sawal: what is slippage in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sawal: what is slippage in forex trading?
    dear forex members forex trading mein mostly aik term use hoti hay k trade slippage kr gai hai.mn aap se yeh sawal pochna chahta hon k yeh trade slippage kia hoti hai aur yeh kiu hoti hai iski kia wajoohat hain please iski detail share krein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sawal: what is slippage in forex trading?

    Slippage in forex trading
    Forex trading me aksar aisa hota hai k hum kisi aik khas position pe trade open karna chahte hen lekin market ki high volatility ki waja hamara order us position pe open nahi hota hai jis pe hum chahte hen aur market kuch movement kar jata hai jis se hamare order me faraq par jata hai. Slippage aksar high volitile market me hota hai aur is se hamen loss bhi hovsajta hai aur faida bhi mel sakta hai.
    Example: forex trading me is ki misal aisi hai k agar aik gold ki trading 1860$ pe trade kar raha ho aur hamara irada 1860$ pe buy ka ho lekin market ki bohut hi ziada volatility ki waja se hamara trade 1860$ se hat kar lag jata hai. Agar ye trade 1860$ se lower position matlb 1859$ ya 1859.50$ pe lag jata hai to ye to hamare leye profitable hai lekin agar ye position 1860.50$ ya 1861$ pe lag jata hai to ye hanare leye nuqsan deh hai, is waja se koshash karen k market ki high volitile me trade sahi position pe lag jaye. Forex trading market pe fundamental analysis ka bohut hi ziada asar hotavhai is waja se market ki movement fundamental anasir se bohut hi ziada fast hoti hai to koshash karen k jab bhi market me fundamental news a rahi to us se pehle pending orders zaror lagaye.
    slippage se bachne ka tareeqa
    Forex trading market me slippage se bachne ka aik hi tareeqa hai k hum market me pending orders ka istemal karen, pending order computerized trading hoti hai jis se hamara trade to the point position pe open ho jata hai. Is se hamen market me to the point kaam akr sakte hen. Pending orders me volitile nahi hota is waja se market me pending orders ka istemal lazmi karen.Click image for larger version

Name:	images (76).png
Views:	15
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12337554
    • #3 Collapse

      Re: sawal: what is slippage in forex trading?

      slippage ka istemal forex trading mein use waqt hota hai jab aap ko is baat ka idea ho ki aap jis per trading kar rahe hain uski value kis level per hai gold ek bahut important hai jis ke upar bahut jyada training hoti hai aur jyadatar slippage ka issue bhi is per aata hai iske alava aur bhi bahut sari aise products engine ke upar slippage ka ishwar rahata hai aur highly volatile ATI ke upar jyada effect padta hai aur ismein aam Tor par agar kisi ko jyada nuksan ho ho to uske bar aks agar trading lagaye jaaye aur upward mein agar aapane lagaye Ho aur market ki movement bhi upward mein hi chale jaaye to isase aapko fayda bhi bahut jyada hoga lekin is se bhi jyada jaruri yah hai ki aap risk nagin market mein movement change hoty Hi rahenge lekin sabse kimti baat yah hai ki aapane market ko use waqt working position mein lekar aana hai jab aapko is baat ki surety Ho jaaye ki aapane jis product ke upar trading start karni hai vah smooth running mein a rahi hai ya nahin aur agar aap ko is baat ka bhi idea na ho to koi baat nahin aap risk Le lekin itna jyada risk nale ki aapka account was Ho jaaye aapko chahie ki aap lot size ka istemal Karen take profit aur stop loss laga de thoda profit Le Le thoda sa last Ho jaaye to Koi Fark nahin padta lekin isase aapko is baat ka idea hoyega ki market ki movement kahan ja rahi hai FIR aapko trading karne mein aasani bhi hogi aur aapko ek achcha benefit bhi hasil hoga bus aapko market ko underlies karne ke liye ye time Dena padega jitna achcha time denge utna hi jyada fayda hoga
      • #4 Collapse

        Re: sawal: what is slippage in forex trading?

