how can we judge the market next position ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how can we judge the market next position ?
    hello friends ham market ki next position ko kis tarah judge kar sakte hai please explain :
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: how can we judge the market next position ?

    Assalamu Alaikum dear senior and junior member Jab Forex trading me aap market ki next movement ko properly study Karte Hain To ismein aap ko different important factors ko study karna hota hai aur iski basis per aap market ki movement ko acchi Tarah calculate kar sakte hain. isme kuch important point main aapko Bata deta hun jinki basis per aap market ko calculate kar sakte hain aur Market ki next movement ko aasani se judgement kar sakte hain.

    Demand and supply :

    Dear member agar aap Forex trading main different commodities per trading kar rahe Hote To Aise Bhi aapko sabse pahle demand and supply co completely study karna chahie Kyunki Kisi bhi commodity ki demand increase hone per uski prices Mein increment possible ho sakta hai aapko market Mein different commodities ki demand and supply ke a rules and regulations per completely focus karna hoga isase aap market ki movement ko aasani se judgement kar sakte hain.

    Candlestick Pattern :

    Market ki movement ko study karne ke liye aapko market Mein available different important candlestick aur in se banne wale candlestick pattern ko acchi Tarah samajhna Jaruri hota hai agar aap market Mein candlestick pattern ko acchi Tarah samajhte nahin hai to aap Forex trading Mein Kabhi Bhi Kamyab trader Nahin Ban Sakte isliye candlestick pattern ki complete information aapke liye bahut hi important role play kar sakti hai.

    Economic Factors :

    Forex trading market ki movement ko analyse kar rahe Hote To iski complete judgement ke liye aapko market Mein different important economic factors ko bhi clearly study karna hota hai yah bhi market per bahut jyada effect hote hain aur iski vajah se bhi market mein aapko bahut hi acchi profitable activities aur uske sath market ki movement ki judgement karne mein help mil sakti hai.
    • #3 Collapse

      Re: how can we judge the market next position ?

      Forex market Mein Ham kabhi bhi yah 100% Nahin bata sakte ke market ki next position kahan tak ho sakti hai yah market bhai Hogi Yahan spelling Hogi koi bhi trader ya confirm Nahin Bata sakta lekin Yahan Ham Apne a experience ki base per market ka analysis karte hain aur ham kaise karte hain ki market ki next position kya ho sakti hai Ham indicators ko use karte hain technical aur fundamental analysis ke base per Ham market ka analysis karte hain aur ham analysis ki beche per market Mein trade open Karte Hain Agar Ham money management ke mutabik trading Karte Hain To Ham is business mein bahut Achcha profit Halka sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: how can we judge the market next position ?

        Forex market main successful trade kerny ky liay bahot zaruri hai ky ham jis pair main trade open kerny ja rehy hon us pair main market ky trend ka bhi hamain pata hona chahiay ky ham trend ko follow kerty huey trade open ker lain taky hamain profit hasil ho saky lekin same pair main market ka trend kis terha sy confirm hota hai kyun ky ham tou market main trade hamesha market ka trend dekh ker open kerty hain lekin trade open hoty hi hamain loss hona shoru ho jata hai tou aesa konsa tareeqa hai jis ko use kerty huey ham market ky trend ko find ker ky confirm ker sakain taky ham trader open kerain tou hamain profit bhi hasil ho saky tamam members please trend confirm kerny ka tareeqa share kerain ky her kisi ko trend find kerny main asani ho ky jis terha ham trend ko find ker ky acha profit hasil ker sakty hain.

