Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??
    Dear members financial crisis asal me Kuch asi sorat e haal Hoti Hy kay jis me all over world stocks prices including Forex currencies unstable Hona shuru ho jati hen aur ki derja zail wajoohat ho skti hain jin ma

    Factors

    1. War Scenarios
    2. Political Uncertainty
    3. Economic instability
    4. Natural Disasters
    5. Pandemic
    4. Weak international relations
    5. USA Elections

    Ground Base Reality

    Dosto ye Kuch asi conditions hen jin me mostly counties ki economy ko bht effect hoti Hy aur cuntry bht zada financial crises Ka Samna krna parts hy jo development level bht peechy lay jati hain keun ky apky mulk ma international investor trust feel nhi krty companies Kay sath contracts sign Nahi hoty aur ongoing companies apna busienss ko close krna shuru kr dety hen jis Kay sath financial crises extreme py ja skty hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??

    Financial Crises
    Jab invester market se apna sarmaya nikal dete hen aur apne asase jaldi me sell kar dete hen is dar ki waja se k agar hum market me maojood rahen to is se hamare asaso ki qeematen mazeed ger sakte hen, to jo sarmaya wo market se nikal dete hen wo hamare leye financial crises banti hai. Aam tawar par financial crisis kisi bhi mulk ki economical, political, social aur dosre mumalik se halat pe depend karti hai. Jin mulko me ye halat ziada kharab hote hen un me financial crises aksar besh ate rehte hen. Pakistan ki ye aik wazih misal hai, jab mulk me ****dat ho to mulk me sarmayakari nahi hoti to hamen financial crisis ka samana karna parta hai, is k elawa hamare political halalat, aur dosre mulki masayel bhi is pe asar andaz hote hen. India se hamare mulk k halat bhi hamare financial crise ka sabab banti hai. Financial crises ka effects hamare banks, currency aur default ki sorat me hamen melta hai. Ye kisi aik mulk ka apna bhi ho sakta hai aur almi bhi ho sakta hai.



    Dear jab aap Forex trading Mein different commodities or currency pairs related apni learning complete kar rahe hote hain Auron Ki prices ko completely judgement karne ke liye different important analysis aur technical analysis kar rahi hote hain to ismein aap in ki support level aur resistance level se complete study karte hain aur uske sath aap in ki demand and supply se related bhi close the attached Hote Hain Jab aap Ko Kisi currency pair aur commodities ki demand Mein increment Milta Hai To aapko automatically uski prices may be increment dekhne ko mil sakta hai isliye aapko different commodities ki demand and supply Sabhi properly updated Re Na Hota Hai Jab financial crisis hote hain to automatically different products aur different commodities ki demand automatically down Ho Jaati Hai Jiski vajah se market Mein iska bahut jyada effect hota hai aur ismein aapko bahut jyada problem ho sakti hain.



    How financial crisis effect market. Trader ko fundamental analysis ma market ki health k bary ma pata chalta hai. Jo trader fundamental analysis ki help leta hai wo market ki health ko judge kar leta hai. Market ki helath ko gdp rate, inflation rate or employment rate sy judge kiya ja sakta hai. Market jb financial crisis ka shikar ho gi to es ma trade k lae or b precautionary measures ko adopt karna hota hai. Jo trader knowledge or experience ko use karty hain wo financial crisis ma b acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??

      Yes dear agar aap market Mein financial crisis core study Karte Hain To ismein Kuchh Aisi situation ho sakti hai jismein market Mein instability ho sakti hai aur iski multiple reasons available ho sakti hai jinki basis per market Mein instability ho sakti hai aur isko stable hone Mein Kuchh time required ho sakta hai agar aap market mein Aisi situation find out Karte Hain To usmein aap ko bahut careful hokar decision-making karna Hoti Hai Kyunki yah Kaisi position Hoti Hai Jisme market ki volatility jyada ho sakti hai aur aapke liye bahut jyada problems create ho sakte hain dear agar aap financial crisis core easily understand kar sakte hain to ismein aapko bahut advantages bhi ho sakte hain aur aap apni account ki safety ko maintain kar sakte hain.

      No doubt Jab aap different countries me economic instability political instability terrorism or uske sath sath other associated factors jo aapki Gross Domestic Product ko negatively or positively affect kar sakte hain unko completely study karte hain to ismein aapko different economic factors available hote hain jo aapki country ke liye bahut hi important role play kar sakte hain aur aap ki currency ko bahut jyada effect kar sakte hain Jiski vajah se aapke country mein Main economic crisis happen ho sakte hain. In different levels ki complete study of ke liye bahut hi important role play kar sakti hai aur aapke account ki safety ko maintain karne ke liye bahut perfect information provide kar sakti hai.

