Ye Review " Chapstick and Lipgloss " pe Mabni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review " Chapstick and Lipgloss " pe Mabni hai.
    Assalamu alaikum kese hain tamam forex members. Ummed karta Hun ki Sab khairiyat se honge. Mera aaj ka review chapstick aur Lip Gloss per Mabni Hy. Jaisa ke aapko maloom hai hai ke sardi/ winter season Hy. Is liye sardi ki dryness ki wajha se kafi logo ko problems start ho jati Hain unke lips kharab hojate Hain aur phatna shuru ho hate Hain , baad aukat tu khoon bhi and lag jata hai lips se.

    Advantages.

    chapstick aur lip gloss ke advantages mein,Jaise hi winter/Sardi ka season start hota hai, logon ke lips kharab hona shuru ho jaate Hain Phatna shuru ho jaate Hain isliye specially chapstick your lip gloss wo vahid product hai Jo lip care ke liye ye bahut jyada istemal ki jaati hai subah sham yah kahin log thodi thodi der bad use karte hain. Chapstick kharab ya phate Howe lips ki care karti Hy aur unhe kharab hone se bachati Hy aur Jo lips kharab ho chuke hote Hain unhe thek bhi karti Hy. Ye Bohat se flavors mein available hoti Hy market mein. Pakistan ki bani hoi bhi hoti Hain aur imported bhi available hoti hy. Log apni pasand k mutabiq use karte Hain. Iske sath sath lips ki care aur shine ke liye kuch log lip gloss ka use bhi karte Hain jo ke lips ko shining aur glossy banati Hy aur sardi se mehfooz rakhti Hy aur lips kharab nahi hote. Lip Gloss bhi Pakistan made aur imported dono market Mei available hoti Hain log apni choice ke hisab se use karte hain.

    Disadvantages.

    Vaise to chapstick aur lip gloss ke disadvantages nahi Hain lekin, aksar log Jo touchy hote Hain hassas hote Hain, unke lips pe reaction bhi Kar jati Hy his se u ke lips aur kharab ho hate Hain. Is liye hamein chaye k hamesha achi aur authentic company ki chapstick aur lip gloss use Karen taa ke hamein kisi kisam ki koi takleef nah uthani pare aur hamare lips winter season mein bilkul thek rahein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot; Chapstick and Lipgloss &quot; pe Mabni hai.

    Walekum assalam real member aapne chapsticks and lipgloss se related review Hamare Sath share Kiya Hai friends Jaisa ke AAP Sab Jante Hain winter's start ho chuki hai winters Mein Hamare lips bahut jyada dry Ho Jaate Hain aur iska main reason pani ka bahut kam istemal hai lips ki dryness ko Dur karne ke liye bahut se log chapstick ka istemal Karte Hain lip gloss bhi glossy form Mein hote hain to Inko bhi Ham winter's Mein istemal kar sakte hain chapstick Hamen bahut acchi company uski market Mein available milati hai Inko istemal karne ke Hamen bahut jyada advantages Milte Hain.

    Advantages of chapstick:

    Friends chapstick ka winter's mein bahut jyada istemal Kiya jata hai yah bacchon aur Badon donon ke liye bahut jyada helpful hoti hai chapstick Hamare lips ko soft rakhti hai hi and most rice rakhti Hai Hamare lips dry Nahin Hote Agar lips bahut jyada dry Ho Jaaye to Unse blood start ho jata hai chapstick ko Ham night mein bhi use kar sakte hain aur Day main bhi use kar sakte hain Iske small Se Hamare lips soft rahte hain...

    Advantages of lipgloss :

    Friends lipgloss bhi chapstick Ki Tarah Hamare lips ko soft rakhte hain ya different colours Mein available Hote Hain lipgloss ko ham m.a. Mein lips ki safety ke alava different occasions main bhi istemal kar sakte hain ya bahut Khubsurat colours Mein Hamen available Hote Hain main functions ke sath sath Hamare lips ko bhi soft and moisturized Rakhta hai lip gloss Lagane Se Hamare lips bahut glossy log Dete Hain ya light and dark donon colours Mein available Hote Hain....thanks
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot; Chapstick and Lipgloss &quot; pe Mabni hai.