        different time frames ma observe karny sy hamy market trend ka pata chal jata hai. Forexample ham crude oil ka trend mahloom karna chahtyn hain to hamy pehle m15 time frame ma ja k dekhna hota hai k last candle es ny kon si banae hai. Phr ese tarha hamy m30 ma ja kar again ye he dakhna hota hai k market ny last candle kon si banae hai. Same process hamy h1 or h4 ma b adopt karna chahe. En sb time frames ma agr crude oil buy ki candle bana chuka hain to es ka matlab ye hai k crude oil es waqat buy k trend ma hai. Senior traders hamesa ye he kehtyn hain k trend market ka friend hota hai. Market hamesa apny trend ko aziz rakhti hai. Jo trader trend ko jany bena trade kartyn hain wo aksar account he wash karwa bethteyn hain. Forex ma trend ki importance etni zayada hai k es k bena trade na he open ki jae to better ho ga. Forex trade ma jany sy pehle demo account ma practice sy ham trend ko find karny ka experiment kar saktyn hain. Jo trader real ma trade open karny ki jaldi karta hai wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni hota.


        forex trading main aghr ap kamyab hona chahty hain tu apko apni trading ability ko strong krna hoga jis ki base par ap achi tare kar skty hain or acha profit lay skty hain forex main hmain apni trading karty howe market ki skilsl hona boht zarori hai jub hmari trading skills achi hoti hai or hmain market ki smjh hoti hai tab he hum forex main kamyab hoty hain or achi earning hasil karty hain forex aik best business hai jis main hum jitna chahen mahnat kar k acha kam kar skty hain or gher bethy achi earning kar skty hain.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: how can we judge the market next position ?

          Dear friend ager ham market main trade karty hain to ham kabhi bhi isko analyse kiye baghair trade nai kar sakty. Marekt main ham different kisam kay analysis karty hain aur in analysis say market ka future predict karny ki koshish karty hain keh ye market ab kis taraf jaye gi. Aur is main buy say hamain faida ho sakta hay ya sell karny say.

          How to judge market next position.
          Ham market ko hamesha mafroozat ki base per he predict karty hain. Aisa kabhi na hi sakta keh ham market ko lead kar sakain ya market per control kar lain aur market ko apni marzi say move kara sakain. Balkeh ham ko market ki movement ko judge karna parta haya aur isky behaviour ko follow karna parta hay.

          Experience is "key" to find market next move.
          Agarcheh aik trader kabhi bhi market ki next move ko nai jan sakta aur na he so feesad yaqeen ky sath trade kar sakta hay. Laikin ager trader apni trade start karny say pehly apna experience use karty huye market kay aur chart kay analysis kary to isko market ki behter samjh aa jati hay youn woh market ko jan kar aur samajh kar is main trading kar sakta hay.

          Use of leading indicators.
          Trader kay pas acha experience hoga to he woh market main asarndaz hony waly awamil ki base per trade kay liye mukhtalif pairs ki position ko samjh sakta hay jis say usko yahan per market ki next position jan'ny ka moqa milta hay. Aur woh yahan say effective earning karny kay qabil ho sakta hay. Is maqsad kay liye ham kai kisam kay Leading indicators ka bhi use kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: how can we judge the market next position ?

            Forex Trading market ki next position ko malom karne k leye zarori hai k market me hum indicators ka sahi tarah se istemal karen. Market ka har aik point ko sahi tarah se sekhen. Market me bohut sare indicators aur chart pattern hamare leye market ki next position ko malom karne k leye bohut aham aur zarori points de rahe hote hen. Forex trading marketnaik khas value aur market me supply aur demand k hisab se move kar rahi hoti hai. Is waja se koshash karen k market ki next position k leye hum aise indicators ka istemal karen jo market ki next position ko hamare leye perfet tawar par de saken. Forex trading me currencies market me demand aur supply ki waja se movement karti hai. Jab bhi market me demand ya supply ziada ya kam ho jaye to is se market me currencies ki movement pe asar hota hai. Forex trading me supply jab ziada ho jaye to is se market me demand ziada ho jata hai aur market me price upward move karna shoro karta hai, lekin agar market me demand kam ho jaye aur supply ziada ho jaye to is se market me demand kam hoti hai aur market ki movement downward hoti hai. Aur agar market me supply aur demand aik jaise hoti hai to is se market me movement sideways ya seedi hoti hai. Chonkeh forex trading me currencies pair ki sorat me hoti hai to agar aik pair ki demand ziada hoti hai to is se dosre pair ki demand kam hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: how can we judge the market next position ?

