Ye Review "Mobile Phone ki Ijad aur Complete History" par mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review "Mobile Phone ki Ijad aur Complete History" par mabni hy
    Science daan ya ijad karne wale jub koi cheez ijad karte hain tou un ke zehan mein insan ki falah o behbood hoti hai. Us ka maqsad zindagi ko asan banana hota hai lekin agar us ki banai hoi cheez ka istemal ghalat tareeqay se kiya jaye tou insan ko nuksan pohancha sakti hai. Bandooq ya dusre hathyar insan ki hifazat ke liye banaye gaye thay lekin insan ne is ko qatal o gharat giri ke liye istemal karna shuru kar diya. Is sabab se hum is ki ijad karne wale ya science dan ko ilzam nahin de sakte. Beeswien sadi (20th century) ke ikhtitam tak insan ne beshumar aisi cheezain ijad kar li hain jis ke istemal ne insan ki zindagi ko asan bana diya hai. Is tez raftar taraqi ne insan ki zindagi ko badal kar rakh diya hai dunya simat kar aik global village ban chuki hai. Taweel faslay mukhtasir faslon mein tabdeel ho chukay hain. Aaj ka insan asani se ghar baith kar dunya ke kisi bhi hisay mein rehne wale insan se asani se rabta kar sakta hai usay apna paigham pohancha sakta hai aur us ka paigham wasool kar sakta hai.

    Mobile telephone bhi inhi alaat mein shumar hota hai. Ye aik taqatwar battery ke zariye kaam karta hai is ki khoobi ye hai keh aap is ke set ko asani se apni jaib mein rakh kar kahin bhi lay ja sakte hain aur rabta kar sakte hain. Mobile phone ke faide beshumar hain maslan motor cycle, motor car, bus mein safar ke doran aap aik dusre se rabta kar sakte hain. Lekin is ke sath mobile ke nuqsanat bhi hain tehqeeq se pata chala hai keh is se nikalne wali rays aur is ki awaz se dimaghi cancer hone ka khadshah rehta hai. Kyoun keh mobile phone ko kaan par rakh kar suna jata hai. Aik akhbari itla ke mutabiq Amreeca mein aik khatoon ne aik mobile phone company par muqadma dair kiya. Us ka kehna tha keh mobile phone ke istemal karne ki wajah se main dimaghi cancer mein mubtala ho gayi hon.

    Mobile ka istemal hamare mulk mein bhi ab aam ho gaya hai ab aam tor par ye logon ki dastras mein hai aur bari farakh dili se istemal kiya ja raha hai lekin ye hadsa ka sabab ban sakta hai. Maslan aap motor cycle ya car mein safar kar rahe hain aur is doran mobile phone ki ghanti bajti hai tou foran aap isay apne kaan se lagate hain. Is doran agar aap ki tawajah taqseem ho jaye tou aap hadsa ka shikar ho sakte hain behtar ye hai keh aisay moqay par yani safar ke doran jub bhi phone aye tou gari aik taraf rok kar phone suna jaye tou behtar hai. In baton ki roshni mein hum keh sakte hain keh mobile phone ke jahan faide hain wahan nuqsan bhi hain.
    Click image for larger version

Name:	images (7) (18).jpeg
Views:	1
Size:	20.4 کلوبائٹ
ID:	12470617
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot;Mobile Phone ki Ijad aur Complete History&quot; par mabni hy

    Mobile phone Technology aik aisi jadeed technology hai jo ke abhi Thodi hi Arsa pahle Duniya Mein Roshnaas Hui Hai mobile phone se related agar aap information Lena chahie to yah Ek bahut hi wasih aur bahut Bade pemane per aik aisi ijad Hone Wali device hai aur yah aik aisi device Hai Jisko bahut zyada publicly use Kiya jata hai

