Jaiza : Comparing Forex trading strategy "Selling a Strength VS Buying a Weakness". .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Comparing Forex trading strategy "Selling a Strength VS Buying a Weakness". .
    Forex market ma mainly 2 trend hoty hain bullish trend or bearish trend. Market bullish or bearish trend ma jb move karti rehti hai to ik stage asi ati hai k bullish trend ma highest or bearish trend ma lowest point par ponch jati hai. Asy point trader ko mel jayn to profit hasil karny ma bhot help melti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201122-193916_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	141.2 کلوبائٹ
ID:	12470568

    Buying a Weakness or Over Sold State: Trading ma market jb bearish trend ma hoti hai or apni sari supports ko break kar k lowest point par ponch jati hai to ik time asa ata hai jb wo mazeed down move karny ma nakam ho jati hai. Ye market ma pair ki or commodity ki sb sy weak price hoti hai or trader ko es time buy karny ma kafi acha profit hasil ho sakta hai.

    Selling a Strength or Over Bought State: Trading ma matket jb bullish trend ma hoti hai or apni sari resistances ko break kar k highest point par ponch jati hai to ik time asa ata hai jb wo mazeed up move karny ma nakam ho jati hai. Ye market ma pair ki or commodity ki sb sy highest price hoti hai or trader ko es time sell karny ma kafi acha profit hasil ho sakta hai.


    Wsy b forex trading ma trader profit hasil karny k lae bhot sari strategies ko use karty hain jin ka main maqsad profit ko hasil karna or loss sy bachna hota hai. But ye b dakhny ma aya hai k jis trader k pass acha experience, knowledge or acha capital hota hai wo achi strategy ko use karny ma kamyab ho jata hai or profit hasil kar leta hai. Jis trader k pass enki kami hoti hai wo loss ka shikar ho jata hai or es tarha uska account b wash ho jata hai. Bhot sary trader buying a weakness or Selling a Strength ko he best strategy samajty hain or es ka wait karty rehty hain.
    Last edited by ; 22-11-2020, 07:42 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Comparing Forex trading strategy &quot;Selling a Strength VS Buying a Weakness

    Forex trading me aam tawar par agar market aik smooth tareeqay se run karen aur price koi up down na ho to ye market ki sideway movement hoti hai aur is me supply aur demand same hoti hai jis ki waja se market pe kisi bhi side pe koi pressure nahi hota hai. Lekin jab bhi market me supply aur demand ka balance disturbed ho jata hai to market kisi aik side pe chal parti hai, aur market ki ye movement ya to uptrend ya bullish movement hogi aur downward ya bearish movement ho sakti hai. Aam tawar agar market me normal level pe supply aur demand me halka pulka izafa ho raha ho to market price ki movement aik khas resistance aur support level se wapis ati hai lekin agar market me price pe supply ya demand ka pressure ziada ho jaye to us k bad market ya to selling strength (oversold) ya buy weakness (overbought) position pe chali jati hai.
    Selling Strength (Oversold)
    Financial market me oversold us waqat hota hai k jab bhi indicator pe market ki prices selected position se nechahy ko chali jati hai aur market pe mazeed bejhne (selling) ka pressure hota hai aur is se hum market me mazeed selling k leye tayar hona chaheye. Market me kisi indicator jese RSI ki baat karen to us ki price agar 30% se below ho jaye to us waqat market ki price oversold tasawar kia jata hai jis ko hum market me mazeed selling ka pressure hota hai.
    Buying weakness (Overbought)
    Financial market me jab bhi hum kisi indicator ka istemal karte hen to us k leye hum market me aik khas value ka intekhab karte hen k agar indicator ki values in position se uper ya nechahy ho jaye to us waqat is ko overbought ya oversold qarar deya jata hai. Agar RSI indicator dekhen to hum dekhte hen to hum k jab bhi market me 70% prices ko cross ho jati to us waqat is price ko overbought tasar kia jata hai, jis ka matlab hota hai k market ne resistance level ko cross kar jata hai aur market me mazeed buy ka rujhan hai. Overbought jab bhi market me ho jaye mukhtalif indicators me to us k bad hamen market me mazeed market ki buy position k leye tayar hona chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Comparing Forex trading strategy &quot;Selling a Strength VS Buying a Weakness

