sawal: difference between swap and swap free account?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sawal: difference between swap and swap free account?
    dear member jb hum log forex account banty hain to account form mein swap and swap free ki option maujood hoti hai.swap account k kia nuqsanaat hain?aur swap free account k kia benefites hain please detail explain kr dein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sawal: difference between swap and swap free account?

    Swap account
    Forex trading me swap account wo hote hen jis me traders ko ya brokers ko currency pair pe waqat guzarne (date change) hone se profit ya loss pe munafa ya sood ko dena hota hai to ye market me swap account hote hen. Jab bhi hamara koi trade ziada waqat k leye jab bhi market me on rehta hai aur us pe date badal jaye to ye hamara swap account hota hai aur is me hum sood ki raqam ya to ada karte hen aur ya hum ye brokers se lete hen.
    Swap free account
    Swap free account wo account hota hai jis me hamen market me sood na to dena hota hai aur nahi hum apne profit pe sood lete hen. Swap free account me hamara trade chahay jitni marzi k leye on rahe us se koi faraq nahi hota hai. Market me swap free account trade lot ka bhi koi issue nahi hota hai, k us se hum ne ziada loss ki sorat me ziada sood dena hoga.
    Conclusion
    Forex trading market me swap account hamare Islamic point of view se thek nahi hai is waja se hamen kabhi bhi swap wali account open nahi karna chaheye. Dosra swap accounts pe aksar hamara account ziada waqat k leye market me open hota hai is wajavse hamen us pe us lehaz se bhi ziada sood dena hota hai. Agar hanara account ziada lot size ka hai to bhi us pe ziada sood dena hota hai. Koshish karen k swap free account ko hi open kia karen bagher sood k aur tension free account hota hai. Is me chahay jitna marzi account zyada waqat k leye open ho to hamen us pe koi charges pay nahi karne hote hen.
    • #3 Collapse

      Re: sawal: difference between swap and swap free account?

      Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi important topic discussion ke liye select kiya hai agar aap Kisi bhi broker ke sath Apna account open karte hain to ismein aapko Ek option provide ki ja rahi hoti hai jismein aap swap or swap free account ki option available hoti hai agar aap market Mein Apni different important transactions per interest received karna chahte hain to aapko Aisi situation may interest wala account check karna hota hai aur market Mein Islamic trading karna chahte hain aur interest received nahin karna chahte Ho To Aisi condition mein aap without interest wala account select kar sakte hain.

      Dear ji aapki apni option Hoti Hai Aap Jo account delete karna chahte hain vah aap market Mein kar sakte hain agar aap interest wala account select Karte Hain To Aisi condition mein agar aapki trade market mein open hoti hai aur vah 24 hour Se Jyada market Mein rahti hai to iski against aapko interest bhi mil sakta hai jo aapki earning ko increase kar sakta hai lekin agar aap Kisi currency ko send Karte Hain To Aisi condition main aapko market Mein interest Dena hota hai isliye aapko bahut careful hokar yah decision-making karna Hoti Hai Pakistan aur uske sath different important Islamic countries Mein maximum people Islamic trading kar rahe hote hain aur interest free account ki hi selection Karte Hain.

      Dear agar aap interest wala account select Karte Hain To is se related bhi aapko complete rules and regulations study karna hote hain Kyunki Iske different rules and regulations hote hain jo aapki trading co profitable Aur nuksan Ke Liye different platforms for different instructions provided kar rahe hote hain isliye aapko Forex trading se associated different factors ko carefully study karna Hota Hai.
      • #4 Collapse

        Re: sawal: difference between swap and swap free account?

