Ye Review "Extension Board" pe Mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review "Extension Board" pe Mabni hy
    Assalamu alaikum. Ummed karta Hun ke tamam forex members khairiyat se honge. Aj ka hamara topic extension board hy. Extension board jyadatar har Ghar mein Hi use Kiya jaate Hain. Jaisa ke ap sab yah jante Hain ki extension board ko electricity ke through connect Kiya jata hai aur electricity ko board ke through extend Kiya Jata hy. Bohat sare designs and shapes ke extension board market mein available hain.Extension board ke bahut sare advantages hai jo ki main aapse share karne ja raha hun.

    Advantages.
    Extension board ka sabse bada advantage yah hai ki extension board ke through electricity ko extended kar sakte hai. Extension board ka advantage ye Hy k isko use karte howe hum different electronic item use kar sakte hain, jesa k Ghar mein ya room mein socket mein hum ise connect karte hain aur wire ke zariye board hall mein ya lawn Tak le Jaye hain aur washing machine use karte hain kyun k waha pe electricity board available nahi hota. Iski wire Bohat lengthy hoti hy jiski wajha se hum Jahan chahen extension board le ja sakte hain aur apne kaam Kar sakte hain. Iski different qualities aur length market mein available hai aur iske sath sath different socket ke extension board bhi available hain market mein. Agar ap ne heavy power ya high voltage ki electronic products extension board ke sath lagani ho tu apko achi quality ka extension board lena chaye jiski wire bhi high quality ki hoti hy.

    Disadvantage.

    Extension board ka sabse bara disadvantage ye Hy ke iski quality achi na ho tu ye short circuit kar Jata hy jiski wajha se hamare electronic item jal sakta hy aur hamare ghar ki wiring ko bhi nuksan ho sakta hy. Extension board mein agar Pani Chala Jaye tu bhi ye jal jatay hain aur kharab hojate hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot;Extension Board&quot; pe Mabni hy

    ye review extension boad par mabni hy, jesa k aap sab ko pata hy k ye pkori dunya majn aik buhat he kaam ke cheez hota hy for example agar aap building sy out side kahin bijli kaa kaam kar rahy ho to aap ko extension sy he kaam chala parega Q k extension k baghain aap bijli kaa kaam building sy zyada distance main nahi kar sakogy, agar extenaion na ho to aap bijli kaa kaam nahi kar sakty Q k bijili ke conmection loug sirf building k andar he lagaty hain. Dosto extension main loug zyata tar aisy machine use karty hain jis k sath swith ho two pir aur 3 pin waaly, aksar wxtension company sy tyar bany hoty hain jo loug khareeb karcistimal karty hain aur baaz loug khud sy banaty hain jis ke safety itni zyada nahi hoti aur khatry ke baat hoti hy aisy extensions ko use larna.

    Advantages
    Extension board electrical board hota hai iska fayda hi hota hai ki yah Ham Ek Badi cablecom Ek board ke sath connect Karke Dur Lekar Ja sakte hain matlab Hamen Jahan electrical ki jarurat hoti hai agar hamare pass koi bhi electrical main switch is carried Na Ho To uske liye Ham extension board ka istemal karte hain extension board jyadatar market mein lahsun mein aur jo bade bade mobile centres hote hain inmein istemal hota hai Kyunki vahan per main switch board sirf ek hi Laga Hota Hai aur extension board Aage bahut Sare connections ko electric dene ke liye bahut behtarin rahata hai.....

    Disadvantages
    Doston Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Har EK chiz ke jitne fayde hote hain use Tarah Sath Sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain esii Tarah extention board ke bich Kuchh nuksan Arth hai pahla ya Ke Jab Ham extension board cable ki madad se Aage electrical power shift Karte Hain 2 Akshar extension board mein Main bijali shortages a Jaati Hai Jiski vajah se extension board Jal Jaati Hain aur dusra Ja Ke extension board ka cable bahut jaldi Puri ki puri WhatsApp Mein Jal Jaati Hain Is per Jab Bhi load jyada padti hai to ja Jal Jaati Hai.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

    اب آن لائن

    Working...
    X