Trading mein Open order mein modification kar sakte hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading mein Open order mein modification kar sakte hai??

    Forex main wuhi traders achi earning karty hain jo market ki conditions kay mutabiq apni trade start karain aur iaky bad apni trading ko market ki situations kay mutabiq he run hony dain jab ke blindly trading karna kabhi bhi aqalmandi nai kehlati. Is liye trader ko chhaiye keh kabhi bhi forex market main emotional na ho balkeh patience say yahan per kam kary.

    How to modify and control running trade.
    Baz dafa aisa hota hay keh jab trader order place karta hay to buy ya sell main fori open karta hay aur na he is main take profit limit set karta hay aur na he stop loss set karta hay. But after order activation, trader ko lagta hay keh market mazeed iski favour main jaye gi aur up bhi ja sakti hay, is tarah trader apni is trade ko modify karty huye take prlfit limit set kar laita hay. Aur jab take profit per market price puhnchti hay to ye profitable position main auto per exit ho jata hay. Isi tarah ager trader ko lagy keh market down jaye gi aur isko ziada loss ho sakta hay to trader apni lot size and balance kay mutabiq stop loss laga daita hay ta keh woh is say ziada loss main na jaye.

    Limitations in trading order modification.
    Already running trader ya pending order main ham take profit ya stop loss ko he change kar sakty hain jab keh ham lot size ya order direction yani sell to buy ya buy to sell change nai kar sakty.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading mein Open order mein modification kar sakte hai??

      hamary esy orders jo key open position me hoty hey es me modification ham every time kar sakty hey, agar ham ne Take profit ya Stop loss point me kesi kisam ki changing karni ho to market jes point par be ho ham apny orders me changing kar sakty hey, pending orders ki facility key sath running orders me changing karna be bahot hi best tool hay, es option ko use karny key ley open order jo key running position me hoty hey us par double click kar key modifying orders me ja kar TP/SP points ko change kia ja sakta hay.
      Order ko modify karney kay baary main aapne aik acha jaiza pesh kia hai aur main nay ye cheez khud apny hath say bhe practically kee hue hai. order ko modify karney kay ley sirf do he options aaapko nazar aa rahy hoty hain. maslan jab modify trade kay option ko kohla jaay to us main 2 tabdeeliyan ap kaer sakte han. pehla ye kay aap stoploss ko tabdeel kar sakte hain aur dosri chiz ye kay aap take profit ko tabdell kar sakte hain. yehi do chizi hoti hain magar sirf apko ye baat mind ma rakhna hoti hai k stop loss r take profit ke value market kay value sy kam az kam 8 pips ka farak par ho.

      Open order wo order hoty hain jo kay market main aapne place kiey huy hoty hain aur koi bhe currency ya commodity aapne buy ya sell ki hui hoti hai. To us order ko open karney ka time ap us main take profit aur stop loss baaz awkaat laga dety hain aur baaz awkaat aap nahi lagaty hain. To agar aap take profit aur stop loss laga dety hain to us main aapko market kay us point par janay k baad faida ya nuqsaan ho jaata hai. Kise time aap market ma order lagaty wakat order ka tp aur sl lagana bhool jate hn ya kehty hain k baad main laga lain gy to phir aap aisa modify order waly option kay zariey kar sakte hain. Modify order main aapne ja kar jahan tp ya sl lagana ha ya change karna ha to kar kay modify par click karte hn to apka order modify ho jaata hai.

      mt4 mai option hai k agar hum ne market mai koi trade open kar di hai aor aus k baad hum ye chaty hai k apni trade ka take profit lagye ya apni trade ka stop loss lagye to aus k liay hum ko option mila hoa hai k hum aus ko modify kar sakty hai aus k liay simple hum order k oper right click karty hai aor modify wala option open kar lety hai aus k baad hum ais mai se order ko modify kar sakty hai aor ais mai ye hai k hum agar chaye to half order delet kar saky hai ais mai ye hai k jitni lot delet karni ho ya close karni ho wo likhty hai aor delet waly option se wo close kar sakty hai ais mai hum apna profit ya loss wali lot half close kar sakty hain jis se faida ho sakta hai.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #18 Collapse

        Re: Trading mein Open order mein modification kar sakte hai??

        Han je forex trading ma trader ko hamesa soch samaj kar work karna chahe. Asan lafzo ma agr kaha jae to ham ye keh sakty hain k hamy pori tarha market analysis k bad trade ko open karna chahe. Trader ik bar trade ko open kar leyn to unk lae phr es trader ko edit kar pana asan ni ho sakta. So trader ko hamesa achy analysis k bad or small lot sy trade ko open karna chahe. Small lot ka faida ye hota hai k trader ko agr analysis ma kio problem ho jae to wo small lot ki waja sy cover ho jati hai. But trader agr big lot b use kary or market analysis b sahe sy na kar paye to usko jb loss hota hai to wo loss double ho jata hai.