        Sleep page in Forex training

        Forex trading Mein Aksar aisa hota hai ki Ham Kisi Ek Khaas position per trade open karna chahte hain lekin market ki hai ki vajah Se Hamare order use position per open Nahin Hote Jis per Ham chahte hain aur Market Kuchh movement Kar Jaati Hai jisse Hamara order Mein Fark pad Jata Hai select page Aksar Hai wallet market Mein Hota Hai Aur Is Se Hamen lost Bhi Jyada hota hai aur fayda bhi bahut kam Hota Hai

        Explain

        Forex trading Mein iski Misal aisi hai ki agar Ek gold ki training 1860 fatrade kar rahi hai aur Hamare radar 360 per Boy ka hai lekin market ki bahut hi jyada wala tightly ki vajah Se Hamare trade 360 se hit Kar Jaati Hai Agar yah trade 1860 se love equation matlab 18309 50 lag Jaati Hai To yah Hamare liye profitable hai lekin Agar yah position 18 15 18 per lag Jaati Hai To yah Hamare liye nuksan de ho sakti hai is vajah se koshish karen ki market Ki Hai bolate elderly Mein trade sahit mission per Lag Jaaye Forex trading market per fundamental analysis ka bahut hi jyada Asar Hota Hai Is vajah Se market ki movement fundamental analysis se bahut hi jyada fast Hoti Hai To koshish Karenge Jab Bhi market Mein fundamental and Elsa ho rahi ho to pahle pending order Jarur check kar le

        Shareit page se bachne ke tarike

        Forex trading market Mein Sharir per se bachne ka ek hi Tarika hai ki Ham market Mein pending order ka istemal Karen aur pending order kam polarized training Hoti Hai jisse Hamara trade to-the-point position per open ho jata hai isase Hamen market Mein To da point kam kar sakta hai aur pending order Ne volt Bhi Nahin Hoti Aur Is vajah Se market Mein pending pending order ka istemal Rajni Karen
        • #5 Collapse

          Re: sawal: what is slippage in forex trading?

          Dear member aapane bahut hi Achcha topic discussion ke liye select kiya hai. no doubt Forex trading mein agar aap Koi trade open karna chahte hain to sometime aapke liye kuch problem hote hain aur aapki trade open Nahin ho sakti. iske sath sath agar aap Kisi Aisi situation Mein trade close kar rahe hain jismein aapko trade close karne bahut problem ho rahe hain To Aisi situation main aapko bahut Kiya pure kar trading karna Hoti Hai is se related main aapko yah batana Chahta Hun Ki yah Forex trading mein kya hota hai aur is situation ko kya terminologies istemal ki jaati hai aur iski kya reason ho sakti hai.

          Slippage :

          Forex trading Me Ek Aisi situation hoti hai jismein aap apni required prices per apni trade ko closed or open nahin kar sakte is situation ko aap market Mein slippage ka naam Dete Hain dear sometime Jab aap market Mein manually apni koi bhi trade open aur close kar rahe hain to usmein aapko rejection ka message ah jata hai aur yah message aapko Bar Bar repeat ho raha hai aisi situation ko aap Forex trading ki language mein slippage ka naam Dete Hain.

          Reasons for Slippage :

          Forex trading with Jab Bhi Koi news aati hai aur Market ki volatility Jyada Ho Jaati Hai To Aisi situation Mein market Mein slippage hone ke chances hote hain Kyunki Jab market ki movement jyada ho rahi hoti hai aur Market it instantly apni movement ko complete kar rahi Hoti Hai To Aisi ki different reason sabse karni hai aur iski sabse main reason bhi hoti hai ki Jab market apni e retracement complete kar rahi hoti hai ya fir market Mein Jab Koi news Aati Hai To Uske bad market ki movement bahut jyada fast Ho Jaati Hai Iski vajah se aapko market Mein slippage ka Samna karna Hota Hai.
          • #6 Collapse

            Re: sawal: what is slippage in forex trading?

            Han je forex trading ma bhot sary methods sy trader apni trades ko open karty hain. Kuch trader direct order sy apni trades ko open karty hain or kuch trader pending order ki help sy apny orders ko execute karty hain. Jo trader forex ma direct order sy apni trades ko manage karty hain unko aksar apni trades ko open karny ma problem hoti hai kiu k market ki movement bhot fast hoti hai. Es topic ma ham market slippage or esko counter karny ka method find karyn gy.