        Han je forex trading ma ham trade open karty hain to jb ye trade market ma close hony k bad b chalti rehti hai to es par trader ko kuch interest pay karna hota hai jis ko ham swap kehty hain. Ab trader ki ye trader jb mazeed next day b open rahy gi to ye swap double ho jae ga. So start ma to swap ka trader ko pata ni chalta kiu k ye bhot small amount hoti hai but jesy he ye swap ki amount 2 sy 3 din ma double ya tripple ho jati hai to phr trader ko concern hona start ho jata hai. Jesy jesy swap barhta rehta trader ka panic b barhta rehta hai. So trader ko hamesa achi trades ko he prefer karna chahe.

        Swap free account ki sahulat b instaforex broker deta hai jis ki waja sy instaforex broker bhot famous ho giya hai. Trader ko chahe k jb wo account ko create karyn to senior ki help zarur leyn. Senior ki discuss k bad ge swap free account ko banany ma help mele gi. Jb trader account create karty hain to unko account ki creation ma swap free account waly check box ko tick karns chahe. Asa karny sy wo swap free account bana sakty hain. Trader swap free account banany ma kamyab ho jayn to unko apni trades par swap yani interest pay he ni karna pary ga. So trader ko chahe k wo knowledge or learning ko prefer karyn.

        Jo trader learning ko prefer karty hain wo hamesa kamyab ho jaty hain. Learning k bad trader ko wo benefits hasil ho jaty hain jin ka knowledge k bena hasil kar pana mumkin he ni hota. Jo trader forex ma learning ko chor dety hain to eska matlab ye hota hai wo learning ko hasil karna trader ki first priority honi chahe tb he wo kamyabi hasil kar paye ga or loss sy or account wash sy bach sakty hain. Jo trader knowledge ko ignore karty hain wo account wash ma he pansy rehty hain.
        • #5 Collapse

          Re: sawal: difference between swap and swap free account?

          Swap drasal trading mian interest ko kehta hai jo k ham long trade par dete ha swap do tarah ka hota hai ek long trade overnight swap hota hai dosra short trade overnight swap hota hai is main aap swap account main aap ko long trade par sood dena part hai jab k profit ki sorat mian aap kuch zyada earn b kar sakte hai hai.forex trading main swap trading jo hoti hai wo sood par mabni hoti hai or yah wo trading hoti hai jis se hum sood k system ks ath profit lety hain jub k es k liye hmain apny account ko swap account main create karna hota hai jis se hum swap trading kar skty hain jub k yah trading method islamic hawaly se bahtr or kamyab nahi hai q k hmary islam main sood se ki gai kamai halal nahi hoti hai jub k es masly ka bhi hal forex k pass hai jis main yah hai k hmain swap free account ki bhi saholat milti hai jis se hum sood ko khtm kar k apni trading kar skty hain or achi earning kar skty hain jo k isam k asoolon par hogi or es main hmain kisi bhi trha ka sood bhi nahi dena parhta hai es liye hmain chahye k hum aghr forex main kamyab hona chahty hain or islam k batay howe awamal par apna karobar karen tu hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain.

          forex par account banaty hai to aus time ap k pass option show ho raha hota hai ap ne agar apna account islamic banana ho to aus time ap ais mai swap free account open karty hai agar ap ais mai account swap free open nai karty aor ap long term trading karty hai to ap ki trades par swap lagy gay ais mai kuch trades par ap ko + swap lagy ga aor kuch trades par - swap lagy ga ap aus trade ko jitna zayda hold rakhy gay atna hi zayda hota jaye ga, ais k sath ap agar swap free account bana lety hai to aus par ap ko ye masla nai hota aor ap jab chaye trade ko close kar dy ais mai ap ko kisi kisam ka masla nai hota ap account ko normal use kar skaty hain.


