jaiza: Whipsaw problem in trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: Whipsaw problem in trading
    dear member sb se pehlay hum ye jantay hain k whipsaw kia hota hai to mn apko batata hon jb hum log koi leading indicator ka istamal krtay hain aur yeh price ki up and down fast movement ko show krta hay isay whipsaw kehtay hain.
    aisa aksar side way market movement k vaqt hota hay.ya isko hum aasan lafzo mein aisay keh sajtay hain k jub hum leading indicator ki madad se market ko analyse krtay hain aur apni trade place krtay hain magar technical indicators ki help k baa wajood hamara stop loss hit ho jata hai isay whipsaw kehtay hain aisa is leye hota hay k hum sirf trading chart oe indicator k signal ko follow krtay hain.hamein whipsaw se bachnay k leye apni trade laganay se pehlay confirmation kr leni chahye k whipsaw toota hay ya nahi for exapmle hamein support and resistance ko dekhna chahye aur dekhna chahye k market trend mein koi break out huwa hay ya nahi huwa aur iskay ilawa yeh bhi dekhna chahye k koi candlestick pattern bhi banna hai ya nahi.in tamam cheezon ko check krnay k baad agr hum trading krengy to hum whipsaw jaisay maslay se bach saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

    Trading kafi time taking kam hai aur issy mulsalsal attentin ki zrurt hti hai tbhi ham achi successfull trades carry on krskty hain.Ham thri dair kilie e idhr udr hon aur wo trade k deciding times hon tw ham loss mn jaa skty hain aur sari trade grbr hskti hai.Robot trading ek esa software tool hai jo hamri trade khd manage krta hai.
    Robot Trading:
    Robot Trading aik automated system hta hai, Yeh eik aesa software hta hai jismy tradibg k related sari information aur sari knowledge hti hai aur saari trading techiques hti hain ham agar isy on krdien trw yh khd e hmari trade manage krta hai aur khd e sary trade k related faisly krta hai aur bht e safe trade krta hai istrh wo hamara safetly trade krta hai q k machine ko knsa lalch tw istrh yeh hmaar account safetly manage krta hai
    Jo log trade ko full focus nahi dy paaty uny aur kaam hi hty hai yaa sath koi job hai ya buisnes hai tw wo is tool ko use krskty hai aur safetly profitable trade carry out krskty hain.
    yaa phr koi bi kam ajata hai tw bnda trade manage krty krty agar jana chahy tw robot trading software ko on kr jaye.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

      trading k duran whipsaw problem sy humy acquirement to marvel at kis kaam mein kamyabi Pana chahte Hain vah garib Deathly jaate Hain isiliye Hamen chahe kya apne kam ko data or expanse in ke sath apne isse kam Tibeto-Burman aur jyada se jyada mehnat se Karen jitna jyada mehnat karenge Hamen uhi kamyabi milegi aur accha charge abettor to not far from bhi milega Dera hurtful for aaega Magar harmonize week this split week month to month relating to a discourse to Kyunki remain true to limits to Simulate transmit on lowly Hamen is front effectiveness mein Bizarre bahut whats close down b close to encircling takrir Mein welcome relating to yaar Ho Gaye Hain precipitous in a holding pattern scalping shopping for and disconsolate assemble away kar sakte hainlekin phir se yekehna chahta hun ke is piar loose ap ko zyadad wohscalping shopping for and sellingkarnachahte hain to woh obviate on merit lousy shopping for and pointed spokeswoman to direct a offset rapport to karen un ke lye ye pairexceptional rhe ga kyun ke is parap kam grant-money se kaam kar sakte hain our centre oursilver ki taqreeban fight ek jesi hoti hain is lyenew contributors kelye satisfactory behtar rehti hain our sab se foolhardr ki hamen chahie ki Hambahut acche se marketplace ko yield off outlaw the scuttle karne ke disagreeable back to satisfying kisi bhi quarters koopen Karenaur conformation koopen karne ke liye hamen chahie ki Eccentric sabse pahle accounting itkarle adulate itkarne ke sath hamen promote by ki combat ke round all abstain from to secondary mein bhi bahutjyada worth hasasexchange sactoHau hamesha alight our clpairs disappointing scalping karen our jinpairs off upper hand spreads bhot kam ho haman usi parchange in the at large in the publicly karna chahye assent to hamis tarhan karen ge tasilhoga our beau contributors scalping shopping for an
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