    Mobile phone Jab ejaad hua tha to yah Ek radio Ki Tarah Ki device thi aur ye emergency services ke liye aur taxi drivers ke liye use Hone Wali Ek Casa device bhi thi jo ke communication provide karti thi ek Fard se dusre farad ko emergency Ki Surat mein aur yah device 1st time 1940 mein engineering Branch AT&T ny develop ki hai Shuru Shuru Mein Jab yah device ijad Hui to iska maksad sirf aur sirf communication tha aur emergency services Ko Ek wireless type ki device provide ki Gai jo radio Ki Tarah kam karti thi aur aur communication ke liye use hoti Thi FIR Rafta Rafta Hai ismein achievement hoti Gai aur yah Ek bahut hi broad system Banta Gaya Shuru Shuru mein jo mobile phone launch Hue The vah bhot zyada Rang per Kam Nahin Karte The balki Limited range per communicate Karte The aur Jis per sirf aur Sirf Do Afraad aapas Mein communication kar sakte the FIR Jaise Jaise Jadeed Technologies Aati Gai aur circuits bante gaye aur mobile phone mein achievement hoti gai Shuru Mein Jab mobile phone market Mein launch Hue The to yah bahut hi expensive the aur bahut zyada price ke sath launch Hote the Jiski vajah se Aam public Ke Log isko purchase nahi kar sakte the Shuru mein jo mobile phone launch Hue UN mein communication ke liye Jo system Banaya Gaya Tha vah bahut bada system tha Jisko Ek Jagah se dusri Jagah transfer karna bhi Kafi Mushkil kam Tha Jo first mobile phone launch hua hai 1956 Mein Sweden mein launch Hua joki properly calls receive karne aur communication karne mein ek bahut badi achievement Thi Iske bad Rafta Rafta mobile phone Technologies Aati Gai Aur Duniya Mein naye se naye phone Ijaadat hoti Gai aur yah mobile phone ki Technology bhot wasih hoti gai

    1973 Dr martin cooper ne ek Aisa mobile phone launch Kiya Jis ka weight 1.1kg tha aur isko Motorola ka naam diya jo sab se first mobile phone publicly launch Hua vah Motorola mobile phone tha jis se aap ek mehdood range mein communication kar sakte the aur aapas mein publicly call receive kar sakte the Iske bad Jaise Jaise matola ka system apni range ko Wasih Karta Gaya aur mobile phone mein achievement hoti Chali Gai aur at the end Jo market mein latest mobile phone sabse pahle launch Hue vah European market Mein launch hue 1992 mein Jo phala mobile phone se message hua wo UK mein kea gya phir different things aur banti gai 1996/97 mein UK ny aik mehdood limits ke mobile phone ejaad kar lye thy Uske bad mobile phone main achievement hoti Gai aur ismein different types key features bante Gaye Jaise Ke Jo mobile phone mein call ki communication aur sms ke bad Jo achievement Hui vah ringtone ki achievement Hui Uske bad latest mobile phone Bante chale gaye aur jo sabse first market launch Hui international level per vah Blackberry mobile phone launch hue

    1999 mein Blackberry mobile phone launch Hue aur opens market Mein Inki bahut zyada values the Shuru Shuru Mein Unki price bahut zyada Thi Jisko Aam public ke liye purchase karna Kafi Mushkil tha FIR iske sath hi 2000 mah Nokia company ne apne mobile phone launch karna Shuru kiye jo ki price Mein Blackberry KO nisbat Kafi had Tak kam the nokia ki ki price Aam public ke liye bahut zyada Thi Nokia mobile phone company Ne sabse pahle 3310 mobile phone market Mein launch Kiya Jo ki bahut zyada famous Hua aur bahut Logon Ne is technique se fayda uthate Hue mobile phone ki facility ko avail Kiya Nokia mobile phone Aisa mobile phone tha Jisko Aam public Ne bahut zyada like Kiya aur yah bahut zyada market mein Main purchase Kiya Gaya Iske bad mobile phone main achievement hoti Chali Gai aur Android system launch Hua aur uske bad mobile phone mein latest companies aur latest mobile phone models launch Hote Chale Gaye Jo abhi tak launch ho rahe hain aur Hamen different type ke features ke sath mobile phone Mil Rahe Hain famous mobile phones Company mein jo Top par hain wo ye hain
    Apple phone
    Samsung
    Nokia
    Blackberry
    Tecno
    Real me
    infinix
    Vivo
    Oppo
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot;Mobile Phone ki Ijad aur Complete History&quot; par mabni hy

