yeh review bathrooms men tiles lagany par mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review bathrooms men tiles lagany par mabni hai
    Introduction

    Aoa...dear members ummid karti hun kya aap sab khairiyat se honge to aaj per aapke sath jis topic per baat karungi hua hai bathroom mein tiles lagane ke bare mein jaisa ki AAP sab jante Hain ki Ham sab apne gharon ki acchi se acchi construction karne ki koshish karte hain aur ham sab ki koshish hoti hai ki hamare ghar mein maujud har chij aur jo bhi chij humne banai hai vah perfect aur khubsurat najar aaye to bathroom bhi hamare ghar ka ek bahut hi important hissa hai Jin ki khubsurti aur Jin ki acchi construction per Ham vah bahut jyada dhyan dete Hain to aaj main aapko bathroom mein tile lagane ke bare mein batao gi aur aap ko iske advantages aur disadvantages bataungi

    Advantages

    dear members bathroom ke andar tiles lagane se to aap sabhi vakya honge yah hamare bathroom construct karte hue sabse ek important step hota hai ki Ham bathroom ke andar kis tarah ki aur kis colour ki tiles kaise lagate Hain in tiles ko lagane ke bahut sare advantages hai sabse main advantage hai ki yah hamare bathroom ko ek acchi aur perfect log dete Hain jab Ham apne bathrooms ke andar ek acche aur bright colour ki toys lagate Hain to hamara bathroom na sirf right lagta hai bol ke uske andar ka environment jyada Roshan lagta hai aur yah ek achcha impression padta hai iske sath sath Ham bathroom ke andar tiles ke sath matching dusri chij hai lagate Hain to bathroom bahut achcha lagta hai most liya sahi hota hai ki bathroom ke andar maujud tamam chij ho aur tiles ka colour ek hi hota hai to aajkal mostly bathrooms ke andar soft kasam ki tiles lagane ka riwaj hai in tiles ko na sirf bathroom ke farsh palke was per bhi lagaya jata hai aur aajkal hairstyles bahut sare designs aur bahut sare colours aur shades ke sath market mein available hai Inka awaaz bahut jyada badhta ja raha hai kyunki yah tiles bahut jyada khubsurat najar aati hai iske sath sath in tiles ko saaf karna jivan ki aap unko kapde se pooch bhi sakte hain aur dhobi sakte ho jab aap unko duaaen dete Hain to increase shining vaisi ki vaisi hoti hai yah bahut khubsurat najar aati Hain to and tiles ko lagane ke bahut sare advantages hai ek to aap ka bathroom khubsurat najar aata hai dusra usko saaf karna clean karna isliye hota hai aur yah bahut jyada fayda Dene wali chij hai aur bahut khubsurat lagti hai aur bahut khubsurat lagti hai

    Disadvantages

    dear members vaise to in style ke bahut sare advantages hai magar kuch tiles aisi hoti hai kya karun ke upar jyada Pani ho to vah sleeping create kar sakta hai jiski wajah se aapke sakte aur aapko physical injury ho sakti hai iske sath sath kuchh style acchi quality ki nahin hoti aur time ke sath sath vah apni shining ko deti hain aur unke upar Mal jama Ho jaati hai aur woh yellow colour Dena shuru kar deti hain aap sabhi is bare mein apna li jarur share Karen ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review bathrooms men tiles lagany par mabni hai

    Introduction


    Assalam O Alaikum dear forex members umeed hy k ap sb thk hngy r mehnat sy kam kr rhy hngy aj me bathroom ki tiles py review share krun ge jo k ek member ny bht acha topic hmary sth share kiya hy. ajkl washroom tiles k bghyr to bnaey e ni jaty. Tiles mukhtalif sizez ki hti hy. R colour range b kFi aache mil jati hy.. Aj k dor me to tiles k print itny khubsurt A gey hyn k dykh kr dil khusb ho jta hy. Tiles k ouper working b hue hti hy r printed b hti hyn. Tiles ki quality b bht different hti hyn. Kch tiles Chinese mud ki hti hyn r kch ceramic hti hyn. Un k structure ka material r design un ki price mutayyan krta hy. Tiles washroom me half walls py b lgai jati r full py b lgai jati hy. Ab ap k sth tiles k fawaid share krna chahun ge.



    Advantages

    Washroom me tiles lgany ka sb sy phla faaida to ye hy k ye bht khubsurt lgti hyn

    Tiles lgany sy deewaron me pani ki absorption nahi hti r deewaryn khrb ni hti.

    Tiles ki safai bht asan hy. Washroom bht jldi saf ho jaty hyn. R ghr saja hua lgta hy. Agr tiles lge hon to water seepage nahi hti r deewaryn khrb nahi hti.

    Tiles lgany sy washroom ki life brh jati hy.


    Disadvantages


    Washroom ki tiles bht expensive hti hyn.

    Ye bht jld toot jati hyn js sy pura washroom bura lgta.

    Bht c tiles aesi hti jin ki polish khrb ho jati.

    Is ki flooring slippery ho jati hy js gr k injuries wghyra ho ski hyn.