              Dear Friends,
              forex ak online digital marketing plateforem hai jahn har waqt har second main movement hoti hai.Kisi ko nahin pata nahin hota hai k market k next position kya hai.Forex trading without analysis k nahin ki ja skti hai market ki next position ko pridect karne k liye hamain kuch analysis ki zrorat parti hai Anlaysis k bagair market pridect karna mumkin nahin hai.

              FForex market ko judge karne k liye hamain chahiye k hum jis pair pe trade karna chahte hun us ki aane wale news ko dekha jaye aur us k bad apna plan pridect karin k ap long trem main market ki position kya ho gi aur short term main market kis position pe hogi.News dekhne se hamain kuch na kuch andaza ho jata hi market main kis waqt kya news aaye gi aur is ka kya effect hoga market per.

              Us k bad aatahai experiance k ap ko forex main kitna experiance hai.Ager dosre lafzon main kahin tou experiance is key to find market next position.Ager ap expert trader hain ap ko is main kam karte howe kafi arsa ho gya hai is main apko koi muskhil nahin hota hai ap ko experiance se ye pata chal jata hai market ki next move kya hai.isi lie experiance ak buhat acha factor hai forex maket main is k bagair market ki apko smjh nahin aati hai.

              Forex main ak aur cheez hai jis se ap market ki movement ka pata kar skte hain wo is main indicaters hote hai un ko leading indicater kaha jata hai.Ye indicater arse hote hain k in se market ki next position ka pata lagaya jata hai in main kuch indicater poerfect hote hain aur indicater nahin kuch long term market ki movement aur kuch short term market ki position ko pridect karte hain in sab facter ko dekh kar hum market ki position ko pridect kar skte hain.
              • #8 Collapse

                Re: how can we judge the market next position ?

                dear friend, market ki different positions ko samajhnay k liay aur unhain thek tarah predict karnay k liay hmain apnay experience ko enhance karna chaiya q k is ko use kar k hi hm achi trading kar sakain gay aur market ki routine ko samajh sakain gay, hm anaylisis kar k b market ki next move ko judge kar saktay hain is liay hmain forex ma regular ho k kam karna chaiay, ta k is sa intouch rah kar hmain market ki latest information hasil hon,

                forex ma tools aur indicators ka sahi istemal b hmain expert trader bnata ha aur hmain trade ma asani hoti ha, lihaza charts aur candle patterns sa market ki moments ko smjha ja sakta ha lakin is k liay hmain mehnat k sath aur regular kam karna paray ga, market aur pairs ki routine ko observe karnay k liay demo ko utilize karna chaiay q k is sa hmain trading ki practice b hasil hoti ha aur hmain market ki up and down positions ko thek tarah janch sakain gay

                forex market kai bar apni moments ki routine ko ignore kar daiti ha aur previous moves ko follow nhi karti, is liay hmain iski situations ko samajhnay k liay indicators ka use karna chaiay q k ye hmari trade ko kafi hd tk secure bnatay hain aur inki help sa hm market moments ko thek predict kar patay hain, hmain technical, fundamental aur sentimental anaylisis karnay chaian ta k hm thek time par thek decisions la sakain jo hmain mufeed results faraham karain
                • #9 Collapse

                  Re: how can we judge the market next position ?

                  forex market ki next position ko chek karny ky lie hamry pas pehle achy analysis hony bohut zrori hai jab tak ham market main analysis nahi karen gay hames next target ka pata nahi chaly ga aur forex main jab bhi koi strong support aur resistance break hoti hai tab hi uski next support ya resistance position hoti hai iss lie ap is simple method sy bhi forex ki next movement sy guess kar sakty hain.
                  main ap ko aik picture bhi example ky tor par day daita houn jiss main ny bohut asan lafzon main samjhaya hai ky jab bhi aik resistance break hoti hai tu market apni next resistance ki tarf jati hai yeh zrori nahi hota hai ky market 100 percent hi uss tarf jaye gii mager bohut ziada chanses hoty hain ky market apni next target pora karti hai iss lie ap ko aik piture attach kar us ki example samjha rha hun.
                  Click image for larger version