      Forex market mein mainly 2 reend hoty hain bullish trend or bearihs trend market b ullish or bearish trend main jab move karti rehti hai to aik stage aisa ata hai k bullish trend main highest or bearish mein lowest poitn par ponch jata hai aisey point trader ko mil jaing toh profit hasil karny mein bohut help milti hai.
      Buying a Weakness or Over Sold State: Trading mein market jab bearish trend main hoti hai or apni sari supports ko break kar k lowest point par ponch jati hai toh aik time aisa ata hai jab woh mazeed down move karny main nakam ho jati hai. Ye market main pairs ki or commodity ki sab se weak price hoti hai or trader ko es time buy karny main kafi acha prift hasil ho sqta hai.
      Selling a Strength or Over Bought State: Trading main market jab bullish trend main hoti hai or apni resistances ko break kar k highest point par poncha jti hai to aik aisa time ata hai jab wo mazeed up move karny main nakam ho jati hai ye market main pairs or commodity ki sab highest prices hoti hai or trader ko es time sell karny main kafi acha profit hasil ho sqta hai.
      Discussion about Over Sold/Bought:Wesey bhi forex trading mein trader profit hasil karny k liye bohut sari strategies ko use karty hain jin k main maqsad profit ko hasil karna or loss sy bachna hota hai but ye bhi dakhny main aya hai k jis trader k pass acha experience knowledge or acha capital hota hai wo achi strategy ko use karny main kamayb ho jata hai or prift hasil kar leta hai jis trader k pass enki kami hoti hai woh loss ka shikar ho jata hai or es tarhan uska account bhi wash ho jata hai bhot sary trader buying a weakness or selling a strength ko he best samjthy hain or es ka wait karty rehty hain.
      منسلک شدہ فائلیں
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Comparing Forex trading strategy &quot;Selling a Strength VS Buying a Weakness

        Ji dear ap nay aik achi trading strategy kay bary main useful knowledge and info shares ki hain. Trader ka acha knowledge and experience he usko mukhtalif indicators aur strategies use karny say forex main kamyabi ko rah dikhata hay.

        Trading in selling strength & buying weakness.
        RSI ka use karny say pehly hamain ye pata hona chahiye keh market ki actual position kia hay. Is strategy ka use har market situation and pairs main mumkin nai hota hay. Q keh kabhi aisa nai hota keh forex market main tamam pairs aik sath he bottom price per a jayain ya aik sath he top per hon. Selling strength ka matlab yani keh jab market overbought state main ho aur yahan aisi situtaion ho keh market mazeed up na ja saky. Ab iska aik he matlab hota hay keh har action ka aik reaction bhi hota hay aur yahan rise to fall ana shuru ho jata hay jis say sell ki trade main strength mumkin ho jati hay. Aisy he market ki aisi state jab ye oversold main ho yani jab aik security ka aisa point a jaye jahan say ye mazeed down na ja saky. Jaisa keh some months ago CL tamam supports break karty huye itna bottom pe aya keh 00 pe a gia ab ye mazeed down nai a sakta tha so yaha ham nay daikha keh is main again rise a gia yani yahan per bhi sirf ab buy mumkin ho sakti hy aur is tarah yahan say fori buy aik acha aur big profit day sakta hay.
        Last edited by ; 22-11-2020, 08:28 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Comparing Forex trading strategy &quot;Selling a Strength VS Buying a Weakness

          market ka oversold aur overbought areas ki identification bahot se indicators se ki ja sakti hay magar es key ley khas technical indicator RSI ko hi use kia jata hay, overbought aur oversold esy areas hoty hey jo key actually market key strong support and resistance areas hoty hey jab RSI ya kesi aur esy indicator se market key over bought aur oversold areas ka indication mil jata hay to traders ko chaye key wo es ko follow kary, market ka oversold area support level ko jab key overbought area resistance level ka hota hay aur ye dono strong levels ko oversold aur overbought areas se es ki nishan dahi ki ja sakti hay.