      Mobile phone ki invention se related aapane bahut hi important analysis Hamare Sath shaky hai no doubt jab mobile ki invention Nahin hui thi To Aisi situation Mein Hamare liye bahut jyada problem Hote the aur jab Ham all over the world Kisi bhi country Mein Apne family member may use contact karna chahte the To Aisi situation Mein Hamare liye bahut hi difficult Hota tha aur ismein jo procedure aur jo process istemal Kiya jata tha vah bahut jyada time consuming Hota tha iske sath Jab aap different countries Nahin apni different important information share karna chahte the To eisi situation main aapko bahut jyada Intezar Karna tha.

      Mobile phone ki invention Ne Hamare liye bahut hi important platform ko Aasan Kar Diya Hai Ab Ham Agar apni different important transactions ko complete karna chahte hain to ismein Humko mobile per different facilities available for example Ham calculating ki koi service Hasil karna chahte hain ya iske sath sath Agar Ham Apne rest watch sa time dekhna Chahte Hain To Aisi condition mein Ham apne mobile phone per yah different facilities Hasil kar sakte hain Agar Ham apne mobile phone per online purchasing karna chahte hain ya Ham apne mobile phone per apni Bank ki application open karke different transactions complete karna chahte hain to ismein Humko yah different value added services mil sakti hai isliye Humko yah Koshish Karna chahie ki Jab Ham different important analysis complete Karte Hain To Aisi condition mein humko Bahut Jyada advantages mobile phone se Hasil karne chahie Agar Ham isko properly facilitate Karte Hain To Humko bahut jyada advantages mil sakte hain.

      Faidy :

      Dear agar aap mobile phone ke different important advantages ko focus Karte Hain To Aisi condition bhi aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap Iske complete benefits are Sar kar sakte hain isliye aapko Koshish Karna chahie ki different phones ko properly utilised Karen Uske maximum advantages Hasil Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot;Mobile Phone ki Ijad aur Complete History&quot; par mabni hy

        no doubt aapane bahut hi detailed information hamare sath share ki hai kyunki aaj se kuchh saadi pahle duniya mein computer ki ijjat nahin thi aur na hi mobile ka koi tasvir thabalke mobile to 90s mein Azad hue aur logon ko pata Chala ke aise bhi Koi device hoti hai jiske sar yah aap ek jagah se dusri jagah baat kar sakte hain kyunki jab tak mobile ki innovation nahin hui thi tab log ek dusron ko Agar karne ke liye letters ka istemal karte The jo ki ek bahut jyada lamba time ke bad never hote the agar aap kisi ko koi later likhate Hain to vah 7 8 din ke andar Tak pahunchta tha aur FIR jab ho aap ko reply uska deta tha to ismein almost 1 pura month lag jata tha aur yah tha bhi bahut jyada costly bahut se log isko afford nahin kar sakte the lekin jaise jaise innovation I aur computer se jyada way to pahla computer Jo aapke pass tha usko ham transistor Paul the per uske bad vacuum cleaner Rai per uske bad market mein jab nahin hai novation nai to uske bad aapke pass 3G 4G generations ke computer aana start way to fir mobiles main bhi sabse pahle jo mobile company launch ki Gai thi vah Nokia ke naam se thi aur Pakistan mein bahut jyada popular Hui lekin uske bad jaise innovation aarti Gai to mukta life companies aisi hai jo market mein aana start ho gai aur Nokia ki computer ban gai aur Pakistan mein per smartphones aana start ho gaye ab to agar aap kisi bhi country mein jaaye to aapko har jagah smartphone hi milenge kyunki bahut jyada innovation ho gai hai mobiles mein bhi jiski vajah se bahut se log smartphones use karte hain balki aise aise bhi aapko market mein smartphones milenge jinki prices almost millions mein hai kyunki aap logon ka 11 standard bahut jyada luxury ho kya hai bahut jyada paise hone ki vajah se log bahut jyada costly mobile apne paas rehte hain aur smartphones bhi bahut jyada costly use karte hain aur pahle ki basis per bahut sari se company se jo aapko new smartphones ke features provide karti Hain aur Delhi ke passage per naye model mein launch ho rahe hote hain aur jaise hi koi nai technology aati hai yah naya mobile company launch karti hai to uski sales value are main bhi bahut jyada aisa Ho jata hai kyunki log new technology ko use karna aap bahut jyada pasand karte Hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot;Mobile Phone ki Ijad aur Complete History&quot; par mabni hy

