Jaiza... Explanation of Swing trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza... Explanation of Swing trading?
    SWING TRADING STRATEGY?
    doston aaj main aapse swing trading ke related information share karunga main umeed karta Hun ki Meri information aapke liye help sabit hogi..
    SWING TRADING:
    swing trading a speculative strategy hai jis k tehat traders trading markets ka fayda uthate hue nazr aate Hain.. by picking tops and bottoms, aur traders is ke mutabik lambi aur mukhtasir positions me enter ho sakte hain...
    LENGTH OF TRADE:
    swing trading ko medium term samjha jata hai.. kyon k aam taur per positions kuchh ghanton se Chand din ke darmiyaan kahin bhi rah jaati hai, long-term traders ki himayat ki jaati hai q k traders trendss ke sath faida utha kr mukamat per in trends ko better banaa sakte hain...
    ENTRY/EXIT POINTS:
    range bound strategy ki tarah oscillators and indicators ko optimal entry/exit positions and times ko select krne k lye use kia jata h... Fark sirf yahi hai k swing trading both trending or range bound markets ko applies krti h..
    PROS AND CONS TO DETERMINE IF THIS STRATEGY WOULD SUITS TO YOUR TRADING STYLE?PROS:
    • Substantial number of trading opportunities (trading opportunities ki khatir khawa amount).
    • Median risk-to reward ratio.
    CONS:• Entails strong appreciation of technical analysis( technical analysis ko bht ziada appreciate kia jata h)
    • Still requires extensive time investment( investemnet k lye bht ziada time require hta h).


    Click image for larger version

Name:	IMG-20201123-WA0161.jpg
Views:	2
Size:	78.1 کلوبائٹ
ID:	12470592

    Note:::::: Baqi senior members b apna apna experince share kren takay jo kuch khaamian hai puri hon shukria
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

    Swing trading strategy
    Forex trading me swing trading strategy se murad wo strategy hai jis me traders market price ki top peak aur down peak pe trade open karte hen, market jab bhi kisi supply ya demand ki pressure ki waja se bohut hi ziada top ya down position pe chali jati hai to zarori nahi hota hai k market us hi position pe continue hi chalta hai bulke maximum market wahan se wapis reverse ho jati hai aur kuch reverse trend pe chalne k bad wapis wo apni position pe chal parti hai. Swing trading strategy me market me hum day trading aur scalping se mukhtalif kaam karte hen is me short term ki trading bhi ho sakti hai aur long term ki trading bhi ho sakti hai. Is waja se hamen swing trading strategy se bapoor faida hasil karte rehna chaheye.
    Swing trading strategy ki samajhna
    Forex trading me ya financial market me jab price aik khas position k hisab se move kar rahi hoti hai to ye aik trend kehlati hai, trend me ya to ye upward trend hogi ya downward trend aur ya sideways trend ho sakti hai. Trend me candle sticks aik makhsos length k hisab se ja rahi hoti hai. Aur market me ye trend supply aur demand ki waja se banti hai. Lekin agar market me achhank demand ya supply ziada ho jaye to is se market aksar breakout karke aik lambi candle stick banati hai jo k aik khas waqat k leye bohut unchi position pe chali jati hai aur us k bad market ki price wapis down hona shoro hoti hai. To is se market me swing trading formation banta hai.Click image for larger version

Name:	images (82).png
Views:	12
Size:	20.8 کلوبائٹ
ID:	12337762
    Swing trading strategy ka faida
    Financial market me ya forex trading me swing trading strategy me kaam karne se bohut faida hasil hota hai aur is me loss bohut zyada kam hota hai. Jab bhi market ki hum highest ya lowest position pe trade op3n karte hen to is se hum faide he melte hen aur market ki aksar highest point se reversal hi hoti hai. Is waja se jab bhu hum short term trading karne ka irada rakhte hen to us k leye zarori hai k hum forex trading market me price ki highest aur lowest points ko lazmi made nazar rakhen.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

      Swing trading Ek bahut hi best trading strategy hoti hai ya trading strategies 1 short term trading ke liye use ki Jaati Hai market Mein short-term trader is group newtrade ke liye select Karte Hain market Mein traders the easting trading Ka istemal Karke best result Hasil kar lete hain yeah trading strategy Ek bahut hi hai wonderful situated ji Hoti Hai Jisko trading ke liye apply kiya Ja sakta hai

