Yeh review " Pakistan Post Office Services " par Mabni ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review " Pakistan Post Office Services " par Mabni ha
    786.A O A, Friends aaj post offices ki khedmaat par tafseelat ke saath tahreer karte han aaj kal ke dor men Agarche keh Electronic or transportation Sience men bahut zeada taraqqee ki waja se Post Office ya postal services or Posta mails ki zaroorat bazahir kam nazar aati ha or lagta ha jese keh aaj kal yeh yeh services billkull gher ahm ho gaey han inn ki aab koey zaroorat nahen lakin agar thora ghor karren tu yeh baat tasleem karni parti ha keh aaj bhi iss service ki ahmiyyat ha or yeh insani zindagi men ak ahm kirdar ada kar rahee han keunkeh aaj bhi Zindagi men bahut se aese shobey han ya aesey kaam han jinn ka taalluq inn services se ha or inn ka kirdar bahut ahm ha misaal ke tor par aaj bhi government ki tarraf se mulazmaton (jobs) ke appointment letters post offices ke zariyay hee milte han iss ke ilawa or iss ke ilawa bahut se private idarey Pakistan post services ke zareyyay hee apne idarey ki zeada tar mails waghera send karte han iss ke ilawa woh mulazmeen jin ko retirement ke baad pention ya monthly wazeefa aghera bheja jata ha woh zeada tar post services ke zareyyay hee bheja jata ha iss liay Pakistan post offices or Pakistan ki tamam post services aaj bhi apna ak ahm kirdar nebha rahee han government ki awam ko zeada tar khatt o ketabat issi service ke zareyyay hee hoti ha
    ADVANTAGES :-
    1- Pakistan post services ak bahut behtreen munazzim idara ha iss men hamesha tanzeem or nazam ke saath awam ko sahoolat frahm ki jati ha woh khatt o kitabat hu ya asheya ki tarseel sab behtreen or baehtemad
    tareeqey se anjam pazeer hota ha
    2- ak lambay arsa se post service ak aesa baetemad idara chala aa raga ha jiss men kabhi froud ya ghaflat nahen hoey yeh logon ki amanton ke behtreen ameen han
    3- post offices ki khidmaat men aaj kal sirf raqoom ya mukhtalif cheezon ki tarseel hee nahen mahkma dok kafee lambey arsa se bank ke tor par bhi kaam karta ha or logon ki raqoom ko am mukhtas munafah ke saath deposit kiya jata ha or yon logon ki raqoom nah sirf mahfooz rahti han balkeh un ke saath ak maqool mumafa bhi milta ha har mah
    4- post offices men retired mulazmeen ko mahwar pention ju bheji jati ha uss ka nizaam bahut behtreen ha or regulated ha jiss men ak lambey zamana se kabhi kharabi nahen aaey or nah hee awam ko kabhi shikwa huwa ha iss nizaam se
    5- sarkari tor par deay jane wale wzaef ke ilawa bahut se log aaj bhi jadeed nizam ke bajaey raqoom bazareyyah dok hee bhejte han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review &quot; Pakistan Post Office Services &quot; par Mabni ha

    gee han bhai ap ne bohat hi zabardas review diya ha post office k hamri life mn bohat zada faidey hote hein post office ki madad se hume har kisam k letter milte hein jo hamre liye faida mand hote hein ur ye har sher mn lazmi hota ha pakistan mn is ki service bohat achi ha .

    postoffice
    Click image for larger version

Name:	download (21).jpg
Views:	1
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12337566adavantages

    dear hamri life mn is k bohat zada faide hote hein ur hamre pakistan post office ki service bohat achi ha dear agr hum koi cheez magwani ha ya pichni ha tu hum os k liye post office ka istamal krte hein dear hum post office ki madad se har cheez eik dosre k paas bicj sakte hein ye pakistan ka bohat hi acha adara ha ye hamre liye kafi zada kam krta ha ur is ki service ki kafi zada fast ha is ki madad se hum kafi acha kam kr sakte hein hume koi be dakq bohat hi asani se miljati ha post foocie ki khidmaat aaj kal siff raqqom ya mukhtalif cheez kkitarseel ni ur ye bank k liye be kam krta ha ha post office retired malazmeen k liye be kam krta ha pention dene k liye be istamal hota ha ur is hum sarkari toor mn be istamal kr sakte hein is ki bohat achi service ha .
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review &quot; Pakistan Post Office Services &quot; par Mabni ha

