Scalping Kya Hy?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping Kya Hy?
    AoA all seniors members rehnumai kr den scalping kya hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping Kya Hy?

    Dear member apka bhaot acha sawal hy dear member scalping choty choty profit pe trade close krny ko kehty hen jb koi trader trade lgata hy to agr wo thory sa profit hony pe trade close krdy aur phr dubara trade lga k same close krtya rhy tk usky is tarika kar ko scalping kehty hen is k fawaid b hoty hen aur nuqsan b agr oil oe scalping ki jaye to faida hota hy jb k silver pe scalping k nuqsan hoty hen.
    imranhaider
    • #3 Collapse

      Re: Scalping Kya Hy?

      scalper jitny bhi hoty hai wo hamesha market mai short time frame use karty hai aor aun ki lot size zayda hoti hai jaisy ap ne dekha ho ga k market mai hum agar M15 use kary to asu mai hum ko bahot sary pattren milty hai aun par scalpers trade karty hai aor jab bhi koi pattren banta hai to aus mai wo trade laga lety hai aor jab market koi aor pattren banati hai to wo phli trade se exit ho jaty hai ais mai ye hai k scalper aik din mai bahot sari trades lagaty hai aor thora thora profit kar k jama karty rehty hai aro end of the day aun ko acha khasa profit ho jata hai aor ais tarha wo ais market mai kaam karty hai aor scalper ki khas baat k wo jaisy hi market profit mai aye wo stop loss ko entry point par kar dety hai.

      Scalping aik aisi trading strategy hai jiss say traders bohat achi trading ker saktay hain aur scalping say earning bhi bohat achi hoti hai. Scalping strategies mai traders bohat Kamm waqt mai bohat achi earnings bhi ker laitay hain kiyu kay scalping ki madad say short time mai short trades ziada lot size kay saath laga li jaati hai jiss kay baad profit hotay he apni trades ko close ker Lia Jata hai. Scalping mai loss kay chances bhi bohat ziada hotay hain kiyu kay lot size big rakhay jatey hain aur Agar market ki movement achanak reverse ho jaey tou uss say loss hota hai aur woh loss bhi bohat ziada hojatey hain.

      Forex traders ko bohat si strategies seekhni hoti hain jinn ko real trading mai apply ker kay acha business kia Jata hai aur achi earnings ker kay apnay business ko grow kia Jata hai. Scalping kay liye experience aur skills ka bohat acha hona bohat zaruri hai kiyu kay scalping say acha profit ya ziada loss dononhe ho saktay hain. Scalping market mai tez movement kay doraan ki jaati hai takay trades jaldi close ki jaa sakey
      market main su waqat do tarah k trader kaam kar rahay hain in main say aik short term aur doosray long term trader hotay hain short term trader ko him scalper kehtay hain q k woh market main enter hotay hain aik acha entry point say aur barhi lot k sath trade lagatay hain aur jub bhi market thori c move karti hai to woh apni trade profit main close kar deta hain aisay trade hamesha SL kam pips ka rakhaty hain aur is k badlay main profit ziada pips k hota hai ta k aik trade agar loss main close ho to doosri isko recover bhi kar lay .
      Scalping traders koi be new ya senior trader kar sakta hay kesi par pabandi nahi hoti hay magar koshish karni chaye key har time hi ham scalping trading na hi karen to acha hay, es ki 1 simple si waja ye hay key market kabi be every time swing position me nahi rehti, some times big one side movement be dekny me a sakti hay jesy key ajkal crude oil ki big bearish movement hay, agar crude oil me kesi ne buy ka order scalping ka soch kar open kia be ho ga to us ka account wash ho chuka ho ga, me agar apni bat karo to 2 month me mujy kabi be crude oil me buy key order me profit nahi howa hay es ki waja hay market ka one side move karna.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Scalping Kya Hy?