        How to amend the existing trades. Forex trading ma trader apni running trades ko amend ni kar sakty. Yes albata ik kam ho sakta hai trader agr kio trade ko open karta hai or kuch dair bad usko pata chalta hai k market usko favour ni kar rahi or mazeed kuch time opposite he jaye gi to trader ko chahe k wo pehle sy double lot k sath or pehle trade k opposite direction ma apni trade ko open kar ley. Asa karny sy trader ko agr tori dair k lae b market favour kary gi to uska previous loss b recover ho jae ga or usko mazeed profit b hasil ho jae ga. Es k elawa hedging sy b trader apny account ko manage karty hain or apny profit or loss ko freeze kar lety hain. Jo trader achi trades ko open karny ma dair kar dety hain wo apny account ko manage karny ma kbi kamyab ni ho sakty. Es k elawa trade ko amend karny ka kio method ni hota.

        Jo trader apni trade ko close kar dety hain unko profit hasil karny or loss ko recover karny ma bhot problems ho sakti hain. So trader ko ik sy zayada trades ko open k apny loss ko recover karna chahe.
        • #19 Collapse

          Re: Trading mein Open order mein modification kar sakte hai??

          Trading mein open order modification ke bare mein hamare pass Achcha knowledge Hona chahie market Mein Hamen different option available Hote Hain To Hamen ine option ko acche tarike se samajhna chahie in option ki help se Ham Apne trade ke modification kar sakte hain Agar Hamen in option ke bare mein Achcha knowledge Hoga To Hamen trade ki modification karne mein Koi Mushkil Nahin Hogi Ham isliye apni trade ke modification kar sakte hai Jab Ham order Mein Koi Bhi modification karna chahte hain To Hamen bahut hi careful hokar Karni chahie
          Market Mein different time frame maujud hote hain Hamen in time frame Ko acche tarike se samajhna chahie Taki Ham market Mein acche tarike se trade Laga sake aur acchi kamyabi Hasil kar sake market Mein trade Lagate Hue Agar Ham take profit or stop loss ke limit ko change karna chahte hain To Ham isiliye to hammer modification ke option ko utilise kah sakte hain vahan Mein ismein pending order ko apply karte hue modification Karte Hain
          Trading transaction Agar Hama modification nahin kar sakte To Hamen bahut jyada problem ka Samna karna par sakta hai Kyunki option Hamare liye bahut jyada important Hota Hai Hamen market Mein kam karte hain bahut hi acchi tarike se apne kam ko karna chahie aur Market Mein Hamesha careful hokar kam karna chahie tabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Jab Ham market Mein trade Laga rahe ho to main bahut hi samajhdari se kam Lena chahie jaldbaji Nahin Karni chahie
          Agar Ham market Mein Apne trade ko open kar dete hain aur Hamen Iske bare mein knowledge Nahin Hota ki market Hamare favour Mein Nahin Hai To isase Hamen market mein bahut bada loss Ho Jata Hai Jiski vajah se los ko recover karna Hamare liye bahut jyada difficult ho jata hai Ham Apne loss ko acche tarike se a recover nahin kar sakte aur na hi Apne account ko manage kar sakte hain isliye Jab Ham market Mein trade Lagane Lage To Hamen is Baat Ko acche tarike se samajhna chahie ki market Agar Hamare favour Mein Na Ho To Hamen market Mein inter hokar apni trade ko open nahin karna chahie Agar market Hamare favour Mein Ho To Hamen market Mein Apne trade open Karni chahie
          • #20 Collapse

            Re: Trading mein Open order mein modification kar sakte hai??

            Walekum assalam Tu all Forex member kaise hain aap sab Mein ummid Karti hun ki aap sab theek Honge der Jaisa ki aap Sabko Maloom Hai Ki Forex trading ki market mein orders ko bahut jyada importance Di Jaati Hai Hamen market Mein Paye jaane wale orders ko acchi Tarah Se understand karna chahie Forex trading ki market mein to type ke order hote hain pending order and instant order Hamen ine donon order ko acchi Tarah se learn karna chahie Forex trading ki market Mein yah order bahut important role play Karte Hain

            Agar Ham Forex trading ki market Mein trading mein open order Mein modification karna chahte hain to uske liye Jaroori hai ki ham order ke related pahle complete knowledge Hasil Karen trading mein open order modification karne ke liye Forex trading ki market Mein different type ke option Diye Jaate Hain Hamen market Mein Paye jaane wale in option ko acchi Tarah Se study karna chahie Jab Ham in option ko acchi Tarah se study Karte Hain To Ham apni trade main modification aasani se kar sakte hain