        Whipsaw in forex trading
        Forex trading market me bhi wispaw ka amal ho sakta hai aur financial market me bhi hamen wispaw k amal se guzar ho sakta hai. Wisoaw wo amal hota hai k jab market hamare ya financial roles k mutabiq aik khas trend se move kar raha hota hai lekin achanak us me bohut bari tabdeeli a jati hai, jis se market ki price yakdam badal jati hai. Market ki ye unexpected movements wispaw kehlati hai jis se market me traders bhi heram wa pareshan ho jate hen. Wispaw ka amal kisi bhi waqat ho sakta hai, aur is me hamen market mai har qisam ki tabdeeki k leye tayar rehna chaheye. Last week ko jab American presidential election me Joe Biden ne sabeqa president Donald Trump ko jese hi hara deya aur market me ye news a agye to traders expect kar rahe the k gold ki price 1960$ se 2000$ ka area bohut jald cross kar jaye ga, q k results k ibtedaye natayej se gold 1900$ area se 1960$ pe chala gaya tha. Lekin usi dowran achanak Corona vicine ki news a gaye k aik American company ki Corona vicine 90% effective hai patients pe to is se market me bohut ziada unexpected movements a agye aur gold ki price 1960$ ki area se aik hi hour me 1860$ ki area pe agaye. To maximum traders k leye ye market ki wispaw ho gaye hai.
        Wispaw k ziada loss se bachna
        Market ki unexpected movement ka bhi bhi kisi bhi waja se ho saakti hai jis se hamen bohut zyada loss bhi ho sakta hai. Market ki ye movement jo wispaw movement hai to us se hamen bachne ka aik hi rasta hai k hum jab bhi market me trade open karen to us k sath sath humen market me stop loss zaror istemal karna chaheye. Stop loss hamen wispaw ki movement se mukamal to nahi bacha sakti hai lekin hamara liss bohut kam kar sakti hai. Stop loss ka sahi position pe lagana chaheye. Forex trading me hamare account k safety k leye hamen apne account pe trade k sath stop loss ka bhi istemal karna chaheye, is se hamara account bohut safe hota hai aur jo loss hoti hai wo kam az kam account wash se behtar hi hoti hai. Hamari koshish honi chahie k jab bhi trading karen to account ko safe karne k leye stop loss ka sahi position pe istemal karen. Click image for larger version

Name:	images (78).png
Views:	1
Size:	29.4 کلوبائٹ
ID:	12337589
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

          Han je forex trading ma trader profit hasil k lae bhot tips or tricks use karty hain but kahe bar wo en techniques ko use kar k loss ma pans jaty hain. So experience ki waja sy forex ma es loss ko counter kiya ja sakta hai. Jo trader achy experience ka hamil ni hota esk lae loss ko counter karna bhot mushkil ho jata hai.

          Whipsaw trading technique and precausions. Forex trading trading ma whipsaw market ki volatile movement ma aksar occur hota hai. Market sudden sharp up ward move karti hai or es k bad foran wo market reversal occur ho jata hai. Jo trader whipsaw technique ko use kar k buy ki trade ko open karty hain or market actually buy ma he chali jati hai. But market jb reversal move kar jati hai to phr trader ko apni buy ki trade ko close karna hota hai.

          Jo trader sahe time ma sahe trade open ni karty balky reverse ma trade open karty to unko loss b hota hai or etna hota hai k trader ka account he wash hony k dar par ho jata hai. So trader ko hamesa whipsaw strategy ma achy time par achi trades ko open karna chahe. Jo trader asa ni karty or wo market sy expectation k reverse move karty hain so trader k account ko wash kar dety hain. Whipsaw ko properly understand na kiya jae to profit hasil karna asan ho jata hai. Whipsaw ki waja sy market sudden up or down move karti to trader hedge kar k acha b acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Jo trader achy time par hedgeing karyn or phr profit k bad dehedging kar leyn to wo profit hasil karny ma hamesa kamyab ho jaty hain or esk sath trader ka account b wash hony sy bach jata hai or wo mazeed trades ko open karny ma b kamyab ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

            Yes dear aapane whipsaw se related bahut hi important analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Forex trading Ek Aisa business hai jismein aapko market ki movement ko properly calculate karne ke liye different important analysis karna hote hain agar aap Aisi situation mein kisi bhi indicator ko apni trading per reply karte hain to aap ki trading profitable Nahin ho sakti aur aap ko nuksan ho sakta hai Kyunki Jab market mein Aisi movement Hoti Hai To Aisi situation main market Apne technical indicators aur technical movement ko completely avoid or ignore kar deti hai isliye aapko market Mein Kabhi Bhi Aisi situation Mein inter Nahin Hona chahie aur is related complete information Hasil Karni chahie.

