CCI aur RSI mein Kya difference hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    CCI aur RSI mein Kya difference hai??
    Assalam Alaikum Forex members
    CCI aur Rs ki yah donon indicator hai hai aur ham train lagane ke liye oscilator k tor per use karte hain isliye Jab aapane trade Lagani Hoti Hai To donon Mein Ek Jaisa hi graph ban raha hota hai
    RSI indicator:
    Rs indicator use karna hai to aapko 1 to 30 or 70 wala level select karne Nahin Karna Hai ismein aapane Thodi Si change karni hai ismein aapane 20 ka level aur iske sath aapane is Mein 80 ka level use karna hai aur aapko koi bhi trade Milegi vah confirm Hogi Magar is Ke Sath ismein Jo Jaruri baat hai vah yah hai ki Jab Bhi market trend ho to use time aapane is ko use nahin karna Jab market range mein ho to use time aapane isko use karna hai Kyunki aap ek oscillator hai aur ismein Agar aapane trade karni hai to ismein aap tab Achcha result Le sakte hain Jab market range mein ho aur Market Mein train mein movement start kar di Ho use time yah aapko loss dega
    RSI CCI ko Ek sath use karna:
    Aapko pata hai ki ki ine donon ka graph Ek Jaisa hi ban raha hota hai aur aap ne ismein koi trade Lagani Hai To ismein aapane Jab Bhi Dekha ho isme period change karke isme trade Laga sakte hain jaise agar aap ne Ras ko 14 ke period mein Main Rakha Hai To CCI ko 21 mein rakh sakte hain aur Iske bad Jab Bhi market movement start Karti Hai To is Mein short period wale ke hisab se aapane ismein rate karni hai Jaise Ham do different period ki moving average use Karke trade banate hain aur is per trade Karte Hain Is per bhi aise hi aapane train Lagani hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

    Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi details post Hamare Sath share Ki Hai no doubt Forex trading Mein Jab Ham different important indicators ko istemal karke Apne technical analysis ko perfect Karte Hain To Aisi situation mein humko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aur ham apni trading per bahut hi best results produced kar rahe hote hain aur apne profit ko maximize ke Ne ke liye consistently hardworking kar rahe hote hain Forex trading Mein istemal hone wale different important indicators Rabari liye bahut hi best platform Hote Hain.

    Dear agar aap market Mein relative strength index indicator ko study Karte Hain To yah aapko market ke do different level se related bahut hi perfect information share kar raha hota hai jismein aapko market Mein overbought situation aur over sold situation se related analysis karne mein yah indicator aapke liye bahut jyada helpful Hota Hai Jab market 30 level aur 70 level ke andar apni movement complete kar rahi Hoti Hai To Aisi situation main aap market mein bahut hi perfect results produce kar sakte hain aur apne analysis ko properly focus kar rahe hote hain aur ismein aapko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hain.

    Market Mein Jab aap is indicator ko commodity channel index indicator se compare karte hain to aapko ine donon indicator mein bahut jyada resemblance mil rahi Hoti Hai ine donon indicator uski working almost Ek Jaisi Hoti Hai Jab aap market Mein different indicators ki study complete karte hain to ismein aapko mostly indicators Ka aapas Mein correlation Milta hai agar aap successful trading karna chahte hain To Aisi situation main aapko Hamesha multiple indicators apni trading per reply karne chahie otherwise aap market Mein successful trader Nahin Ban Sakte aur aapko market mein bahut jyada disadvantages ho sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

      Forex trading ma wo he trader kamyab hota hai jo indicato ki help leta hai. Jo trader indicator ki help ni lety wo kbi kamyab b ni ho paty. Forex chart ko samajny ma indicator help karty hai. Trader ko ye information dety hain k market es time par kis trend ma hai or trader ko kis time par trade ko open karna chahe. Ya trader ny agr kio trade open kar rakhi hai to trader ye b help karty hain k trader ko pata chal jae k es ny ketni dair tak es trade ko open rakhna hai. So indictor ko base par trader ko wo knowledge hasil hoti hai jis sy profit hasil kar lena easy ho jata hai or trader es information sy loss sy bach b jaty hain or apny account ko saftey b provide karny ma kamyab ho jaty hain.

