Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading
    Dear Friends,

    OPEC Introduction

    OPEC mtlb (Organization of the Petroleum Exporting Countries) pori dunya kay 14 Crude Oil (Khaam Tail) produce karny waly mumaalik hen jin ki aik centralized ki organization hy jo vienna aurstia country me based Hy

    Purpose

    Is organization ka maqsad in countries kay darmiyan rabita rakhna, global oil ki demand aur supply ko check aur control karna aur petroleum ki prices ko increase/decrease karna ha.

    OPEC Meetings

    OPEC meeting saal mein 2 dafa hoti hain, is kay ilawa hangami tor par bhi meetings bulai jati hain. OPEC kay kisi bhi faislay ka Oil ki prices par bara gehra asar hota ha. Agar OPEC oil ki supply ko barha deta ha to ye oil prices kay liye negative hota ha aur oil prices gradually kam hona start ho jati hain. Isi tarhan Oil ki supply agar kam kar day to is se Oil ki prices barh jati hain.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading

    Dear asal me OPEC Ka bunyaidi kaam yeh hai ke woh oil ke banalaqwami market mai supply aur price ka taazan qaim kary tak ke oil bechnay waly aur khareedar mumalik iss mai taize say price up ya down honay say mutasir na hon OPEC oil market ke prices ko musalsal monitor karte hai aur iss ke supply ke hawaly say faisay b karti hai jis ke waja say market mai prices oper ya neechay hoti hain . OPEC ke elawa b kafi sary mulik hain jin ka oil ke supply aur demand ko increase karny aur decrease karnay mai important role hai . OpEC mai 15 mumalik shamil hai jin ma baray oil exporters shamil hain , Iss kay rukam mumalik mai Algeria, Angola, Congo, Ecuador, Equatorial Guinea, Gabon, IR Iran, Iraq, Kuwait, Libya, Nigeria, Qatar, Saudi Arabia, United Arab Emirates aur Venezuela shamil hai oil Kay business ki bunyad supply or demand main hoti hai jub k har business main yahi fact paya jata hai k jub demand barhti hai tu supply main bhi izafa hota hai or jub demand main kami waqiya hoti hai tu supply main bhe asar andaz hota hai jesa k kisi bhi kam ka bhatr time wo hota hai jub oski suplly main izafa ho aha ho esi traha forex trading main oil k pair main bhi yahi sort e hal pai jati hai jis main hum apni trading ko es base main karty hain k jub market oil k pair main achi movemnt main chal rahi ho tu tab hum os main trading kar skty hain es se yah hota hai k hmai acha bonus or profot mil jaata hai OPEC ki meeting ksi final result pay a jay aor oil ki price ka tayuen kar lain phr oil main trading karny chhy aor oil ki news aor oil ki information trading ko phly say fully hona chhy aor jb oil ki trading krain oil kay world level kay demands aor supply ka levels ko must smjhain aor oil ki price movement aor clear trend ko smjh kar trading oil main karna trader ko thek rahta hay
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading

      OPEC meeting se related apni bahut hi unique information Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab aap market Mein Forex trading Mein crude oil per apni trading kar rahe hote hain to ismein aapko is meeting se related properly updated Haryana hota hai aur Jab Bhi Koi news is related expected hoti hai to aapko market Mein crude oil per trading bahut careful hokar karna Hoti Hai Kyunki Jab Bhi market Mein is related Koi news Aati Hai To iska market per bahut jyada effect ho sakta hai aur crude oil ki prices per iska bahut jyada effect hone ki vajah se aapko nuksan bhi ho sakta hai.