      Market Mein swing trading strategies ke sath traders three popular swing indicators ka istemal Kiya jata hai moving average indicator stochastic indicator relative strength indicator swing trading indicators hote hain jinko market Mein swing trading karne ke liye istemal Kiya jata hai traders ko market Mein swing trading open karne ke liye different types ki Sewing se condition ko confirm karna Hota Hai in conditions may swing highs aur swing lowse bahut jyada importance rakhti hain ko understand karna bahut jyada Jaruri Hota Hai

      Market Mein swing trading strategies to types Mein maujud hoti hai trend trading Breakout trading market Mein trend trading open karne ke liye traders ko market Mein technical indicator Ka istemal Karna Hota Hai aur in technical indicator ka istemal karte hue hi unhen market ki momentum direction ko acche tarike se identify karna Hota Hai aap market Trend ko confirm Karke market ki swing haigh aur swing low position ke jariya se acche advantage Hasil kar sakte hain Breakout trading strategy open karne ke liye traders ko market ki Momentum trend ko confirm karna Hota Hai aur Market ki Breakout range ko acche tarike se study kar lena chahie aur inke sath traders ko sport aur distance level ka istemal karte hue market Mein price action strategy ke bare mein complete study karna chahie market Mein traders is swing trading ke sath price chart or technical indicator Ka istemal Karke Kesariya se apni trading ko successful trading banaa sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

        Han je forex trading ma kamyabi k lae trader ko market ki lazmi samaj honi chahe. Kio b strategy asi ni hai jis ma trader ko market ki knowledge k bena profit hasil ho jae. Kio b trader bena knowledge k or achi learning k kio b beneficial strategy use karny ma kamyab ni ho paty. So trader ko pehle har sorat ma priority learning ko deni chahe. Es topic ma ham ab swing trading ko further explain karyn gy or es base par kesy profit hasil kiya jae ham ye b discuss karyn gy.

        Swing trading and its importance for getting good profit. Swing trading ma trader ko market k high or low point ka wait karna hota hai jis ko ha asan alfaz ma over bought or over sold state b kehty hain. Swing trading k lae trader ko pehle achy point ka wait karna hota hai. Forex trading ma asy points bhot mushkil sy melty hain. So market ko pehle achy sy observe karna chahe. Market jb asi situation par ponch jae k es k mazeed up jany ya down jany ki sakat na lagti hu to asy ma trader ko apni trades ko open karna chahe.

        Jb market lowest point par ponch jae to trader ko buy ko trade ko open karna chahe or jb market highest point par ponch jae to trader ko sell ki trade ko open karna chahe. Jo trader low point par mazeed sell ki trade ko open karty hai or market k high point k ponchny par mazeed buy ki trade ko open kat letyn hain to unko profit hasil karny ma bhot problem ho jati hai or asy trader ka account wash hony k kareeb ponch jata hai. Trader ko hamesa apny account ki saftey ko yaqeeni banana chahe or achy point ka wait karna chahe or safe trading ko he prefer karna chahe. Jo trader aggressive trading karty hain wo hamesa loss ma he pans jaty hai or wo apna account wash karny ma khud help karty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

          forex trading main swing trading se morad wo trading hai jis main har trador apni trading ko short trerm main akrty howe trading karta hai or os main short terms ko use karty howe acha profit eran karta hai boht se trador swing main achi trading kar achi earning gain kar rahy hainforex trading main popstions trading os trading ko kahty hain jis main aik makhsos palce par raty hoye trading ki jati hai es method main trading pattern yah hota hai k hum apni trading ko long term main use karty hain or yah trading support or resistance level par rahty howe ki jati hai jub k har tradong method main hum apni marzi se rahty howe trading kar skty hain es liye hmain apni trading ko jis method main bhi karen achy profot gain karny k liye karen ta k hmain loss na ho sky market kabi be one side move nahi karti hamesha up se down aur per down se up move karti hay kesi time market bahot teez ho jati hay aur ye up down aur down up bahot zeyda fast ho jaty hey jes ko ham swing ka name dety hey jab key position trades wo hoty hey jes me ham market ko analysis karny key bad ham kesi position se trade open karny ka wait karty hey jesy hi market hamary es point ati hay ham ya se buy ya sell order open karty hey ye position ham pending orders laga kar be open kar sakty hey.

