Aj ka review heater pa hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj ka review heater pa hai
    Aaj ka hamara muozo heater per hai heater sardi mein bahut jyada istemal hone wala gharelu chijon mein se ek hai
    Electric heater
    hita do kism ke hote hain ek electric heater hota hai aur gas ka heater hota hai electric heater blower heater hai jo electricity ine bijli se chalta hai electric heater mein chote bade har kism ke market mein main sani se Mil jaenge bahut se model aasani se Mil jaenge available a electric heater Jo hota hai vah bahut jyada bijli ka tar hai bahut jyada bijali se chalta hai
    Gas heater
    gas heater blower heater hote Hain Jo gas per chalte Hain gas per Jo heater chalte Hain usko gas ka heater ka jata hai ismein bahut sham hai chote bade har kisam ke market mein easily easily available hai ETA ek bahut achcha chij hai jisse a hamare ghar ghar mein rehte hain bacche khaskar is mausam mein bahut bimar hote hain thand ki vajah se isliye heater lagane se Ghar garm rahata hai aur bacche aur buddhe hasakar bimariyon seClick image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	17.8 کلوبائٹ
ID:	12470575Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12470576
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aj ka review heater pa hai

    Asslam alaikum dear viewers umed hai ap sab kheryat sa
    hongay!.
    Topic: Heater

    INTRODUCTION:
    Aj main apko heater k bare main batao. ga .Dosto jesa k
    ap sab jantay hain k Ajkal sardyan chal rahi hain aur is k
    ilawa Yh sardyon ka mosam baaz ilakon main hota b bhut
    sakht hai is lye garam kapron k ilawa ghar main heater ki
    bhi zrorat parti hai aur yh heaters room ko garam rakhtay
    hain aur is k ilawa aaap in oar alnay hath paon b saik saktay
    hain

    Advantage:
    Is heater k bhut sa fayday hain aur woh yeh hain k yh bhut
    jald room ko garam kar detay hain aur is k ilawa aise heater
    b hotay hain jo k bijli sa chaltay hain aur woh ghar main dewar
    k kissi corner main fix ho jatay hain jis ki wajha sa yeh hota
    hai k aap ko kisi chez ka dar nahi hota aur yeh electric heater
    bhu advance hotay hain in pa khas temperature fix kia ja sakta
    hai ...

    Disadvantage:
    Is k bhut sa nuksanat bhi hain ur woh yeh hain k is par hath
    ya paon garam karmay sa insan ka khon jalta hai aur is k
    ilwa jab room sa bahir niklo tou insan ko zyada thand lag
    jati hai aur woh bemar ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Aj ka review heater pa hai

      Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Hamara topic heater se related hai ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge dear friends are main aapke sath Apna knowledge heater ke related share karunga yah Jaisa ki aap Jante Hain Ki aajkal Sardi Ka Mausam start ho raha hai hai aur Har Ghar Mein heater ka istemal Kiya jaega heater do Tarah Ke Hote Hain
      Ek heater electric heater Hota Hai
      Aur dusra gas wala heater Hota Hai
      Dear friends ye donon hi Hamen bahut fayda pahunch Aate Hain gas wala heater ho ya bijali wala Sardi ke season mein ghar mein heater Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai yah bahut hi Mana surprise main aapko Basani market Se Mil Jaate Hain Jitna acchi company ka heater Hoga utna Hi Meri aur Achcha hoga Iske istemal karne ke bahut se a advantages hai aur kuchh disadvantages bhi ho sakte hain jo ki main abhi aapke sath share karungi
      Advantages of heater
      Dear friend Seeta ke istemal karne ke bahut se advantages hai Sabse Bada advantages yah hai ki Ham Agar heater ka istemal Apne Ghar Mein Kar Rahe Hain To Hamen sardi ki Siddharth ka andaza Nahin Hota dear friend sardi mein Ham bahut jyada garam garam kapde istemal karte hain jinko dhone per Inko sukana bahut Mushkil ho jata hai to Heater Hamare Tamam Dhule Hue Gaile kapdon ko Khush karne mein bahut MK Dhara Ada karta hai heater Kamre ka temperature normal kar deta hai agar aap heater ko Kamre Mein lagaen Aur Kamra band kar de to sardi mein bacchon ke liye heater ka use karna bahut Jaruri ho jata hai Kyunki Chhote bacche bahut Chhote hote hain aur vah Bar Bar Jameen per Utar Jaate Hain Agar ghar mein heater laga hua ho to ghar garm rahata hai aur bacche normal routine Mein Apna Kam Karte rahte hain
      Disadvantages of heater
      Dear friend Jahan per advantages hote hain to vahin per Kuchh disadvantages bhi hain to Heater ka sabse bada disadvantages yah Hai Ki ki yah heater chalane se isase bijali ka Bil agar aap bijali se chala rahe hain to bijali ka Bil aur Agar gas se chala rahe hain to gas ka bill bahut jyada Aata Hai Har Koi Mita apne ghar mein yah phone nahin kar sakta Hita ko istemal karte waqt bacchon se taiyar Karen ki bacche Surati hote hain aur kisi ki sankhya bhi aapko bahut bada nuksan ho sakta hai Hita ke Kamre se agar aap bye nikalenge to aap ki tabiyat bhi kharab ho sakti hai Bujurg aaj raat ko Hita Se Dur Rakhna chahie Kyunki vajah Ne Taur per Jyada Garmi matlab heater ka temperature Agar bhai Rahenge to Unki tabiyat Jyada kharab hone ke chance Hote Hain thank you
      • #4 Collapse

