Trade kb krni chahiey
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade kb krni chahiey
    Dear forex members Assalam O Alaikum umeed hy k ap sb thk hngy mera ap sy swal hy k trade kb krni chahiey r is k rules kya hyn. Me chahti hn k senior members mujhy apnay suggestion dyn taky juniors ko b faida hasil ho. Asl me forex py bht sy logo ko loss hta hy. Us loss ki reasons kya hyn r trade me profit kesy hasil kiya jaey. Umeed hy k ap mery swal ka jwb dyn gy r achay suggestions b dyn gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade kb krni chahiey

    cut karne ka sabse Sahi time par Hota Hai Hamari share profit mein ho like Karen Uske bad hi lightweight Karen Jab ham log tab ham log trading kar Sakenge Hamari aur se kahan per hai
    • #3 Collapse

      Re: Trade kb krni chahiey

      Ji Aap Hamare Sath bahut Achcha Jivan share Kiya Hai Forex forum Mein best trading karne ke liye iska Mujhko follow karna bhi important hota hai aur ismein is ki market ko check karke hi Kisi bhi trade ko open karna chahie pahle market ki movement ko check karna chahie Agar yah trade Hamen profit de rahe ho tabhi Hamesha open karna chahie Agarwal Dham isko per nahin karna chahie Varna yah Hamen lost de sakti hai market ki movement Oppo rahi hai yah down Hamen Uske Tamam information Hasil Karke Kisi bhi trade ko open karna chahie Aisa karne se members Achcha profit Hasil kar sakte hain otherwise is bahut bada loss ho sakta hai aur account bhi Awaaz ho sakta hai isliye members ko chahie ki Tumhara information knowledge ka seen Karke aur rules ko phone karke Kisi bhi trade ko open Karen
      • #4 Collapse

        Re: Trade kb krni chahiey

        Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge kiya hai aur ek informative topic Vishwas ki hai isliye Jaisi kya Sab Jante Hain ke Forex format bahut Jabardast online business To Hamen chahie ke Ham Jyada minut Karen aur PPA ke hamara Jo Vicky bonus hai vah bahut Achcha hai j7 trading Karke Achcha bola tha Tu kar sakta profit Hasil kar sakte Hamen trading tabhi karna chahta Jab hamare pass Achcha aur uske bad ham dear members Hamen chahie ki Hamen trading tabhi Karni chahie Jab hamare pass bola Saccha ho ya FIR Hamare hamare pass strong analysis on strong signals ko follow Karen tabhi Ham trading Karni chahie otherwise Hamen trading Nahin Karni chahie..
        • #5 Collapse

          Re: Trade kb krni chahiey

          Asslam alaikum dear member ap ne hmary sath acha topic share kia hai ..jesa ke ap sab janty hen ke forex ek bhttt acha bussines hai is se ap ghr bethy bhtt sari earning kr skty hen r ap apni mehnat se bhtt ziada bonus hasil kr skty hen ...yh ek esa bussines hai jo mehnat se ap ko bhtt agy ly jaye ga r ap ki bhtt ziada eaning ho gii ...trading krny ke liye pehly ap ko is ke bary me knowledge ka hona zruri hota hao r ap ko is ke bary me experiance hona chaiye ...r trading ao ko tab hi krni chaiye jb ap ko is ke liye koi confirm signal mily agr ap ko koo confirm signal ni milta to phr yh risk ki bt hoti hai ap ka sara bonus ja bhii skta hai r ap ko is se bhtt nuqsan hota hai ....aksar log confirm signal ka wait krty hen r jb un ko wo confirm signal mil jata hai to tb wo trading krty hen jis se un ko acha profit milta hai r ap earning kr skty ....to sb ko chaiye ke trading tb hi kryn jb ap lo confirm signal mily wrna ap ko is se bhtt ziada nuqsan ho ga r ap ka account bhii wash ho skta hai ....
          • #6 Collapse