          market unki desire position tak nehi ponch jati jabky scalpers forex market main swing trading ko priority dety hain ky agar market sideways trend main movement ker rehi hai tou yeh tou scalpers ky liay best chance hota hai earning ka ky jab market support per ho tou buy aur jab resistance per ho tou sell ki trade open ker ky next support ya resistance per close ker ky profit ko secure ker lety hain aur sideways trend main market sirf support aur resistance ky darmian hi swing kerti rehti hai tou aesi swing trading sy calpers bahot acha profit bana lety hain lekin agar market aik hi trend main movement ker rehi hoti hai tou aesy time per swing trading isterha sy hoti hai ky jab market trend main movement kerty huey retracement leti hai tou wahan sy calpers trade open ker ky trend ky mutabiq support ya resistance tak continue kerty hain tou profit main hi Trade ko close kerty hain scalpers ky liay swing trading main acha profit hota hai lekin market ki position ko samjhna bhi zaruri hota hai.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

            Swing trading se related aapane bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Ki Hai Forex trading mein agar aap completely successful Hona Chahte Hain To aapko Forex trading ki complete information Hasil karna hoti hai aur ismein aapko bahut jyada advantages Hasil karne ke liye Forex trading market ke different important analysis ko clearly focus karna hota hai agar aap market Mein swing Trading properly karna chahte hain to aap market ke different important levels ko carefully understand kar sakte hain aur is per apni trading ko aasani se complete kar sakte hain no doubt Forex trading Ek Aisa business hai Jisme aap different important options ko Hasil kar sakte hain aur ismein bahut jyada profit aur benefits Hasil kar sakte hain.

            Dear agar aap market Mein swing trading Karte Hain To Aisi situation mein aapko bahut jyada time market Mein Nahin Rahana Hota aur aap short-term basis per different times mein trading Mein inter hokar Apne profit ko maximize kar sakte hain Aisi situation main aapko Hamesha market Mein low level ya FIR highest level se market Mein inter Hona hota hai aur Market ki Kuchh PIP ko apni favour Mein hone ke bad market se exit ho jana Hota Hai.

            Dear agar aap market Mein swing trading ko properly study karte hain aur ismein completely advantages Hasil karne ke liye is main bahut jyada carefully aur attentively decision-making Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada profit ho sakta hai aur aap market mein bahut Thi effective trading kar sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki market ke different timeframes ko carefully focus karte hue swing trading Karen aur Market mein bahut jyada advantages aur benefits Hasil karne ke liye consistently is per focus Karen agar aap market ke different factors ko ignore Karte Hain To aap market Mein acchi trading nahin kar sakte aur aapke liye bahut jyada difficulties ho sakti hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

              Dear forex me har trader ko is common term mtlb swing trading ka pata hona chiay kay market main jab ham trading kartay hain to hamain forex market main swing trading ka pata hona chiay kay forex trading main hamain Chiay hita hai.l Kay swing trading main support or resistance area ko zaroor madenazar rakhna chiay Apnay insta forex bonus account per aur aap ko pata hona chiay kay market main jabbhi trading karain.To swing trading per bhi buy support or sell support per stop loss zaroor dain aur forex market main movement ko he humay juge karna hota hay aur jab hum es movement ko samjh jaye gay to hum esmain jo trading kar sakty hay wo bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh es business main khoob mehnat karen tab he humari trading skill enhance hoti hay aur hum kamyab ho paty hay esmain aur forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum isy apna life swing trading ki bat ki jaye to market kabi be one side move nahi karti hamesha up se down aur per down se up move karti hay kesi time market bahot teez ho jati hay aur ye up down aur down up bahot zeyda fast ho jaty hey jes ko ham swing ka name dety hey jab key position trades wo hoty hey jes me ham market ko analysis karny key bad ham kesi position se trade open karny ka wait karty hey jesy hi market hamary es point ati hay ham ya se buy ya sell order open karty hey ye position ham pending orders laga kar be open kar sakty hey achi trade karein auur is main kam karny main bi asani ho saky ye ak boht hi best trade hai is main hamain apny experience ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is main faida ho saky ga aur market main emotion ko kabo main rakhan ho ga tab hi hum sucess hon gay aur market main apny weak points ko dekh k hi trade karni ho gi aur is main learning kar k in ko strong bannana ho ga.
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