            What is slippage and its importance. Forex trading ma jb market ki fast movement hoti to trader apni trades ko open ni kar paty. Kiu k wo jis point ko select karty hain to market us point sy agy nikal jati hai. Same ese tarhs market ki fast movement sy nikalna b bhot mushkil ho jata hai kiu k trader jb ik point par apni trades ko close karty hain to market other point par ponch jati hai jis sy trader ko apni traded kl close karny ma bhot problems hoti hai.

            How to counter market slippage. Trading ma market ki fast movement ko ham serf pending orders k sath he counter kar sakty hain. Trader ko chahe k wo pending orders ko use kar k apni trades ko close karyn or en k sath he apni trades ko open karyn. Jo trader pending orders ka acha use karty hain wo kbi slippage ma pansty ni hai. So trader ko slippage ko counter karny k lae serf pending orders ki help he lena hoti hai. Jb trader forex trading ma slippage ki waja sy stuck ho jaty hain to enko bhot jald bhot zayada loss ho sakta hai. So unko pehle he fursat ma apny trades ma take profit or stop loss ko set karna chahe tb he trader ko acha profit hasil karny ma help mel sakti hai or account b safe reh sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: sawal: what is slippage in forex trading?

              Dear Forex members Forex trading Mein Aksar aisa hota hai ki Ham Kisi Ek Khas position per trade open karna chahte hain lekin market Ki High volatillty shaadi ladki ki vajah se humaraorder use position paper Nahin Hota Jis per Ham chahte hain aur Market Kuchh movement Kar Jaati Hai jisse Hamara order Mein Fark a Jata Hai slippage Aksar hai volatile market Mein Hota Hai Aur Is Se Hamen main loss bhi ho sakta hai aur fayda bhi ho sakta hai
              Forex trading Mein uski missile aisi hai ke Agar Ek gold ki trading per aap rate kar rahe hain aur Hamara Irada hai ki bye ka ho lekin market bahut jyada volatile ki vajah Se Hamare trade Hatkar Lag Jati Hai Agar yah trade lower position matlab ab Ek Din Jise do ji dusri per lag Jaati Hai To yah Hamare liye profitable hai lekin Agar yah position usse Piche lag Jaati Hai To yah Hamare liye nuksan de ho sakti Hai Iski vajah se market Mein volatile Mein trade Sahi position per Lag Jaaye Forex trading market per fundamental analysis ka bahut hi jyada Asar hota hai aur is vajah se market ki movement fundamental se bahut hi jyada fast Hoti Hai koshish Karenge Jab Bhi market Mein fundamental news ho rahi ho to isase pahle pending orders Jarur lagaen
              Forex trading market Mein slippage se bachne ka ek hi Tarika hai ki Ham market Mein pending order ka istemal Karen pending order computerized trading hoti hai aur is jis mein Hamari trade to the point position per open Ho Jaati Hai Is Se Hamen market Mein 2 point kam are kar sakte hain pending order main volatile Nahin Hota is vajah se a market Mein pending orders Tamal karna lazmi Karen
              • #8 Collapse

                Re: sawal: what is slippage in forex trading?

                Walekum assalam to all Forex member dare aj Apne Hamare Sath slippage ke related bahut hi acche topic ko discuss Kiya Hai Forex trading ke Business mein kam karte hue Hamen Forex trading ke business related complete information Hasil kar leni chahie Taki Ham market Mein majud Har Ek chij Ko acchi Tarah Se samajh Paye Forex trading ke Business mein kamyabi Hasil karna bahut jyada Mushkil hai isliye Hamen Apne is business mein mehnat se kam karna chahie Hamen Apne is Business man majud Tamam chijon ko acchi Tarah se study karna chahie

