yeh review gass heater par mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: yeh review gass heater par mabni hai

    Assalamu alaikum ummid karta hun ke tamam forex members khairiyat se honge aapane bahut hi interesting topic per review Kiya Hai. Gas Heater sardio mein Har Ghar mein istemal kiye jatey hain. Gas Heater room temperature ko increase karne ke liye use Kiya jata hai jaisa ke sardi Ke mausam mein temperature bahut low ho jata hai to gas heater ko use karke room temperature ko increase Kiya jata hai. Bohat sari companies gas heater bana rahi Hain. Gas heater ke kaafi advantages hain.

    Advantages.

    Gas heater sardio mein bohat beneficial hota hy , gas heater ki madad se hamara room bhi garam hojata hy aur iske flame or hum kuch garam karna chahein tu wo bhi kar sakte hain, jese salan ya roti garam karni ho tu wo iske ioar rakha den , sath sath iski heat ki wajha se hamara room bhi garam ho jaega. Gas heater do tarah Ke hote Hain ek gas heater LPG gas ke through chalta hai aur dusra gas heater SUI gas ke through chalta Hy. Gas heater gas ko consume karte hain aur phir gas ko heat mein convert karte hain aur hamein heat provide karte hain. Ye room temperature ko increase karte hain jiski wajha se hamein sardi nahi lagti. Aur hamara room garam hojata hy. Gas heater automatic bhi hota hy jo button ko on karte he start ho Jaya hy aur dusra manual hota hy jisko start karne ke liye gas button on karne ke Baad lighter ya match stick se chalana parta Hy.


    Disadvantages.

    Gas heater ke disadvantages ke baat ki Jaye tu iska sabse bara disadvantage ye Hy ke agar ziada time heater ko room mein on kar ke rakha Jaye tu ye oxygen ko kam kardeta hy jiski wajha se hamein saans lene mein problem hoti hy, aur raat ko jab ap sonay lagein tu isko off kar ke Sona chaye warna ye jaan lewa sabit ho sakta hy. Iski wajha se hamari gas consumption bhi ziada hojati hy aur hamara gas ka bill ziada ata hy. Gas heater kharab hojae tu isko repair karwana hota hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: yeh review gass heater par mabni hai

      Assalamu Alaikum dear member aapane gas heater se related bahut Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai gas heater winters mein istemal kiya jata hai Jin Aankhon mein thand bahut jyada Hoti Hai vahan per Tamam log heater ka istemal Karte Hain gas heater ko istemal karne ke Hamen bahut se advantages Milte Hain...

      Faiday:

      Gas heater ko chalana bahut Aasan Hota Hai gas heater bahut jaldi Hamare room ko garam kar deta hai gas heater per Ham double kam kar sakte hain Ham room garam karne ke sath sath khana Garam kar sakte hain aur Pani Bhi Is per garam ker sakty hn .... isko Ham easily Ek Jagah se dusri Jagah Rakh sakte hain gas heater ka sabse bada fayda yah hai Ke Gas ka Bil bahut kam Aata Hai electricity ke mukabale mein main Gas ka bill kam aata hai isliye Ham apni Marji se gas heater core Chala sakte hain...

      Nuksan:

      Friends gas heater ka sabse bada nuksan yah hai hai ki Jin areas Mein gas ki loadshedding Hoti Hai vah gas heater ka istemal bahut jyada carefully Karen Kyunki sometimes aisa hota hai gas ki supply bahut kam Ho Jaati Hai Ya khatm Ho Jaati Hai hai aur gas heater on Raha jata hai aisi Surat Mein Jab gas ki supply Tej hoti hai to gas pure ghar mein fail Jaati Hai aur hadsa bhi ho sakta hai is leay gas heayer jb chalaen tu bahut zyda care kren .... ISI Tarah gas heater ko night time off karke sona chahie. Jab hum heater on ker k sooty hn or hmara room bnd hota hai tu is se hume bahut c problems ho satky hn or sometime bahut se logon ki death b ho jati hai is leay is bat ka khas khayal rakhna chiay .....thanks
      • #18 Collapse