          Dear yeh technology bhut purani hai k jab phely aik science daan ny jis kaa Naam Marti copper hai is ny ijaad kia is ny itni ziada chezain tu ijaad ni ki hain magar iska Naam bhut ziada hai yni isko bhut acha mana jatta hai yeh 19$ k zamany mai first mobile ijaad huwa hai phir agy ja kr new new mobiles Atty gay hain iski history yhi bataiy ja rhi hai k phely aik gareeb sa science daan tha jis ny apny taharby ko apniya or choti se electric cheez invent ki phir jab is se acha tajurba hu gaya tu isny or achi invent ki chezain phir assa hi jese jese aik aik cheez krty krty invent huti ja rhi thi wese hi technology mazeed agy bharty ja rhi thi maslan jab phely aik mobile huwa invent phir is se acha invent HUWA phir us se acha huwa isi trhan aj digital mobiles dekhny jatty hain jis ko dekho us k pass digitals mobiles pauye jatty hain ameer ho yh gareeb sb k pass bhut hi achi technology mobile dekhny jatty hain or amm mobile ni hain sb k pass bhut achy achy mobile hain yh sirf aik science daan ka hi kamal ha k aj ham tarqii kr rhy hain or new new mobiles create kr rhy hain yh aj agar usko mobile ka khiaal na huta tu aj ham mobiles ki dor mai phechy reh jatty yhi baat hai k mobiles phone aik dosre mai rabta kaaim krny k liye baniye gay hain jese English mai communication kehty hain aj ham apny computer subject mai bhi history party hain phely kesa mobile bna phir computer kese ijaad huwa computer Phir kis ki bais par ijaad huwa isi trhan hammy agy agy pharny ki tofeeq milti gai or ham new new modern kisam k technology k bare mai party gay aj hammy computer technology mobiles laptop or inhi pr base krny wali chezoun k bare mai sb pta hai agar ham kisi se phochain gy yh btaiye gy tu ham yh sb batain deeply baiayan kr skty hain because hammy sb pta jo hai yh aik bhut bari or mashoor history hai sb janty hain in ky bare mai or ja zmana bhut hi ziada tarqii kr rha hai or abhi mumkin ni k kisi pass phela mobiles yh phely moblies hun sb phelyq aly porany mobiles ko forget kr k new jadeed mobiles istemal krny laggy hain or yh bhool gay hain k phela mobile Kesa tha kis ny ijaad kia tha bass sab ko chiye k us k pass jadeed mobile hu yh bhut mehnat se create ki jatty thy phely zamany mai.ab expensive mobiles bhi easyl ban jatty hain yhi waja hai k phela zmana mhuskil tha technology mhuskil se ijaad huti or ab bhut easily invent hu jatti hain

          اب آن لائن

          Working...
          X