        Assalamualaikum dear forex members. Forex main trading k Lia mukhtalif kism ki techniques aur strategies istemall Hoti hai Tamam traders Apne account ko daikh Kar aur apni aasani ke Mutabik strategy apnatay hyn.. trading main istemal hone Wali strategies main se scalping strategy bhi ik hai. Is Lia members ko is strategy k baray main bhi ilm Hona chaey.....scalping thoray time k Lia trading karne ko kehty hain.Aur ager scalpers kay liye spread ziada ho tu day end per in ko kafi bari amount spread ke sorat mai pay karna parh jate ha. iss soarat mai scalper ko kam spread bohot he ziada suit karta hai aur trading strategy b tab he kam karte hai jab brokers ka spread kam hota hai .trading kisi b kisam ki ho chahay scalping ho broker na jo spread fix ki hui hai wo wahi spread use kray gha aur aap sa har bar la gha iss k ilawa wo uss broker ki marzi hai wo kab kaisay apnay terms and condition change kr da ye uss broker per hai. Scalping aur hedging sy confidence build nahin hoota hai aur mary khyal main ager proper analysis py trade ki jaye to wo ziyada behtar hoota hai ais liye analysis base trade karna zarori hai aur is dooran aap hedge kar ky ya scalping ky zareey ahista ahista apna account grow kar sakty hain aur ager scalping karna hoo to kam spread waly pairs he behtar hai. Scalpers aur baqi short term mai trading karny waly logon ko trading kay doran bohot he ziada trading postions open karna hoti hai . aur phir in trading postions ko close kar kay new trading postions open karna hoti hai .
        • #5 Collapse

          Re: Scalping Kya Hy?

          Walekum assalam dear number agar aap Forex trading market ko completely study karna chahte hain to ismein aapko multiple set rate Jiski proper information or education Hasil karna hoti hai ismein bahut sari strategies aur different important factors involved hote hain in mein se ek bahut hi important strategy Jisko aap scalping strategy ka naam Dete Hain bahut hi famous strategy hai dear jab aap Forex trading market Mein scalping strategy ko properly learn Karte Hain To sabse pahle aap usko do major basic divisions may properly categorise kar sakte hain Inki briefly details main aapse share karna chahta hun.

          Forex trading me agar aap same currency pair ya same commodity per scalping karna chahte hain to ismein aapko ek hi currency pair aur ek hi commodity per trading karte hue same time mein do different traits open karna hoti hai jismein aap sem lot size ki selection karte hain aur ek time per aap currency pair ko purchase karte hain aur second time aap US currency pair ko sale kar rahe hote hain lekin pahle wali trade ko close Nahin Karte aur aapke metatrader 4 per donon trades open hoti hai aur yah aapke account ki safety ke liye hota hai is strategy ki jarurat emergency basis per hoti hai jismein aapko margin call receive hone ke chance hote hain is strategy ko aap scalping strategy on same currency pairs Kahate Hain.

          Forex trading me agar aap different currency pairs for different commodities per scalping karna chahte hain to is purpose ke liye aapko sabse pahle different currency pairs aur commodities Ka aapas Mein negative correlation aur positive correlation Pata Hona chahie Kyunki Jab aap different currency pairs per scalping karte hain to aapko bahut importantly aur carefully e decision-making karne mein help mil sakti hai aur aap apni trading co bahut jyada profitable Badha sakte hain ya short term trading hoti hai aur ismein aap maximum lot size ki selection karte hain aur ismein aapko bahut jyada advantages ho sakte hain.

          Dear agar aap market Mein scalping Karte Hain To Aisi situation Mein Aapki lot size ki selection bahut jyada hoti hai aur aap Hamesha minimum time ke liye market Mein inter hote hain aur maximum profit Hasil Karke market se exit plan istemal karte hain aur apni trade close kar dete Hain no doubt yah Ek bahut hi risky trading hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Scalping Kya Hy?

            Assalam o Alaikum dear friends Forex main ham bohat sari terms and Strategy use karte hai jo k hamari trading ko asaan banati hain our hame Good trading Results milte hai dear friends jab tak hamare pass Good trading Strategy nahi hoti hai ham trading main kabhi b kamyab nahi ho sakte hai is k ilawa hamara profit hamare trading Style par b hota hai basically Forex market main 3 taraha k traders hote hai

            Short term trader ::
            Long term traders ::
            Scalpers ::


            DEAR friends aaj k is Topic main ham Scalpers and Scalping ko discus kar rahe hai our is main ham expose kare ge k basically Scalping kia hoti hai our Scalpers kis tarah Scalping se Good earning kar sakte hai


            Scalping ::

            dear friends Scalping ek trading method hai jo k Short term trading k jesa hi hota hai lekin is main hamara profit loss quick hota hai ku k is method main ek trader market main ek Specific time k liye market main enter hota hai our small profit k sat out ho jata hai
            dear friends Scalping main trader bohat hi short time k liye Big LOT size k sat enter hota hai our ek small profit k sat out ho jata hai our dobara market main isi tarah enter hota hai our out hota hai is tarah trader kuch hi wakt main bar bar market main Enter and out ho kare profit hasil karta ha our ek bara hadaf hasil kar lete hai is tarah trader market ki small movement se b earning kar lete hai our ye profit quick hota hai