                Dear Forex me swing trading sb sy best trading style hay is trading style main trader market main short term ka use krta hay aor is main time frames low use krta hay aor trader ko swing trading main market ki thori si movement main trading krna hota hay jaisa kah market main high impacts ka asr na ho aor market main low movement ho rhi hoti ha kabhi market thora up ka trend bna lati hai aor kabhi down ho jati hai to is thory sy up down ko smjhty howy trader forex market main order place krta hay aor thori si price movement main trades ko close kr data hai is main safe trading hoti hai agr trader is trading style main sahi experience sy trading karay aor trader ko swing trading market ka knowledge ho jaye aor is trah trader short time main aor forex market ki low moving main profitable aor careful trading karta hay aor losses bhi trading ko zyada face na hoty hain trade kar k hi hum run karein gayy aur is forex main rules ko follow karein gayy tab hi hum run karein gay aur is forex main buy aur sell karty hain tou is k bary main experince hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main is k up aur down ko mind main rakh k hi hum real main acha perform karein gay aur is forex main profit hasil karein gay tab hi hum run karein gay aur market main jab tak hum is k bary main profit hasil nai karein gay aur is forex main knowldge hsail kar k hi hum real main achi trade karni ho gi aur is say faida ho saky ga ata k loss kam karein gay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

                  Swing Trading / Concept :

                  Swing Trading market ko trade krny ky liye ek proper strategy hai jis mein market mein small fluctuations aur changes ko ignore kia jata hai aur sirf aur sirf market mein major swings ko consider kia jata hai. Is trha market mein major swing ko predict kar ky market mein ek long ya medium term entry li ja skti hai.​Aur market swing lany mein kuch ghnton ya days ka time period bhi le skti hai. Aur us major swing ky mutabiq aap market se considerable profits earn kar skty hain.

                  Profit Target / Lot Selection :

                  Swing Trading mein aap ko ek moderate sa profit target rkhna chahye aur aap ko market mein major swing dikhany ka wait krna chahye. Is trha aap market se bhut acha profit earn kar skty hain. Lrkin aap ko small fluctuations ko bardasht krna parta hai aur aap ko wait krna parta hai. Is trha aap ko Lot ki selection mein small lots rkhni parti hain ta ky aap ki trade opposite chalty huey aap us loss ko bardasht kar sken..​Aur trade ky profit mein any ka wait karty rahyn.

                  Large Capital For Swing Trading Strategy :

                  Aap ko Swing Trading strategy par amal karny ky liye ek acha trading capital maintain rkhna parta hai. Kyn ky yeh ek long term trading strategy hai jis mein aap ko losses ko bardasht karna parta hai aur aap ky account mrin Capital itna hona chahye ky trade ky profit mrin aany tak aap ka account loss ko bardasht kar sky aur trade aap ky account ko wash nah kar sky. Isi trha aap ko stop loss ki limit bhi thori zeada rkhni parti hai kyn ky major swings se pehky market opposite bhi move kar skti hai. Islye aap ka capital small hoga to aapka account wash bhi ho sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

                    Assalamu Alaikum dear friend explanation ke zarie swing trading ko market mein analysis Kiya ja sakta hai aur ham is se acha profit Hasil kar sakte hain agar Ham is knowledge or experience ko jante Hain to Ham is mein behtarin trading kar sakte hain is liye koshish karen achha kam Karen aur Forex mein behtarin trading ke zariye hai acchi earning Hasil Karen ya ek behtarin business hai jis mein Hamen bihtran profit hamare acche knowledge or experience hi Hasil hota hai aur Hamen is mein mehnat ke sath kam karna chahie Forex trading business hai jis mein Hamen daily basic pragati profit Hasil hota hai aur yah sab hamare acche knowledge par depend karta hai ki Ham ismein kitna achcha knowledge rakhte Hain hamara ismein jitna achcha knowledge hoga Ham is mein usi hisab se acha profit hustle karenge liye koshish karen achcha kam Karen mehnat Karen aur Forex trading mein kamyabi Hasil Karen Hamen har tarah ki trading ko samajhna chahie market ko samajhna chahie Ham ismein swing trading ko kis tarah se analysis karte hain ya hamare acche analysis par depend karta hai jab hamara analysis strong hoga to Ham isase achcha entry point hustle karenge aur is ke jariye behtarin trade open karke Ham ismein acha profit hasil karen ge isliye koshish karen acha kam Karen Forex ke knowledge ko sikhen ismein mehnat se kam Karen ya aap ke acche knowledge per aap ko kamyabi deta hai jo ki aap ke liye zaruri hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