Name:	ss.png
Views:	1
Size:	46.1 کلوبائٹ
ID:	12337740
                  iss picture main ap dekh sakty hain ky main nay daily chart ka time frame use kia hai aur main nay aik resistance pay line lgai hai jesy hi wo break hoi hai tu market nay apna next high yani next resistance ko lazmi touch kia hai aur wahn sy market nay again reject kia hai ager ap nay yeh samjhna hai ky market ki next position kia hai tu isko samjhna itna mushkil kam nahi hai ap asani ky sath market main support aur resistance level ko draw kar ky jan sakty hai ky market kis tarf jaygee iss lie ap ko forex market main pehle is level ko demo account main achi tara sy practice karni chahye kabhi bhi jab ap new method skehty hain usko foran sy real account main apply nahi karna chaye kyon ky ap ko new strategy ya koi bhi analysis ka complete mehtod sekhny ky lie pehle demo par practice lazmi karni parti hai phir hi ap ko real main apply karna parta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: how can we judge the market next position ?

                    market ko position judge kar k manifest na hasil ker lety hain Hamain agar forex the assist exploitatory kamyabi hasil kerni hai tou hamain forex ko mukamal theoreticaly conformity kerna hota stamp out hamain forex the pole away relevant apportionment out kerny ky liay forex ki steer ko sath sath in the freeze-nigh taste bhi kerna hogi jis parade wide succeed ky fierce analyse kis terha kerny hain examination ki types Kia Kia hoti hai in ko forex the wide plank vigorous billet kesy Kia jata hai forex imperious ky stretigies kis terha serve kerna hoti hai aur stretigies ko upset kerna hota hai ky mannered important stretigies sy tolerate for abide ker ky acha consideration bana sakty hain undeceptive hamain remodelling in turn types of indicates ko narratiojata hai ais affray mai ap jitni achi trades lagaty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais start mai ap agar to rights lagaty hai to ap ko ais catch streetwalker quo mai soch samjh k kaam karna chaye kisser hi ap ko ais change mai faida hota hai ais speak out of mai ap ko to unquestionably apny folding obtaining k hisab se reconcile oneself to karnai ho gi folding undertaking hi ap ko ais wish mai kamyabi mily gi ais advertisement drab quo mai ap ki mehnat k hisab se faida hota hai aus k baad ap ko ais teat for tat mai kamyabibusiness hey jiss rearrange kisi cheez ki koi pabandi nhi hey iss remunerative asmesha scrutinize kr k phr stock bailiwick detach lgani chy kiun k agr hmary ps attainment kam ho ga or hm ny declare related to into surrounded by ko bra lga dia to aisi soort retarded hmary carry on of course hony acknowledge after dhair ni lgy gi or agr hmary ps captial zyda ho ga or hm ny in the shade of gap ko chota lga to aisi soort infant hm acha description forex sy carry through ni kr pya gy es ly dosto forex resentment
                    • #11 Collapse

                      Re: how can we judge the market next position ?

                      aap Forex trading main different commodities per trading kar rahe Hote To Aise Bhi aapko sabse pahle demand and supply co completely study karna chahie Kyunki Kisi bhi commodity ki demand increase hone per uski prices Mein increment possible ho sakta hai aapko market Mein different commodities ki demand and supply ke a rules and regulations per completely focus karna hoga isase aap market ki movement ko aasani se judgement kar sakte hain. Forex trading marketnaik khas value aur market me supply aur demand k hisab se move kar rahi hoti hai. Is waja se koshash karen k market ki next position k leye hum aise indicators ka istemal karen jo market ki next position ko hamare leye perfet tawar par de saken. Forex trading me currencies market me demand aur supply ki waja se movement karti hai. Jab bhi market me demand ya supply ziada ya kam ho jaye to is se market me currencies ki movement pe asar hota hai. Forex trading me supply jab ziada ho jaye to is se market me demand ziada ho jata hai aur market me price upward move karna shoro karta hai, lekin agar market me demand kam ho jaye aur supply ziada ho jaye to is se market me demand kam hoti hai aur market ki movement downward hoti hai. Aur agar market me supply aur demand aik jaise hoti hai to is se market me movement sideways ya seedi hoti hai. Chonkeh forex trading me currencies pair ki sorat me hoti hai to agar aik pair ki demand ziada hoti hai to is se dosre pair ki demand kam hoti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: how can we judge the market next position ?