            Hamen market Mein kam karte hue Hamesha careful Rahana chahie market Mein kam karte hue Hamara Sara focus Apne kam per hi Hona chahie aur Hamen market ko daily base per check karna chahie Agar Ham market kotali base per check Karte Hain To Is Tarah Se Ham market Mein Achcha profit Hasil kar padhte Hain Hamen pending order ko acchi Tarah se study karna chahie pending order ki help se bhi ham apni trade Mein modification kar sakte hain aur apni trade Mein Achcha Se Achcha benefit Hasil kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Trading mein Open order mein modification kar sakte hai??

              hamary esy orders jo key open position me hoty hey es me modification ham every time kar sakty hey, agar ham ne Take profit ya Stop loss point me kesi kisam ki changing karni ho to market jes point par be ho ham apny orders me changing kar sakty hey, pending orders ki facility key sath running orders me changing karna be bahot hi best tool hay, es option ko use karny key ley open order jo key running position me hoty hey us par double click kar key modifying orders me ja kar TP/SP points ko change kia ja sakta hay.

              dear member Mera aaj ka sawal ka jawab baad mein lagaya kya hai jaisa kya aap jante Hain ki Ham trading karte hain aur usse pahle to manane says karne ki koshish karte hain Taki hamen trade mein Koi bhi nuksan Na Ho sake aur agar aap trading bakayan all information ke karte hain to aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai aur aap kabhi bhi is mein achcha profit gain nahin kar sakte to iske liye aapko to ek aap hamesha forest mein analysis karte hue aur planning ke bad hi trading Karen Taki aapko fayda ho sake aur agar aap trading menu hai to aap iske liye stop loss or take profit ko use kar sakte hain aur is per fayda utha sakte hain kyunki stop loss aur take profit ka ji matlab hota hai ki Ham apni trade mein koi bhi nuksan nahin ho sakta aur agar Ham stop loss and profit ka istemal karte hain to uski vajah se a aapki trade save rahti hai aur aapka kaun pesave rahata hai to iske liye aapko stop loss or take proper ka istemal jarur karna chahie aur agar aap iska istemal nahin karte aap modify order bhi kar sakte hain Jo ok bahut jyada aasan hota hai ab bus great ko click karke rakhte hain aur upar modify order kar sakte hain aur trade ke mutta per ghi TP aur SL ko modify kar sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Trading mein Open order mein modification kar sakte hai??

                Assalamu Alaikum friends kya aap Jante Hain Agar ham market ko analyse Karke trade ko open Karte Hain To Ham Ek accha profit Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain lekin aapane question Kiya Hai Ham trade open Karte Hain To Kya Ham bad Mein modification kar sakte hain bilkul aur modification kar sakte hain tradecore open ho chuki ho isliye Hamen chahie sabse pahle market ko acchi Tarah Karen Uske bad trade open Karen Agar Ham Aisa Karte Hain To Ham take profit hasal kar sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Trading mein Open order mein modification kar sakte hai??

                  Slam dear members!
                  Umeed krta hu ap thk hon gy. Pak forex forum pr mehnat kr rhy hon gy. Forum se apny knowledge ko increase krny k sath sath achi achi post kr k ziada se ziada bonus hasil krny k liye hard work kr rhy hon gy. Ji bilkul trade Lagane ke bad Ham uske andar modification kar sakte hain jaise bhi Ham trade open karne ke bad modification kya option Mein Jaate Hain To vahan Hamen do option Najar Aate Hain sabse pahle To Ham stop-loss ka use kar sakte hain stop loss calculate Karke Ham vahan per value set karte hain jisse Hamari trade ziada loss se bachati hai aur ham Jo loss set karte hain Vahi par jakar order automatic close ho jata hai uske alava right side per dusra option take profit Ka Hota Hai Ham take profit ko bhi istemal Karke apni trading co modify kar sakte hain isase Agar Hamari trade profit Mein Jayegi to Hamari calculation ke mutabik hai Usi profit mein automatic close ho jayegi Hamen chahie modification funcation ko Jarur use Karen is ham Apne account ko safe Rakhenge aur acchi earning kar Sakenge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading mein Open order mein modification kar sakte hai??

                    Ji han dear group member Jab Bhi aap Koi trade Lagate Hain To Jo order aapka already chal raha hota hai aap usko modify kar sakte hain aap usmein stop loss aur take profit ki option ko change kar sakte hain lekin aap usmein lot size Ko Nahin change kar sakte aur uske sath sath yah bhi nahin kar sakte ke buy ki trade ko sell Mein Le Jaenge sell ki trade ko buy mein le jaen Bal kah aapko FIR uske liye ek new trade Lagane padati hai isliye modification main sirf aap stop-loss aur take profit ki limit ko change kar sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X