What is robot trading ?..
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: What is robot trading ?..

    Introduction
    Dear friends AGR AP BHT ziada busy hony Kia Jahan y forex ko ziada time nhi Dy skty ya forex py BHT ziada active nhi reh skty to hmary pas robot ka option b mojod hota ha or ismy hmy khud sy sirf Investment krni prti ha.

    Robot trading ko use krny ka treeka
    Robot trading ko use krny k liye robot trading ko ACCOUnt trading k satha attach krna prta ha or sath sath hmy isky Bary me information b gain krni hoti han agar hmary pas isky barye ziada Information or knowledge hoga to hum ziada achy robot ki selection KR k automatic trading krskty Han.

    Robot trading advantages
    1)iska SB sy bra advantage yeh ha k isky zrye hum trading KR k apni earning or profit ko improve krskty Han.

    Disadvantage
    1)ROBot trading ka disadvantage yeh ha k is me hum apna experience increase nhi krskty hmy apna experience increase krny k lye self analysis ki zrort hoti ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: What is robot trading ?..

      Yes. Forex trading ma ham munual way sy trade to kar sakty hain but es k sath sath ham robotic trading ko b apni trades ko manage karny k lae use kar sakty hain. Manual trading ma trader apni sari trades khud he open karty hain or khud he close karty hain. Manual trading k lae trader ko market analysis b khud he karna hota hai. So es ka benefit ye hai k trader ko market ko samajny ma bhot help melti hai or es sy uski learning or earning bhot increase ho jati hai.

      Robotic trading meaning and its importance. Forex trading ma kuch pre programed applications use hoti hai jo auto sy trade ko open karti hai or close karti hai. Ye pre programed application best hain kiu k ye market analysis b trader k lae karti hai. Ye experts ny banae hoty hain es lae trade ma enko lazmi importance deni chahe. Jis trader ko busy routine hoti hai ya jo trader ik sy zayada account sy trade karna chahta hai wo robotic trading ko achy sy use kary to acha profit hasil karny ma kamyab ho sakta hai.

      Advantages of robotic trades. Robotic trading ka ik or advantage b hai or wo ye hai k trader ko jb loss hota hai to wo emotional ho jaty hain or es sy trader ki performance disturb ho jati hai but ko robots jb trades ko open karyn or unko loss ho jae to wo trader ki tarha emotional ni hoty jis sy benefit ye hota hai k enki performance disturb ni hoti or wo apni trades ko achy tareeky sy carry kar sakty hain. So agr kisi trader k pass ik sy zayada account hon to unko trade open karny k lae robots ko zarur use kar lena chahe. Es sy enka account safe b rehta hai or wo kam time utilize kar k acha profit hasil karny ma kamyab b ho sakty hain. Asa karny sy wo kam time ko use karty hoye achy profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain.
      • #18 Collapse

        Re: What is robot trading ?..

        Robot trading Ek Aisi trading Ki Kasam Hai jismein robots Hamari trade Le baten bhi hain unko unko close Bhi Karte Hain aur boss ki madad se Ham apni trade Laga sakte hain aur robot Se khareed Abhi Ja sakte hain bahut sari companies hai jo Apne trading reports said Karti Hain aap aur boss khareed kar Apne A trade Laga sakte hain aur bahut Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain ya robots technical analysis bahut acche tarike se karte hain aur technical analysis ki base per trade Lagate Hain aur robot Ki Ladai Ho trade se bahut Achcha Prasad bhi deti Hain agar aap Chahte Hain ki aap ka Achcha profit ho aur aapko loss ka Samna Kabhi Na Karna Pade to aap robot ki madad se trading kar sakte hain aur yah aapki perfect trading ho sakti hai aap Kisi bhi robot ko khareed sakte hain usko apni Marji se train bhi kar sakte hain lekin jo companies ki se to bahut hote hain vah automatically trained hote hain aap phone mein kuch aur Bhi add karna Chahe to kar sakte hain ya bahut acchi technique hai aur aap is technique ka fayda Utha sakte hain Inka nuksan yah hai ki yah bahut expensive hote hain aur Agar aapka trading balance Kam Hai To fir aapko robot kharidne ka koi Koi fayda Nahin Hota isase behtar hai ki aap khud hi trade Laga Le lekin agar aap Bade level per trading karna chahte hain to Fir report ki madad se trade kar sakte hain aur bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: What is robot trading ?..

          Achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work aur trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur zyada se zyada forex market mein hamen apna time invest karna chahie aur forex main market ka fundamental and technical analysis karna chahie jisse forex mein hum acha work our achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain aur forex mein achi trading ke liye aur ache work ke liye experience our knowledge ko increased karna chahie kyunki forex mein ache work our achi trading ke liye achi learning ka hona bahut zaruri hai jiski wajah se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bhi bach sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahie k forex mein ham apni learning ko increase karne ke liye daily basis par demo account ko use karen aur zyada zyada demo account per practice karni chahie aur forex mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading money management ke sath karni chahie aur forex main hamen trading fresh our active mind ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie aur forex mein trading achi planning ke sath karni chahie aur forex main hamen trading achi trading strategy ke sath karni chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain.
          • #20 Collapse

            Re: What is robot trading ?..

            Dear friend app bilkal theak kha raha hain lakin ya baar main app sa sun raha hop ya reboot treading kia ha ya humary kis kam aa sakthy ha iss him.ko kohi fadha bhi ha ya nai orr bhai abi post Karin dakthy hain who kia khata han Kis bhai ko chahiye achy wala auto robot,
            mere pas aik aisa auto robot hy jo buy aur sell aik sath krta hy,monthly retrn 50% deta hy,price only 30$ hy ap doston k liye sirf,waise iski price 150$ hy,
            jis bhai ko chahiye,coments me apna email dn aur phr payment krn perfect money me,paymen k bad robot apko send kr dia jaye ap k email addres pe,aur isko istimal krny ka tariqa b send kia jaye ga.
            Jo phr jaldi krn aj hi hamary se auto robot buy krn aur smart earning start krn.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: What is robot trading ?..

              Assalamu Alaikum dear friends aapane question Kiya Hai ki hai rebort trading kya hai friend rebort trading Ek machine hai jo automatic aapki trade ko open kar deti hai lekin aapke liye mufeed Nahin Hai Kyunki Jo rebort trading hoti hy vah Khud bahut trading karti hai isase aapko loss ho sakta hai agar aap lost Se Bachana Chahte Hain aapko chahie ki aap Hamesha Ho do market ko analyse Karen aur uske bad aap trading open Karen Jab aap Aisa Karenge to aap ek accha profit Hasil karne a sakte hain isliye Hamen chahie kya bahut market ko analyse karne ka experience Hasil Karen Jitna Jyada hamare pass Achcha experience or knowledge Hoga utna hi Yahan acche trading kar Sakenge hai

              اب آن لائن

              Working...
              X