            Advantages and DisAdvantages of Scalping ::


            Advantages DisAdvantages
            Scalping main hame Quick profit hota hai scalping main loss b quick hota hai
            is main time ki bachat hoti hai agar hame loss ho jay to small negative move b hamra sara profit khatam kar skti hai
            scalping main kam wakt main bara profit hasil kar sakte hai high Lot k sat ham trade karte hai jo k bohat risky hota hai
            Scalping Strategy asaan hoti hai agar hamra experience nahi hai to ham bra loss hasil kar sakte hai
            Ayisha Cutey's Trading Journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
            • #7 Collapse

              Re: Scalping Kya Hy?

              Forex trading ki market Mein traders Kota reading karne se pahle market Mein scalping ko acchi tarike se understand kar lena chahie market Mein ko bahut jyada importance Di jaati hai agar trade scalping ka acche tarike se aur Sahi istemal karte hain vah trater Jiske jhariya se market Mein acchi success bhi Hasil kar lete hain isliye Jo members market Mein scalping ke jariye se acche benefits Hasil karna chahte hain to unhen market Mein scalping ke istemal se pahle usko acchi tarike se study kar lena chahie


              Click image for larger version

Name:	SCA1.png
Views:	5
Size:	77.0 کلوبائٹ
ID:	12337577

              scalping trading strategy
              Scalping trading strategy Ek bahut hi simple strategy Hoti Hai Jisko traders Apne trading ke liye use karte hain market Mein traders scalping trading strategy ko select kar came market Mein best techniques ke decision acche tarike se le sakte hain market Mein scalping ko small trade ke liye use Kiya Jata Hai Jod Re Tor se market Mein Thode time ke liye apni trade open karte hain to use Waqt vah market Mein scalping ki techniques ka istemal kar sakte hain aur Iske jariya se market Mein Apne trade ko thoda time ke liye open kar sakte hain aur apni is trade ke jariye se market Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain


              Carefully scalping use
              Market mein jo member scalping ko apni trading ke liye use karte hain to unhen bahut jyada careful Rahana chahie aur Market Mein scalping ke jariye se apne trade open karne se pahle Apne account mein maujud amount ko acche tarike se check kar lena chahie aur usse Maut Ke hisab se unhen market Mein lot size ko bhi select karna chahie aur Market Mein scalping trading strategy ko bhi balance ke hisab se hi use karna chahie Kyunki Jo members market Mein scalping ko apni trade ke liye select kar lete hain aur use Waqt Unka amount bahut hi kam Hota Hai Jiski vajah se unhen market mein bahut jyada nuksan ka Samna karna padta hai Unka account wash ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Scalping Kya Hy?

                Walekum assalam there member kaise hain aap sab Mein ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se Honge dare aj aapane Hamare Sath scalping ke related bahut hi Achcha question Kiya Hai Forex trading ke Business mein kamyabi Hasil karne ke liye jaruri hai ki Ham Forex trading ke Business mein Tamam tools aur Tamam tractor ko acchi Tarah Se study Karen Forex trading ke Business mein majud Hamen Tamam strategy ko acchi Tarah Se study karna chahie fracturing ke Business mein in strategy ko bahut jyada importance Di Jaati Hai because strategy market mein bahut important role play Karti Hain scalping bhi 1 strategy hai scalping ke sath Ham long term trading bhi kar sakte hain aur short term trading bhi kar sakte hain scalping strategy Ek bahut hi acchi strategy hai

                Forex trading ke business Mein Jab Ham kam Karte Hain To Hamen apni trading ke liye Kisi Na Kisi strategy ko select karna hi hota hai isliye Hamen apni trading ke liye Hamesha acche strategy ko hi select karna chahie scalping strategy Ek bahut hi acchi aur ek bahut hi simple Si strategy Hai Hamen scalping strategy ko acchi Tarah Se learn karna chahie Iske related complete information Hasil karne chahie scalping strategy Ke jhariya se a ham market Mein acchi Tarah se kam kar sakte hain aur Market Mein acchi earning Hasil kar sakte hain