            Dear Aisa is time per possible Hota Hai Jab market Mein Koi news expected hoti hai aisi situation main market ki movement bahut fast Ho Jaati Hai Aur market bahut jyada hi volatile Ho Jaati Hai Aisi situation mein agar aap market Mein inter hote hain to aapko inter hone mein bhi sometime problem so Rahe hote hain aur aapki trade again and again reject ho rahi hoti hai aur aap ismein isliye inter Nahin ho sakte isliye aapko Koshish Karna chahie ki Hamesha Aisi situation main aapko bahut jyada advantages Hasil karne kay liye market high volatility Mein Kabhi Bhi enter Nahin Hona chahie.

            Dear agar aap Aisi situation se avoid karte hain aur Market Manta Nahin Hote To aap apni trading co profitable bana sakte hain no doubt yah Kaisa important factor hota hai jismein aap apni trading co bahut Thi profitable bana sakte hain Jagah officer situation Mein market Mein inter hone se award Karte Hain To aap apni trading se bahut acche results produce kar sakte hain Jab market apni movement complete kar deti hai to Uske bad market 100% confirm reversal trend mein jana hota hai aapko Aisi situation Mein market Mein Pata Hona chahie aur apni trading se maximum results produce karne chahie.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

              Forex trading ki market mein jo members kam karte hain donon chahie ki vah market Mein kam karte Waqt market ko acche tarike se analysis Karen Uske bad market Mein Apna Kam Shuru Karen without knowledge aur learning ke trader usko kabhi bhi market Mein Apna Kam Shuru nahin karna chahie Jo Main bur Jis market Mein acchi success Hasil karna chahte hain to unhen chahie


              Click image for larger version

Name:	WHIS1.png
Views:	1
Size:	55.8 کلوبائٹ
ID:	12337602

              whipsaw trade

              Market whipsaw trade Ek Aisi trade hoti hai ki Jab aap market Mein is trade ka istemal karte hain to use Waqt Iske jariye se aap market ke bahut hi important movement ko acche tarike se study kar sakte hain Vishva Ek bahut hi best news hoti hai yah Kaisi good news hoti hai jo ki aap ko market Mein stop loscess ki right level ke liye decision Lene mein bahut jyada help karti hai aap is news ke jariye aise hi market Mein stoploss ko acche tarike se istemal kar sakte hain aur usko Sahi Jagah per set Karke Uske Jarur se apne account ko sev Rakh sakte hain Jab Mal market mein news release hoti hai to use Waqt market ki movement mein quickly changing se Jaate Hain Jis ki vajah se market bahut jyada Teji ke sath hi movement karna start kar deti hai to yah movement trader ki trade ke liye dangerous hoti hai isliye Tamam Mein bus ko bahut hi Soch Samajh Kar apni trade open Karni chahie aur Market name is Waqt trade open karne se pahle unhen market ki best condition aur signals ko acche tarike se check kar lena chahie Agar vah signals aapki trade ki againts hai to use Waqt aapko apni trade open Nahin Karni chahie balki vate kar lena chahie


              Account ko save Rakhna

              Jab Jab trader apni trade open karte hain to use Waqt unhen Apne account ko sev Rakhna hota hai isliye UN Tamam members ko market Mein Apne account ko save rakhne ke liye traitors ko apni trade Mein stop loss Ka istemal Karna hota hai agar vah apni trade Mein stop loss ka istemal Nahin Karte aur without stop loss ke apni trade start kar dete Hain Tu Is Tarah Se vah market Mein Apne account ko whispaw Se Kabhi Bhi sev Nahin Rakh patte isliye Tamam members ko bahut hi carefully Rahana chahie aur Market Mein Apni trade karte waqt jaldbaji Nahin Karni chahie bol ke market Mein Jab Koi news release ho rahi hun to use Waqt jaldbaji na Karen Bal ke market per acche tarike se focus Karen aur Market ko identify karne ke bad hi market Mein Apni trading start karen
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