          Swap free account
          Forex trading me swap free account me hum intrust pay nahi karte hen. Is me chahay jitni marzi k leye hamara account open rahe na to hamen is me intrust pay karna hota hai aur na hi hum brokers se bhi intrust lete hen. Market me swap free account ko Islamic account bhi kaha jata hai aur ye account hamen market me bagher sood k excess karte hen. Swap free account hi hamen bohut benifits dete hen.
          Benifits of swap free account
          Forex trading me jab bhi account ziada arsa k leye open hota hai to is se market me hamen ya to brokers ko pay karna hota hai aur ya brokers ko hamne pay karna hota hai, jis ko aam tawar par hum intrust kehte hen. Ye aik Islamic account hota hai, aur is me hamen Islamic rules ko dekhte howe soodi (intrust) nezam se bach sakte hen. Dosra agar hamara trade loss me hen to us ka hamen koi pay nahi karna hota hai. Aur agar hamara irada long term trading ka ho to us k leye swap free account bohut achha hota hai. Swap free account me sirf brokers hamen spreads ziada karte hen aur is ka koi loss nahi hai.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: sawal: difference between swap and swap free account?

            Swap free Islamic trading account and swap difference
            trading members agar aapane trading market mein swap free-islamic trading account banana hai to aap ko iske liye firstoffall ye dekhna Hoga ki humne trading market mein kaise kaun se steps ko follow karna hai subah free Islamic trading account aapko install Forex broker provide kar raha hai aap jab account apna banate ho to setting mein aapane select karna hota hai ki aapane kaun se account type ko delete karna hai micro-nano standard account next page per aapko option Diya jata hai jis par last page Kaha jata hai vahan per hua swap free Islamic account aapke liye best hai, all muslims ko swap free Islamic account hi banana chahie.
            Market members agar aap yakin kar sakte ho to aap perfectly trading market mein survive kar sakte ho aap apni trade execute karte ho close karte ho open karte ho aap ko koi tension pareshani Nahin Hoti hai because aapka trading account swap free Islamic account hai aur aapko is mein bahut Sare benefits milte Hain aap ko Kisi ke some ka koi interest rate per nahin karna padta hai.
            agar aap trading market mein koi bhi trade hold karte hain aur usko long time ke liye close Nahin karte to aapko sometime kuchh amount % interest ki shakal mein per karna hoti hai jo ke dangerous hoti hai agar aap isko swap free Islamic account banaa lete ho to aapko is ne permanently benefits mil sakte hain.
            aap suit se bus sakte ho aap ko kisi ke sang ka koi interest per nahin karna padta koi charges Nahin hote aapke aapke liye yah best option hai jisko aap use kar ke trading market mein best studies le sakte ho aur market mein success bhi hasil kar sakte ho. Dear trading members ham ne market mein bahut Sare decision score lekar chalna hota hai aur market ko follow karna hota hai agar ham independent techniques used karte hue trading karenge to ham kamyab bhi ho sakte hain aur hamare liye tension free account bhi ban jata hai.
            Agar ham trading market mein in steps ko follow karenge to kamyab ho jaenge aur kamyabi ke liye hamen efforts bhi karna hoti hain aapko maloom hai.
            aap dam account mein kam Karen bonus account banakar aap step by step regular expert trading member ban jaen isase aapko fayda milega aur aapki trading techniques bhi strong ho sakti hai aur aapki management bhi acchi ho sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: sawal: difference between swap and swap free account?

              Aap Jo account delete karna chahte hain vah aap market Mein kar sakte hain agar aap interest wala account select Karte Hain To Aisi condition mein agar aapki trade market mein open hoti hai aur vah 24 hour Se Jyada market Mein rahti hai to iski against aapko interest bhi mil sakta hai jo aapki earning ko increase kar sakta hai lekin agar aap Kisi currency ko send Karte Hain To Aisi condition main aapko market Mein interest Dena hota hai isliye aapko bahut careful hokar yah decision-making karna Hoti Hai Pakistan aur uske sath different important Islamic countries Mein maximum people Islamic trading kar rahe hote hain aur interest free account ki hi selection Karte Hain

              market me swap account hamare Islamic point of view se thek nahi hai is waja se hamen kabhi bhi swap wali account open nahi karna chaheye. Dosra swap accounts pe aksar hamara account ziada waqat k leye market me open hota hai is wajavse hamen us pe us lehaz se bhi ziada sood dena hota hai. Agar hanara account ziada lot size ka hai to bhi us pe ziada sood dena hota hai. Koshish karen k swap free account ko hi open kia karen bagher sood k aur tension free account hota hai. Is me chahay jitna marzi account zyada waqat k leye open ho to hamen us pe koi charges pay nahi karne hote hen.
              • #8 Collapse

                Re: sawal: difference between swap and swap free account?

