yeh review jp morgan chase bank pay mabni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review jp morgan chase bank pay mabni hai.
    Yahan Bank America ki seventh largest bank mein se ek hai.
    Is Bank ka shumar America Ki Sabse Badi Bank Mein Hota Hai.
    Yah Bank multinational investment bank aur Financial Service holding company Bank ke Taur per kam karti hai.
    Is Bank ke total asset bahut jyada hai ISI vajah se yah Bank seventh largest bank hai.
    Iske total assets 3.213 million us dollar hain. Yah Bank Puri duniya mein bahut jyada famous hai. Market capitalisation Mein yah Ek important bolata karti hai. And it is incorporated in the delaware. yah Ek public type ki Bank hai.isky total trading style ky component mein NYSE JPM.OR DJIA COMPONENT s and p 100 component and s&p 500 component shamil hain.
    iska ISIN = US46625H1005
    iski industry financial service hy. Yeh December 1 .2000 Mein Banai Gai thi.
    Iska Headquarter New York Mein Aur u.s mein hai.
    Yah Puri Duniya Ke logo ko facilities provide karti hai.
    isky key people ka naam jamie dimon chairman and ceo.iska revenue 116 billion us dollar hai.iski operating income 45 billion dollar hy. iski net income 36 billion dollar hy. iska AUM 2 $ trillion hai.total assets 2 $trillion hn.total equity iski 2 62$ billion hy.yahan py kam krny walo ki tadad 256981 hy. Yah employees ko bahut acchi salary aur Naukari provide karti hai.
    iski capital ratio 15 percentage hai. Yah bank JP Morgan Bank aur JS Bank ke saath kaam karti hai.

    FAIDY:_

    1. Asset or Wealth Management ka kam karti hai aur consumer banking ka kam karti hai.
    2. Aur Agar bahut hi Banking community commercial and investment banking ke Taur per kam karti hai jo customer ko bahut jyada facilities provide karti hai.

    3. Iske products bahut hi Zyada hai jo ke unlimited hai. An products mein credit card financial analysis vagera hai.

    4. Yah customer ko credit card Mein Aaya karti hai aur Iske ATM ke tatha bahut jyada hai.

    5. Yah customer ko accounts per security provide karti hai aur unko pension Deti Hai.
    6. Yah customer ko loan provide karti hai.
    7. aur yah wire transfer Kabhi Kam karti hai.
    8. Yah Bank cash deposit or whether Ramay koi bhi nahin Leti. Aur yah takriban 16000 branches ATM Ki rakhti Hai.
    DISADVANTAGES:_
    1. Inc account chase karne ka koi interest Nahin Hai. Yahan per multiple requirement Hoti Hai account oppening karne ki.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review jp morgan chase bank pay mabni hai.

    Morgan Chase se related main aaj aap logon ko introduction dena hai yah ek international level ka largest bank hai jo ki in the world largest bank haiPuri duniya ke andar largest bank hone ki vajah se yah 6 number per aata hai aur iski worldwide 2.50 trillion ke assets haiyah company jo hai vah products provide kar rahi hoti hai aur services provide kar rahi hoti hai apne tamam ke tamam customers ko joki more than 100 countries ke andar aa rahe haiiske andar ke log asset Management investment management investment banking Private Banking etc provide karrhay hein

    Advantages of this bank

    is Bank ka sab ke sab logon ko bahut fayda hota hai kyunki yah ek international level ke upar trading kar raha hota hai aur logon ko maximum facilities provide kar raha hota hai to logon ke liye bahut easy hota hai ki vah iske per kam kar rahe hainjitne bhi implies yahan per kam kar rahe hain vah log aasani ke sath achcha benefit hasil kar rahe hain

    Disadvantages of this bank

    is Bank ka sabse main disadvantage yah hai ki is ke employs more than 245000 ok buddy Bank ke hisab se bahut kam amount haiyah Bank basically too big to fail hai kyunki ine logon ka kehana hai yah ki ham log kabhi bhi fail nahin ho sakte.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

    اب آن لائن

    Working...
    X