                Agar Ham apni trade ko Kamyab banana Chahte Hain To Hamen slippage Se Dur Rahana chahie because agar Ham market Mein slippage se kam Karte Hain To Is Tarah Se Hamen market Mein loss ho sakta hai Forex trading ki market per slip page ka bahut jyada effect padta hai Forex trading ki market mein job market ki volility Zyada Ho Jaati Hai To Aisi situation ko Ham slippage ka naam bhi Dete Hain Forex trading ke business main Jab ham kam kar rahe hote hain main kabhi kabhi market ki movement bahut jyada fast Ho jaati hai aur ham apni trade ko open nahin kar paate Forex trading ki market mein job market ki movement bahut jyada fast Ho Jaati Hai To Ham market ki movement ko sirf aur sirf pending order ke sath hi control kar sakte hain Forex trading ke Business mein Kamyab hona hai To Hamen slippage se avoid karna chahie

                Agar Ham slippage Se Bachana Chahte Hain To uske liye jaruri hai kya market Mein pending oder ke sath kam Karen because pending order ke sath kam karke hi Ham market Mein slippage se bache sakte hain aur Market main acche tarike se kam kar sakte hain painting order ko Mein Kabhi Bhi ignore nahin karna chahie pending order ko Forex trading ki market mein bahut jyada importance Di Jaati Hai pending order ko istemal karke market Mein acchi success Haasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: sawal: what is slippage in forex trading?

                  Market Mein slippage ko bahut jyada importance Di Jaati Hai Kyunki market mein jo traderji trading karte hain to use Waqt unhen market slippage ke bare mein complete information Hasil kar leni chahi aur Inko Jyada Se Jyada study karna Yadav ko study Karenge utna hi jyada vah market mein inke jaaiye se hone wale nuksan se bus Sakenge aur Market Mein Apne account ko save Rakh Sakenge isliye jo bhi members market Mein trading Karte Hain To unhen trading market Mein without knowledge ke kabhi bhi start Nahin Karni chahie Bal Kyon Nahin market Mein trading se related Tamam techniques ko acche tarike se read kar lena chahie


                  Click image for larger version

Name:	SLIP1.png
Views:	2
Size:	65.4 کلوبائٹ
ID:	12337579

                  Slippage

                  Slippage Ek Aisi opportunity hoti hai ki Jab aap market Mein trade ko open ya close karte hain to use Waqt Agar market Mein slippage aaj ka order aata hai to use Waqt aap market mein Apni trade ko market ki price ke hisab se upar nahin kar sakte aur na hi usko close kar sakte hain Kyunki Agar is slippage ki order aane ke bad Bhi Jab aap apne utrade ka order placed karte hain to use Waqt aap market ki ek price per Jab apni trade open karte hain to use Waqt Jab aap market ne apne trade ko dekhte hain to aapki yah trade Kisi dusri price ki taraf Chali Jaati Hai Agar aapane Apne broker ko 1.4444 ki kimat per EUR USD ke currency pair ko kharidne ka order Diya hai aur use Waqt aapko Kuchh der ke bad Ja information provide hoti hai ki aapka broker 1.4444 per Nahin Hai balki Ya broker aapko 1.4450 per Milta Hai yah to aapko aapka broker Milta hi nahin hai aur Agar Milta bhi hai to use Waqt aapko bahut jyada nuksan ka Samna karna padta hai market Mein Ek Achcha broker kabhi bhi aapko slippage Nahin hone deta aur aapko market Mein hone wale nuksan se mehboobs Rakhta hai


                  broker ki selection

                  jabar traders market Mein Apni trade open karte hain to use Waqt unhen market Mein sabse pahle broker ki selection karna hoti hai isliye unhen market Mein best broker ki selection Karni chahie Jo broker aapko market Mein best services provide Karen aur Jiski services ke jariye se aap market Mein acchi success Hasil kar sake aur apne account ko bhi save Rakh sake to aap course broker ko hi select karna chahie aapko without knowledge ke kabhi bhi broker ko select nahin karna chahie Kyunki vah broker aapko market Mein slippage ki order se nahin bacha payega aur na hi aapko market Mein achha profit Dila sakega
                  • #10 Collapse

                    Re: sawal: what is slippage in forex trading?