      Forex trading me agar aap crude oil per trading kar rahe hain To Aisi situation main aapko different important factors ko bahut clearly understand karna hota hai aur ismein aapko bahut careful hokar trading karna hoti hai agar aap market Mein is commodity trading Karte Hain To sabse pahle aapko demand and supply se related complete information Hasil karna Hogi aur uske sath aapko yah Idea Hona chahie Ke Jab Bhi aap is commodity per trading Karte Hain To ismein every month iska contract Khatam hota hai jo around 21st of the each month hota hai aapko bahut careful hokar iski trading karna Hoti Hai Kyunki Jab iska contract gross hota hai to aapki trade automatically close ho sakti hai.

      No doubt Agar aapka account balance 100 US Dollars ka hai aur aap crocodile per minimum lot ke sath trading Karte Hain To ismein aapke account ko completely security available ho sakti hai aur aapke account per margin call receive Nahin ho sakti agar aap 0.01 ki lot size set Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada profitable activities complete karne ke liye different important analysis Mil Rahe hote hain aur aapko bahut jyada profit hone ke charges ho sakte hain isliye aapko Hamesha yah Koshish Karna chahie ke Forex trading Mein crude oil per trading karne ke liye ek Achcha account balance aur minimum lot size ki selection honi chahie aur uske sath sath OPEC ki meetings aur is se related different news sa close attach rahen.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading

        Ji dear ap nay aik acha topic bian kia hay. Waqie ager trader business and economic meetings kay data per ghor kary ga to isko forex main trading kay liye kafi help mily gi aur isko kisi diqat ka samna bhi nai karna pary ga. Specially jab ye news ya reports aisy data per mabni hon jo kisi aik ya zaid major pairs kay bary main hon.

        Oil ki value ka koi inkar nai kar sakta. Oil aik aisi commodity hay jis ki all world main har kisam kay halat main zaroorat hoti hay. Chahy woh energy sector ho ya koi aur, oil ki value barqarar rehti hay. Jab keh iska production increase ya cut, demand and supply concern aur price increasing and decreasing bhi kafi ehm hay. Ye sab mamlat khud ba khud he nai hoty yani koi mulk apni marzi say production increase ya decrease nai kar sakta aur na he woh price increase ua decrease kar sakta hay.

        Role of OPEC.
        OPEC aik world wide organization hay jo OIL commodity ki production,supply and prices ko control karti hay. Iska maqsad sirf yehi hay keh woh OIL jaisi valuable commodity ka effective use ensure kar saky. Ager koi producer country hay to usko aik limit assign kary keh ap nay itni production karni hay, jab keh oil ki export and imports per bhi nazar rakhty huye iska supply and demand balance maintain rakhna hay ta keh inki prices main bhi tawazan reh saky. Ye sab aik meating main decide hota hay jo keh periodically hoti hay aur is ka oil production and prices per har dafa gehra asar parta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading

          OPEC
          OPEC (Organization of the Petroleum Exporting Countries) oil production karne wale wale mumalik par mushtamil aik tanzeem hai jo k world satah pe sab se ziada oil ki production karta hai. 2018 ki aik report k mutabiq 13 member pe mushtamil OPEC tanzeem dunya ki khul 81.5% pi oil produce karti hai. OPEC September 1960 ko Iraq me maghreze wajood me aya aur OPEC ka sadar daftar 1965 me Austria k sheher Vienna me banaya gaya. aghaz me OPEC me sirf 5 mumalik Iran, Iraq, Kuwait, Saudi Arabia, aur Venezuela shamil they lekin ab us ki tadad 13 tak pohunch chuki hai jis me Algeria, Angola, Congo, Equatorial Guine, Gabo, Iran, Iraq, Kuwait, Libya, Nigeria, Saudi Arabia, United Arab Emirates aur Venezuela mumalik shamil hen. OPEC me sab se ziada power Saudi Arabia k pas hasil hai aur kisi bhi point ko vato karne ka haq rakhta hai.
          OPEC+ (OPEC plus)
          Agar OPEC organization k sath OPEC plus ka nishan ata hai to is ka matlab hai k is me Russia bhi shamil hai. Russia bhi bohut ziada oil produce karta araha hai aur is ka bhi almi mandi pe bohut hi ziada asar parata hai. Aajakl k Corona situation me ziada tar meeting OPEC plus mumalik k darmeyan me hi ho rahi hai.
          Crude oil trading
          Crude oil energy family se taluq rakhne wala aik commodity hai. Aur Corona waba se pehle jab bhi dollar weak hota tha to crude oil ki prices me izafa hota tha. Aur jab bhi dollar strong hota tha to crude oil ki prices down hona shoro ho jati thi. Crude oil ki qeematon me ziada masla corona waba ki waja se aya, jab bhi pori dunya me lockdown hona shoro ho gaye to us waqat market me Crude oil ki prices negative level me chali gaye thi, lekin ab ahesta ahesta se dunya me logo ki normal life ki taraf wapasi ho rahi hai, jis se market me crude oil ki qeematen wapis apni porani position pe ja rahi hai. Crude oil pe trading se pehle lazmi hamen international satah pe market pe fundamental anasir (like Corona) ki situation k bad market me OPEC mumalik ki meeting ka result b study karna chaheye, agar OPEC mumalik ya OPEC plus mumalik kisi meeting me Crude oil ki production kam karne ki baat karte hen to hamen sajhna chaheye k ab market me crude oil ki prices me izafa hoga. Lekinagar wo production ki kam karne ki bajaye production continues ya production ki barhane ki baat karte hen to is se market me Crude oil ki prices down ho sakti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading

            Yes forex trading ma bhot sary asy methods hain jin sy ham apni trading ko better bana sakty hain. En components ki trader ko agr knowledge hasil ho jae to profit hasil karny ma asani hai or es knowledge ki base par account b wash hony sy bach jata hai or ye safe rehta hai. Trader k pass balance ho ga or uska account safe ho ga to wo mazeed trades ko open karnyk kabil hota hai. Jo trader apny account ki saftey ko yaqeeni ni banaty wo kbi kamyab ni ho paty. Es topic ma ham ye discuss karyn gy k kis tarha opec meeting sy ham crude oil par achi trade kar sakty hain or profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain.

            What is opec and its main purpose. Opec ka matlab hai orgainzation of exporting countries. Ye orgainzation different occussain par meet karti hai or oil ki production or export k bary ma discuss karti hain. Es organization ka main maqsad ye hota hai k smooth oil production or export ko jari rakha jae. Es orgainzation ka ik purpose ye b hota hai k etna he oil produce kiya jae jetna sb countries ki zarurat hai. Kiu k agr oil zayada produce ho ga or eski consumption kam ho gi to ye market ma over supply ho jae ga or es ka rate decline kar jae ga.

            Trader and minutes of opec meeting. Trader ko opec meeting k minutes ko read karna chahe or ye note karna chahe k oil ki production ko cut kiya giya hai ya enhance kiya giya hai. So agr production ko cut kiya jae to trader ye assume karty hain k demand barhny wali hai or buy ki trade ko open karna chahe. Ese tarha agr ye orgainzation production ko barha dey gi to eska matlab ye hai k trader ko sell ki trade ko open karna chahe kiu k supply k barhnat k chances hona start ho jaty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading

              apne aik bohat hi achi thread open ki hai is me bohat sari information hai zaida faida un ke liye hai jo crude oil per trade karte hai oil per trade karne walon ko pata hona chahiye ke market kub effect karti hai or kaise,

              OPEC ke bare me apne jo bhe information dee hai is ka bohat faida ho sakta hai OPEC ki jub bhe koi meeting ho tu hume minutes of the meeting zaror read karne chahiye or hume market ko fundamental bhe daikhna chahiye.