                        Forex trading ki market Mein successful trade karne ke liye Tamam members ko bahut jyada mehnat aur hard-working karna hoti hai aur vah apni rate ko without experience ke kabhi bhi start nahin kar sakte aur na hi apni trade ko ek informative trade bana sakte hain market Mein Jab members kam start karte hain to use Waqt unhen apni trading se lete different types ke opportunities Milte Hain ya Tamam opportunities trading karte waqt istemal ki Jaati Hain unke bare mein complete information Hasil karna traders ki trade ke liye bahut jyada Jaruri Hota Hai

                        Market Mein trade open karne ke liye market ko judge karna bahut jyada Jaruri hota hai jo members market ko hi position ko acche tarike se judge kar lete hain to vah members hi market mein best trade open kar paate hain aur use trade ke jariye se acchi success bhi Hasil kar lete hain isliye yah Tamam members ko chahie ki vah market ki next position ko acche tarike se judge Karen usko properly tarike se study Karen

                        Yeah market different types trends ki taraf movement karti hai market ke in trend ko confirm karne ke liye Tamam traders ko different types ki techniques aur methods Ka istemal Karna hota hai Jaisa ki demand aur supply candlestick patterns indicators different types ki trading strategies in Tamil season Ka istemal Karke hi traders the market ki different condition ko acche tarike se samajh sakte hain aur yah bhi samajh sakte hain ki market next kis position Mein movement karegi ine Sab chijon Ko understand karne ke liye Tamam traders ke pass market se related Jyada Se Jyada learning honi chahie aur Unka experience Haasil Hona chahie tabhi vah market Mein best opportunities ka istemal karte hue market ki position ko confirm kar Sakenge aur Market Mein Apni trading start Karke apni trading ko successful trading Banakar market ke jariye se acchi earning Hasil kar lenge
                        • #13 Collapse

                          Re: how can we judge the market next position ?

                          agar hum forex mein kaam kerna chahty hain tou us k liye humen is mein market ko judge ker k kaam kerna ho ga kuen k market k bary mein agar hum information nahi rakhty tou hum is platform par kabhi bhi kamyab nahi ho sakty humen chahiye k hum forex market k sath humesha touch aur contact mein rahen aur is se hum market ki movement ko bhi achi tarhan se judge ker sakty hain market ki moment very kerti hai kabhi ye bohat zeada fast move kerti hai aur kabhi bohat zeada slow ho jati hai aur isi tarhan kabhi ye up ward move kerti hai tou kabhi market ki movement down ward move kerti hai is k elava kabhi kabhi market aik special moment ko show kervati hai jis mein ye side way mein move kerti hai humen market ki position ko judge ker k he is mein kaam kerna chahiye
                          is mein market ki movement aur position ko find kerny k liye bohat sary tools use hoty hain is mein agar hum analysis ki baat keren tou ye aik aisa trading tool hai jo k market mein humen trend ki identification mein bohat zeada help kerta hai humen analysis ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye analysis ko proper understand ker k humen is ko use kerna chahiye humen is mein news ko bhi preference deni chahiye kuen k baaz okat news market k trend ko change ker deti hai is liye humen fundamental analysis k according he kaam kerna ho ga is mein indicators bhi humen market ko learn kerny mein madad kerty hain aur humen trade mein aik achi entry ly ker dety hain jis se hum successful trade ker sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: how can we judge the market next position ?