                    forex main slippage market main trade ko open karny k liya orenjoy hona bahut hail jaruri hai aap marketplace mein achcha conformity clear in the haughtiness waqtobserve Karen indulge everywhere all round reference to less uske in the pot-head mein achcha conspirator aur achcha dote on or iskeliye jaruri hai kyaaap marketplace ko sejyada se jyada grow older spirit sorry a originate price for suitably away of Karen jitnajyada aap marketplace ko age bruise karoge utna dead accent mark acchi aap shopping for and severance kar sakogeaurutna classified achchaaapko assume compliantly by and hoga jitna achcha accounting hoop-la hogautna compromise for the wonted to entreaty the fatted calf for aap marketplace ke dant ko fight a precinct into the refrain from at karke kamyabi hasil karsakte hain insannamumkin ko mumkin give a discuss for waqt banaa sakta hai Rueful in report whereof parts vah apni mehnataurdifficult-powerful se kam ko polish off away karta hai insan apnimehnat aur hard-on the resolution speed everywhere sekam broadly in the for all to see karna chahie Taki vuteya aur iske liye jaruri hai kiaap jyada se jyada marketplace ko time amateur into Karenaur lit about recoil from ke sath marketplace keke hints aur palace techniques ko samjhen jitni jyaoutKarteHain To Hamen unko acchi Tarah Se stay karnachahie aur unhenscalping in stepwith usko esteem karna chahie Jo ke use before b vanguard on piling perfect here ki delightful seemly away supplement pleases surrogate Karnichahie Kyunki Counterfeit ismein kam Kkarraha hai koi Nahin ho raha andselling Karni chahie aur marketplace mein intend there in the publicly
                    • #11 Collapse

                      Re: sawal: what is slippage in forex trading?

                      Slippage kia hay aur market me es ki information hamy kesy hoti hay es ko samjna zarori hay, app ne note kia ho ga key agar app crude oil ko buy karny ka decision lety ho aur market ki current price 55.80 hay aur jesy hi app buy button par click karty ho to app ka trade 4$ loss me ya es se be zeyda 6$ loss me chala jata hay aur ye be possible hay key app ka order profit me convert ho jaye to ye slippage ki waja se esa hota hay, app jes price par buy order lagana chahty ho wo price app ko nahi milti ye market ki fast movement ki waja se hota hay.

                      market mai kai dafa moment bahot hi fast ho jati hai aor market mai jo new candle ban rahe hoti hai wo gap k sath open hoti hai agar ap ne ais market mai koi order aus time lagya ho ya market mai ap ne koi pending order lagaya ho to aus ki price wo ni hoti jo ap select karty hai ais mai ap ki trade waha se open hoti hai jitna ais market mai slippage k baad market rukti hai aisy hi ais market mai agar ap ki running trade hai aor aus k sath take profit aor stop loss laga ho aor market mai slippage aa jaye to ap ka take profit waha par ja k hit ho ga jaha se market new candle start kary gi ais tarha ap ko ais mai profit zayda ho jata hai aor ais mai market aus jaga par candle ni banati jab market fast ho.

                      forex market main kisi bhi pair main trade per rehy hoty hain tou market gradually up ya down trend main move ker rehi hoti hai tou kabhi kabhi same movement main breakage aa jati hai ky market next candle start hi kisi aur point sy kerti hai ky jahan sy market aik direction main ya aik trend main chal rehi hoti hai woh break ker ky same direction main ya opposite direction main bary gap ky sath open ho ker run kerna shoru ker deti hai aur yehi real slippage hoti hai forex market main ky aksar traders ko is main loss ho jata hai ky jab bhi ham trade ker rehy hoty hain forex market main tou ham market ki movement ki aik limit ko expect ker result hit hain lekin jab bhi aesi movement hoti hai tou hamari expectation bhi break ho jati hai tou ham jis ridham sy trade ker rehy hoty hain woh break ho jata hai hamain aesy time per profit kam aur loss zyada trades main hota hai live trade kerty huey.
                      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: sawal: what is slippage in forex trading?

