Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..
    Jab aapane trade open ki ho to Aksar aisa hi hota hai ki aap Bar Bar apni trade ko check karte hain aur dekhte hain ki vah profit mein hai ya dost mein hai aur Agar profit mein hai to profit improve vah ke kam Hua aur Agar loss mein hai to loss Jyada To Nahin Ho Gaya aur loss kam To Nahin Ho Gaya trade ko close karne ki bhi tension Hoti Hai To is wale se aap ki kya rai hai ki Hamen Bar Bar trading co open karna chahie ya FIR Nahin aur Iske fayde aur nuksan kya hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

    forex aik best busienss hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is ma part time be kam ar sakty hain ham mayre kam karna ho ga pher he hum achca bonus kama saky gy hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai bager balance acoun bana kar be kam kar sakty hain hum is mai ahgar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain
    • #3 Collapse

      Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

      jab bhi ap apni trade ko place kar ky bar bar usko dekhty hain aur foran uska result chaty hain tu ap ka asa karny sy mind set khrab hota hai aur trading main mind set khraab hony sy kabhi bhi ap profit wali trade ko pick nahi kar sakty hain iss tara sy ap achi trade sy bhi loss hi lain gay kyon ky jab bhi ap ki trade loss main jati hai tu ap uska stop loss door sy door karty jaty hain aur jab ap ko profit hota nazar ata hai to thory sy profit par hi ap apni trade ko close kar daity hain iska result bad main account wash ki sorat main hamain milta hai kyon ky main nay asa kar kar ky bohut apne account wash kiey hain jiss sy ap ko nuksan uthana parta hai iss lie is business main apko aik bat khyal rakhna chahye jab bhi ap koi trade place karen tu uska stop loss aur take profit laga kar chor dain aur usko time frame ky hisab sy dekhain ager ap nay wo trade h1 yani one hour ky time frame ko dekh kar li hai tu ap ko aik hour ky bad 2 hour ky bad dekhn chahye uss sy pehle ap ko nahi dekhni chahye aur ager ap ny koi trade h4 ya iss sy bary time fram main li hai tu kam sy kam ap ko 4 hour ky bad ya 8 hour ky bad dekhni chahye iss tarah sy plan kar ky jab ap tradingk karen gay tu ap ko bar bar trade ko dekhny ki adat khatm ho jayee aur ap apni trade ko ziada sy ziada hold kar ky apne profit ko maximize kar saken gay.
      • #4 Collapse

        Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

        Bar bar rade chek krnaa ka faida hotta hy is sy ap ko ptta chlta hy ap ko loss ho raha hy ya phy ap ko faida ho raha hy is sy ap ko apny loss or faudy k apta chlta rehta hy
        • #5 Collapse

          Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

          dear members forex market ko kbhi bhi yeh nahi smjhna chaheay keh hum forex main mahir hain to yeh hamari bat manegi nahi bulkeh forex trading market apni marzi aor rules sy chalti hay to jub bhi hum koi trade open karen to hamen chaheay keh hum bar bar market ko na dekhen takeh jo bhi trade open hay usky result any kay bad hi dekhen waisey bhi humarey dekhny sy market wapas to nahi ajaegi to isleay khud ko depressed karny sy behtr hay keh achi trade open karen aor tp kay hit hony ka wait karen
          • #6 Collapse

            Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

            Dear agar koi trader aisa karta hay to usay apna trading confidanc bahal karnay ki zarorat hoti hay agar trade ko ham bar bar dekhety hen to dil men ajeb say khyalat aaty rehty hen kay ab kahen agar trade profit men hoti hay to dil kar raha hota hay kay ab close kr len jitna bhi profit hay kay aisa na ho kay market opposite jaye to aksar yehe hota hay kay ham kam profit men trade ko close kar dety hen so hamen aisa ni karna chaye balkay ye karna chaye kay trade aisi condation men lagain kay yaken ho jaye kay jo bhi TP set kia hay wo lazmi touch kar jaye gi tab he ham kamyab ho jain gay. To meri ye raye hay kay trading confidence improve karna chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbabsaood پيغام ديکھيے
              Jab aapane trade open ki ho to Aksar aisa hi hota hai ki aap Bar Bar apni trade ko check karte hain aur dekhte hain ki vah profit mein hai ya dost mein hai aur Agar profit mein hai to profit improve vah ke kam Hua aur Agar loss mein hai to loss Jyada To Nahin Ho Gaya aur loss kam To Nahin Ho Gaya trade ko close karne ki bhi tension Hoti Hai To is wale se aap ki kya rai hai ki Hamen Bar Bar trading co open karna chahie ya FIR Nahin aur Iske fayde aur nuksan kya hai?
              Dear kamyab trading aur achi income k liye forex bhot acha forum ha.
              • #8 Collapse

                Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

                bar bar thread ko repeat karna loss he hain forum mai hum night mai be kam kar saky hain hum is mai day mai be kam kar sakty hauin hum is mai mahnet akrty hain to ham kamaybe ahsal ho jy ge hum is maai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar laachi ban ky kam karty hain to harma loss hain is mai hamra koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

                  Forex trading me hamen achi tarah yaqeen kr lena chahye k ham jo trade lgane ja rahe hn. Wo sahee lga rahe hn jahan confusion ho wo trade na len trade letey waqat stop loss or take profit set kr k chorh den bar bar us trade ko na dekhen. Is se emotions involve ho jatey hn. Hamari trade zig zag krte huwe chahlti he baz okat trade los k qareeb b a jati he or ham tension me a k trade close kr detey hn or wo phir profit ki janib chali jati he. Jo hamare liye bilkul faida mand sabit ni hoti. Or han baz dafa ham scalping kr rahe hote hn tab trade pe nazar rakhna prti he. Koshirsh karwn scalping na karen bal k long term trade karen tab hi hamare ander professionalism aeyga.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

                    hello doston jab aap trade open karte Hain to aap Bahar Bahar trading ko dekhna jaruri hota hai kyunki aapki trade acchi usi Surat ho sakti hai jab aap proper analysis ke sath kam karte hain aur bar bar trade ko open karna aur dekhna aapko fayda bhi de sakta hai aur nuksan bhi kar sakta hai isiliye doston trade open karne se pahle aap achcha analysis karke hi trade open Karen tan ke aap achcha profit hasil kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

                      Bar bar trade ko check karna faide mand hy na k nuksan bar bar trade check karo q k agar trade Apka ulta lag Jata hy to ap usko bnd kr skhty ho jaldi Mai agar trade faide Mai hy PHR be apko check karna zarori hy isliye mere advice hogi k ap Kam axha kare aur dehan ho bar bar dekhty ho trade ko
                      • #12 Collapse

                        Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

                        Asslam O Alaikum Dosto G bhai bilkul Forex pai Market ki movement ko or Trade ko Lazmi Check karin
                        • #13 Collapse

                          Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

                          forex mein jab hum trade kerty hain tou humen is mein baar baar trade ko check kerna bohat zeada zaroori hota hai kuen k is mein aisa bhi hota hai k market is mein apni moment ko start ker deti hai aur market bohat zeada fast ho jati hai is liye humen is mein trade ko check kerty rehna chahiye kuen k market k reverse hony ka bhi pata isi se chalta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

                            hum is mai part time be kamkar sakty hain hum is mai f ull time be kam kair sakty hain hum is mai bageer balacne account bana kar be kam kair sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hama he loss hain hm is mai posts kaar sakty yhain hum is mai trade be laga sakty hain hm is mai paiees mao or currncy mai kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Baar baar trades check krna...Fayda OR Nuqsaan..? Comment please..

                              Ji han hamen main trade ko dobara dobara check karna chahie kyunki trade ko dobara dobara check karna hamare liye bahut important hai agar ham trade ko dobara dobara check Nahin karenge to hamen pata nahin Hoga Ki hamari Jo trade thi vah loss mein ja rahi hai ya profit mein ja rahi hai isiliye agar aap apni trade ko bar bar check karenge to aap ko pata chalega ki aapki trade profit mein ja rahi hai yah loss mein agar aapki trade loss mein ja rahi hai to use foreign close kar den agar agar aapki trade profit mein ja rahi hai to use baithkar dekhen aur use aage jaane de aur Mona se profit hasil Karke use bhi close kar den kyon ke market ki movement ka kisi ko bhi nahin pata hota ki kab change ho jaaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X