      Assalamu alaikum dear members ummid hai aap sab khairiyat se honge
      aaj ka Mara topic Post office per mubni hai aaj Ham post office per baat karenge post office ka kisanon se hamare liye behtarin khidmat ranjhan de raha hai hamen kisi bhi kasam ki chij ko kisi bhi kisan ke documents ko ek jagah se dusri jagah pahnane ke liye hamari bahut madad karta hai
      Advantages:
      aajkal ki tarakki ke daur mein jis tarah se archestra ki kar rahi hai post office ko rakhi ki dor ne bahut piche chhod Diya hai har chij online submit Ho jaati hai lekin fir bhi kuchhdocuments Jo hamen submit Karne padte hain Jo ke hamen aaj bhi post office kidhar hai bhejne padhte Hain post office hamare liye bahut faydemand hai yah hamen ek jagah se dusri jagah hamare documents ko bahut hi hifazat ke sath father ke sath ek jagah se dusri jagah pahuncha deta hai hamen kahin aane jaane ki jarurat bhi nahin padati hai aur hamare documents 100 kaise dusre kahan mein mansun ho jaate Hain post office ki bahut se shaktiman Gaye bahut hi Shukla taiyar Kar Gaya hai jaise ki hamen agar koi online chij bhagwani ho to ab Ham TCS jeete daraz har kisam ke online courier se mangwa sakte hain

      Disadvantages:
      Post office ka disadvantage hai ke agar Ham koi chij ek jagah se dusri jagah bhej rahe hain hamen usko jaldi bhejna hai to kam se kam do din ka intezar hamen karna padega lekin TCS ke mukabala jyada behtar hai
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review &quot; Pakistan Post Office Services &quot; par Mabni ha

        Aj ka review hay Post Office ya aj Kal dobara update ho rahay hain enko services dobara achi ki ja rahi hain phalay ya bilkul idara khatam honay k qareeb that lakin PTI ki Govt na dobara esko bhal keya hay abh tu digital system la ay hain.

        Advantages:

        Post office Pakistan bahtreen idara ban chuka hay apki daak apka material documents jo chez b ap kahain bhajna chahain post office k through bhaj saktay hain aur wo b kam person main baki courior walay eski nisbat bhot zeyada pesay letay hain
        Govt na esko upgrade kr deya hay abh digital system kr deya hay abh online b ap documents bhajwa saktay hain Sara system online ho geya hay.

        Disadvantages:

        Ya time zeyada letay hain agar ap na koe chez aik city sa dosray city bhajwanay main
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review &quot; Pakistan Post Office Services &quot; par Mabni ha

          Ye review post office ki services par mubni ha.

          Assalam-o-Alikum member hope you are doing well.

          Post office aik boht important department ha jo letters or other things ko one place se other required distenation tk pohnchata ha.
          Pakistan ma or b boht bri bri courier services hn lekin wo abi tk limited areas cover kr rahe hn lekin Pakistan post pore mulk blky other countries ko b cover krta ha.
          Ye letter k ilawa or b boht services provide kr raha ha jis ka zikr hm advantages ma kren gy.

          ADVANTAGES:

          Post office hmare letters or other shipments pore Pakistan blky other countries ma b pohnchata ha.

          Post office utility bills b accept krta ha jis se hm banks ki lmbi line se buch jate hn.

          Post office ki services mulk k door draz areas ma b hn jahan other koi courier service nahe nahe ha or wahan rasai b mushkil ha.

          Post office k charges b boht reasonable hote hn.

          Disadvantages:

          Post office ka aik issue ye hota ha k is ki service kuch slow ha lekin wkt k sath sath is ma behtri a rahe ha.
          Is ka aik issue ye b ha k ye status show nahe krta ha hmari post apni distenation tk ponch gai ha ya nahe.
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review &quot; Pakistan Post Office Services &quot; par Mabni ha

            Pakistan post ik asa idara hy jo hmary letters ya dosri chezon ko ik city sy dosry city ya country asani k sath send ya receive krta hy..
            Hamen jab koi chez kahen bhejni hoti hy to ham post office ja ker post kr dety hen aur wo hamari matloba jagah per pahunchaon dety hen aur is Kam k ham sy charges liye jaty hen..
            Pakistan post k bhe baqi chezon ki trah kafi advantages aur disadvantages hen..
            ADVANTAGES
            1. Ham asani k sath ik jagah sy dosri jagah saman bhej skty hen
            2. Hmara zyada pesa bhe nhe lgta.. Thory pesy lga ker ham asani k sath apna saman bhej skty hen..
            3. Agar ham registery kra den to hmara saman zyada jaldi pahunch jata hy r zyada waqt bhe zaya nhe hota..
            4. Post k through ham money order bhe ik jagah sy dosri jagah bhej skty hen.