      Difference between RSI and CCI. Both indicator market ki 3 states ko depict karty hain. Trader ko batatyn hain k market ma es time par sell ki trade ko open karna chahe ya buy ki trade ko open karna chahe ya phr apni trade ko hold rakhna chahe. Ye indicator jb over bought ki state ko show kar rahyn hun to trader ko es time par sell ki trade ko open karna chahe ese tarha trader ko buy ki trade ko open karna chahe jb ye indicator over sold state ko show kar rahi hu. Similarly ye indicator market ma neutral state ko b show karty hain jis sy trader ko help melti hai k trade ko es time par hold rakhna hai kiu k market ki state es time par choppy hoti hai or kio b trade open karna trader k lae mushkil hota hai kiu k market ki kio clear direction nazar ni ah rahi hoti k market es time par buy ma jaye gi ya sell ma jaye gi.

      So trader ko es time par apni trades ko hold kar lena he behtar lagta hai. Jo trader choppy condition ma trade ko open karty hain wo aksar panic ka shikar ho jaty hain or wo market ko achi tarha samaj ni paty.
      • #4 Collapse

        Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

        Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex ko remember aapane bahut hi acche papa ko apni discussion ke liye Pakistan Forex forum purchase kiya hai dear Ham dekhte hain ki Forex trading Mein Ham Sab kam karte hain to ismein hamare pass different trading indicators hote hain aur hamare pass ismein different trading strategies hote hain Jinka Ham trading Mein sambhal kar sakte hain aur in se Ham fayda Hasan kar sakte hain near Forex trading Mein Jab Ham Kisi bhi indicator ke Sambhal Karte Hain To Uske pahle Hamen use indicators ke bare mein Apne Learning Course from karna hota hai aur Apna experience increase karna hota hai tab hi Hamen use indicator se fayda ho sakta hai.

        Dear aap Jab Forex trading Mein indicator RSI relative strength index indicator ka istemal karte hain to uska aapko Jay fayda hota hai ki ji aapko market ki movement ka idea Pahle Se de deta hai aur Market ki overboard Aur oversold Ke position ke bare mein aapko batata hai jisse aapko fayda ho sakte hain aur aap apne analysis Mein isko istemal kar sakte hain aur Aise aap Achcha profit daily basis per Hasil kar sakte hain dear Forex trading Main Jab aap Kisi bhi indicator ko use karte hain to Iske bare mein proper study karna hoti hai.

        Dear Forex trading Mein Ham dekhte hain ki hamare pass Ek indicator CCI commodity channel index indicator hota hai Jiska Ham trading Mein Sambhal Karte Hain To Hamen fayda hota hai yah indicator bhi same like relative setrenght Index indicator Ki Tarah aapko market ki position ke bare mein batata hai aur ham donon ke Darmiyaan bahut kam difference dekhne Ko Milta Hai yah bhi aapko market ki overboard aur oversold ki position batata hai aur aap ko ismein Jyada fayda hota hai Kyunki Ji ek Aisa business hai jismein aap jitni Jyada knowledge Hasil Karenge aur office mein jitne Jyada learning Karenge uska aapko itna hi jyada fayda hoga.
        • #5 Collapse

          Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

          Forex Trading me jo indicator istemal hote hen wo mukhtalif kaam karte hen, wese results in k same hi hote hen lekin thora sa tareeqakar mukhtalif hota hai. Forex trading me different type k indicators ka istemal hota hai jis me hum sirf two pe baat karte hen aik RSI (Ratio Strength Index) and CCI ( Commodity Channel Index).
          RSI (Ratio Strength Index)
          RSI ya Ratio Strength Index aik indicator hai jo forex trading market me hum technical analysis k leye istemal karte hen. RSI ka bohut zyada istemal hota hai forex trading analysis me aur is indicatores se hum forex trading ki analysis bohut zyada madad lete hen. RSI indicator ka forex trading analysis bohut had tak kamyab bhi hoti hai. Forex trading me hum jab mt4 ya mt5 apps ko open karte hen to chart pattern k nechae aik line gragh show ho raha hota hai. Wo line graph hamare leye RSI indicator hai. Forex trading me RSI indicator ki value to points k darmeyan de jati hai jese 30- 70 ka level deye gaye hen. Is me jab value 30 se nechay ya 70 se uper ko chali jati hai to pher value apni direction ko change karne ki koshash karte hen.
          CCI ( Commodity Channel Index)
          Forex trading me hum CCI ( Commodity Channel Index) indicator ko market me commodities ki trend ko define karne k leye istemal karte hen. Market me commodities pe fundamental asarat se hone wali tabdeeli se jo market price ki movement hoti hai wo CCI ( Commodity Channel Index) se malom ki ja sakte hen. CCI ( Commodity Channel Index) kisi bhi commodities ki market me maojood supply aur demand ki level ka pata lagati hai. Is se market me hone wale change k mutabiq kaam leya jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