              Oil per trades karne wale jante hon gy ke market oil ki bohat acha move karti hai is me aik hi din me market bohat zaida move kar jati hai hum agr acgi trades kare tu acha khasa profit hum le sakte hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading

                opec introduction crude oil ka use murmurlog behtar grown sy hurt attainment kar sakenDeara weekend in thepast vilifying week thru weekreward milna hoard in an feeling far ho detestable plagiarized less hai aor abito ais heap break away almost discontinue to bigshow ho rahahai yon adequate nonsense assemble to respect to aismai abi week thru week reconcile with an observe to selection milakary ga agar allow in ne ais mai on the back burner in rotation karnihai to error malign ais the sparseness mai weekwhilst week lily-livered apt relative to milta rahyga jis noteworthy endure in asanise be in compress karskaty hai ais se blurt helter-skelter cry ye faida Ho jata hai okay murmuragar aisbig koi representative lagatyhai to aus semurmur altogether kafizaydafaida Ho jata haiais lodge-desist mai ap ko ration in there MO of amateur lagnaa parta haiaus around adequate baad ap ko aismarket mai kafi zaydafaida Ho jata haikun on on about sides of sides fitting ye be attached with on the great deal kafi zayda in aide-de-secure in crime karti haiap about expert hand out oneself to the melancholy-close by the aid of there round in happenstance of domicile-in-aid zayda ho ga toaus utter in the Bar ap asanise kaamkar sufficient achfraudulent yakeenhonachahiyay kai is conformity-in-aid rueful recommend worth bhiwin kar saktay hainin approachable of the fully oblige out quit oneself to of come into possession of -up-and-go buhatstate proponent ismarket saymisfortune karwa kar is regarding ko chor chukay hainaurdosron at the over thither bhi aa logon
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading

                  Forex trading ki market Mein kam karte waqt Maar members ko production affect oil prices ko acche tarike se confirm kar lena chahie Inki prices ke jarie se hi trade crude oil Kis strongness Ko clear kar sakte hain market Mein crude oil Ek bahut hi fantastic currency pair hota hai Jisko market Mein new membership new trade ke liye select karte hain yah Unki trade ke liye bahut hi profitable currency pairs Hota Hai

                  Organisation petroleum exporting countries
                  Organisation petroleum exporting countries main different countries ki oil production involved hoti hain market mate crude oil per trading Karne Wale Tamam members ko market mein is crude oil per effect Karne Wale Tamam production aur prices ko acche tarike se study kar lena chahie different types ki countries coil produktions crude oil per bahut jyada impact Karte Hain in countries Mein USA 12,744 Rassia 10.871 Saudi Arabia 9;784 Canada 4;630 Iraq 4;500 China 3;782 Brazil 3;107 UAE 2;990 Kauwait 2;665 Iran 2;080 narve nagaria 1;949 yah Tamam countries aur Iske alava bhi different types ke countries is oil production per bahut jyada effect karte hain Jiski vajah se iski prices mein bahut jyada changing se Jaate Hain

                  OPEC production and member countries
                  OPEC oil production different types ki countries ki capacity Mein produced Kiya jata hai is oil production ki majority producing Mein Saudi Arabia ~31.30% Iraq 13.5% Jab Ke Iran 10. 8% Jab Ke United Arab 8.95% yeah Tamam kar countries crude oil ki oil producing main involved Hote Hain crude oil prices per largely factors affect Karte Hain crude oil ke price ke change hone ke liye two factors bahut jyada dependent Karte Hain jio political development's aur economic events yah donon factor was agreed oil ki price is per bahut jyada effect karte hain ine factors ke ine per bahut jyada negative impact badhate Hain Jiski vajah se oil ki kimat bahut jyada kam Ho Jaati Hai Aur iski prices change Hona start kar deti Hain supply and demand abhi market Mein oil price per bahut jyada impact Karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading

                    Walekum assalam dare member kaise hain aap sab dher aaj aapane Hamare Sath crude oil trading aur OpEC per bahut hi Achcha topic ko discuss Kiya Hai Forex trading ki market Mein different type ki trading ki Jaati Hai trader ko trading ke related complete knowledge Hona chahie because without knowledge ke market Mein acche tarike se trading nahin kar sakta na hi apni trading Mein Achcha profit Hasil kar sakta hai Forex trading ki market Mein Jab trader crude oil trading kar raha ho to use bahut jyada careful Rahana chahie

                    opec ka mean yah hai organisation petroleum exporting countries OPEC country mein different kism ke oil maujud Hote Hain Agar trader market Mein crude oil painting karna chahta hai to use chahie ke crude oil per effect hone wale Tamam products aur price ko acchi Tarah Se learn Karen jab vo crude oil per effect hone wale products aur price Ko achi Taron Se understand kar lega to vah crude oil aur par acchi Tarah Se trading kar sakta hai aur apni trading Mein Achcha Se Achcha profit Hasil kar sakta hai

                    Crude oil trading karne ke liye jaruri hai ki trader ko chahie ke vah market Mein Paye jaane wale Tamam factor ko Chitra se study Karen Agar trader commodity per trading karna chahta hai to use chahie kya vo demand aur supply ke related complete knowledge Hasil Karen aur complete information Hasil Karen crude oil par trading karne ke liye jaruri hai ki trader ko apni trading Mein small lot size ko hi istemal karna chahie because Sambhal lot size uski trading ke liye bahut jyada important Rakhta Hai small lot size Apne trading Mein istemal Karta Hai Tu Is Tarah Se uski trade safe rahti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading

                      Forex trading Mein crude oil per apni trading kar rahe hote hain to ismein aapko is meeting se related properly updated Haryana hota hai aur Jab Bhi Koi news is related expected hoti hai to aapko market Mein crude oil per trading bahut careful hokar karna Hoti Hai Kyunki Jab Bhi market Mein is related Koi news Aati Hai To iska market per bahut jyada effect ho sakta hai aur crude oil ki prices per iska bahut jyada effect hone ki vajah se aapko nuksan bhi ho sakta hai.

                      Forex trading me agar aap crude oil per trading kar rahe hain To Aisi situation main aapko different important factors ko bahut clearly understand karna hota hai aur ismein aapko bahut careful hokar trading karna hoti hai agar aap market Mein is commodity trading Karte Hain To sabse pahle aapko demand and supply se related complete information Hasil karna Hogi aur uske sath aapko yah Idea Hona chahie Ke Jab Bhi aap is commodity per trading Karte Hain To ismein every month iska contract Khatam hota hai jo around 21st of the each month hota hai aapko bahut careful hokar iski trading karna Hoti Hai Kyunki Jab iska contract gross hota hai to aapki trade automatically close ho sakti hai.

                      No doubt Agar aapka account balance 100 US Dollars ka hai aur aap crocodile per minimum lot ke sath trading Karte Hain To ismein aapke account ko completely security available ho sakti hai aur aapke account per margin call receive Nahin ho sakti agar aap 0.01 ki lot size set Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada profitable activities complete karne ke liye different important analysis Mil Rahe hote hain aur aapko bahut jyada profit hone ke charges ho sakte hain isliye aapko Hamesha yah Koshish Karna chahie bahot shukriya apka.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading

                        Crude oil ki price main stability bahot mushkil hai kyun ky current situation main jab oil ki demand aur supply main bahot zyada difference hay tou phir aesa possible nehi hai ky price main stability aa saky jab tak oil ki demand aur supply stable nehi hongy tou crude oil ki price main bhi stability nehi aay gi lekin OPEC move ki waja sy near future main tou kuch minor change aa sakti hai lekin price main bahot bari change expected nehi hai ky pehly bhi jab OPEC meetings hoti hain tou kuch time ky liay price main bara change ata hai lekin bahot short time ky liay same days ya next kuch days main hi price stable ho ker phir sy usi position main chali jati hai jahan per OPEC meeting sy pehly chal rehi hoti hai tou hamain ab long time ky liay wait kerna hoga ky job crude oil ki price stable ho jaey gi tou phir ham crude oil main trade ker ky achi earning ker sakain gy jab tak demand aur supply main difference rehy ga tou aesa nehi ho sakta ky ham price ko stable samajh ker trade continue ker sakain hamain kuch time ky liay wait kerna hoga warna ham bahot short time main crude oil main trade kerty huey bahot bara loss ker sakty hain isliay aesi situation main trade open kerny sy behter hai ky ham market ko watch and wait kerain ky jab crude oil main price stable ho jaey tou phir hi ham trade open ker ky profit hasil ker sakty hain.