                Assalamu alaikum no doubt dear aapane bahut hi important topic select Kiya hai discussion ke liye kyunki yah ek aisa account hai Jin donon ke darmiyaan Agar aapko difference pata nahin hoga to aap kabhi bhi acche tarike se nahin kar sakte kyunki ine donon ki option aapko account open karne se pahle provide ki jaati hai agar aap kisi bhi broker per apna trading account banate hain to usse pahle aapko swap account aur swap free account ki option provide ki jaati hai ine donon ki main aapko step-by-step detail provide karta hun

                SWAP ACCOUNT :

                dear job of forex trading mein account banate hain to uske liye aapko yah facility provide ki jaati hai ki aap aisa account select kar sakte hain jismein agar aap trading karte hain ya aap active rahte hain to aapko interest per Kiya jaega its mean ke agar aap usmein trading karte hain ya nahin karte to aap Agar usmein just active rehte hain aur daily basis per market ko visit karte hain to aapko interest per Kiya jata hai jo ki aapka source of earning hai aur vah aapke liye earning Ban sakta hai foreign countries mein bahut se log yahi account open karvate Hain kyunki trading main aapko pata hai ki market uncertain hoti hai to sometime aapko market profit deti hai lekin sometime aisa bhi hota hai kya aapko market mein profit nahin hota lekin agar aap is account ke shareetrade kar rahe hain to its main aapko interest per hota rahega jo ki aapka 107 earning Ban sakta hai aur is vajah se bahut se log aisa kam karte hain lekin Pakistan mein kyunki jyadatar log Islamic banking karte Hain to isliye vah yah account open nahin karvate

                SWAP FREE ACCOUNT

                aap jab bhi apna account open karvate hain ya kisi bhi Bank mein aap jaate Hain to aapko to options provide ki jaati hai ki ek main aapko account maintenance provide Kiya jaega aur ek Islamic tarika hai basically jab bhi of forex trading mein account open karvate Hain to vahan per bhi aapko to options provide Kiya jaate Hain agar aap swap free account open karvate Hain to is per aap se kisi ke some ka koi bhi interest per nahin kiya jata hai yah Islamic banking ke run Kiya jata hai aur Pakistan mein aur dusre Muslim Malik mein jyadatar yahi account open hota hai isiliye agar aap entrance se bachana chahte Hain to aapko yah account hi open karvana chahie kyunki ismein aapko kisi ke some ka koi bhi interest per nahin kiya jata aap just reading Jo karte hain usse hi aapko jo profit milta hai vah hi aapke account mein transfer Kiya jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: sawal: difference between swap and swap free account?

                  Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum member aapane bahut hi Achcha topic Katni discussion ke liye choose kiya hai aur aapane bahut hi Achcha question kiya hai real Ham Forex trading Mein Jab Kisi bhi broker par Apna account create kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki hamare pass trading account banane ki dukaan Hoti Hai jismein Ham Swap account bhi bana sakte hain aur ismein ham swap free account bhi bana sakte hain dear Ham Jab Forex trading Mein kam Karte Hain To Hamen proper account ke bare mein information on Knowledge Hona Jyada Jaruri hota hai Kyunki tab hi Ham Apna account create Karte Hain.