                Forex trading ki market Mein Jab Ham scalping strategy ke sath kam kar rahe ho To Hamen Hamesha careful hi Rahana chahie Hamen scalping strategy ke related complete knowledge Hasil karna chahie Hamen scalping strategy ko Apne account mein balance ke hisab se hi istemal karna chahie Jab Ham scalping strategy ke sath kam kar rahe ho To Hamen kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahie Hamen Hamesha Soch Samajh Kar kam karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping Kya Hy?

                  scalping ky sth kam karty waqt humy hamesha carefull ho k km krna chya relative to aikachi housing laga sakty hain hameap ki conformity ko aik scuccessful solvent subvention and occasion prearrange oneself kr skain han yh insincere to ha all seemly awe-inspiring contributors jo aty hian woh stupefy hotyai bnd naive hony anent financial assistance lagani chaye aus se ap ka impeachment test less bhi before b before together into fun of rahy ga aor ap ko budgetary grant-in-aid straightforward ka dar bhi ni ho ga aor ap aus grow older mai marketplace pleasing hand publicly bhi aram se kar sakty hai aor acha defender off from a enumeration for bana skaty hain. g han ap bikul sahi or achi in flare kar rahy hain jub tolerable mera khyal hai satisfactory illogical treaty recognition entreat wo tradors accelerate away from suggestion karty hain jo lalch karty hain or wo chahty hain dn ka liaya kamaybi hasail karana bohata hiya mushkil ho jya ga humy koshios karany chiaya ka normal mehnt sy kam jary rakayan deport oneself to feel sorry shooting of mehnt sy kam karaty hayn gy to zaroor kmayabi9 hasail karty hayn gy or chasm water relative to mehnt sy kam ni karayn gy to humaray liaya kmayabi hasail karan bohata hi9 mushkil ho simulate purpose ga is losy koshsi karayn ka zayada sy zayada longing sy bi acha kam karayn ta kah fight inarticulately bi Hamesha transparent meinaane wala instance hint hai aur vah Hamesha assume kohello shor karta hai recognition milane ke horrifying consequence in dissimulation almost applaud Unsoiled apne trand ko ruffle give karsakte hainconfirmation milane ke dreadful agarndlesta
                  • #10 Collapse

                    Re: Scalping Kya Hy?

                    Forex market mai trade krny ky bht s tareqy hain jo ham krskty hain lekin hr treeqy ka profit time aur profit margin bhi different hta isi trh scalping bhi hai.
                    Scalping:
                    Scalping aik esa trade type hai jahan ham bht short time kilie trade krty hain din main 3 4 trades bhi laga k close krskty hain aur yeh kafi short time trading hai.
                    1:Entry:Trade mai entry esy hi ai k jab bhi hamy indication mil jti hai k trade zara badlny wali hai trend yaa zara c bhi changng aany wali hai trade main tw ham trade laga dety hain aur jab phr trade apna rukh bdlny wali hi ham trade bnd krdien
                    2:Lot Size:ismy lot size bri hti hai tbhi chiti trades p bhu hamy bht zayda profit mil jaata hai aur ham kafu kuch kama lety haun short trade main.
                    3:Trade Time:Iska trade time depend krta hai k kab tk wo trade ek tarf e jati hai jahan bhi fluctuation aati hai ham trade band krdety hain.yeh trade 10 15 mind sy leky 1 2 ghnty ki bi hskti hai.

                    Scalping jitni zyada profitable or short time hai isky sath itni e zyada risky bhi hti hai kyu k lot size bri tu hai aagr hamaru indication wrong sabit hjaye tw utna e zyada loss hta ha kyu k lot size bhi bri lagi hti hai yh b dekhna prta hsi k kahien account wash e na hjaye islie aap scalping tab e krien jab aap bht expert hon aur aap ki trade prediction bht strong ho aap tab e trade laga skty hain ismy aur indication aany k bd bhi aap confirmation ka wait kien jan trade wqiye m us trf move krna shru krdy tw banda trade laga dy.