          trading market main aapke pass different aspects maujud hote hain aapko trading ke liye independent chij ko use karna chahie aur apna focus market ke upar rakhna chahie overbought and oversold trading isko use karne ke liye aapko Forex trading market mein usi latest news karna honge in oscillators mein sabse best dynamic momentum index indicator hai iski reading ko follow karen aur iski bydefault setting kar le colour and font aap select kar lenge iske bad aapko trading ke liye different range watch out karna hongi observe karna hogi aapki observation kitni acchi hai ya isase pata chalega agar reading above 70 ho to overbiught market shubh hoti hai agar reading velocity below 30 ho to market oversold hoti hai.


          Over sold ka asaan sa Matlab yeh hai kay market mai kisi pair ya commodity mai ziada selling ho chuki hai aur abb uss ki demand ziada hojaey gi aur supply disturb ho jaey gi jiss ki wajah say woh pair ya commodity ab buy ki taraf trend change Karey gi. Issi tarah over bought ka simple sa Matlab yeh hai kay uss pair ya commodity ki bohat ziada buying ho chuki hai jiss kay baad ab woh kisi bhi waqt demand Kamm honay aur supply ziada honay ki wajah say sell ki taraf trend banaey gi. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss ka direct influence trading pay araha hota hai.

          MT4 trading terminal pay RSI indicator ko charts pay apply kernay say iss baat ka asaani say pata chalaya jaa sakta hai kay market kiss waqt over bought ya over sold ko touch kernay gi aur iss indicator say yeh bhi pata chall Jata hai kay kiss waqt kiss position mai trade open kerna theek rahey ga.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Comparing Forex trading strategy &quot;Selling a Strength VS Buying a Weakness

            Forex trading ke andar jab bhi market mein trading ki jaati hai to ismein ya to Ham shares ko buy karte hain yah Ham share ko sell karte Hain aksar aisa hota hai ki humne market mein buy Kiya hota hai aur trading sell ki taraf teji se ja Rahi hoti hai aur aksar aisa hota hai ki humne sell ki trading ki hoti hai aur market buy ki taraf teji se ja Rahi hoti hai isiliye market mein main trading karne ke liye bahut jyada damagh ki jarurat hoti hai aisi condition mein apne mind ko jyada se jyada shop rakhna chahie taake aapko market ki movement ka sahi se idea Rahe aur aapke trading acchi se acchi Ho forest training mein bahut kam aisa hota hai ki humne jis taraf trading Mil Gai hoti hai vah hamare benefit mein jaati hai jyadatar members ko loss ISI vajah se hota hai ki unhen is baat ka idea nahin hota ki humne Jo trading lagai hai uski market kis angle mein jaane lagi hai lekin Ham isliye trading laga dete Hain ki mumkin hai ki training hamen benefit de lekin aisa bahut kam hota hai isliye hamen is baat ka bahut jyada dhyan rakhna hota hai ki market mein jab bhi Ham trading Karen to hamen is baat ka bahut acche se idea hona chahie ki market ki direction kis angle mein ja rahi hai aur market mein jis chij per Ham trading karne ja rahe hain kya hua hamen uska fayda degi ya nahin forex trading account line business hai aur is per kam karne ke liye sabse jyada jaruri hota hai ki Ham apna time jyada se jyada forex trading code ne Taki hamen jyada se jyada learning hasil ho aur hamen iska achcha fayda bhi mile
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Comparing Forex trading strategy &quot;Selling a Strength VS Buying a Weakness

              Yes dear aapki bahut hi perfect information Hamare Sath liya Ki Hai no doubt Forex trading Mein Jab Ham different important levels ki study kah Rahe Hote Hain To usmein Humko overbought situation aur oversold situation Jaise levels Hamare mind Mein Hote Hain Jab Ham Forex trading may enter hone Lagte Hain Agar Humko Ek Aisi situation milati Hai jismein market Mein prices bahut jyada downwards movement kar chuki hai yah bahut jyada bullish trend Mein already move kar chuki hai To Aisi situation me Humko bahut hi perfect entry mil sakti hai aur ham market mein bahut jyada successful trader Ban sakte hain.