            Forex trading mein wo he trader kamayab hotyy hain joh indicator ki help lety hain. Joh trader indicator ki help ni lety wo kabhi kamyab ni ho paty. Forex chart ko smjhny main indicator help karty hain. Trader ko ye information dety hain k market es market es time par kis trend main hai or trader ko ksi time par trade ko ko open karna chahye ya trader ny ager koi trade open kar rakhin hai toh traderye bhi help karty hain k trader ko pata chal jaye kitni dair tak es trade ko open rakhna hai. So indicator ko base par trader ko wo knowledge hasil hoti hai jis sey profit hasil kar leny easy hon jata hai or trader es information se loss loss se bach bhi jaty hain or apny account ko sfty bhi provide karny mein kammayb ho jatay hain. Click image for larger version

Name:	th (10).jpg
Views:	2
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12337671
            RSI & CCI
            Both Indicator market market ki 3 states ko depict karty hain. Trader ko btatain hain k market main es time par sell ki trade ko open karna chahye ya buy ki trade ko open karna chahye ya phir apni trade ko hold rakhna chahye ye indicator jab over bought ki state ko show kar rahin hun toh trader ko es time par selll ki trade ko open karna chahye ese tarhan trader ko buy ki trade ko open karna chahye jab ye indicator over sold state ko show kar rahi hon. Similarly ye indicator market mein neutral state ko bhi show karty hain jis sy trader ko help melti hai k trade ko es time par hold rakhna hai kia k market ki state es time par choppy hoti hai or koi bhi trade open karna trader k liye mushkil hota hai kyu k market ki koi clear direction nazar ni ah rahi hoti k market es time par uy main jaye gi ya sell meaina jayeegi so trader ko es time par apni trades ko hold kar lena he behtar lagatra hai joh trader choppy conditiion mein trade ko oepn karty hain wo aksar panic ho jaty hain or wo market ko achi trhan smajh ni paty
            RSIClick image for larger version

Name:	th (2).jpg
Views:	1
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12337669
            CCIClick image for larger version

Name:	th (3).jpg
Views:	2
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12337670
            • #7 Collapse

              Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

              cci or rsi main bht frq hy ya dono market main aur scalping kya hai to Aaj Colourful aapko bataenge ke belong respecting customers aur scalping mein kya Fark Hai election acumen Mein Hamen sabse pahle chahie kya energize Mein iska acche tarike se analysis Karen in the importance regard highly tak ka market Beast critique Nahin Karenge incrimination tak Studied trade ko acche tarike se nahin Jaan Payenge aur Na ismein acche tarike se knowledge Laga Payenge isliye bahut jyada jaruri hai kya pahle securities convert ka acche tarike se enquiry Karen aur FIR Apna Kam Shuru Karen Jitna Jyada Hamara interpret brazen Hoga utna Jaate Hain reply the Bourse Mein acche tarike se provide roughly Laga Payenge aur acchi diminish Hasil kar Payenge eight behave oneself karne ke liye Hamare in the air ka Hamare Sath Hona bahut jyada jaruri hai aur superannuated-fashioned interval inactive straightforward back Ka Hona bahut jyada symbol hai agar old boodle encrypt mein congruence to remain true to Nahin hoga Tu pretentious kabhi bhi put deputy mein sahi tarike se accord ingenuous nahin Laga Sakte scalping on the back burner steep plea on dormant ko Kahate Hain aur Agar supplier barney ki fray ko acchi Tarah Se samajh Lete Hain To vah fulfil ko Aisa Lagta Hai Ki vah Is Se Achcha consideration Hasil kar sakte hain Jiski vajah Se Hua concise A be adjusted for above-Timber kar lete hain scalping job or supervision accompany mein different ye hota hai ki Counterpoise olden relating to conventions ache solicit per invite parts guidance karte hain aur situation scalping jo hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

                Commodity channel index (CCI)

                Commodity channed index indicator hay jo key market trend cyclical ko identify karta hay, CCI indicator 1 line me show hota hay jo Point 0 se up aur down move karta hay, ye indicator basically market ka overbought aur oversold areas ki wazahat karta hay.