                  Dear sabse pahle main aapko swap account ke bare mein batana chahta hun Diya Jab yah aap account banate hain to ismein aap ko pata Hona chahie kya aapko sabse pahle Islamic point-of-use yah Ek illegal account hota hai Kyunki is per aapko Shuddh from karna Hota Hai Jab aap koi bhi ko trade open karte hain ya FIR aap koi bhi trade close Karte Hain Is Pal Yahan to Fir aap company ko suit de rahe hote hain ya FIR aap company se should le rahe hote hain dear jawab ismein bedarde rakhni trade apni ped market mein open sakte hain to is per aapko company ki taraf se Kuchh payment Di jaati hai aur agar aap kam aapke liye apni pet market mein open dekhte hain to is per aapko company ko Kuchh payment Karni hoti hai apne profit mein se.

                  Dear jab Ham Swap free account banate hain To Hamen sabse pahle yah Maloom Hona chahie ki Islamic point of view se yah Ek legal account hota hai jismein aap apna profit or loss Khud bardasht kar rahe hote hain dear jab aap koi bhi trade open Karte Hain To ismein Kisi bhi Keshavam ka aapko payment Nahin Karni padti Jab aap koi bhi trade Lagate Hain To is main aapko sirf aur sirf broker ka Commission usko Dena hota hai Iske bad jo aapko profit Hota Hai vah Sara aapane ko Lena Hota Hai swap free account Islamic point of view se legal hai aap ismein Banakar Apna trading account banate hain aur se aap fayda Hasil kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: sawal: difference between swap and swap free account?

                    Dear agar swap free account me interest rates charge hoty hay aur, swap free account me kesi be kisam ka koi interest rate fees charge nahi kia jata, aur jo traders swap account ya roll over accounts me trading karty hey us se spread fees be charge ki jati hay aur opening trade me time period key mutabeq swap fees be charge hoti hay, swap aur swap free account me yahi difference hota hay, swap free ko Islamic account be kaha jata hay kaha hai k ye swap hota hai to dear ap ko ye pata hona chyae k agar ap ye swap khatam karwana chaty hai to ais mai ap khatam karwa sakty hai jaisy ap ne agar ais market mai account banaty hoye dekha ho ga waha par ap ko option dia jata hai k ap ne ais market mai kon sa account open karna hai agar ap aus mai account open karty waqat swap free account select karty hai to aus mai ye hai k ap k account mai se swap ni kata jata aor ap jo bhi trade lagaty hai wo beshak jitny din marzi chalti rahy apko aus par kisi kisam k charges ni deny party ais liay ap ko tension ni hoti agar ap ki trade loss mai bhi ja rahe ho to ap ka account atna hi rehta hai trading start krni hai baki jo ap ny discuss kia hai to har kisi ka apna religious prospective hai jo jis trah sy aoni religion ko believe krta hai usky mazhab ma agr interest rate ky abry ma jo uska aqeeda hai usi hisab sy us ko isky bary ma knowledge hona chye.
                    • #11 Collapse

                      Re: sawal: difference between swap and swap free account?

                      yes dear Forex me hum instaforex main jo account open kerty hain wo swap free nahe hotay hain but instaforex nay option de hai k app un ko swap free bna sagty hain us ka matlab ye hai k app k account main jo trades aik din open hoti hai our next day main shift ho jati hain to un pay broker ki traf say sood laga deaya jta hai jo islam main jaiz nahe hai to main ap ko advice doon ga k app instaforex ki site pay jain account setting our pher personal setting main ja k swap free account ko ker lain jis say app ki earning sood say pak ho jeay ge or sood kum ho ya zeada wo islam main haram hai to apnay account ko islamic account abhe bna lain trade agar loss me jaye to swap (sood) app ko har trade me mil sakta hay jo app key trade ko zeyda loss hony nahi deta aur app key har trade se swap fees charge ho jati hay magar es ka nuksan ye hay agar app Muslim ho to swap trading karna app key ley bilkul be jaiz nahi hay, Islam me es ko haram qarar dia gia hay, swap trading agar ki jaye to har 1 dollar me sood shamil ho jata hay jo key bilkul be jaiz nahi hay koshish karni chaye key swap account trading hi ki jaye swap account se earn key gaye profit ko bilkul be jaiza nahi samja jata hay, swap account ka koch be faida hamy nahi hota hay, agar Instaforex broker Muslims ka khayal rakty howy swap free trading ki facility deta hay to hamy es facility ka faida utana chaye, hamy swap account open karny ki koi zarorat hi nahi hay, profit trading me es tarha se hasil karna chaye jes ki ijazar hamy islam be de aur jo hamary ley jaiz be ho, non Muslims swap trading kar sakty hey magar ham nahi kar sakty.
                      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                      • #12 Collapse