      Assalamu Alaikum ji han Aap Hamare Sath bahut Achcha review share Kiya Hai lip gloss Aur chapstick Ke Hawale se chapstick aur lip gloss ka daily basis per bhi use Kiya Jata Hai yah Pakistan mein nahin per ke har country Mein Inka use hota hai yah different Shades different colours on different price may easily aapko market se mil sakta hai Har Chote Bade market se available hai na isliye khareed sakte hain Sar expensive bhi nahin Hote aap isko isliye food kar sakte hain lip close ka use in winter bahut jyada Kiya Jata Hai Kyon Ke in winter Hamare lips bahut jyada drive Ho Jaate Hain aur lip gloss ka use Karke Hamare want bahut jyada Shiny aur soft Ho Jaate Hain isliye is ka use Ham in winter regularly bhi kar sakte hain interviews confidently karna chahie ismein different colours bhi hote hain aur without Shades Bhail lip gloss market mein available hai chapsticks bhi New Market main different Shades Mein available hai aap ise isiliye khareed sakte hain a different companies ke product Mein available Hote Hain.

      DISADVANTAGES

      Doston ke Koi Khas disadvantages To Nahin Hai Lekin members kokri dete Waqt is Baat Ka Khyal Rakhna chahie ke yah expire Hue Ho expire hone se yah Hamare who lips par rashes kar sakte hain aur Hamesha lipgloss aur chapstick Hamesha acche quality ki kharidni chahie local quality ka kharidne se bhi Hamare lips damage ho sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot; Chapstick and Lipgloss &quot; pe Mabni hai.

        Introduction..

        Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge Yad kiya hai aur kise informative topic discuss kiya hai delete jaise ki AAP Sab Jante Hain Ki lip gloss or chips take bahut jyada use Hoti Hai Uska studying Mein Jis Yahan Ke Liye kharab ho Jaate Hain To Hamen chahie ke Hamen Teesri Kore Le Lo Ji use karna chahie Hamare lips Aate Hain aur bilkul bhi kharab Nahin Hote To Hamen mil Jaati Hai..

        Dear members lipstick ki Kuchh advantage hai aur kuchh disadvantage hai jo main aapke sath share karta hun..

        Advantages..

        DJ membership stick aur lip gloss ke bahut se fayde hote hain jaise ki AAP Sab Jante Hain Ki Jab winter season hota hai to hamare list bahut jyada kharab ho Jate Hain Agar Ham unko oily Nahin rakhte to vah hamare liye bilkul bhi Patna shuru ho Jaate Hain Jiski vajah se a pen B start ho jata hai To Hamen chahie ki Hamen chips fek aur aur lip gloss use karna chahie ya Hamen Har flavour Mein Idli Mil Jata Hai Hai Aur Is Se Hamare lips bahut jyada vah na Mulayam rahte hain bilkul bhi kharab Nahin Hote..

        Disadvantages..

        DJ member is ke Kuchh disadvantage bhi jo main aapke sath pyar karta hun Jaise kya Sab Jante Hain Ki Kuchh lipgloss aise hi jo aapke lips ko kharab kar dete Hain To Hamen chahie kam Hamesha acche flavour aur acchi Priyanka hi lip gloss karna chahie Kyunki Agar Hamara kharab ho jaaye to infection main bhi Badal sakte..
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot; Chapstick and Lipgloss &quot; pe Mabni hai.

          asalam o alikum dear member

          Introduction...

          Dear member apny hmary sath bht acha review share Kia ha chipstick or lipgloss k bry ma.. dear yh dono hmary lips k liye ak bht e zaida aham role play krrhy hoty hn.. ku k dear apko pta h ka winter ka season start hochuka ha or winter mn hmary lips bht zaida khrn hjty hn or dry hjty hn pir hmin apny lips k liye chipstick or lipgloss ak aham role play krty hn dear in k kafi zaida fayde hn



          fayde..


          chipstick or lipgloss hmary lips k bht e zaida achy hoty hn or yh ak beauty products hn jinka hmary lips k liye bht aham role play krrhy hoty hn ku k winter mn hmary lips bht zaida khrb hjty hn or bht e zaida dry hjty jis wja sy hmary lips sy iski upr s skin utrna shuru hjti ha or hmry lips bht khrb hna shuru hjty hn jis wja sy hm chipstick or lipgloss use krty hn or ussy hmry lips soft hjty hn or un mn bht zaida shining ajti ha or lips bht pyare sy unka upr clr ajta h ku k yh hmary lips lgany sy wo dry ni hty hn or yh apko easily market sy mil jty hn or inki itni zaida price b ni hoti ha ap inko easily lay skty is ko ap kisi b wqt apply krskty hn rat ko soty waqt b apply krskty hn


          nuqsannat...

          dear jhan lip gloss or chipstick k fayde hn whan nuqsanat b hain ku k agr kisi ka use hoa wa apny lips pr apply krty hn tu ussy b apky lips khrb hskty hn ku k ap jis dsry ka use krty hn us k agr khrb hn tu automatically apky b khrb hjty hn is liye kisi ka use hny sy garez krain. Thanks😍

          اب آن لائن

          Working...
          X