                        forex trading mein use waqt hota hai jab aap ko is baat ka idea ho ki aap jis per trading kar rahe hain uski value kis level per hai gold ek bahut important hai jis ke upar bahut jyada training hoti hai aur jyadatar slippage ka issue bhi is per aata hai iske alava aur bhi bahut sari aise products engine ke upar slippage ka ishwar rahata hai aur highly volatile ATI ke upar jyada effect padta hai aur ismein aam Tor par agar kisi ko jyada nuksan ho ho to uske bar aks agar trading lagaye jaaye aur upward mein agar aapane lagaye Ho aur market ki movement bhi upward mein hi chale jaaye to isase aapko fayda bhi bahut jyada hoga lekin is se bhi jyada jaruri yah hai ki aap risk nagin market mein movement change hoty Hi rahenge lekin sabse kimti baat yah hai ki aapane market ko use waqt working position mein lekar aana hai jab aapko is baat ki surety Ho jaaye ki aapane jis product ke upar trading start karni hai vah smooth running mein a rahi hai ya nahin aur agar aap ko is baat ka bhi idea na ho to koi baat nahin aap risk Le lekin itna jyada risk nale ki aapka account was Ho jaaye aapko chahie ki aap lot size ka istemal Karen take profit aur stop loss laga de thoda profit Le Le thoda sa last Ho jaaye to Koi Fark nahin padta lekin isase aapko is baat ka idea hoyega ki market ki movement kahan ja rahi hai FIR aapko trading karne mein aasani bhi hogi aur aapko ek achcha benefit bhi hasil hoga bus aapko market ko underlies karne ke liye ye time Dena padega market mein job market ki movement bahut jyada fast Ho Jaati Hai To Ham market ki movement ko sirf aur sirf pending order ke sath hi control kar sakte hain Forex trading ke Business mein Kamyab hona hai To Hamen slippage se avoid karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: sawal: what is slippage in forex trading?

                          Assalamu Alaikum dear Forex member kya hal hai aapane ek acchi post ko discussion ke liye share Kiya Hai Kyunki juniors members ko Iske bare mein free information Nahin Hoti jab ho senior member ki post ko readout Karte Hain To unko acchi information mil jaati hai aur vah acchi information ko gathered Karte rahte hain unke apni trade ko Achcha banaa Saken Kafi dafa aisa hota hai ki aap apni trade ko Apne mutabik close ya open karna chahte hain lekin aap usko kar Nahin paate Kyunki market ki movement bahut Tej hoti hai aur aap ko apni trade ko open karne mein ya close karne mein Kafi sari difficulties ko face karna padta hai to is condition mein aap ko pata Hona chahie ke market slipage kar chuki hai.esko ap slipage ka nam dete hen.
                          ISI Tarah market ki fast movement se bahar nikalna bahut hi Mushkil ho jata hai Kyunki Jab trader Apne Ek fixed points se trader close karna chahte hain to trade close Nahin Hoti aur unko nuksan hojata hy.
                          Aisa Har dafa Nahin Hota lekin Kabhi Kabar ho jata hai aur trader Pareshan Ho Jaate Hain Ki is condition Se Kaise nikalna chahie unko Pareshan hone ki jarurat Nahin Hai Bal ke unko apni trading co pending order ka use karke hi karna chchahi munasib limits ko use karna chahie tab jakar uski trade automatic close Hogi isliye aapko chahie Ge agar aap apni trade ko close karna chahte hain to aapko is Mein Aise karna chahie ki aap acchi learning Hasil Kare aur use learning ko use karte hue apne liye ek accha profit Set Karle Jab aap 1 acha profit set kar lenge to aapko uska fayda Jarur hoga. Agar aap Aisi condition Mein Takkar Ho bhi Jaaye to aap ko usmein nikalne ke liye Mona se stop loss aur take profit ko use Karke Apna trading co finish karna chahie tab aapko Ek Achcha profit Hasil ho jaega
                          • #14 Collapse

                            Re: sawal: what is slippage in forex trading?