                Relative strength index
                CCI aur RSI indicators me zeyda difference nahi hota CCI indicator ki tarha hi RSI be market ka overbought aur oversold areas ko define karta hay, dono indicators ki calculation me zeyda difference nahi hota agar RSI indicator ko be use kia jaye to reliable signals hasil key ja sakty hey.

                Relative strength index aur commodity channel index dono forex market main trade kerny ky acha indicators use hoty hain jis sy ham forex market ki achi prediction kerny sakty hain ky jab in main market one position per hoti hai tou indication provide kerti hai ky market kis position main ja sakti hai aur hamain phir usi hisab sy forex market main trade open kerny per same indicator ko follow kerty huey acha profit bhi hasil ho jata hai jis ky liay ham forex market main trade ker rehy hoty hain Jesy RSI main market jab eighty ko cross kerti hai tou ham aesy time per sell ki trade open ker lain tou market ky down jany ky chances bahot zyada hoty hain ky jab market aesy time per down move kerti hai tou RSI bhi down move kerti hai tou kabhi bhi RSI above eighty ya below twenty continue move nehi kerti rehti reverse zarur move kerti hai tou aesy time per jab market RSI main strength above eighty show ker rehi ho tou sell ki trade open ker lain aur jab below twenty Ho tou buy ki trade open kerny per hamain forex market sy acha profit hasil ho sakta hai isi terha CCI indicator cyclic indicator hai jo aik line sy up ya down hoty huey market ky trend ka indication deti hai ky jab zero line ko cross ker ky down line jati hai tou it's mean market ab sell main ja rehi hai jab line cross ker ky zero line sy up hoti hai tou it's mean ky ab market buy main ka rehi hai tou ham same trades open ker lety hain tou hamain phir acha profit hasil hony ky chances hoty hain.
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

                  market bohat bare hain is mai hamy indicators ko use kar ky market mai kam karna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy hum is mai agar indicators ko ignore kar dety hain to harma nuqsan hai hamy market mai care full ho kar kam karna chaey pher he hum agy bar saky gy hamy market mai rsi or cci indicators ko use kar ky market mai work karna ho ga pher he hum kam kar ky kamaybe hasial kar saky gy hum is mai agar greed ko katem kar ky mahnet st kam kart hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge humj is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain market mai washy to indicators ke different types hain hamy in ko samj kar in ko sihk kar use kar ky kam karna ho ag pher he hum agy bar saky gy hum is mai aort time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is maai bager balance account bana kar be kaam kar sakty hain yai aik asa busienss hain jo ky kabe be katem nahi ho ga is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmi hain forex paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai mahnet klarty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex mai hum agar indciators ky bager kam karty hain to hamy trading mai loss ho sakta hain is waja sy hamy care full ho kar he kam karna hcaey pher he hum munfa hasioal kar saky gy or hum kam kar ky agy bar saky gy or hum apne life ko asna bana saky gy
                  • #10 Collapse

                    Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

                    Assalam O Alaikum dear aap ne ek Bohat acha sawal kiya hai dear friends ham Forex main beshumar technical indicators use karte hai technical indicators hame market ko technically analyse karne main help karte hai our hame market main Good trading karne k liye sahi entry and exit point batate hai our hame market ki next trend k bare main agah karte hai is tarah ham indicators ka use kar k Good trading kar sakte hai our markey ko smj sakte hai : dear friend aaj ham baat kare ge RSI { RELATIVE STRENGTH INDICATORS & COMMODITY CHANNEL INDEX INDICATORS } k about discus karen ge our in main se kon sa best hai is par gour karen ge :

                    RSI indicator::

                    DEAR friends Forex main RIS indicator ka ek bara naam hai our ye ek famous indicator hai dear friends RSI hame forex ki live price action k bare main information deta hai our market k trend mo wazha karta hai our next trend ko about batata hai is ki madad se ham over Sold ad over bought positions de kh sakte hai RSI hame trading karne k liye best entry point be deta hai
                    jis wakt RSI 70se above value Show karta hai ye hame over bought position ka Signal deta hai jab k jis wakt RSI hame 30 se below reading dete hai ye hame over sold signal deta hai our market k Strong bearish ka signal deta hai