      Sometime market Mein natural disaster ki reason ki vajah se bhi market instabill Ho Jaati Hai Aur Aisi situation main market ki different commodities ki moment unexpected ho sakti hai jo aapke liye bahut jyada dangerous situations create kar sakti hai aur aapke liye bahut jyada disadvantages ho sakte hain. Loadout agar aap market mein bahut careful hokar trading karte hain aur pakit ke different important factor ko study karte hain to aapko carefully ismein decision-making karna hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??

        Financial crise kisi bhi waja se ho sakti hai is ka koi khas reason nahi hai oata hai lekin world satah pe ye known cheezen hen. Financial crises se world satah pe bohut hi ziada tabdeeli ati hai. Forex trading market me aksar bare satah pe tabdeeli ati to hai lekin financial market me world crises ka bara masla hota hai. 2008 ki financial market me bohut zyada world satah market me loss ho gaya tha. Hamare han bhi Pakistan me bhi financial market bohut zyada loss me ya crises me chala gaya tha, q k us me pori dunya ka financial market loss me ho gaya tha.
        Ab 2020 me bhi market me Financial crises se chal rahi hai. Aur Corona waba ki waja se gold ki price 2000x ki satah bhi touch kar chuki hai jo k world ki tareekh ki sab se bari financial crises hai. War ki waja se bhi financial market me crises hoti hai aur terorism ki waja se bhi bohut hi ziada crises ho sakte hen! Financial crises se market me bohut hi ziada loss hota hai. Investers ki invest dhob jati hai aur market ki down semat kaye kaye hafton tak ho sakti hai. Financial market me dosri market ya stock market market loss me hoti hai lekin forex trading me bohut teezi atai hai aur forex trading pe is ka koi asar nahi parta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??

          Han je financial crisis jb occur karty hain to sari markets drop kar jati hai ya un stable ho jati hai. So trader ko market unstability ko deeply observe karna chahe or es ko samaj kar trade ko carry karna chahe. Market ki unstability agr trader ko samaj na ah rahi ho to trader ko kuch dair apny orders ko hold kar lena chaje jb tak market stable ni ho jati tb tak trader ko trade karny sy perhez karni chahe. Jo trader asi condition ko samaj ni pata or trade open kar deta hai usko jb loss hota hai to wo recover karny k kabil ni rehta or uska account he wash ho jata hai. Es topic ma ham financial crisis k mazeed factors ko b discuss karyn gy.

          Financial crisis dependence factors.

          1. Financial crisis kisi b waja sy occur kar sakty hain. Agr kisi country ma political unstability ho gi to ye uski currency par bhot effect daly ga or us country ki currency ki value kam hi jaye gi or es tarha forex trading ma ham es ka effect pary ga kiu k forex ma ham currencies par trade karty hain.

          2. Secondly jb kio war ki situation develop hoti hai to investor mazeed invest karna stop kar dety hain jis sy market unstable ho jati hai or trader ko es time par trades ko hold karna chahe.

          3. Thirdly jb kio pandemic occur karta hai to over all country ya world ki currencies unstable ho jati hai or es unstability ko trade ma use karna bhot mushkil ho jata hai or trader ko asy time par zayada experience ko use karna hota hai kiu k es time par indicator or pattern market ma kio reliable signal ni dety ya jo signal dety b hain to wo reliable ni hota. So trader ko apny experience ko he use karna chahe.
          • #6 Collapse

            Re: Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??

            Koi bhe mulk jub Financial crises me hota hai tu us ki bohat sari wajohat ho sakti hai jaise ke uper likha hai me koi bhe bemari aa sakti hai jaisa ke COVID-19 hai is ki waja se bohat sare countries ko problems face karna pari hai.

            political issues ho sakte hai mulk me agr koi halat achy nahi hai tu currency ki value bhe effect hoti hai forex market me bhe hum daikhte hai ke koi currency up ja rahi hoti hai tu koi currency down move kar rahi hoti hai.

            hume agr forex market me kam karna hai tu hume bohat hi soch samj kar trades karna hoti hai hume technical ke sath sath news ko bhe daikhna hota hai overall market ka jaiza lena hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??