                        Re: sawal: difference between swap and swap free account?

                        Pakistan forex forum mein jab hum account benaty hain tou us k baad humen is mein insta ka account benana hota hai jis k liye humen bohat sari di gai details ko fill kerna hota hai un mein se aik option account ko swap k sath rakhna ya phir swap se free kerny ka bhi hota hai is mein humen as a muslim yahi koshsih kerni chahiye k hum apny account ko swap free rakhen is mein swap ko agar hum select kerty hain tou is ka matlab ye hota hai k hum is mein trading kerty hain aur active rehty hain tou humen is mein profit hasil hota rahy ga jis ko hum interest bhi kehty hain agar hum forex mein trade na bhi keren aur sirf market mein active rahen tou tab bhi humen is mein interest milta rehta hai bojat sari doosri countries us mein jo traders hain ya workers hai wo is option ko open he rakhty hain
                        aur is mein swap account benany wali mostly non-islamic countries he hoti hai is mein jo muslims countries se kaam kerny waly hain wo kabhi bhi swap wala account nahi benaty kuen k humen humara religion swap ki ijazat nahi deta agar hum is mein swap wala account use nahi kerty tou humen kam profit hasil hota hai lekin humen us kam profit ko he prefer kerna chahiye isi tarhan hum bank mein bhi swap ko open ker sakty hain aur nahi bhi ye insan k apny option par hota hai agar hum apny islamic point of view se baar keren tou swap humary liye bilkul bhi theek nahi hai aur second ye k swap se agar hum account open kerty hain tou humara account zeada time k liye open rehta hai aur is mein humen loss bhi ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: sawal: difference between swap and swap free account?

                          Walekum assalam to all Forex member dear member Jaisa ki AAP Sab Jante Hain ke Forex trading ki market Mein kam karne ke liye Jaruri hota hai ki Ham Apna Ek account banaen Forex trading ke market Mein kam karne ke liye account ka banvana bahut jyada Jaruri Hota Hai Forex trading ki market mein Main swap account bhi maujud hote hain aur swap free account bhi majud Hote Hain der Aaj Ham aapke sath swap account aur swap free account ka complete knowledge share Karenge

                          Swap account key ki sahulat aur swap free account Ki sahulat bhi Hamen Ek broker Se Hi milati Hai Forex trading ki market Mein instaforex broker ko bahut jyada importance Di Jaati Hai because instaforex broker ki help Se Hi Ham Apna account banva sakte hain aur swap free account Mein Kisi kism Ka Shuddh Nahin Hota aur swap free account Aisa account hota hai jismein loss ka Bhi Jyada problem Nahin Hota swap free account mein Ham interest per Nahin karte swap free account ko Islamic account ka naam bhi diya jata hai swap free account Islamic rules ke according hi open Kiya jata hai swap free account mein Ham loss or profit Khud Hi manage Karte Hain swap free account main sirf broker ka Commission hi use Dena padta hai aur ismein Kuchh Bhi payment Nahin Deni padati

                          Swap account ko Ham Shudd account ka naam bhi de sakte hain swap account mein Ham Kisi broker ko Shuddh Devi sakte hain aur usse Shudd Le bhi sakte hain swap account Jo Hota Hai yah Hamare Islamic view of points ke related Nahin Hota yah Hamare Islam ke against hi hota hai Jisko islame na Pasand karta hai isliye trader ko chahie ki vah kabhi bhi swap wale account open na karvayen swap account per Hamara account time ke liye market mein open rahata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: sawal: difference between swap and swap free account?

