Yeah review computer per mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeah review computer per mabni hai

    Assalamo o alaikum dear members
    Je yeh review computer par mabni hai or iska zikar ham zail mai karengy
    INTRODUCTION:
    Je dears yeh computer aj jo har kissi k gharoun mai nazar atta hai yeh aik assai behtareen technology hai jo sb se phely bana hai or bhut hi famous yaninhar koi isse istemal krta hai iska istemal sirf Pakistan mai hai balky pore Arab mumalikoun mai hai or pori duniya mai aj iska use huta a rha hai yeh assa acha system hai jo 19$ mai create huwa 19$ ma developed huwa hai ham computer ki books mai bhi shoro se Atty a rhy hain k yh computer kab ijaad huwa kaam dosra computer ijaad huwa or kab yeh agy bhara hai yeh kabily yaqeen bhut hi acha system hai achi technology hai ham ny is technology ko har Jaga hi dekha hai or yeh technology hr Jaga hi use hu rhi hai or ham is ki mang ko har Jaga dekh skty hain yeh assi technology ni hai jo khtam hu jy yeh woh hai jo kabhi bhi kahtm ni hugi balky jadeed treen kam or agy bhara jyga or hammy or chezain dekhny ko millygi yqenan or isk kaffi sare or bhi brands hain jo hammy dekhny ko milty hain phely aik computer simple ijaad huwa phir usk baad or computer huiye ijaad phir ja k ab computer ki lines lag gay hain or ab jadeed traenn computers a rhy hain kuch computers k Naam mentioned karta hun jo k ab bhut hi ziada dekhny ko milty hain
    New modern computers lists
    Hammy dell ka computer bhi dekhaiye detta hai
    Haier ka computerbhi mil jatta hai or bhi bhut se computers hammy mil batain hain yeh computer aj hamari zrorat ban gay hai or har ghar mai yeh computer dekahiye detty hain yeh computer aj k zamany ki jadeed treen technology hai or isko use krna bhut hi mazyy ka lgta hai is mai ha films dekh skty hain aona kaam kr skty hain school ka kaam yah gahr ka kaam but sare kaam ham ise ham kar skty hain hammy yeh technology bhut pasand hai or yeh technology har era ma hugi yaqenan
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeah review computer per mabni hai

      Assalamualaikum!!

      Umeed hai ap sab kheriat sy hon gay mein aj apky sath computer Kay baary important information share karny ja Raha hun .

      Introduction:-

      Computer asal main Aik electronics ki Machine hai . Computer ko sab sy pehly addition aur substraction aur multiplication aur division keliye banaya Gaya tha . Phir time Kay sath is main aur functions add kiye Gaye aur ab isy bohat sary functions kiye jaty Hein .

      Advantages:-

      Computer Aik bohat hi important machine hai aur isky bohat sary Advantages Hein Jin main say kuch ye Hein .

      1). Computers ko ziada tar offices Main office Kay functions auebkaam Keliye istmaal Kia jata hai .
      2). Computers main internet us wkia ja sakta hai .
      3). Is main Ap entertainment keliye games aur movies dekh sakty Hein .
      4). Computers Kay zariye social media say connect Raha ja sakta hai .aur isky zariye Ap news waghera bhi dekh sakty Hein .
      5). Computers par online games kheli ja sakti Hein .
      6). Computers pehly expensive thy magar ab sasty mil jaty Hein.

      Disadvantages:-

      Computers Kay kuch Disadvantages bhi hoty Hein magar Disadvantages agar Advantages ki nisbat dekhay jayen to Advantages ziada hoty Hein .

      1). Computers kay Disadvantages main Aik ye hai Kay inko Aik hi jagah par Beth Kay use Kia ja sakta hai kiun Kay ye Aik hi jagah par hoty Hein .agar apko road ya bus waghera main hon to ye nai use kiye ja saktay.
      2). Computers ka pora system hota hai aur is waja sy inko Aik jagah Sy dosri jagah shift karna mushkil hota hai .
      3). Ye bijli par chalty Hein is waja bijli Kay bills ziada aaty hein.
      • #18 Collapse

        Re: Yeah review computer per mabni hai

        Salam Dosto umeed hai ap kheriat Sy hon gy jaisa k ap janty hn k science ab bahot traqi kr chuki hai aj kal k zamanay MN computer aik bahot zaroorat ki Chez bn gai hai ye he jga istemal honay wali Chez hai.
        Computer aik aisi device hai jis pr hm apny piyaron sy bat bhi kr skty hn agr hamara koi piyara beroonemulkh ho to hm us sy video call is computer k sath kr skty hn.
        Agr ham past ki bat kren to jb ye computer nhi tha to logon ko bahot mushkil hoti thi agr is pr koi application likhni hoti to bahot time lgta tha ab computer ki wajah sy asani ho gai hai hm or ab minto MN koi bhi application likh skty hn
        Computer ka government office Mn bhi bahot istemal hai or taleemi idaron MN bhi is ka ziada istemal hai agr bachon ka admission krna hoto hm computer k zariye krty hn ya koi application likhni ho ya paper bananay hon to hm computer ki madad ay bana skty hn ye nadra officn bhi istemal hota hai registration or I'd card bhi is k zariye hi banty hn computer ka istemal hospital MN bhi hota hai medicine ka hisab or patient ka ab is pr hi calculate hota hai.
        Computer or Bachay apny parents ki nzr k samnay ghr pr game bhi khel skty hn or computer pr study bhi kr skty hn is pr drawing ki bhi sahi practice kr skty hn computer k bahot sy faiday hn iska istemal GPO MN bhi bahot istemal hai computer pr ham bijli or gas ka bill bhi jama krwa skty hn computer wapda mn bhi ziada istemal hai sari units ka Calculate is pr hi hota hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Yeah review computer per mabni hai

          Assalamu alaikum dear members ye review computer per mummy hai computer aaj ke daur ka ek inteha hai Ham chijon mein se
          Advantages
          computer aaj ki duniya mein ek intezar hai jaruri chij hai kyunki har kam computer se hota hai computer ke bagair aaj ke daur mein jina bahut mushkil hai kyunki har chij computerize hai har Dara har EK chij computerized ho gaya hai isliye computer aaj ke daur mein ek inter hai zaroori chij ban gai hai hamen chahie ki computer course jyada se jyada sikhe aur isko positive jiju ke liye istemal Karen
          Disadvantages
          computer aaj ke daur mein jitna jaruri hai uske apne jyada nuksan bhi hai kyunki computer se hamare masale mein bahut bigaad paida ho gaya hai computer se hamari privacy e kapi attack damage ho gaya hai computer ek chij hai jiske liye jise agar negative chijon ke liye istemal kiya jaaye to khandan ke khandan tabah Ho jaate Hain isliye hamen chahie ki isko positive chijon ke liye istemal Karen

          اب آن لائن

          Working...
          X