            Re: Trade kb krni chahiey

            assalamu alaikum dear member aap number sath bahut achcha review share Kiya hai jaisa kya aap jante Hain ki jab Ham trade open karte Hain to usse pahle Ham hamesha kisi confirm signal ki jo khud apne best aur strongness ki jarurat padati hai to isliye aapko kabhi bhi trade dhokhe soche samjhe nahin open karne chahie aag agar aap ismein koi bhi aisi trading karte hain jiski vajah se aapko koi bhi knowledge information nahin hota to aapko bhi bich mein achcha profit nahin hasil kar sakte isliye aapko sahi kaha hamesha achcha kam Karen kitna achcha aap ismein sikhane ki koshish karenge nahin aapko fayda milega aur trading skills bhi aapki improve ho sakti hai aur trading hamen kabhi bhi confirm signal ke nahin open karni chahie kyunki uski vajah se aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai aur aapka kaun bhi watch ho sakta hai to isliye main shaadi dhyan se aur soch samajh Kar Hi adding Karen Taki aapko usmein fayda ho sake aur aap iski vajah apko bht zaida faida milta hai
            • #7 Collapse

              Re: Trade kb krni chahiey

              Dekho dear Forex member aapane bahut Achcha question poochha hai kya trading kab Karni chahie main aapko yah suggest karta hun ki aap setting Mein jaldbaji Kabhi Na Karen aap behtarin Waqt aur battery market movement Dekh Kar Hi trading Kiya Karen Kyunki Achcha log Aise Hote Hain Jo bus Aankh Band Karke trade Lagate Hain Na market movement ko dekhte hain na time ko dekhte hain aur na Din Ko dekhte hain ki Aaj Kaun Sa Din chal raha hai aur time kya chal raha hai Market Ashok kitna active hai aur movement kis site per hai Sal mein hai ya bhaiya mein hai aur kahan tak market movement kar chuka hai aur kab yah wapasi Karega to main aapko Bata Do Ki aap kabhi bhi jaldbaji na Karen Sahi tarike se analysis Karen aur Dada Lagaye ki behtarin Waqt kaun sa Hoga training ke liye tab jakar aap Agar trading Karenge to aap Kamyab ho sakti ho aur aapko bahut jyada fayda ho sakta hai aap behtarin time select Karen aap Din Ko Karen yaar raat ko trading Karen aap Usi Waqt Kare Jab Sara market bahut active hota hai aur fir market analysis Karke he said Lagaya Karen Usi direction Mein chance Jaane Ki jyada ho otherwise aapko bahut jyada loss ho sakta hai to loss se bachne ke liye aur profit Hasil karne ke liye jaruri hai ki aap Sahi tarike se analysis karke hi trading Karen.
              • #8 Collapse

                Re: Trade kb krni chahiey

                Trading krty huey aap ko koibbhi trade enter karmybse pehly bhut si baton ki confirmation kr leni chahye aur ap ko chahye ky aap market mein kabhi bhi bagher sochy smjhy trade nah enter karyn. Aap ko bhut si chezon ka khyal rkhna chahye. Koi bhi professional trader in Taman baton ky confirm hony tk trade enter nahin karta aur jab tk trade ki confirmation nah hon to trade enter nahi ki jati kyn ky tab tak market mein risk hota hai. Yeh rules aur important factors yeh hain.

                Analyse the market First :

                Market mein aap ko chahye ky sab se pehly jis pair mein trade karna chahyn to us ki observations aur trade analysis complete karyn. Jis mein aap ko market ka technical chart analysis krna zaruri hota hai aur aap ko isky ilawa market ky Fundamental analysis par bhi focus krna hota hai. Jab tak aapko market ki technical aur fundamental analysis ky hwaly se signals confirmation nah hon to apko trade enter nahin krni chahye.

                Signals confirmation By Chart patterns and Technical Indicators :

                Market mein aap ko chart patterns ky hwaly se koi bhi signal mil rha ho to aapko us ki confirmation ky liye proper signal ka wait krna chahye aur timing dekhni chaye.​Isky​ ilwa aap ko chahye ky aap Dusry technical indicators kobuse karyn aur in indicators se bbi maximum signals hasil karyn aur market ky momentum indicators aur moving averages waghera ka istemal karty huey trade signals ko confirm kar len. Isky bad ki jany wali tradea aap ko confirm profits de skti hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trade kb krni chahiey

                  Brother jab news open ho jaye to ap news ko dekh kar order laga dain or stop loss and take profit set kar dain pehle apko forex me acha profit mil jaye ga jiss me humain loss bohat hi deer bad hota hai news follow karein yeh best hoti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade kb krni chahiey

                    usa country ki economic ky bary mein update rahy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X