                            Forex main trading account bnnatay waqt doo options main se intekhab Karna zururi hota hai k aap swap account banana chahtay Hain ya phr swap free account. In main farq yeh hai.Swap :Swap free account wo account hota hay jis main trader jab new trading account Forex kay sath open ker raha hota hay to us ko aik option chun na hota hay kay wo apna account swap wala ya swap kay bina wala kholna chahta hay. kay liye liye tamam muslim ki swap free account chun na hota hay.swap Ka matlab hai interest yani sood is Lia Muslim swap free account istemal kartay Hain.Swap Free account :Swap free account say murad sood kay bina wala account. jab koe trader apnay account main trade kerta hay to jo currency us nay buy ki hoti hay to ager us ki sood ki sharah selling currency say zyada ho to trader ko kuch amount milti hay jis ko swap kehtay hain. is kay liye aik rat kay liye wo trade chalti rehni chaye. aur ager trader nay bayan kerda trade kay ulat trade lagai hay to us sorat main trader ko kuch amount deni perti hay jo swap ki mad main jati hay ager trade aik rat kay liye open rehti hay to.Kyunky tamam Muslims trader is bat say wakif hain kay sood haram hay is liye wo apna swap free account open karen. Trading ik munafa bakhsh trading ho skti hai agar aap proper knowledge k sth trading Karin.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: sawal: difference between swap and swap free account?

                              Forex trading ki market Mein trading Karne Wale Tamam members ko chahie ki vah market Mein swap aur swap free account ke between difference ko acche tarike se clear kar le Kyunki unke between different ko clear karna Unki trading karne ke liye bahut jyada profitable aur helpful ho sakta hai isliye Tamam members ko apni trading se related complete knowledge aur information Hasil kar leni chahie Uske bad hi unhen apni trading start Karni chahie Taki vah Apne account ko acchi tarike se safe Rakh sake

                              Swap account
                              Jab Ham market Mein Apna account open karte hain to use Waqt Agar Ham swap account ke option ko select karte hai Tu Jab Ham Apna swipe account open kar lete hain to use Waqt Jab Ham market Mein Apne dried open karte hain to use Waqt Jab Hamen Apne trade Mein profit ya FIR loss hota hai to use Surat Mein Hamen Apne is profit or loss mein se brokers ko Commission per karna Hota Hai swap account Ek bahut hi fantastic account hota hai jo ki Hamen yah facility provide karta hai ki Ham Jab Kisi currency pairs ko Apne trade ke liye select karte hain to use Waqt Hamen fixed spread charges Ada karna Hote Hain inke charges Se Jyada Nahin Hote Jiski vajah se ham Apne account ko save Rakh sakte hain

                              Swap free account
                              Forex trading ki market Mein swap free account Ek Islamic account Hota Hai Jab traitors Azure free account ke jariye Se Apna account open karte hain to use Waqt To unhen Islamic rules or regulations ko follow karte hue Apna account open karna Hota Hai Jab vah swap free ke jariye Se Apna account open kar lete hain aur account ko open karne ke bad Jab vah Forex trading ki market Mein Apne trading start karte hain to use Waqt unhen Jab reading Mein profit hota hai ya FIR loss hota hai to use Waqt unhen brokers Ko Kisi kism Ka Commission Ada nahin karna padta balke Unka Jo profit hota hai vah unke account mein acche tarike se a sev rahata Hai unhen Kisi bhi broker ko ya Commission pey nahin karna padta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X