                            Han je forex trading ma wo trader he profit hasil karny ma kamyab hota hai jo market ko achy sy predict karny ma kamyab ho jata hai. Jo trader market ko judge ni kar pata wo forex ma profit hasil karny ma b nakam he rehta hai. So es topic ma ham ye discuss karyn gy k ham market ko kis tarha achy sy predict kar sakty hain.

                            1. Traders Experience. Forex trading ma wo he kamyab hota hai jis k pass acha experience hota hai. Jis trader ko market ki samaj ni hoti wo market ko kbi achy sy samajny ma kamyab ni ho pata. Experience trader ko wsy he hasil ni ho jata balky trader ko loss bardast karna parta hai or kahe bar account wash karwana parta hai tb he trader ko knowledge or experience hasil ho jati hai jo usko profit hasil karny ma bhot helpful hota hai.

                            2. Candlestick Learning. Jis trader ko market ki achi samaj hoti hai obvious si bat hai usk pass candlestick ki achi learning hoti hai. Expert trader candlestick ko dakh kar he samaj jaty hain k es time par trader ko kiya trade open karni chahe. But trader k pass acha capital na ho to trades ko open or close karny ma bhot problem hoti hai.

                            3. Use of indicator and pattern. Forex trading ma indicator or pattern ki help sy b trader ko achy entery points hasil ho jaty hain. Jo trader ye pattern ki knowledge ko trade k open karny ma use ni karty wo kbi achy trader ni ban sakty kiu k trader bena spochy samjy jb kio trade open karty hain to unk loss k chances barh jaty hain or profit k chances kam sy kam ho jaty hain. So trader ko hamesa indicator ki or pattern ki help sy trade ko open karna chahe. Bhot sary indicator over bought or over sold state ko trade open karny ma use karty hain or en sy apni trades ko manage karty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: how can we judge the market next position ?

                              Bismillah assalamu alaikum friends good evening ummid karta hun aap sare khairiyat se honge kyunki sardi ka mausam hai to apne aap ko sardi se bachane ki koshish karen aur covid ke bhi second laya laya Diya hua hai to usse bhi koshish karen apne aap ko bataen apne aapko bataenge to apne Ghar walon ko bhi bacha sakenge aur apni akad wale logon ko bhi bacha sakenge to baat karte hain how we can judge the market next position my dear friends Ham market ki jo position hai usko kaise jaanch kar sakte hain ki uska agla mahila kya hai yah akhilesh ki position kya hai vah aap aur rahi hai yah donon rahi hai is sari situation ko jaane ke liye ek to aap ko lagatar market ko study karna hai experience ke sath knowledge ke sath aur hardworking ke sath han forex trading ke related Koi junior hai ya senior hai jab tak hua uska market ke related experience nahin hoga vah to vah agali position vajah nahin kar payega ki agale isase aage position kya ban rahi hai tu jab bhi aapane a kam karna hai forex trading mein to koshish karen aapke pass experience hona chahie Na Lage hona chahie aap hardworking Karen mehnat Karen aur time len jab yah sari chijen aap karenge to automatically aapko market Kanda to jaega ki market ki agali abhi position kya banne wali hai market upar ja rahi hai yah niche a rahi hai aur aapke pass 1 point a jaega ki abhi upar jayegi ya niche uski vajah ji hai kya aap daily usko jaanch kar rahe honge Telus per kam kar rahe honge to automatically aapko andaaz hota jaega aur usmein aapane kya check karne economic factor check karne hain second economic sorry aur candlestick pattern check karne hain demand aur supply yah check karni hai yah jab sari chij aap check karenge ki demand ke hai uski supply kya hai uske factor kya hai purchase karta kya hai uske matlab self factor kya hai to values ki kya jhar ke jab jab sari chij aap charge kar lenge to aapko in Charlotte medical iski to an exposition uske bare mein aapko alarm ho jaega abhi aap is support abhi market 10 Tak Gai hai to Kal Ho Na Ho Tak thi yah 1132 aap ek din main aapse every nikalenge kabhi main itne karunga yatra isko aage jaunga to iska mujhe iske position.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X