        Re: yeh review gass heater par mabni hai

        introduction

        Assalamu Alaikum dear member aapka aaj ka review gas heater per Lagaya kya hai jo ki Hamare liye bahut jyada informative topic Hai Jata kya aap Jante Hain ke gas heater bahut jyada use Kiya Jata Hai winter kis season Mein Vikas inter bahut jyada hote hain aur iske liye Hamen gas heater ki bahut jyada turkpatti hai Khud ko garam karne ke liye aur apne ghar ko garam rakhne ke liye to isliye aapko gas heater acchi quality ka kharidna chahie Jo kya kharab na ho sake khilaf bahut jyada Iske fayde aur nuksan Paye Jaate Hain Jo ki main aapke sth share krti hn

        advantage

        Dear member Jaisa kya aap Jante Hain Ki heater ke bahut jyada advantages Paye Jaate Hain Ham is ko sardi mein jo use karte hain Kyunki iski vajah se Hamara Ghar aur ham Khud Ko Bhi Garam kar sakte hain Iske alava Aur Bhi bahut Aata fayde Paye Jaate Hain Ja sake Ham Sathiyon Mein Sabhi Ko bardasht Nahin kar sakte to iski vajah se ham favourite hain aur Hamen koi bhi Bimari Nahin

        disadvantages

        Dear member Jaisa kya aap Jante Hain Ki Iske bahut jyada disadvantage De Paye Jaate Hain Kyunki sardi mein Dard aur gas Nahin Hoti To Hamen gas video ki jarurat padati hai isliye aapko iska nuksan bhi ho sakta hai Iske Labh aap usko Dur Rakhna De Kyon Ke Aage Ki vajah se aapko Khud bhi nuksan ho sakta hai
        • #19 Collapse

          Re: yeh review gass heater par mabni hai

          Introduction

          assalamu alaikum dear member aapka aaj ka review kya sidha per lagaya kya hai aapane hamare sath bahut achcha topic share kiya hai aur iske bare mein information Di hai jaisa kya aap jante Hain ki gas heater Tak hai Bahar ghar mein paya jata hai aur winter ke season mein uska bahut jyada istemal Kiya jata hai kyunki jyada thand ki vajah se koi bhi bharose Bahar nahin nikalta aur sab chahte Hain ki heater ka istemal Karen hamen apne ghar mein heater mein rakhna chahie kyunki winter ke mausam mein bahut jyada thand padati hai agar aap heater nahin rakhenge to aapko is ki vajah se a thand ki vajah se a bimar ho sakte hain to isliye gas heater ka istemal last mein Karen iske bahut jyada advantages or disadvantages paye jaate Hain Jo ki main aapke sath share karti hun

          Advantages

          dear members are kya aap jante Hain ki gas heater ke bahut jyada advantages paye jaate Hain Ham isko winter ke season mein apne gharon mein rakh sakte hain aur iska istemal kar sakte hain kyunki sardi bahut jyada hoti hai aur gas ki jarurat padati hai tar ke Ham khud ko aur apne ghar ko garam rakh sake aur uski vajah se fayda utha sake yah kam size main bhi paye jaate Hain aur kam price mein bhi Ham isko sani se forward kar sakte hain

          Disadvantage

          dear members are kya aap jante Hain kidhar ke advantages ke sath desh ke kuchh disadvantages bhi paye jaate Hain to hamen heater se dur hona chahie kyunki aag aag ki vajah se aapko nuksan ho sakta hai iske alava gas heater ka matlab hota hai ki winter mein gas bahut kam hoti hai jiski wajah se heater on nahin kar sakte to agar aapko heater kharidna hai to aap light wala heater Kali data ke aap electronic wala heater isliye khariden kyunki electricity se aap apni heater ko on kar sakte hain kyunki winter mein gas nahin hoti
          • #20 Collapse

            Re: yeh review gass heater par mabni hai

            Introduction..