                    Scalping is too risky ap tb e krien if you are too pro.
                    • #11 Collapse

                      Re: Scalping Kya Hy?

                      usmein aap Chote Chote profit ke upar apni currency comoflox Karti rahti Hain Ki cream base Pada per kaise fayda kar lete hain Jab pyar ho to Chote Chote profit ke to apni trade ko safely and security Hain Jab Bhi aap trading Ki Ek Taraf Dekhe to aapko Hamesha Apne knowledge ko Kobita banate Hue apni trade ko open karna chahie to Ke Bina knowledge kya per Kachi and safety locker nahin kar sakte market ko se fansi Kyon rakhte Hue hi aap ek Achcha pro forma De Sakenge Kitni acche se market Mein Apni performance Denge aap Dekhenge ki market mein aapse sakte hain Hamesha trade ko Aisi open Kare ke jaise yahan se aapko bahut Achcha profit Hasil ho sakta hai ki Ke Bina profit ki aap market kanala chij bhi nahin kar sakte market ko samajhne ke liye aapko profit ki Bina per Hi Kam karna padta hai aur Jab Bhi profit ki Bin Aapke Ham kam karna Shuru Karte Hain To Aap Yahan per Dekhen ki market ki date per hi market ko samajhti Hain Ki ko samajhne ke liye Hamen trading Karni hoti hai aur ham aise hi ho sakta hai Jaise hi market ki movement fast Hoti Hai
                      trading me agar aap same currency pair ya same commodity per scalping karna chahte hain to ismein aapko ek hi currency pair aur ek hi commodity per trading karte hue same time mein do different traits open karna hoti hai jismein aap sem lot size ki selection karte hain aur ek time per aap currency pair ko purchase karte hain aur second time aap US currency pair ko sale kar rahe hote hain lekin pahle wali trade ko close Nahin Karte aur aapke metatrader 4 per donon trades open hoti hai aur yah aapke account ki safety ke liye hota hai is strategy ki jarurat emergency basis per hoti hai jismein aapko margin call receive hone ke chance hote hain is strategy ko aap scalping strategy on same currency pairs Kahate Hain.shukriya apka
                      • #12 Collapse

                        Re: Scalping Kya Hy?

                        forex mein jo hum trade kerty hain us mein bohat sari types hain jin mein long term trading hai aur is mein short term trading bhi hai aur ye dono bohat he famous tradings bhi smjhi jati hain in mein agar hum baat keren long term trading ki tou wo kafi time tak chal sakti hai aur months tak bhi open reh sakti hai is mein agar hum short term trade ki baat keren tou wo thory time k liye hoti hai jis mein hum apni trade ko open kerty hain profit ko hasil kerty hain aur phir trade ko close bhi ker dety hain is mein short term trading kuch time k liye open ki jati hai isi tarhan short term trading mein scalping trading bhi hai aur ye short term trading ki further types mein se hai jis mein hum kuch time k liye trade ko open kerty hain aur thora profit gain kerny k baad exit ho jaty hain
                        is mein jo zeada members hai wo scalping ko nahi scalping aik trading strategy he hai jis k through hum long term trade bhi ker sakty hain aur hum short term trade bhi ker sakty hain jab hum forex mein scalping k sath kaam ker rahy hoty hain tou humen is mein bohat he careful ho ker kaam kerna hota hai humen scalping ko bohat he achy se understand kerna ho ga aur phir is k zariye trade lagani ho gi is mein jab hum trade ko open kerty hain tou humen chahiye k hum is mein apny account mein maujood balance ko lazmi check ker lein jo traders market mein kam balance hony k bawajood bhi scalping ko trade k liye select ker lety hain un ko baad mein bohat loss ka samna kerna par sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Scalping Kya Hy?

                          Yes. Forex ma trader bhot tarha ki strategy ko use karty hain or es base par wo profit or loss hasil karny k kabil ho jaty hain. Trader k pass experience jetna acha ho ga wo etni he achi trading strategy ko use kar saky ga but trader k pass agr acha experience ni ho ga to wo kbi achi strategy ko hasil karny ma kamyab ni ho saky ga. Es topic ma ham short term strategy yani scalping ko further explain karyn gy .

                          Scalping trading strategy. Forex trading ma trader market ko short time duration ki help sy trade open or close karty hain to esko ham scalping kahyn gy. Trader bhot small duration k sath market ma enter hoty hain or profit ya loss k bad market sy out ho jaty hain. Scalper technique ki waja sy trader ko ik nuksan b hota hai or wo ye k trader ko spread bhot zayada pay karna parta hai kiu k trader bar bar market ma enter hoty hain.

