yeh review psyllium par mabni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review psyllium par mabni hai.
    Is drug brand ka naam konsyl, laxmar, Hydrocil hai. Priya drug constipation Mein use ki Jaati Hai aur yah blood cholesterol level ko bhi kam karti hai.yeh bowel ko bhi control krti hy. Drug lene ke liye doctor se pooch lena chahie Kyunki yah drug sirf for vomitting dharia ke liye hai.
    ismein sugar hota hai aur phenylalanine hota hai aur sodium Hota Hai. A different kind of patient with different apps ki lle Jaati Hai.yeh pregnancy mn 28g per day li jati hy.
    adult mn 25g perday.or lactation mn 29g per day li jati hy.
    yeh psyllium capsule ky taur par li ja sakti hy.
    ye powder ky taur par li ja sakti hy.
    ye wafers ke taur py li ja sakti hai.

    ADVANTAGES:_
    1. Yah Kisi bhi store per available hoti hai aap isko ghar mein rakh kar bhagwate jarurat kam Mein Laga sakte hain.
    Oriya bahut hi saste rates per mil Jaati Hai.
    2. Yah drug Ek laxative ke Taur per kam Karti Hai Lekin let me hota hai kya vah cholesterol ko low level per karta hai aur aur stool pass karne mein important role Ada karta hai.
    3. Iska main fayda yah bhi hai ki yah constipation se bachati hai.
    Agar Kisi Bande Ko constipation ho to Vahi use kar sakta hai usse uska stool easily pass kar jaega.

    DISADVANTAGES:_
    1. Agar is drug ko Jyada liya Jaaye to yah bahut hi nuksan deti hai ya pregnant aurat ko nuksan Deti Hai.
    2. Agar is drug ko Jyada liya Jaaye to yah bahut hi nuksan karti hai. Yeah stomach upset karti hai aur bahut jyada gas produce kar deti hai.

اب آن لائن

Working...
X