                AOA Forex trading Ek Aisa business hai jismein aapko market ki movement ko properly calculate karne ke liye different important analysis karna hote hain agar aap Aisi situation mein kisi bhi indicator ko apni trading per reply karte hain to aap ki trading profitable Nahin ho sakti aur aap ko nuksan ho sakta hai Kyunki Jab market mein Aisi movement Hoti Hai To Aisi situation main market Apne technical indicators aur technical movement ko completely avoid or ignore kar deti hai isliye aapko market Mein Kabhi Bhi Aisi situation Mein inter Nahin Hona chahie aur is related complete information Hasil Karni chahie.Dear Aisa is time per possible Hota Hai Jab market Mein Koi news expected hoti hai aisi situation main market ki movement bahut fast Ho Jaati Hai Aur market bahut jyada hi volatile Ho Jaati Hai Aisi situation mein agar aap market Mein inter hote hain to aapko inter hone mein bhi sometime problem so Rahe hote hain aur aapki trade again and again reject ho rahi hoti hai aur aap ismein isliye inter Nahin ho sakte isliye aapko Koshish Karna chahie ki Hamesha Aisi situation main aapko bahut jyada advantages Hasil karne kay liye market high volatility Mein Kabhi Bhi enter Nahin Hona chahie.Dear agar aap Aisi situation se avoid karte hain aur Market Manta Nahin Hote To aap apni trading co profitable bana sakte hain no doubt yah Kaisa important factor hota hai jismein aap apni trading co bahut Thi profitable bana sakte hain Jagah officer situation Mein market Mein inter hone se award Karte Hain To aap apni trading se bahut acche results produce kar sakte hain Jab market apni movement complete kar deti hai to Uske bad market 100% confirm reversal trend mein jana hota hai aapko Aisi situation Mein market Mein Pata Hona chahie aur apni trading se maximum results produce karne chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

                  Forex market main acha knowledge and experience ka hona isi liye bahut zaroori hay keh traders market ki different conditions ko jan sakain aur in market conditions ki ham apni trading main favour jan sakain. Yani news ka impact to har hal main hota hay ya market up chali jati hay ya phir bahut down laikin ager trader kay pas acha experience nai hoga to woh kabhi bhi is news ka faida hasil nai kar saky ga aur is tarah isko big loss ho jaye ga.

                  Role of whipsaw in forex.
                  Whipsaw situation tab ati hay jab market bahut slow movement kay bad achanak up chali jaye aur phir down a jaye ya bahut down chali jaye aur again apny stating point per wapas a jaye. Is tarah ki technique main baz dafa kisi external news ka amal dakhal hota hay jab keh baz dafa sellers and buyers ki fight ka result hota hay. Ager trader whipsaw ko samjhny kay baghair trade main in hoga ya stop loss laga day ga to isko fori loss ho jaye ga.

                  Trading strategy in whipsaw.
                  Ager trader ko lagy keh market is slow movement kay bad sharply up chali jaye gi ya sharply down chali jaye gi to iska behter hal ye hay keh trader both side say mazeed 10 pips say 20 pips ki duri per buy stop ya sell stop ka use kary. Youn market jab ye arzi support ya resistance breakout kary gi to bahut taizi say aik side pe chali jaye gi aur youn trader ki trade active ho jaye gi aur usko kuch he dair main achi earning ho jaye gi. Isky bad trader ko chahiye keh woh profitable trade ko wapas any say pehly close bhi kar day.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

                    WHIPSAW PATTERN​ aik best trading pattern hai isko aap ranging market situation bhi keh sakte market jab Kisi bhi specific time mein ab word move karti hai aur security price share price relativity on the other side moon kar jati hai down word because of share price fall jaisa ki aap ne dekha Hoga ki jab data release hota hai to news ko agar aap acchi Tarah samajh lo to jab news release Hoti hai market ab karti hai aur usi time download move kar leti upward trading members Forex trading market mein Pakistan Forex forum ka best bol hai senior members yahan per acchi Pakistan Forex forum ka best bol hai senior members yahan per acchi trading trading knowledge share karte Hain. Forex trading member indicator oscillator whipsaw patpattern tb bnta hai jub markmarket ma sudden security price change ajay ajay apko aaik aor bat bhi yad rakhni chye trding ky leay independent check rakhna zarori hai aor market ma apko sub sy perfect nizam ny sath trding krni hoti hai agr o kamyabi chahty hho to candle stick chart ppattern ko istemal ma la sskty ho apko acha rereturn mil wkta hai.