                          Har trader ma chahe loss ho ya profit trader ko spread pay karna he parta hai. But trader ko scalping technique use karny ka ik benefit b hota hai or wo ye hota hai k trader ko bar bar market ma in hony k lae market analysis karny party hain. Trader jetny achy market analysis karta wo etna he acha market ka knowledge hasil kar leta hai. So scalping technique ko use karny sy trader market ka acha knowledge hasil ho sakta hai. But trader ko small lot k sath scalping ko adopt karna chahe kiu k big lot bhot dangerious hoti hain or en sy account wash hony ma dair ni lagti. Small lot sy small profit to hasil hota hai but trader ka account hamesa secure rehta hai jis ki waja sy wo mazeed trades ko carry kar sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Scalping Kya Hy?

                            Assalam o alaikum ... Pyary members aap ne bht acha question likha hai...

                            What is scalping????... Trading mai jub aap aaty hain tou aap dekhty hain k trade ko krne mai bht saray differnt styles hoty hain like ( scalping, intraday, swing trading , trend follow) ye 4 5 trading styles hain jo bht naam war trading styles hain.. aur aaj ka question scalping k mutaliq hai aayi scalping k features dekhty hain..

                            Scalping ek bht easy aur fast trading style hai... Scalping ek aesa trading style hau jis mai traders apne currency pair mai buy sell krty hain aur is ko bht ee short time kliye trade ko open krty hain. Aur profit lekr trade leave kr jaty hain.. is trah wo choti se trade se chota sa profit hassil kr k nikal jaaty hain. Aur chotay profit ko bra krne kliye wo phir ek bht sari trades ko lgata aur close krta jata hai jaise jaise wo profit haasil krta jaata hai. Ek scalper ek waqt mai ek trade mai 5 se 20 pips ka faida uthaata hai aur istrah jub wo bht ari trades ko manage krta hah tou ye sub total kafi acha profit bna leta hai. . Ek scalper tou single trade ko kuch seconds se 1 se 2 minutes tak open rakhta hai aur bht saari trades ko chlata jata hai.....

                            Key points about scalping....

                            ★scalping mai currencies kee buy sell hota hai .. aur typically timings hoti ( kuch seconds se kuch minton tak) aur ek din mai bht sari trades ko done kiya jata hai..
                            ★scalpers choti ammount pe chalty hain aur chota risk lete hain aur isi trah ye chota chota profit hassil krty hajn pr bht sari trades ka total ek kafi achi ammount bn jaati hai
                            ★scalper ko leverage slipage fees aur spread jaise bht saray risks se niptna prta haj aur scalpers in sub ko achy se manage krlen tou wo kafi achy traders kee oine mai ajaty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Scalping Kya Hy?

                              scalping ek bahut hi important term hai aur aapko forex trading mein yah bahut jyada milegi agar aap iske bare mein proper information hasil karte hain aur iske bare mein information hasil karne ke bad usko apne trading per reply karte hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain kyunki is kajari aap apne last ko minimise kar sakte hain aur apne profit ko maximize kar rahe ho sakte hain kyunki market ki movement updown chal rahi hoti hai to scalping kesari aap bahut achcha profit Kama sakte hain jaise hi aapki market uptrend mein jaati hai aur vahan per aap set karte hain aur sale karne ke bad jab aapko lagta hai ki yahan se market up to do bara and sharniche jaane wali hai to vahan se aap by kar lete hain aur ek achcha profit kamate Hain scalping ke sariya kaise achcha profit Kama sakte hain aaya scalping kya chij hai iske related main aapke sath kuchh information share kana chata ho

                              agar aap scalping ke bare mein proper information hasil karte Hain to aap ko pata chalta hai ki spelling scalping mein aap ek hi currency pair per to dafa trade kar rahe hote hain aap ek hi currency ko yah ek hi commodity ko ek time may purchase kar rahe hote hain aur dusre time main usko hi aap sale kar rahe hote hain aur iska lot size bhi ek dusre se difference ho sakta hai lekin agar aap ek hi lot size ke sath kisi bhi currency pair per ya kisi bhi quantity per purchase karte hain aur usi same commodity yah currency pair ko aap usi lot size ke sath hai kisi aur night size ke sath by bhi karte Hain to its mean ke aap currency papa scalping kar rahe hain scalping kesariya bahut achcha profit Kama sakte hain lekin uske liye aapko proper market information hasil karni hoti hai kyunki aap ek hi currency pair ko purchase bhi kar rahe hote hain to usi currency pair per selfie kar rahe hote Hain Jo ke bahut jyada risky sabit ho sakta hai aapke liye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X