                      Forex trading me swing trading strategy se Murad was strategy Hai Jisme trader market price ki top Pico down pic per trade open karte hain market Jab Bhi Kisi supply and demand ki pressure ki vajah se bahut hi jyada top Piya down position per Chali Jaati Hai Tu Jaruri Nahin Hota ke market use hi position per continue hi Chalti Rahe balki maximum market vahan Se Wapas reverse Ho Jaati Hai aur kuchh reverse friend par chalne ke bad Wapas vah apni position per chal padati hai swing trading strategy main market se Ham day trading aur scalping se Mukt live kam karte hain aur is Mein short term trading bhi ho sakti hai aur long-term ki trading bhi ho sakti hai is vajah se Hamen swing trading strategy se bahut jyada fayda Hasil karna chahie
                      Swing trading strategy
                      Forex trading Mein Ja financial market Mein Jab price Ek Hafte position ke hisab se Munh kar rahi Hoti Hai To yah Ek trend kahlati Hai trend Mein yah to aap word friend hogi yah downward trend aur yah sideway trend ho sakti hai friend Mein candlesticks 110 length ke hisab Se Ja Rahi hoti hai aur Market Mein yah trend supply aur demand ki vajah se banti hai lekin Agar market Mein Achanak demand yah supplies jyada ho jaaye to is se market Aksar Breakout Karke Ek lambi candlestick banati hai jo K A Khaas Waqt Ke Liye bahut Unchi position per Chali jaati hai aur uske bad market ki price Wapas down Hona Shuru Ho Jaati Hai
                      Advantages
                      Financial market Mein yah Forex trading Mein swing trading strategy Mein kaam karne se bahut jyada fayda Hasil hota hai aur ismein loss bahut jyada kam hota hai aur Jab Bhi market ki Ham highest ya lowest position per trade open Karte Hain To ismein Ham fayda hi Milta hai aur Market Mein Aksar highest point ke reversal se hi hoti hai is vajah Se Jab Ham short term trading karne ka Irada Karte Hain To isliye jaruri hai ki Ham Forex trading market Mein price ki highest aur lowest point ko lazmi Nazar Mein rakhen
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

                        swing trading sy market main jariye tradka layoutmaloom karteHain permanent timespan habituate aur wordy convoke habituate ke unclothed meinvahdefine ko warning Karkemaloom karte Hain. Undergo muscl large sharpenki vajah waley terrestrial beings ko notice gleam paybohatasaaniaahaasil hain. Pak Psych jargon competent additional ad Gleam rich in every direction seemly kaam kertay huay Agarhuman beings sayaisi koi ghaltiho jaey jo ghair iraadi ho aur jiss ka frolic yaspammingdono green room koi union bhi nahi ho tou switch charges ko koi masla nahihotahai.Pak kinky surrogate spot Interdict in trouble about spirit koi sequence yadistribute consist of ki jaati hai tou kablish consist of hogaihai yanahi aur woh dobara arouse ker kay consist of ker daitayhain. Aisay waqt mai 2alternatives hotay hain jissmai seniority affinity yapubliske and spurring krna haitu natter karskty hain yah leastcomplicated one functioning associate hai jo es corrosion ki wajah sebandnahi howa chalraha hai or work sponge bag and animation kar rahy hain laken eski thori drunkardehal abandon of the roguish sheer usual approach anent unfamiliar hai kbhi diligent hai jis quill greatbuying and buoying to kakarty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais province mai ap ko mehnat karni hoti hai ais feign mai ap agar lalch k jata tha ab aapko corroborate 1 month maturity dea ja raha hai is assess ko be in on ice of karo aur masjid ismein varying meet and comfort nearby hauteur tushie and administration ke artful and wish ke according ho sakta hai darling adherent superintendence abet aap ko maloom h
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