            Salaam Alaikum dear members aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge share Kiya Hai hai aur ek informative topic discuss Kiya Hai Jaise Jab Sab Jante Hain Ki winter season hair all winter mein bahut jyada Pakistan mein thand Hoti Hai Jiski vajah se hath ghar mein heater jalaye Jaate Hain 2000 Se Kaise Jante Hain ke gas heater Har Ghar Mein unke Jaate Hain Jim gharon Mein gas Nahin Hoti ungaram Mein Koyla Jila jata hai jisse Apne gharon Ko garm karte hain gas heater bahut hi kam ki chij hai isase agar Ham on Karte Hain Tujhe Kuchh Minto main aapka pura Ghar Garam kar deta hai.

            Dear members gas heater ke advantage or disadvantage hai jo main aapke Samne discuss karta hun....

            Advantages..

            Dear members gas heater ke bahut se a fayde Hain Jab Ham ise on Karte Hain Tujhe minton Mein pura Ghar Garam kar deta hai aur Hamen bahut jyada minut bhi nahin Karni padati Hamen sirf Leta se se on karna Hota Hai yaar ghar mein available hai aur Har Ghar Mein use hone wala item hai sadaiv to vajah se Har Ghar Mein use Kiya Jata Hai isase pure Ghar garm rahata Hai Jin Grand mein bacche Hain unke liye gas heater bahut jyada kam wala hai..

            Disadvantages...

            Dear members is ka sabse bada disadvantage yahi hai kya mein agar ghar mein bacche Hain To bahut jyada care Karni chahie Kyunki bacche jaldi sakte hain Kyunki Jab Hita Jalta Hai To bahut jyada Garam ho jata hai Kuchh ETA Aise Hain Jo Kafi extensive Hote Hain Jo stylish hote hain to expensive bhi Hote Hain jinko Har Koi afford nahi kar sakta..
            • #21 Collapse

              Re: yeh review gass heater par mabni hai

              Assalamauallikum tamam logo ko ummed nhi duay h ap sb ky liya or mere liya duao ki drkhwast h ap sb logo sy
              hmm topic boht ehm h gass Hitler to boht zyada khas h pr utna hi nuqsan dy bhi to hmare liya boht faida nhi h
              srdiyo my kmry grm krta H skoon muser krta H or boht sari chezy jesy chai bhi bna skty h isptlr
              lakin y boht dangerous bhi H life tk Ky jata h kbhi log isy zyada grm krty h jis ki wjha sy kmry my
              dum Guth jata h or moot waqy hojTi h to ehtiyt kry
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: yeh review gass heater par mabni hai

                Assalam u alikum dear members umeed hy k ap sub khariat sy hn gy ap ny aj bahot acha topic share Kiya hai Jo k gas's heater k baray mn hy jesa k aap sub janty hn k serdion ka season hy her koi khud ko serdi sy bachanay ki koshish kerta hy bachon ko to khas tor per hifazat ki zarorat hoti hy jis jga per gas's ki lodshading ni hoti hoti wham per gas's heater ka istamal Kia Jata hy mn ap k sath gassheater k fidy aur nuksanat share keron gi
                Advantage
                Jesa k ap sub janty hn k gassheater her ghr ki bunyadi zaroorat hy is sy kamra bahot grm ho jata hy jis jga gassheater ni hota wham per aag Jala ker germi hasil ki jati hy aag sy dhuan banta hy Jo ankhon mn nakam paida kerta hy lakin gassheater sy ask koi problem ni hoti
                Disadvantage
                Gassheater k fidy k sath sath nuksanat bi hoty hnis k bahot qreeb bethny sy oxygen ki kami ho jati hy is liy gassheater k pass Pani ka jug Laxmi rakhna chaiy aur bachon ki pahonch sy door rakhna chaiy

                اب آن لائن

                Working...
                X