              dear Forex trading agar aap completely successful Hona Chahte Hain To aapko market bhi Aisi position Ka Intezar Karna chahie aur aap apne pass Reserve capital Rakhna chahie Jab Bhi market main aapko Ek Aisi position milati Hai jismein indicator aapko indicate karta hai ki market Mein currently overbought situation ya FIR over sold situation ho chuki hai to aap market mein Aisi situation may enter hokar bahut Thi Achcha profit Hasil kar sakte hain Kyunki Jab market Aisi position Mein Hoti Hai To usne definitely apni reversal movement complete karna hoti hai aur aap limited time mein unlimited earning Hasil kar sakte hain isliye Forex trading Mein completely successful hone ke liye aapko market Mein regularly aur consectively visit Khata hota hai aur Iske different levels ko carefully study karna Hota Hai.

              Forex trading me agar aap apni analysis complete karte hain aur Market ki different situations ko carefully focus Karte Hain To aap bahut hi best results were reduced kar sakte hain aur Market Mein Ek successful trader Ban sakte hain Forex trading main aapko Hamesha consistently hardworking Karni chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Comparing Forex trading strategy &quot;Selling a Strength VS Buying a Weakness

                Trading mein market jab bearish trend main hoti hai or apni sari supports ko break kar k lowest point par ponch jati hai toh aik time aisa ata hai jab woh mazeed down move karny main nakam ho jati hai. Ye market main pairs ki or commodity ki sab se weak price hoti hai or trader ko es time buy karny main kafi acha prift hasil ho sqta h market buy ki taraf teji se ja Rahi hoti hai isiliye market mein main trading karne ke liye bahut jyada damagh ki jarurat hoti hai aisi condition mein apne mind ko jyada se jyada shop rakhna chahie taake aapko market ki movement ka sahi se idea Rahe aur aapke trading acchi se acchi Ho forest training mein bahut kam aisa hota hai ki humne jis taraf trading Mil Gai hoti hai vah hamare benefit mein jaati hai jyadatar members ko loss ISI vajah se hota hai ki unhen is baat ka idea nahin hota ki humne Jo trading lagai hai uski market kis angle mein jaane lagi hai lekin Ham isliye trading laga dete Hain ki mumkin hai ki training hamen benefit de lekin aisa bahut kam hota hai isliye hamen is baat ka bahut jyada dhyan rakhna hota hai ki market mein jab bhi Ham trading Karen to hamen is baat ka bahut acche se idea hona chahie ki market ki direction kis angle mein ja rahi hai
                forex trading mein trader profit hasil karny k liye bohut sari strategies ko use karty hain jin k main maqsad profit ko hasil karna or loss sy bachna hota hai but ye bhi dakhny main aya hai k jis trader k pass acha experience knowledge or acha capital hota hai wo achi strategy ko use karny main kamayb ho jata hai or prift hasil kar leta hai jis trader k pass enki kami hoti hai woh loss ka shikar ho jata hai or es tarhan uska account bhi wash ho jata bahot shukriya apka.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Comparing Forex trading strategy &quot;Selling a Strength VS Buying a Weakness

                  Trading karne ke bahut Sare tarike ho sakte hain Forex trading business Mein price action ko follow karna bahut Jaruri hota hai aur ek Achcha indicator Hai Ham aur Si aur stop castic ki help Le sakte hain market Mein analysis karne ke liye market Mein Ham Jitna Achcha analyses karte hain Hamen utna Achcha market Mein profit ho sakta hai market Mein Hamen dekhna chahie ki market kahan week ho rahi hai agar market acche friend Mein Hai To Hamen trade Dekhkar Karni chahie Jab market Mein trend week Ho To Ham reversal trading kar sakte hain aur Market Mein Ek Ek Achcha profit book kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Comparing Forex trading strategy &quot;Selling a Strength VS Buying a Weakness