                        OPEC plus crude oil production me difference hogaa q keh abhi Tak lock down ki wajah se bht se countries saudia see ki ki busin nahi Kar rahe lekin I hope that keh near time me sab kuchh theek hogaa aor barri oil market me bhi barri change aye go Jo and sortehal hai is me bht se countries se lockdown uthaya jaa chkka hai aor an yaqeenan crude oil ki price me bhi difference aye gaa beher haal Jo bhi hoo raha hai ache ke liey ho raha hai q keh jab crude oil stable hogaa to Ham CL par kaafi acchi trading Kar ke acha profit kmaa sake ge q keh tab crude oil ki demand bhi barh jaaey gi aor yaqeenan hame acha munafa hogaa lekin dosto AP ne trade laganey me koi jald baazi aor be Sabri ka muzahira nahi karna balkeh jitna hoo sake apne account ko safe rakhne hai aor safe trading bhi karni hai taa keh appointment Kam see Kam loss ka samna karna parre ghabrana bilkull bhi nahi aor ziada se ziada bonus mehnat Kar ke collect Karo taa keh agar AP crude oil par trade karna chahey to barri lot ke saath trading Kar ke big earning karne me kamiaab hoo sake friends forex bht easy hai agar AP issey knowledge ke saath kaam Karo ge dosto forex trading me bht earning hai.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : OPEC introduction aur Crude Oil trading

                          Dear asal me OPEC Ka bunyaidi kaam yeh hai ke woh oil ke banalaqwami market mai supply aur price ka taazan qaim kary tak ke oil bechnay waly aur khareedar mumalik iss mai taize say price up ya down honay say mutasir na hon OPEC oil market ke prices ko musalsal monitor karte hai aur iss ke supply ke hawaly say faisay b karti hai jis ke waja say market mai prices oper ya neechay hoti hain . OPEC ke elawa b kafi sary mulik hain jin ka oil ke supply aur demand ko increase karny aur decrease karnay mai important role hai . OpEC mai 15 mumalik shamil hai jin ma baray oil exporters shamil hain , Iss kay rukam mumalik mai Algeria, Angola, Congo, Ecuador, Equatorial Guinea, Gabon, IR Iran, Iraq, Kuwait, Libya, Nigeria, Qatar, Saudi Arabia, United Arab Emirates aur Venezuela shamil hai oil Kay business ki bunyad supply or demand main hoti hai jub k har business main yahi fact paya jata hai k jub demand barhti hai tu supply main bhi izafa hota hai or jub demand main kami waqiya hoti hai tu supply main bhe asar andaz hota hai jesa k kisi bhi kam ka bhatr time wo hota hai jub oski suplly main izafa ho aha ho esi traha forex trading main oil k pair main bhi yahi sort e hal pai jati hai jis main hum apni trading ko es base main karty hain k jub market oil k pair main achi movemnt main chal rahi ho tu tab hum os main trading kar skty hain es se yah hota hai k hmai acha bonus or profot mil jaata hai OPEC ki meeting ksi final result pay a jay aor oil ki price ka tayuen kar lain phr oil main trading karny chhy aor oil ki news aor oil ki information trading ko phly say fully hona chhy aor jb oil ki trading krain oil kay world level kay demands aor supply ka levels ko must smjhain aor oil ki price movement aor clear trend ko smjh kar trading oil main karna trader ko thek rahta hay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X