        Re: Aj ka review heater pa hai

        Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

        Introduction.
        Aj ka humara topic. Heater par ha jo k har ghar ki zarorat ha jo k sardio. May kaam aany wahle cheez ha jo k sardio may room temperature ko control karny k lea use hota ha is say hum kamry ko garm kar sakty hain

        Advantages.
        Is k bhot say faidy hain jo ye hain k hum apny room ko sardio may garm kar sakty hain or is say hum sardio may pani milk garm karna ho to wo v aasa nee say kar sakty hain ye aik heater bijle say chalna wahla hota ha jo k kamry k kise corner may laga dea jahta ha is say hum bacho ko bacha sakty hain ta k wo is ko hath na lagay

        Disadvantages.
        Jis chez k faidy hoty hain us k sath sath us k disadvantages bhe hoty hain wo ye hain ha k ye room ko garm karny k lea use hota ha laykin is say koch aasy chemical nikalty hain jo k ap k sar dard or cancer ka problem banti hain or is k sath ager ap is py paon garm karay to wo sahra seek ap k sqr ki taraf jahta ha jo bhot bura asar karta ha ager heater pure raat lagaya rakhy or room ka door band ho to is say oxygen ki parshani banti ha
        • #5 Collapse

          Re: Aj ka review heater pa hai

          Asalamalikum!
          Dstn umeed ha ap sab khariat sa hon ga... Aj ka hamra topic heater par mabni ha . Heater har ghr ma sardio ma use hota ha ya room temperature ko high krta ha ta Ka srdi mahsos na ho . Heater but faida wali cheez ha . Heater sardio ma but Kam ata ha . Heater lagna sa Huma srdi Kam lagti ha . Heater do types ka hota ha .
          1: Gas heater.
          2: Electric heater.
          Gas heater gas par chlta ha .is ka sth hum gas Wala pipe connect krta ha Jo Isa gas supply krta ha PHR wo gas burn hoti ha ur heat produce krti ha is ki heat room ko grm krti ha Jo Huma srdi nhi lagna deti ha gas heater ka ik ya faida hota ha ta gas but sasti ha ur hamra milk ma as I sa mil jati ha .is Lia agr hum gas Wala heater sardio ma zada use krta ha to is ka koi zada bill NHi ata .
          Electric heater electricity par chlta ha ya electricity ko heat energy ma convert krta ha ur heat produce hoti ha Jo hamra ghr ka temperature ko warm krti ha . Electric heater ka sth ik wire lagi Wai hoti ha Jo hum socket ma dalta ha Jo is electricity provide krti ha ur heat produce krti ha . Electric heater ka ik nuksan ya bhi ha ka electricity ka hill is sa zada ta ha is lialog is ka badla gas heater use krta ha .

          Advantages:

          Is ka but Sara faida hota ha ya hamra ghr ka room temperature ko grm krta ha Jo srdio ma but faida mand hota ha . Ya but sasta hota ha as I sa mil jata ha is use krna ta treka but asn hota ha . Is ka but Sara faida hota ha . Ya gas ya electricity par chlta ha . Ya market ma Abu sa Available hota ha . Ya srdio ma hamra but kam ata ha . Heater ka but Sara faida hota ha ya but useful cheez ha ur sardio ma Is ka but zada use hota ha .

          Disadvantages:

          Jis trha is ka faida hota Han us trha kuch nuksan bhi hota ha .gas heheater agr zada der room mma chlta rha to ya room ma oxygen levels kami kr deta hha Jo janlewa ho skti ha ur suffocating krti ha . Is ka ilawa is sa aaj lalag skti ha Jo but nuksan dda ha . Heater sa aaj lagnlagna ka but khtra hota ha .
          Umeed ha sab dstn ko Mera ya review psnd ai ga ur zraror helpful ho ga . Thanks
          • #6 Collapse