            DISADVANTAGES
            Pakistan post k disadvantages bhe kafi sari hen.. Jin men sy kuch main apko batata hon..
            1. Time wastage.. Agar ham registery nhe kraty to time zyada lgta hy hmary saman ki delivery men..
            2. Kabhi kabhi yahan hmara documents bhe gum ho skty hen.. Agar ham registery nhe kraty to hmary saman ki hifazat nhe ki jati.
            Ab post ka nizam kafi had taken behter ho chuka hy..
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review &quot; Pakistan Post Office Services &quot; par Mabni ha

              Dear friends aap saab ka kya haal ha umeed ha aap saab khariyat sa hon ga Friends aaj ka jo hamara unwaan ha post office aap ko bata dun ka yeah bht khas ahmiyat rakhta ha kun ka post offices ki khedmaat par tafseelat ke saath tahreer karte han aaj kal ke dor men Agar ache keh Electronic or transportation Sience na bahut zeada taraqee ki waja se Post Office ya postal services or Post mails ki zaroorat bazahir kam nazar aati ha r lagta ha jese keh aaj kal yeh services bilkul gher aham ho gaey han in ki aab koey zaroorat nahin lakin agar thora ghoor karen tu yesh baat tasleem karni parti ha keh aaj bhi is service ki ahmiyyat ha r yeah insani zindagi mn ak aham kirdar ada kar rahi han keun keh aaj bhi Zindagi men bahut se asa shobey bhi han ya aesey kaam han jinn ka taaluq in services se ha r in ka kirdar bahut ahm ha misaal ke tor par aaj bhi government ki tarraf se mulazmaton (jobs) ke appointment letters post offices ke zariyay hee milte han iss ke ilawa or iss ke ilawa bahut se private idarey Pakistan post services ke zareyyay hee apne idarey ki zeada tar mails waghera send karte han iss ke ilawa woh mulazmeen jin ko retirement ke baad pention ya monthly wazeefa aghera bheja jata ha woh zeada tar post services ke zareyyay hee bheja jata ha iss liay Pakistan post offices or Pakistan ki tamam post services aaj bhi apna ak ahm kirdar nebha rahee han government ki awam ko zeada tar khatt o ketabat issi service ke zareyyay hee hoti ha


              ADVANTAGES :-

              1- Pakistan post services ak bahut behtreen munazim idara ha is men hamesha tanzeem r nazam ke saath awam ko sahoolat frahm ki jati ha woh khatt o kitabat ho ya asheya ki tarseel sab behtreen or baehtemad tareeqey se anjam pazeer hota ha
              2- ak lambay arsa se post service ak asa baetemad idara chala aa raga ha jiss men kabhi fraud ya ghaflat nahin hoey yeah logon ki amanton ke behtreen ameen han
              3- post offices ki khidmaat men aaj kal sirf raqoom ya mukhtalif cheezon ki tarseel e nahen mahkma dok kafee lambey arsa se bank ke tor par bhi kaam karta ha r logon ki raqoom ko am mukhtas munafah ke saath deposit kiya jata ha or yon logon ki raqoom nah sirf mahfooz rahti han balkeh un ke saath ak maqool muafa bhi milta ha r logon ka is ka sath in ka itamad r bhi ziada milta ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review &quot; Pakistan Post Office Services &quot; par Mabni ha

                Asalamoalaikom dear friends members ummid hai aap sab khairiyat se honge
                aaj ka Mara topic Post office per mubni hai aaj Ham post office per baat karenge post office ka kisanon se hamare liye behtarin khidmat ranjhan de raha hai hamen kisi bhi kasam ki chij ko kisi bhi kisan ke documents ko ek jagah se dusri jagah pahnane ke liye hamari bahut madad karta hai aajkal ki tarakki ke daur mein jis tarah se archestra ki kar rahi hai post office ko rakhi ki dor ne bahut piche chhod Diya hai har chij online submit Ho jaati hai lekin fir bhi kuchhdocuments Jo hamen submit Karne padte hain Jo ke hamen aaj bhi post office kidhar hai bhejne padhte Hain post office hamare liye bahut faydemand hai yah hamen ek jagah se dusri jagah hamare documents ko bahut hi hifazat ke sath father ke sath ek jagah se dusri jagah pahuncha deta hai hamen kahin aane jaane ki jarurat bhi nahin padati hai aur hamare documents 100 kaise dusre kahan mein mansun ho jaate Hain post office ki bahut se shaktiman Gaye bahut hi Shukla taiyar Kar Gaya hai jaise ki hamen agar koi online chij bhagwani ho to ab Ham TCS jeete daraz har kisam ke online courier se mangwa sakte hain
                Post office ka disadvantage hai ke agar Ham koi chij ek jagah se dusri jagah bhej rahe hain hamen usko jaldi bhejna hai to kam se kam do din ka intezar hamen karna padega lekin TCS ke mukabala jyada behtar hai

                اب آن لائن

                Working...
                X