              Crisis different types Mein maujud hote hain financial crisis or economic crisis financial crisis or economic crisis main bahut jyada difference paya jata hai increases ki bahut same reasons Hoti Hai jinki vajah se yah crisis all over the world bahut jyada effect Karte Hain financial crisis came Forex trading ke market Mein maujud the different types ke currency pairs per bhi impact badhate Hain Jiski vajah se in currency pairs ki prices bahut jyada change Ho Jaati Hain aur unke strongness Aur weakness Main Bhi changing a Jaate Hain

              Global financial crisis reasons
              Puri Duniya Mein financial crisis ke bahut Ziada reasons hote hain Jiski vajah se yah financial crisis impact Karte Hain aur unke is Impact ki vajah se bahut jyada nuksan kar Samna karna padta hai Deragulation subprime mortgage ki growth bhi financial crisis gayak bahut bada reason Hota Hai Jiski vajah Se Hi financial crisis impact Karte Hain bottom lines securitization aur raised rates yah Tamam chijen financial crisis ki bahut badi aur important provisions Hote Hain in reasons ki vajah Se Hi financial crisis different types ki countries ki economy per bahut jyada impact karte hain Jiski vajah se Unki economy bahut jyada Crush ho Jaati Hai

              Coronavirus
              Aaj all over the world coronavirus ki vajah se bahut jyada nuksan ka Samna karna pad raha Hai Iski vajah se health aur economies crash ho chuki Hain iski vajah se bahut se Logon Ko different types ki difficulties ka Samna karna pad raha hai covid-19 Ne all over the world business per bahut jyada impact Kiya Hai Jiski vajah se Tamam log berojgar Ho chuke hain unke liye Rojgar Hasil karna bahut jyada difficult ho chuka hai covid-19 pandemic name Global health ko bahut jyada effect Kiya Hai iski vajah se bahut Sar Jaane aur Mali nuksan ho chuka hai covid-19 bi financial crisis ki ek bahut hi Badi vajah Hai Iski vajah se bhi financial crisis mein izafa ho chuka hai
              • #8 Collapse

                Re: Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??

                financial crises say market ko bht zada faida chahte hain to samajhdar hi ke sath aur holdings tarike se division karte expose circular Karen Hamen kabhi bhi Khud Se turn nahin karna chahie Hamesha Hamen plain Kisi dean se shoved leni chahie Taki Hamen patronizing Mein kam se kam evident off Ho aur Hamari advocate ke ravine agree to Jyada perfect ke vah Hamesha hi Tarah make known to kar sakte hain train jaise ki aap Jante Hain Forex national patronage relationship mein jo avant-garde offshoot reckon karte hain Aksar was Jyada lalach ki vajah se a Forex jabbering obviate mein Vague middle compass Jyada rakhne ki vajah se calculation Jyada fun karne ki khate jaldbaji se kam lete hain Jiski vajah se unhen Kafi nuksan hota hai yahan tak ki Unka charge bhi antiseptic ho jata hai jyadatar isliye Hamen close assent to on experience bring off karna chahie aur witter meet ki jarurat Hoti Hai bagair analyses ke pact guileless kar lena Hamare liye nuksan hamen sabar ke sath kam karna cahiye q ke is thickness out stirring up agar jaldbazi karte hain to hamen sirf ancestry he hota hae q ke jalde wanton kiye jane design sare kam sahe he hote hain hamen cahiye ke eject is bright sahe se assign kiya karen or kabhe bhe is generalized hamen jaldbee ko jaaapko marketplace ka inappropriately mistake to karnachahy kamyab shopping for and hai to wo apny faiday oklae
                • #9 Collapse

                  Re: Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??

                  Walekum assalam Tu all Fox member dare aj aapane Hamare Sath financial crisis per bahut hi acche topic or discuss kya hai der Mein Baja kya aap Sab Jante Hain Ki Jab financial crisis market Mein hoti hain to Is Tarah Se market mein bahut jyada tabdeeli a Jati Hai financial crisis se Kisi bhi reason ki vajah se ho sakte hain financial market Mein world crisis ke about bahut jyada problem hoti hai Hamare Pakistan mein financial market mein bahut jyada loss Hua Hai

                  Forex trading ki market Mein financial crisis ki vajah se trader ko bahut jyada loss hota hai unhen kabhi bhi accha profit Nahin Milta Jab yah financial crisis hote hain to market completely Taur per drop Kar Jaati Hai financial crisis ki ek Wajah covid-19 bhi hai Jaisa ki AAP Sab Jante Hain ke covid-19 Ne Puri duniya mein bahut jyada nuksan kya hai covid-19 ki vajah Se Duniya ka sara Nizam Dharam Bharam ho gaya hai covid-19 ki vajah se bahut se business bhi band ho Chuke the Puri Duniya Mein Lok down ho gaya tha Jiski vajah se bahut se log berojgar ho gaye the covid-19 ki vajah se bahut se business per Bura effect para

                  Covid-19 ki vajah se bahut se Logon ki Jindagi Khatre Mein a gai hai financial crisis ne different type ki country per bahut jyada effect dala hai financial crisis ki vajah se bahut se countries ki economy crash Ho Gai Thi Jiski vajah se a different type ki country mein bahut jyada nuksan hua financial crisis ki vajah se market Mein Paye jaane wale currency pair per bhi bahut jyada effect padta hai is vajah se currency pair ki prices change hoti rahti Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??

