Trade timing
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade timing
    Aoa dear bahot sy logo ko malom nhahe ka tarde ko timing kaya hoti hai dear zada famous markets zada tar Monday ko open hoti hai or friday waly din sham ko close ho jati hai kuch markets han jo ka Saturday or Sunday ko open hoti hain lakin zada tar market Friday ko close ho jati han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade timing

    اصل پيغام ارسال کردہ از: bashi پيغام ديکھيے
    Aoa dear bahot sy logo ko malom nhahe ka tarde ko timing kaya hoti hai dear zada famous markets zada tar Monday ko open hoti hai or friday waly din sham ko close ho jati hai kuch markets han jo ka Saturday or Sunday ko open hoti hain lakin zada tar market Friday ko close ho jati han
    forex market ki timing mukhtalif hay yeh aam taor par to hafty kay five days aor twenty four hours daily on rehti hay laikin saturday aor sunday ko yeh close hoti hay lakin kuch is main k market asi bhi hain jo keh open rehti hain
    dear members hamen market main ziada tar us wqt trade open karni chaheay jub hum yeh dekhen keh forex market ki movement tez ho gai hay forex market acha work kar rahi hay aor trend bhi acha hay
    • #3 Collapse

      Re: Trade timing

      sunday night 3am to firday nigth 3am
      • #4 Collapse

        Re: Trade timing

        Assalamu Alaikum dear friend sabse best timing Jo trade ka hai vah hai subah ka Kyunki Subah ke time market Bhi Jab open hoti hai to use per aap acchi Tarah Se market Kyon analyse kar sakte ho uski moment ko dekh kar aap acchi trade Laga sakte ho Hamesha Sabar ke sath aur Soch Samajh Ke hi trade lagaen Taki aapka Waqt Jaya Na Ho
        • #5 Collapse

          Re: Trade timing

          Dear Forex trading Mein Ham dekhte hain ki hamare pass trading ke liye different sessions provide kiye Jaate Hain Jaisa ke bahut jyada famous for trading sessions hote hain jismein aap dekh sakte hain ki aapke pass ismein New York fashion Sydney session London session aur aapke pass ismein Tokyo session hota hai jismein aap kam kar sakte hain dear Inception ke bare mein aapko proper knowledge aur information and currency pairs per acchi trading kar sakte hain Kyunki different currency Ye Ham kah Rahe hote hain to is per session bahut jyada depend kar raha hota hai isliye aapko apni trading timing Apne trading session ke hisab se select karni chayen.
          • #6 Collapse

            Re: Trade timing

            assalam walekum dear members agar aap Forex trading mein kamyabi hasil karna chahte hain to aisi situation main aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain lekin is maqsad ke liye aapko hamesha market ki different sessions aur iski proper timing ka idea hona chahie kyunki kya paap market mein kamyabi hasil karne ke liye market session kurti karte hain to ismein aapko advantages aur sakte hain.

            market mein jab aap different important sessions ki study karte Hain to aisi situation main aapko yah idea milta hai ki aap hamesha market ke different sessions ko completely study karte Hain jab aap market mein different sessions ki basis per market ke different currency pairs trading karte hain to aapko bahut jyada advantages hasil ho sakte hain isliye market ke sessions kiskadee aapke liye important hoti hai.

            Forex trading market ko study karte Hain to usmein aapke liye bahut jyada information available ho sakti hai aur aap koi idea mil sakta hai ki kaun se market Sessions mein kaun si currency pairs ki trading jyada hoti hai aisi situation main aapke liye decision-making karna aasan ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trade timing

              Trading k liye best time wo hota hai jis mein stock markets aur open markets work kar rahi hoti hain us waqt Forex Market mein bhi strength aur volatility Ziyada hoti hai aur ap Market sy achi earning ly saktay hain. Relatively forex market ka ziyada inhisaar stock exchanges per hota hai specially 4 barhi stock exchanges per jo tokyo, sydney, London, New York stock exchanges hain. Trading k like best time in stock exchanges ka working time hota hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Trading main time kay leye zarori hai kay ap apni trade ko support or resistance ko behtar karian. Ap kay pas support or resistance ki values hoti hai. Un values ki madad sy ap apni trade ko behtar karny kay leye zarori hai kay ap tools or indicators ka use karian jis ka faida ap ko yeh hota hai kay ap apni trade ko open ya close karny kay leye jo values ap ko trend line ki milti hai woh ap use kar kay faida hasil kar skaty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X