            Re: Aj ka review heater pa hai

            Assalamu alaikum dear members

            Introduction

            G dear members review ke liye Jo topic select Kiya gaya hai vah bahut informative hai aur iske review mein jo aap hamare sath information discuss ki hai vah bhi bahut informative thi...
            no doubt winter ke start hote hi har Ghar mein gas heater on ho jata hai hi hi because bahut jyada thand hone ki vajah se almost har Ghar mein heater ka use Kiya jata hai heater hamen thand se bacha deta hai hai isliye heater k bahut jyada advantage hai.. heater do tarah ke hote hain electronic heater aur gas heater...

            gas heater ke bahut jyada advantage hote hain aur kuchh disadvantage bhi hote hain aaj main aapke start gas heater ke advantage or disadvantage donon share karungi hope so aapke liye informative aur aap ine se fayda hasil kar sake

            Advantage

            gas heater ke bahut jyada advantage hai winter start hoti Hi har Ghar mein heater hai on ho jata hai ...gas heater hamare room ke temperature ko maintain karke hamen sardi se bacha tha hai hamare room ko garam rakhta hai jiski vajah se hamen bahut kam sardi feel hoti hai hai ye bahut bada esk advantage hai .

            Gas heater ke on hote hi room itna jyada garam ho jata hai ki hamen kisi bhi blanket ki jarurat nahin padati na hi kisi mote kapde ki jarurat padati hai aur ham easily apna Kam jo hai vah kar sakte hain because gas heater sa room ka temperature bahut achcha Ho jata hai jiski vajah se hamen bilkul bhi sardi feel nahin hoti

            Disadvantage

            sometime agar raat ko heater on ker k so hain..tu is se room mein bahut jyada gas bhari jaati hai jiski vajah se room mein oxygen ki kami Ho jaati hai aur is tarah bahut jyada death ho sakti hain isliye hamesha jab bhi aap heater ke use karte hain to bahut jyada careful hokar use karna padta hai hi Taki apne aap ko safe rakh sake...
            • #7 Collapse

              Re: Aj ka review heater pa hai

              Assalamu alaikum ummid karta hun ke tamam forex members khairiyat se honge aapane bahut hi interesting topic per review Kiya Hai. Heaters Har Ghar mein istemal hone wale ki product hai. Heater room temperature ko increase karne ke liye use Kiya jata hai jaisa ke sardi Ke mausam mein temperature bahut low ho jata hai hai to heater ko use karke a room temperature ko increase Kiya jata hai Taki ham sardi se bach sakein. Heater ki normally three types hain,
              1) Electric Heater
              2)Gas heater
              3) Water Heater

              Advantages.

              1)Electric heater electricity ke through chalta hai, yah electricity consume karta hai aur aur electricity ko heat mein convert karke hamen heat deta hy. Jiski wajha se hamein sardi nahi lagti aur ham aram se room mein Beth sakte hain ya rest kar sakte hain. Electric heater heat generate karta hy.

              2)Gas heater. Gas heater do tarah Ke hote Hain ek gas heater LPG gas through chalta hai aur dusra gas heater SUI gas ke through chalta Hy. Gas heater gas ko intake karte hain aur phir gas ko heat mein convert karte hain aur hamein heat provide karte hain. Ye bhi room temperature ko increase karte hain jiski wajha se hamein sardi nahi lagti. Aur hamara room garam hojata hy.

              3)Water Heater. Ye heater bhi aj kal kafi ziada use Kiya ja raha hy jo ke electricity, gas and wood ke through chalta Hy, is heater ke andar chotay chotay pipes hotay hain jab ismein garam Pani rotate karta hy tu water heater is garam Pani ko steam kartay hy jiski wajha se hamara room garam hojata hy aur hamein sardi ka ehsas kam hojata hy.

              Disadvantages.
              Heaters ke disadvantages ki baat ki Jaye tu

              Eectric heater ka abse bara disadvantage ye Hy ke ye electricity Bohat ziada consume kartay hy, jiski wajha se hamara electricity bill ziada ata hy, uske elawa agar ye kharab hojae tu short circuit kar Jata hy jiski wajha se hamein nuksan ho sakte Hy aur hamari wiring kharab ho sakti Hy
              Gas heater. Isla sabse bara disadvantage ye Hy ke agar ziada time heater ko room mein on kar ke rakha Jaye tu ye oxygen ko kam kardeta hy jiski wajha se hamein saans lene mein problem hoti hy, aur raat ko jab ap sonay lagein tu isko off kar ke Sona chaye warna ye jaan lewa sabit ho sakta hy. Iski wajha se hamari gas consumption bhi ziada hojati hy aur hamara gas ka bill ziada ata hy

              Water heater. Is ka disadvantage ye Hy ke ye steam produce karta hy aur aksar esa hota hy ke iski wajha se hamare body mein pain start hojata hy agar ye ziada der Tak chalta rahy
              • #8 Collapse