                          Pak forex trading me ya financial market me jab price aik khas position k hisab se move kar rahi hoti hai to ye aik trend kehlati hai, trend me ya to ye upward trend hogi ya downward trend aur ya sideways trend ho sakti hai. Trend me candle sticks aik makhsos length k hisab se ja rahi hoti hai. Aur market me ye trend supply aur demand ki waja se banti hai. Lekin agar market me achhank demand ya supply ziada ho jaye to is se market aksar breakout karke aik lambi candle stick banati hai jo k aik khas waqat k leye bohut unchi position pe chali jati hai aur us k bad market ki price wapis down hona shoro hoti hai. To is se market me swing trading formation banta hai bahot shukriya apka.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

                            Walekum assalam Tu all borax member kaise hain aap sab Mein ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se Honge aur apne kam ko acche tarike se perform kar rahe Honge der Mein bar Aaj aapane Hamare Sath swing trading per bahut hi Achcha topic ko discuss Kiya Hai Jaisa ki aap Sabko Maloom Hai Ki swing Ek bahut hi best strategy Forex trading ki market strategy ko bahut jyada importance Di Jaati Hai Forex trading ki market Mein Aur Bhi strategy Pai Jaati Hai Lekin swimming satellite ji sabse best strategy Hai Hamen is strategy ko acchi Tarah se study karna chah

                            Forex trading ki market Mein swing strategy ek bahut hi popular strategy hai Forex trading ki market Mein Jab trader swing reading ke sath kam kar rahe ho to unhen chahie ke vah market ki high aur low point Ka Intezar Karen Forex trading ki market Mein Milne wale in points ko bahut jyada importance Di Jaati Hai because yah point bahut hi Mushkil se Milte Hain in points ko trader ko acchi Tarah se samajhna chahie ya point se trade ke liye bahut jyada important hai Forex trading ki market Mein Jab Ham swimming trading ke sath kam kar rahe ho to Is Tarah Se Hamen Hamesha careful hi Rahana chahie Hamen Hamesha attentive hokar market Mein trading Karni chahie

                            Jab Ham swimming trading co study Karte Hain To Hamen ismein Hamesha Achcha advantage hi Milta Hai swimming trading Karke Ham apni trading Mein Achcha Se Achcha profit Hasil kar sakte hain Suman trading ke related Hamen complete knowledge Hasil karna chahie Uske bad hi Hamen market Mein swimming training Karni chahie Hamen market ke rules and regulation ko acchi Tarah se follow karna chahie aur Hamen market ka analysis karna chahie market Ka analysis ko perfect Banakar Hamen market Mein entry leni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza... Explanation of Swing trading?

                              Assalam o Alaikum!

                              Umeed karta hu Sab Bahi Kheriat Say hu gay Or Acha profit Gain Kar Sakty hu gay.Swing trading Long term main Ati hai or Aise Trading main Trader Boat Long Time Kay liy aapni Trades Ko Hold Rakty hain.Aisy Traders Market Ka Analysis Be Long Time Frame Main karty hain Ku kay 1 Hour or Minutes Kay Chart par Long Term Trading nahi Hoti .Long term Trading Kay Liyaa ap Ko 4 Hour Say Above Time Frame per Apna Analysis Karna Hota hai Or Aisy Analysis Kay liy aap ka Knowledge Or Fund Be Boat Zada Hona Chaye Ku kay Big Time Frame Ko Trade karny Kay liy aap ko market Main Or Every Trade Main Risk Be Boat Zada Lyna Hota Hai Tabi aap ap Successful Long Term trader Ban Sakty hain.Or Acha profit Gain kar Sakty hain.Mew Traders Ko Start Main long Trading Per he Focus Karna Chaye Or Short Time Ke Trading main Risk nahi Lyna Chaye. swing trading strategy aik medium term trading strategy hai jis ma ap apni trades ko aik din sy week tk hold kr skty ho
                              is ma jo time frame use hita hai wo h1 sy 4h hai jo aam tor py acha result deta hai
                              as a swing trader apka concern aik single move ky sath hota hai is ma
                              .. buy support
                              ..sell resistance
                              ..trade breakout
                              ...trade pullback
                              .....trade bounce moving average
                              is ma apko Technical data aor isky concerned analysis krna hota hai e.g. support and resistance, candlestick patterns and moving average.

                              is strategy ky faidy
                              is ma apko har time market ko dekhna nhi prta
                              zeyada trading opportunity hoti hai
                              is ma apko trend ky leay zeyada maghz nhi khapana prta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X