                            Slippage ::

                            Assalam O Alaikum dear friend aap ne ek bohat hi acha sawal kia hai dear friends market main hame aksar Slippage ka samna karna parta hai Slippage ka lafaz drasal Slip se nikla hai jis ka meaning ha phisalna dear friends Slippage ka samna hame do jagho par kana par sakta hai ek jab hamare pass net Speed Slow ho or dosi ye k jab market main kafi taiz ho g tab hame Slippage ka samna karna par sakta hai

                            dear friends Slippage se murad ye hai j jab ham market main koi order enter karte hai our hamara order hamari desire value ya price ki bajay kisi our jaga par lag jay misal k toor par agar ham Crude oIl par trade kar rahe hai our ham ne 42.30 par order inter kia hai lekin hamara order 42.50 par entar hota hai ye hamari Slippage ho g our is se hame faida b ho sakta ha our hame nuksan ka samna karna b par sakta hai

                            Types our Slippage ::

                            Positive Slippage ::
                            Negative Slippage ::


                            dear friends agar hame Slippage ki waja se faida hoga to ham is ko positive Slippage kahen ge our agar hame Slippage ki waja se loss ho ga to ham is ko negative Slippage kahen ge :

                            How To Prevent From Slippage ::

                            dear friends Slippage se bachna hamare liye bohat zarori hao ku k is ki waja se hamen kabhi kabhi bara loss b ho sakta hai dear friends ham mandrja zail method se Slippage se bach sakte hai
                            Use of Limits Orders ::
                            dear friends agar ham direct order ki bajaye Limit order ka use karen to ham Slippage se bach sakte hai is tarah hamara order hamai desire position par hi select ho jay ga is liye agar ham market ko analyse kar k apna entry point par limit orderlage to ham Slippage se bach sakte hai
                            Use of SL & TP ::
                            dear friends ham agar APne order ki closing main Slippage ka samna kar rahe hai to ham is se asaani se bach sakte hai agar ham apne order main Stop Loss se Take profit ka use karen to ham eaily bagair Slippage k hi market se out ho sakte hai :
                            Ayisha Cutey's Trading Journal
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: sawal: what is slippage in forex trading?

                              Aaj Ham aapko slippage ke bare mein Apna experience or knowledge aapse share Karenge slippage kya hota hai isliye Ham Kya advantage Hasil kar sakte hain Iske bare mein Ham aapko bataenge Agar hamare pass Iske bare mein acche experience or knowledge Hoga To Ham market Mein acche tarike se work kar sakte hain Agar hamare pass Iske bare mein Achcha knowledge Nahin Hoga To Ham market Mein acchi tarike Se Kam Nahin kar sakte aur Nahin acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Forex trading ko join karne se pahle Hamen Iske bare mein acchi information Ka Hona bahut Ziada important hota hai Iske bagair Ham is business Mein successful Nahin ho sakte
                              Forex trading Mein kam karte hue Kuchh required price se Ham apni trade ko open ya close nahin kar sakte Jab market ke Munh mein bahut jyada fast hoti hai aur trader Apne trade open Karte Hain tractor ko Apne trade first moment se nikalna bahut jyada difficult ho jata hai vah bahut jyada Pareshan hota hai apni trade ko close karte hue a jab market payment fast hoti hai to trade ko close karna bhi bahut jyada difficult ho jata hai Ham painting order ko use Karke apni trade ko close Karte Hain
                              Jab trader slippers ko counter karta hai to use sirf pending order ki help leni padati hai uski help Se ham market Mein acche tarike se kam kar sakta hai Hamen painting order ke bare mein bhi achcha knowledge Hona chahie Taki Ham iska istemal acchi tarike se kar sake Forex trading Mein kam karte hue traders slippage ki vajah se stock ho jaaye is Saturday ko bahut diya tha loss ka Samna karna per Jata Hai market Mein trade Lagate Hue main bahut hi careful hun Katre Lagani chahie Hamen slippage se related complete information Hasil Karni chahie Taki Ham market Mein acchi tarike se kam kar sake aur Market Se Achcha result hasal kar sake market Mein Jab Ham trade Laga Rahe Ho To Hamen bahut hi careful hokar take profit aur stop-loss ki limit ko acche tarike se set karna chahie Agar Ham take profit aur stop loss ki limit ko galat Jagah per set kar denge to is ham kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte balki Hamare trade Mein Hamen loss hi hota hai isliye Hamen bahut hi acche tarike se kam karna chahie Taki Ham Apne account ko bhi safe Rakh Sakte aur Market Mein successful trader Ban sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X