                    Forex trading ki market Mein trading karne ke liye market couldn't ko follow karna hota hai market different types Kata and Mein movement Karti Hai Kabhi yah uprant Mein movement Karti Hai To Kabhi downtrend Main To Kabhi sideway ki taraf movement Karti Hai market Mein most of important uptrend aur downtrend Hote Hain ine donon trendse ko market Mein trading ke liye bahut jyada use Kiya jata hai aur infiltrating start kar ke market Mein Achcha profit bhi Hasil kar liya jata hai


                    Market trend confirmation

                    Market Jab uptrend or downtrend Mein movement kar rahi hoti hai to use Waqt Agar uptrend highest level per ho aur downtrend lowest level per Ho to use Waqt market Ki is condition main traders ki trade ke liye bahut jyada help Karti Hai traders is condition Ka istemal Karke market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain market Mein traders ko ine conditions mein bahut hi best trading strategies ko istemal karna chahie aur UN trading strategy Ka istemal Karke hi unhen market ko acche tarike se confirm karna chahie tha ki vah market ke rules or regulations aur uske signals ko follow karte hue hi Apna Kam Jari Rakhta ke


                    Click image for larger version

Name:	B1.png
Views:	2
Size:	183.7 کلوبائٹ
ID:	12337695
                    selling strength aur buying stregnth
                    Market Mein traders ke liye selling or buying strength ko confirm karna bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki increase strongness aur weakness ko Dekhte Hue hi trade market ko acche tarike se confirm kar paate Hain traders market selling or buying ki strongness aur weakness ko confirm karne ke liye relative strength index indicator ka istemal kar sakte hain ismein overbought or oversold inke strongness aur weakness ko samajhne ke liye bahut jyada help karte hain in ke jariye se hi traders market buying or selling ki strongness aur weakness ko confirm Karke market ne best aur strong trend ko apni trade ke liye select kar sakte hain Jab market Mein Jab downtrend hota hai to use Waqt sport level Ka istemal Karke market ke downtrend ki weakness ko acche tarike se clear Kiya Ja sakta hai Kyunki yah support level market ki downtrend se related price koshish tarike se show Karte Hain Jab Ke Agar market uprant ki taraf movement kar rahi hoti hai to use uptrend movement ko confirm karne ke liye resistance level bahut jyada importance rakhte Hain in resistance level ke jarie aise hi market ki uptrend price ki movement ko confirm kiya Ja sakta hai aur yah price uptrend ki strongness ko jahir karti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Comparing Forex trading strategy &quot;Selling a Strength VS Buying a Weakness

                      Forex market Mein 2 trend Hote Hain bullish trend aur bearish trend market bullish or bearish trend Mein Jab move Karti rahti hai to Ek stage par Aisi aati hai ki bullet train mein highest aur various trend Mein lowest point per pahunch Jaati Hai Aise point trader ko mil jaaye to profit Hasil karne mein bahut help milati hai
                      Trading main market Jab bearish trend Mein hoti hai aur apni shadi support ko break Karke lowest point per pahunch Jaati Hai To ek time Aisa Aata Hai Jab vah bahut jyada down Munh karne mein nakam Ho Jaati Hai yah market Mein Pare ki or commodity ki sabse week price hoti hai jo trader ko is time by karne mein Kafi Achcha profit Hasil ho sakta hai
                      Trading main market Jab police train mein hoti hai aur jab sari residences ko break Karke breaker ke lowest point per pahunch jaati hai aur ek time Aisa Aata Hai Jab vah bahut jyada down Munh karne mein nakam Ho Jaati Hai yah market pair ki aur commodity ki sabse week price hoti hai jo trader is time by key ki pet karne mein Kafi Achcha profit Hasil ho sakta hai
                      Trading main market Jab police train mein hoti hai aur apni sari residences ko break Karke highest point per pahunch Jaati Hai To Ek Aisa time Aata Hai Jab vah bahut jyada aap move karne mein nakam Ho Jaati Hai yah market Mein pair ki or commodity ki sabse highest price hoti hai aur jab credit is time Sal karne mein Kafi Achcha profit Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Comparing Forex trading strategy &quot;Selling a Strength VS Buying a Weakness