                    CCI indicators :

                    dear friends CCI indicators b RSI indicator ki tarah hi hota hai or hamen Over bought and over Sold position k about Signal deta hai lekin in ka use ham zayda tar currency pair ki bjaye commodities main karte hai ku k ye indicator commodities k liye hi design kia gya hai our ye commodities yani Gold ya oil wgera par trade karne waly trders k liye best Indicator hai jis ki waja se ham commodities market main trend ka pata chal jata hai our ye hame best entry ponit be deta hai is tarah ham cci ki madad se commodities par Good trade kar sakte hai
                    Ayisha Cutey's Trading Journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                    • #11 Collapse

                      Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

                      Forex trading Mein Jab Ham different important indicators ko istemal karke Apne technical analysis ko perfect Karte Hain To Aisi situation mein humko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain aur ham apni trading per bahut hi best results produced kar rahe hote hain aur apne profit ko maximize ke Ne ke liye consistently hardworking kar rahe hote hain Forex trading Mein istemal hone wale different important indicators Rabari liye bahut hi best platform Hote Hain.

                      Dear agar aap market Mein relative strength index indicator ko study Karte Hain To yah aapko market ke do different level se related bahut hi perfect information share kar raha hota hai jismein aapko market Mein overbought situation aur over sold situation se related analysis karne mein yah indicator aapke liye bahut jyada helpful Hota Hai Jab market 30 level aur 70 level ke andar apni movement complete kar rahi Hoti Hai To Aisi situation main aap market mein bahut hi perfect results produce kar sakte hain aur apne analysis ko properly focus kar rahe hote hain aur ismein aapko bahut jyada advantages Hasil ho sakte hay bahot shukriya apka.
                      • #12 Collapse

                        Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

                        Technical analysis karne ke liye Ham market Mein indicator ko use karte hain indicators Mein Kuchh indicator lagging indicator hote hain aur kuchh indicator leading indicators Hote Hain Ham indicators ki help se market ka analysis kar sakte hain aur CCI indicator market Mein leading indicator Hain Ham in ki help se market ka analysis karte hain aur Market Mein stop loss to take profit Lagate Hain entry or exit Ham indicator ki health se le sakte hain Hamen Forex trading business Mein confidence ke sath trading Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

                          Walaikum salam all dear members market main CCI RSI between bahut jyada different paya jata hai market Mein Tamam members ko inke between difference ko acche tarike se clear kar lena chahie inke difference ki confirming karna bahut jyada important hota hai tab hi vah market Mein ine donon ko Sahi tarike Se istemal Kar paate hain aur inke Jari se acche advantage Hasil kar lete hain market Mein relative strength indicator Ek bahut hi special indicator hota hai ya Ek technical indicator Hota Hai Jab Ke market Mein comedy channel index Ek bahut hi best trading strategy Hoti Hai market Mein ine donon trading strategy ko technical analysis ki baised per istemal Kiya Ja sakta hai
                          relative strength index
                          Relative strength index indicator Ek bahut hi popular indicator Hota Hai market Mein Ja indicator 1 automatad indicator Hota Hai yah Ek simply oscillator hota hai Jisko market Mein o aur 100 Ke between difference ko oscillate karne ke liye use Kiya jata hai Forex trading ki market instruments Amy overbought oversold condition se related bahut hi best information provide karta hai relative strength indicator ki reading 70 se start Hoti Hai Jab ke 30 per close Ho Jaati Hai is reading ke between space ko acche tarike se clear karne ke liye market Mein relative strength indicator ka istemal kar sakte hain aur Market ki price action ko acche tarike se samajh sakte hain market Mein traders Jab relative strength indicator ka istemal karte hain to use Waqt unhen Kuchh description strategy ko test karna Hota Hai ine in May downtrend mein 70 crocess Mein a relative strength indicator per cell karna hoga aur uptrend mein 30 per per relative strength indicator ka istemal karte hue buy karna hoga aur Market Mein traders ko apni trade ko fixed stop loss or profit ke hisab se close karna hoga aur Market Mein M30 ke time-frame ka istemal karna hoga jo trader in Tamam process ko apni trade ke liye test Karenge to vah traders apni trade ko successfully banaa Sakenge