    Agr. Tiles ki filling nkl jaey to water seepage hny lgti hy js sy same ho jati hy r walls khrb ho jati hyn r kmzor b.
    Last edited by ; 22-11-2020, 12:02 PM.
    • #3 Collapse

      Re: yeh review bathrooms men tiles lagany par mabni hai

      Asalam.o.alikum.. dear member aap mujhe Manasa review share Kiya Hai vah washroom ki ki tiles per mubni hy... aapane Mere Sath bahut hi Achcha review share Kiya Hai aajkal takriban Har Kisi Ki Koshish hoti hai apne washroom ko construct Karate hue uske andar acchi se acchi Tylies lgaya.. aapko yah tilies different colours mein mil Jaati Hain Inko lagwane ke bahut se advantages Hote Hain Jo main aapse Yahan per share karna chahti hun.

      advantages..
      Apne aap se Yahan per advantages share Karti hun washroom mein tiles Lagane se aapka washroom achha Dikhta Hai aapko ya tiles different colours mein mil Jaati Hai Jo bahut Khubsurat Lagti Hai
      Washroom mein tiles Lagane se a aapke washroom ke andar brightness a Jaati Hai
      disadvantagea..
      Ab main aapse Iske Kuchh disadvantages share Karti hun Kuchh tiles slepery hoti hain Jo Anjali ka bais bnn skta hy..
      Mushroom ki tiles ki shining khatm Ho Jaati Hai Aur yah kharab ho Jaati Hain Jis sy in ki look achi ni lgti
      • #4 Collapse

        Re: yeh review bathrooms men tiles lagany par mabni hai

        asalam o alikum dear member

        Introduction..

        Dear member apny hmary sath bht acha review share Kia ha bathroom ki tiles ka bary ma dear yh hmary ghr ka ak aham hisa hota ajkl hr koi chata ha ka uski ghr ki construction bht e achi ho or hr chij quality wise bht achi ho or khrb na hony wali ho is liye kuch log ghr ma different types ki tiles lgwaty hain usi k sath sath bathroom ka liye b tiles hoti hain jo k bathroom ka liye use ki jati dear kuch logun ko bht craze hota ha ka unka house bht pyara or khubsurat lagy is liyekai qisam ka apny ghr ma kam krwaty hain or unhn kam k sath sath bathroom ma tiles lgwana b ghr ki khubsurti ma bht zaida izafa krta ha dear ma apko btaun ga bathrom ma tiles lgany ka bary ma


        fayde..

        aj kal kafi zaida tiles agai hain jo ka ghr ma lgai jati hain hr trah ki tiles hoti hain jo k ghr ki khubsurti ka liye farsh pr lgai jati hain jis wja sy ghr bht pyara lgta ha or usi k sath sath ajkl bathroom ma b must tiles lga jati hain bathroom ki tiles ka liye ak pora set hota ha jo k different colurs ma apko dkhny ko mil jati hain ap apni marzi sy koi b pasnd krskty hain bht pyari pyari tiles market ma hoti hain jis wja sy ap apni marzi sy koi b pasmd krksty hain issy bathroom ki look bht pyari ati ha bht pyare sy or different colurs hty hain jo k ap apni marzi sy pasnd krka lga skty hain. aj kal tu hr ghr ma zaida tr tiles e lagi v hoti hain jissy ghr ki khubsurti ma bht zaida izafa hota ha or gjr bht zaida pyara lagta ha or ghr ki khubsurti ka sath sath bathroom ma b ab lgwai jati ha jissy bht pyara lgta ha or ghr ki khubsurti ma bht zaida izafa hota ha or bathroom ma b tiles kafi pyari lagti hain


        nuqsannat..

        dear agr ap jb ap bathroom ma tiles lgwaty hain tu jb unka upr pani hota ha tu wo kafi zaida sleeping ka khtra ha hota sleeping hskti hai is ka ilawa yh ties kafi zaida expensive hoti hain apka kafi zaida is pr khrcha hjta ha jo k hr koi afford ni krskta ha
        • #5 Collapse

          Re: yeh review bathrooms men tiles lagany par mabni hai

          Assalamu alaikum dear member han ji aapane bilkul sahi Kaha hai har chij ke advantage or disadvantage hote Hain pahle aap advantage
          Bathroom mein tile lagane per ya fayda hota hai hi ke bathroom khubsurat lagta hai Tai lagane se diwaron per Pani e nikas nahin hota devar hi kharab nahin hoti aur aasani se sawai Ho jaati hai washroom jaldi saaf ho jata hai agar tyrell lagaen to water point se water seepage nahin hoti kharab nahin hoti aur Linus Ho jaati haimaestro methi lagane se khubsurti aati hai aur yah har colour mein milte Hain isko laga ne se brightness Ho jaati hai Ashu motion ho jata hai
          Ab disadvantage 10 akshar tiles ki ki khatm Ho jaati hai jiski vajah se kharab ho jaati Hain aur unkital ki film nikal jaaye to pani safed hone lagti hai jiski wajah se se Mar jaati hai jaati hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: yeh review bathrooms men tiles lagany par mabni hai

            Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review jo hay ya bathrooms main tiles lagany per mubni hay dosto bathroomes main ap kam say kam 5 fit tak laga sakty how or ic zaida ap sary bathrooms main laga sakty how ic say ap kay ghar main same ni lagay gi or na hi wo ghrab ho gi aa

            اب آن لائن

            Working...
            X