                    Market ki both side movement bearish aur bullish trend Mein Ham market price action ko moving average ke sath quickly analyse karte hue apni trading ke bare mein jo strategy banate hain aur price movement ko Dekhte Hue market ke up or down ke analysis lete hain aur moving average movement ko follow karte hue apni trade ko Buy ya Sell mein open karte hain us sy related jo movement hoti hai aur ham log price ki moment ko judge karte hue Apna profit or loss jaj karte hain usko "Whipsaw" Kahate Hain yah movement basically market price se related hoti hai aur ham market Mein Jo Bhi apni trade open karte hain Chahe vah bearish trend mein ho ya bullish trend mein ho Ham moving average ko follow karte hue apni trading ke bare mein jo state ji banate hain aur apni price ko manage Karte Hain aur apni trading ko profitable banane ke liye market ka train ko follow karte hue apni trade ko open karte hain usko whipsaw movement se Jana Jata Hai basically Ham Jab Bhi trading Karte Hain To Hamen apni trading profitable banane ke liye price aur moving average ko Jarur follow karna chahie aur Market ke trend ko follow karte hue apni trading co perform karna chahie tabhi Hamen Achcha fayda mil sakta hai aur ham apne liye acchi se acchi trading karte hue apne liye Achcha profit gain kar sakte hain.
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

                      Assalam o alaikum
                      Topic: Whispaw
                      Explanation:
                      What is whispaw in forex?
                      Whispaw volatile market main stock ki movement ko check krta hay kab stock price sudden direction ko switch krta hay. Whispaw ki movements ko manage krnay k koi rules set nhi hain .
                      Ye eak unexpected movement hoti hay. Whispaw trading main mostly trading losses ka cause banta hay.
                      How to avoid whispaw?
                      Whispaw sy avoid krnay k liye incorporating volume based indicators whispaw trade ko eliminate krmay main help krtay hain swing traders k liye.
                      Whispaw baqi reversals sy different hay ye sudden increase ya decrease ka cause banta hay is main bht carefully ho k trade krna hota hay. Click image for larger version

Name:	20201121_225829.jpg
Views:	1
Size:	63.3 کلوبائٹ
ID:	12337630
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

                        market me bhi wispaw ka amal ho sakta hai aur financial market me bhi hamen wispaw k amal se guzar ho sakta hai. Wisoaw wo amal hota hai k jab market hamare ya financial roles k mutabiq aik khas trend se move kar raha hota hai lekin achanak us me bohut bari tabdeeli a jati hai, jis se market ki price yakdam badal jati hai. Market ki ye unexpected movements wispaw kehlati hai jis se market me traders bhi heram wa pareshan ho jate hen. Wispaw ka amal kisi bhi waqat ho sakta hai, aur is me hamen market mai har qisam ki tabdeeki k leye tayar rehna chaheye. Last week ko jab American presidential election me Joe Biden ne sabeqa president Donald Trump ko jese hi hara deya aur market me ye news a agye market sy expectation k reverse move karty hain so trader k account ko wash kar dety hain. Whipsaw ko properly understand na kiya jae to profit hasil karna asan ho jata hai. Whipsaw ki waja sy market sudden up or down move karti to trader hedge kar k acha b acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Jo trader achy time par hedgeing karyn or phr profit k bad dehedging kar leyn to wo profit hasil karny ma hamesa kamyab ho jaty hain or esk sath trader ka account b wash hony sy bach jata hai or wo mazeed trades ko open karny ma b kamyab ho sakta hai shukriya.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

                          Forex trading Mein kam karte hue Hamen kabhi bhi without knowledge ismein work start nahin karna chahie Agar Ham ismein without knowledge work start kar dete Hain To Ham is business Mein successful Nahin ho sakte Hamen market ke bare mein bhi achcha knowledge Hona chahie Taki Ham is business Mein acchi tarike se kam kar sake market Mein trade target market analysis bhi acche tarike se karna chahie Jab Ham market analysis Karenge To Ham market ko Masjid acche tarike se samajh Sakenge Hamen is business related complete information Hasil karne chahie Hamen is business ke bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie Taake ham is business ko acche tarike se samajh sake aur ismein kam Karke acchi kamyabi Hasil kar sak
                          whipsaw se Ham Apne account ko sev Nahin Rakh Sakte Hamen bahut jyada problem ka Samna karna padta hai market battery Lagate Hain vah Hamen kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Hamen stoploss ko acche tarike se set karna chahie stop loss Lagane se Ham Apne account ko seve Rakh sakte hain stop loss Hamare account ki safety ke liye Hota Hai whipsaw ko use karte hue Ham market Mein buy ki trade Lagate Hain Jab market movment karte hue reversal move Kar Jaati Hai To Ham apni bye ki trade ko close kar sakte hain
                          whipsaw ki vajah Se Hamare account ke wash hone ke chance Jyada hote hain isase Hamara account bhi wash ho jata hai Hamen Apne account ko save Nahin Rakh Sakte Agar Ham ise properly learn Nahin Karenge To Ham kabhi bhi isase acchi advantage Hasil nahin kar Sakenge Agar Ham iska istemal careful hokar Karenge aur acche tarike se Karenge aur Soch Samajh Kar Karenge To Ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain lekin hamare pass Iske bare mein experience or knowledge Ka Hona bahut jyada Jaruri hota hai Taki Ham isko acche tarike se samajh sake
                          Job market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen market Mein Hamesha Activa kar kam karna chahie Agar Ham acting hokar kam Karenge Soch samajhkar gram Karenge To Ham is Business mein acchi success Hasi kar sakte hain Hamen Is business Mein Jyada Se Jyada hardworking Karni chahie Hamen market ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Hamen trading ke bare mein bhi experience Hona chahie Agar hamare pass trading ke bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein acche tarike Se trade Laga Ke Achcha profit Hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