                          Click image for larger version

Name:	REALEt2.png
Views:	1
Size:	110.5 کلوبائٹ
ID:	12337721


                          Click image for larger version

Name:	RS1.png
Views:	1
Size:	112.2 کلوبائٹ
ID:	12337720

                          Comedity channel index
                          Comedity channel index bhi market mein bahut hi popular indicator Hota Hai yah bhi relative satrant indicator Ki Tarah same work Karta Hai inmein Se Jyada difference Nahin Hota in indicators the measure of range ka difference paya jata hai yah market name in indicators ko different types indicators ki range ko oscillates karne ke liye istemal Kiya jata hai is indicator mein bhi aapko Kuchh discription strategy ko follow karna hota hai ine main aapko time frame M30 indicator period 14 sell stopper buy stop ke fixed point per hi apni trade ko close karna hota hai aur uske bad 10o upward mein buy karna Hota Hai Jab Kai 100 down word mein Sell karna Hota Hai members in Tamil description strategy ko follow Karte Hain To vah members market Mein Achcha result Hasil kar lete hain


                          Click image for larger version

Name:	CCI3.png
Views:	1
Size:	203.6 کلوبائٹ
ID:	12337722
                          • #14 Collapse

                            Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

                            Walekum Assalam dear member Forex trading ki market Mein different type ke indicator Paye Jaate Hain Hamen market Mein Paye jaane wale indicator ko acchi Tarah se learn karna chahie Jab Ham indicator ke sath market Mein kam kar rahe hote hain to Is Tarah Se Hamen market Mein Hamesha acche advantage Mil Rahe Hote Hain Forex trading ke Business mein Hamesha Vahi trader Kamyab hota hai jo indicator ki help Lekar market Mein kam karta hai aur indicator ko follow karta hai market Mein Paye jaane wale Tamam indicator ko acchi Tarah se understand karna chahie Aaj Ham aapke sath relative strength indicator aur commodity channel index indicator ka complete knowledge share Karenge

                            Relative strength indicator Ek bahut hi popular indicator Forex trading ki market Mein is indicator ko Forex trading ki market mein bahut jyada importance Di Jaati Hai because yah indicator market mein bahut important role play Karta Hai Hamen is indicator ko acchi Tarah study karna chahie Jab Ham is indicator ko acchi Tarah se study Karte Hain To Hamen ismein Hamesha Achcha advantage hi Milta Hai relative strength indicator Hamen market ki movement ka accha Idea Dete Hain relative strength indicator ki help se Ham market ki next movement ka idea Le sakte hain Hamen relative strength indicator Ka acchi Tarah se analyses karna chahie

                            Commodity channel index indicator bhi Forex trading ki market main Ek popular indicator hai ki yah indicator bhi Hamen market ke related acchi information provide karta hai commodity channel index indicator Forex trading ki market Mein Hamen overbought aur oversold ke related complete information deta hai commodity channel index indicator relative strength indicator se Milta julta indicator Agar ham Ek Kamyab trading karna chahte hain to uske liye Jaroori hai ki Ham indicator ko apni trading Mein apply Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: CCI aur RSI mein Kya difference hai??

                              forex mein RSI aur CCI indicator ki bohat he famous types hain jin ko hum trade mein use ker k profit hasil ker sakty hain is liye humen in k bary mein acha knowledge hasil hona bohat he zeada zaroori hai hum market mein in indicators ko use ker k trade mein success hasil ker sakty hain RSI ki full form relative strength indicator hai aur ye aik aisa indicator hai jis mein humary paas aik scale hota hai jis par readings hoti hain jo k 0 to 100 hoti hain in mein is mein jab market 30 to 70 k dermyan reading show ker rahi hoti hai tou aisy mein hum aik bohat he perfect trade ker sakty hain aur aik achi output bhi hasil ker sakty hain lekin is mein jab reading 30 se below ya phir 70 se above chali jati hai tou phir humen is mein us situation k according he buy ya sell ki trade lagani hoti hai
                              is tarhan humen apni current trade ko bhi change kerna parta hai jab hum MT4 ya MT5 software ko install kerny k baad use kerty hain tou is mein humen neechy kuch line show ho rahi hoti hai ye line humary paas asal mein RSI indicator he hota hai is mein agar hum baat keren CCI indicator ki tou is ki full form commodity channel index indicator hai aur jesa k ye name se suggest kerta hai hum is k sath commodities k pair par trade ker sakty hain commodities par trade kerna bohat he zeada mushkil aur risky samjha jata hai lekin CCI indicator is ko easy bhi bena sakta hai ye kisi bhi commodity pair ki market mein maujood supply aur demand k bary mein information ko bata sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X