profit Hasil kar sakte hain market analysis karna bahut jyada important hota hai Hamen market ka analyses Hamesha acche tarike se karna chahie aur Soch Samajh Kar karna chahie market Mein Hamen kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Forex trading ki market Mein Hamesha Hamen acchi planning ke sath Hi Kam karna chahie Agar Hamari planning acchi Hogi To Ham is business Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: What is spread in Forex trading??

                            forex main trding krty waqt spread lga k habituated ka Samna karna fortification sakta hai aur Hamara incriminate entirely crack designs on ki bhi attachment Hote Hain isiliye Hamen koshish karni hai ki deport oneself apni melody of zip power ko stout-hearted Karen aur Forex mein jyada Se Jyada mehnat karte consummate insight Karen apply interpretation guide Marji superintendence assistance karna bahut jyada intrepid hai Hamen kam se kam incident lete reinforcement abet karni hai aur accha profit ke liye vitality karni hai Forex alliance adventure to close to qualified or respected traders Hamesha unconstrained superintendence or occurrence adept ke according apni predisposition karte hain per Hamesha Kamyab puchi hai aur Iske yah jawab hai ki Perceive aap to Forex Mein kam Karte Hain To sabse pahle Hamen escapade battle ko Apne wide spirit interest Mein Rakhna chahie aur Hamen apni harmonize forth everywhere ko is immutable Tak yah masterful Tak Lekar Jana chahie ki Wits enterprise able ke sath kam kar sakte hain brook tak hamare over furnishing Nahin Hoti Hai to hamare gulley accede to Nahin Hota Hai To Pleasing Forex Mein Kabhi Bhi kamyabi Hansi nahin kar sakte hain n the Plank ka gather karna padta hai aur YouTube per carriage break forth Karne padte hain object of YouTube se aapko semblance milati hai jisse aapko kamyabi Hoti Hai To Brazen near Sab Ko chahie Yahan per kam Karen ho sakta rank ke liye Yahan per mehnat bahut hi jaruri hai aura mehnat karne wala sponger Raz me Kamyab hota hai to isiliye Hamen Apne desh ko cer ne
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: What is spread in Forex trading??

                              ASSLAM ALAIKUM!!!

                              Dear friends, ye review " what is spread in forex trading " bht informative hai Aur her trader K pass is type ka knowledge hona bht zarori hai. Me bhi ap k sath spread K about discuss ker k information share karoon gi.
                              Sb se pehlay me ap k sath discuss karoon gi K spread Kia hota hai , Aur Phr ye discuss karoon gi K ye forex me work kese kerta hai?.

                              Spread
                              :
                              Online trading me buy price aur sale price K between difference ko spread kehtay hain. Ap jis price pe buy aur sell kertay hain market price in Dono K Dermeyan me hoti hai.

                              Spread working in forex trading :
                              Jesa K hum ne spread K about discuss kia wese hi forex trading me spread buy aur sell price K between difference ko mention kerta hai. In dono price jis me trader buy aur sell kertay hain in ko bid Aur ask price bhi kaha jata hai. Agr Bid price 1.1037 ho aur ask price 1.1039 ho tu spread 2 pip ho ga.
                              Isi trha spread buy aur sell price K Dermeyan difference ko show ker de ga. Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12337825


                              THANK YOU!!!
                              Last edited by ; 24-11-2020, 03:31 PM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X