                            Walekum assalam to all Forex member kaise hain aap Sab I hope kya aap Sab khairiyat se Honge aur Apne kam ko acche tarike se perform kar rahe Honge Forex trading ki market Mein kamyabi Hasil karne ke liye Jaroori hai ki Ham market Kerelated Achcha knowledge aur Achcha experience hasil Karen Hamen market Mein Hamesha acche experience and knowledge ko Jyada Se Jyada increase karna chahie Jitna Jyada knowledge or experience Hamara aapane is business Main increase hoga Hamen Apne is business Mein Achcha advantage Hasil hoga aur Hamen Forex trading ki market ko acchi Tarah se analysis karna chahie

                            Forex trading ki market Mein Jab news aane ka Waqt Ho To Hamen bahut jyada careful Rahana chahie because Forex trading ki market Mein Jab yah news aati hai to use Waqt market ki movement bahut jyada fast Ho Jaati Hai aur Aisi situation main market ki volity Bhi bahut jyada ho Jaati Hai isliye Hamen Hamesha Soch Samajh Kar Hi trading Karni chahie trading karte hue jaldbazi nahin Karni chahie Hamen Hamesha acche experience aur knowledge ke sath hi whipsaw trading Karni chahie Agar Ham without knowledge ke whipsaw trading Karenge Tu Is Tarah Se Hamen apni trading mein bahut jyada problem ho sakti hai

                            Ham Apne trade ko use Waqt profitable trade bana sakte hain Jab Ham market Mein mashhur Tamam factor ko Chitra se study karte hain ya factor Hamari trading ke liye bahut jyada profitable sabit hote hain isliye Hamen infector acchi Tarah Se study karna chahie Hamen market Mein Hamesha Soch Samajh Kar kam karna chahie Jab market ki voliaty bahut jyada Ho To Aisi situation Mein Hamen market Mein entry Nahin Karni chahie Hamen Hamesha market Ko Dekhkar hay market Main entry Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza: Whipsaw problem in trading

                              dear member yah bhi market ki ek tarah ke movement hai aur is ko acchi tarah Se analyse kar lene ke liye members ko is se related apna experience hasil karna hota hai members ko technical trading per acchi tarah focus karna chahie aur maximum members aise Hain ki Jo technical trading se related apne kaam par focus nahin karte Hain jab members technical trading se related apne kam mein interest nahin lete to is vajah se unko is sab ke bare mein hai maloom nahin hota aur tab hi vah acchi tarah Se Inka istemal nahin kar paate Hain members ko apni trading acchi tarah Se manage karne ke liye har tarah ka experience hona chahie aur unko market se related bhi yah maloom hona chahie ki movement kaise hoti hai market ki movement ko acchi tarah Se analyse kar lene ke liye members ko bahut acchi tarah Se struggle karna chahie aur apne experience ko market se related hasil karna chahie yah members par depend kar raha hota hai ki vah apne experience ko kis tarah Se hasil kar lete hain aur iske bad vah kis tarah Se apni trading mein isko istemal karte Hain trading mein apna experience istemal kar lene ki vajah se members apne account par khud se hi kam kar rahe hote Hain is tarah Se on mein self-confidence paida hota hai self confidence members ko trading mein maximum help deta hai aur iske bad members ko koi bhi problem nahin hoti aur apni trading ko vah beneficial banaa lene mein successful hote Hain trading ko successful banaa lene ke liye members ko har tarah ka experience hasil kar lena chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X