                Re: Aj ka review heater pa hai

                Introduction

                assalamu alaikum dear member jaisa kya aap jante hain kya aap ka aaj ka review heater per lagaya gaya hai jo ke gharelu istemal mein use hone wali ek chij hai isko Ham ghar mein bahut jyada use karte hain aaj cal sathiyon ke mausam mein Ham usko bahut jyada use karte hain aur foot ko garam rakhne ke liye Ham heater ki bahut jyada jarurat padati hai jaisa ki sardi bahut jyada padh rahi hai aur uski vajah se hamen hita ki bahut jyada jarurat hoti hai aur har garmi takriban je paya jata hai aur iski service se fayda uthaya jata hai to aapko apne ghar mein heater jarur hona chahie kyunki jaaye hamari bahut jyada important hota hai iske labh uske bahut jyada advantages or disadvantages jaate Hain Jo ki main aapke karti hun

                Advantages

                assalamu alaikum dear member aapane bilkul sahi kaha hai iske bahut jyada advantages paye jaate Hain aur ham uski vajah se bahut jyada fayda utha sakte hain heater hamen garam karne ke liye bahut jyada jaruri hota hai sabjiyon ke mausam mein hamen hita ki bahut jyada jarurat padati hai kyunki thand bahut jyada ho jaati hai aur kabhi kabar to Ham iski vajah se bimar bhi ho sakte hain agar Ham heater lagaenge to Ham kabhi bhi bimar nahin ho sakte aur se main bolata fayda milta hai aajkal to electronic aur gas wale donon it available hote hain lekin gas jyadatar nahin hoti to Ham electronic heater Chala sakte hain vah bhi bahut jyada achha hota hai use mein bahut jyada fayda mil sakta hai

                Disadvantage

                dear member jaisa kya aap jante Hain ki heater ke advantages ke sansad iske disadvantages bhi paye jaate Hain to hamen heated se dur aana chahie kyon ke uski vajah se hamen nuksan ho sakta hai iske alava jihad size aur har design mein available hote hain aap jo chahe khareed sakte hain aur usse fayda utha sakte hain aur iska ek aur nuksan JB hai ki gas nahin hoti to hamen bijali ka heater use karna padta hai aur uski vajah se hamen current bhi lag sakta hai to isliye aapko yad karni chahie tha kya aapko koi bhi nuksan na ho sake aapko acchi quality ka Hi rakh Lena chahie kyunki agar aap aisa Hi rakh de denge jo ki acchi quality ka nahin hoga to vah bahut jald kharab ho jaega aur usse aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Aj ka review heater pa hai

                  INTRODUCTION
                  Asslam o alikum dear forex members Umeed hai ap sb kheriat se hongy yeh review
                  heater per mabni hai aaj mn apko heater k bary mn tafseelan btaun ga aur isky faidy aur
                  NUQSANAT btaun ga..

                  FAIDY
                  Dear members heater sardiun mn istemal krne k liye bht behtreen product hai.. heater
                  Se hm sakht thand mn bhi asaani se room ko garm rkh skty hn .. heater aam product hai
                  Jo asani se electronic market se mil jata hai .. heater ko istemal k bad hum sale bhi
                  Kr skty hn .. heater bht demand wali product hai .. karobari hazraat bhi is se bhar proor
                  Faida utha skty hn..

                  NUQSANAT.

                  Dear members hr chez ki trah heater k bhi chand aik nuqsanat hn jse k agr heater ko on
                  Chor dia to aik hadd k bad heater aag ka sabab bn skta h.. heater gas per ho ya bijli pe
                  Dono soorton mn yeh bht mehnga parta hai... Heater kafi heavy weight hta hai aur isy
                  Aik jgah se dusri jgah move krna thora mushkil hta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Aj ka review heater pa hai

                    Click image for larger version

Name:	105487884_289581525755744_7775315424016654136_n.jpg
Views:	1
Size:	30.9 کلوبائٹ
ID:	12338063
                    Introducaton: jaisa ap logon ko malom hai sardian a gye hain to heater is men kafi zarort parta hai aj ham is topic pay bat kren gy Advantage: Asalam O Alkyum friends umeed hai ap sb khairiat sy hon gy jaisa ap janty hain heater kya hai kya karta hai or is ki ahmiat kay baary men bhi andaza ho ga kun kay heater sardion men ap ko kafi kam ata hai heater am tor pay kamry men istamal hota hai or is sy ap apny hath paon garam kr skty hain kuch log is pay pani garam krty hain or sath men ap ka room bhi garam ho jata hai is ki heat sy or kuch heater electrinics hoty hain or kuch gas pay chalty hain or is sy kafi fada hota hai.. DISADVANTAGE : friends is kay disadvantage ye hain kay ap ka kamra band ho to kamry men ap ko sans ka problem hoti hai or is ki gas bhi leak ho skti hai or is kay nuqsan ye hain kay ap ko electric heater sy cureent bhi lag skta hai or ye hal jalti kharab ho jata ha.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X