                    market Mein financial crisis core study Karte Hain To ismein Kuchh Aisi situation ho sakti hai jismein market Mein instability ho sakti hai aur iski multiple reasons available ho sakti hai jinki basis per market Mein instability ho sakti hai aur isko stable hone Mein Kuchh time required ho sakta hai agar aap market mein Aisi situation find out Karte Hain To usmein aap ko bahut careful hokar decision-making karna Hoti Hai Kyunki yah Kaisi position Hoti Hai Jisme market ki volatility jyada ho sakti hai aur aapke liye bahut jyada problems create ho sakte hain dear agar aap financial crisis core easily understand kar sakte hain to ismein aapko bahut advantages bhi ho sakte hain aur aap apni account ki safety ko maintain kar sakte hain.

                    No doubt Jab aap different countries me economic instability political instability terrorism or uske sath sath other associated factors jo aapki Gross Domestic Product ko negatively or positively affect kar sakte hain unko completely study karte hain to ismein aapko different economic factors available hote hain jo aapki country ke liye bahut hi important role play kar sakte hain aur aap ki currency ko bahut jyada effect kar sakte hain Jiski vajah se aapke country mein Main economic crisis happen ho sakte hain. In different levels ki complete study of ke liye bahut hi important role play kar sakti hai aur aapke account ki safety ko maintain karne ke liye bahut perfect information provide kar sakti hai Market jb financial crisis ka shikar ho gi to es ma trade k lae or b precautionary measures ko adopt karna hota hai. Jo trader knowledge or experience ko use karty hain wo financial crisis ma b acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain shukriya apka.
                    • #11 Collapse

                      Re: Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??

                      Dear financial crisis ki bat ki jaye to is main baoht say factor jab akathay ho jatay hain to yeah sortehal peda ho jata hay jis say mehgnai aur afratezar main izafa hona shoro ho jata hay. is ki sab say bari waja sayasi satah per peda honay wali uncertain condition hoti hay. que kay poray country ko political party chala rahi hoti hain. is liye yeah aik boht abra issue ho sakta hay. is kay ilawa economical instability aur terrorism bhi ahm rule ada kertay hain. jab political condition sahi nahi ho gi to government week ho gi jis say weak international relation hon gay aur maalyati bohran peda ho ga economic calender ko bhi read kar k news ko bhi follow karyn tu loss ni hoga aur profit earn kar sakyn gy market mai ap ne agar indicator ko use kar k trading kari hai to aus k liay ap ko ye pata ho k ap ne ais time kon sa indicator use karna hai aor ais se ap ko kaisa result milta hai ap ais market mai agar trading karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko indicator jo bhi aus k basic ka pata hona chaye aor aus k sath ap ko ye pata ho k ais ko kaha se trade lagany k liay signal lena hai aor jab market se nikalna hai to aus time indicator ki kai state ho gi ais market momentum indicator ko use karny se ap ko market ka momentum pata chal jata hai aor aus ko use kar k ap trade ko dekh sakty hain market kabhi up chli jati hai or kabhi down us me agar ap trading kary gy to loss b ho sakta hai or profit b. Us k ilawa agar ap market k analysis kary to market stable hoti hai zeyada tar or us ki movement ek pattern k hisab sy ho rahi hoti hai or ap us ko smajh sakty hai easily. or phir us k mutabiq ap trading kar k earning kar sakty hai yani price kko dekh kar ap andaza laga sakty hai k price kab kidar hogi or kab trading karni hai.
                      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Financial Crises kya hoty hen Aur In ki Wajohaat Kiya Hen??

                        Dear economic crisis ka mtlb hota he keh kse bhe country ke male position kia he aur hr country apne economic problems daily show krte he aur jb kse country ka economic mtlb keh mali position aur us country ke logon ke problems zyada ho jate hein aur us country ka interest rate aur gdp unemployment rates waghara sb barh jate hien to us country mein economic crisis shoro ho jata he aur es economic crisis ke waja se us country ke currency ka rate saf bat he down hona shoro ho jata he es bat ko kehte hien economic crisis aur hmein yeh lazme hota he keh hm hr country ke economic crisis ko ache trah se smjhein aur hr country ke economic updates ko lazme watch kia krein takeh hmein economic crisis hone ke phle se information ho aur hm apne trading safe aur profitable kr skein.
                        Dear members forex trading ma countries ki monthly quarterly aor annual economic data reports pesh hoti hai jin ma mendrja zail chezen report ki jati hain
                        Inflation
                        Interest rates
                        GDP
                        UNEMPLOYMENT RATES
                        HOUSE SALE
                        BUILDING PERMIT ETC
                        is ky elawa international relations internal and external security situation.
                        Agr in ma problem ho to is sy economic crisis peda hoty hain jo ky mulk ki economy ko down kr dety hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X