                        Walekum assalam dear member Forex trading ki market Mein kam karte hue Hamen market movement ko acchi Tarah se samajhna chahie because market ki moment kabhi bhi same Nahin rahti market ke moment change hoty rahti hai market ki movement kabhi aap Trend Mein move karne lag Jaati Hai To Kabhi downtrend Mein move karne lag Jaati Hai To Kabhi market ke moment downside Mein Ho Jaati Hai isliye Hamen Hamesha market ke moment ko acchi Tarah se samajhna chahie market ki movment ko Samajh Kar Hamen market Mein trade open Karni chahie Jab Forex trading ki market mein supply aur demand ka balance bahut jyada disturb Ho Jata Hai To Aisi situation mein market Kisi ek side per movement karna start kar deti hai yahi movement uptrend bhi ho sakti hai aur downtrend bhi ho sakti hai

                        Forex trading ki market Mein market ka trend Kabhi bhi same Nahin rahata market ka trend Badalta hi rahata hai Forex trading ki market Mein overbought or oversold use Waqt hoti hain Jab is main currency pair Had Se Jyada Sell ya FIR buy Kiya Gai Ho oversold use Waqt Hota Hai Jab market ki price selected position se niche ho jaaye is vajah se market Mein sealing ka pressure bhi bahut jyada badh jata hai Forex trading ki market Mein Jab oversold wali situation Paida Ho Jaaye To Aisi situation Mein Ham market Mein entry Karke market Mein achha profit Hasil kar sakte hain Forex trading ki market Mein overbought use Waqt Hota Hai Jab Jab market ki price selected position Upar Se niche ho jaaye Forex trading ki market Mein jyadatar trader overboard per sell ki trade open Karte Hain

                        Forex trading ki market Mein buying aur ceiling ki weakness Aur strongness Ko Maloom karne ke liye R Si indicator ka use Kiya Jata Hai Forex trading ki market Mein relative strength indicator bahut important role play karta hai isliye Hamen is indicator per acchi Tarah se study karna chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Comparing Forex trading strategy &quot;Selling a Strength VS Buying a Weakness

                          Forex trade Ek bahut hi Achcha business hai Hamen is business related complete information Hasil karne chahie Jab Ham market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen market ko acchi tarike se dekhna chahie market ke moment ko acche tarike se check karna chahie market ka analysis karna bahut jyada important hota hai agar market ka analysis acche tarike se Karenge To Ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen market main careful hokar Trade Lagane chahie market ke moment change hoti rahti hai market main trade Lagate Hue Hamen Trend ke against Kabhi Bhi Apne trade ko open nahin karna chahie market Kabhi uptrend movment kar rahi Hoti Hai Kabhi down traind movment kar rahi hoti aur Kabhi sideway movement kar rahi Hoti Hai Hamen market ko acche tarike se samajhkar market Mein trade Lagane chahie Is Tarah market Mein successful trader Ban sakte hain
                          Trader core buying aur seiling Ko confirm karna bahut jyada important Hota Hai Jab grader iski buying or seiling ko confirm karta hai to use uski strongness aur weakness Ka Pata strenth index indicator ke help se chalta hai ham over Bout aur over sold ki help se uski strongness aur weakness Ka Pata Karte Hain market Mein Jab down train hota hai to ismein sports level ka istemal Kiya jata hai Hamen downtrend ki weakness ko bhi acche tarike se samajhna chahie Jab market uptrend movement kar rahi hoti hai to Hamen resistance level ko Ham istemal karte hain to resistance level ke jariye Hamen iski strongness Ka Pata Chalta Hai Hamen market ki condition ko acche tarike se samajhna chahie market Mein Jab uptrend hota hai to market ka high level hota hai aur Market Mein downtrend Hota Hai To Hamen low level Hota Hai Hamen market ko acche tarike se samajhte Hue Hamen market Mein trade Lagane chahie Kyunki market ke movment change hoti rahti hai market ke movment Kabhi bahut jyada fast Ho Jaati Hai Aur market ki movment Kabhi slow Ho Jaati Hai market Mein trade Lagate Hue Hamen kabhi bhi confuse Nahin Hona chahie Hamen Hamesha confidence ke sath market Mein kam karna chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X