Aaj ka review tarmos par hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aaj ka review tarmos par hai
    Aaj ka hamara review termas per mubny hai
    Advantages
    Thermos har Ghar ki zaroorat hai Pani garam rakhta hai chai garam rakhta hai agar ismein tender ko to thanda rahata hai hamen samachar rakh sakte hai ek dafa banaa Kate bar bar banane ki jarurat nahin padati hai usmein avashyakta per garm karke dalo aur do teen ghante ke liye usmein garm rahti hai thanda Pani dalo to prevent andar rahata hai samose mein khaas kism ka shisha istemal hota hai jiski vajah se chijen Ghar mein rahti hai yah 10 din rahti hai
    Disadvantages
    Rajasthan ke andar bahut sare fayde aur nuksan 8 bhi hai nuksan aati hai ki aaj sar Ham Koi chij banakar ismein Dal dete Hain vah Ham bhul jaate Hain usko FIR istemal karne se Ham bimar ho ja sakte hain aur ismein ismein shisha hota hai nagriya gir jaaye to sheesha toot ke kisi ke paon mein yah kisi ko lag sakta haiagar shisha Tut jaaye to yah pura ka pura bekar ho jata hai hamen dusra terminus bahut mahanga Lana padta hai
    Click image for larger version

Name:	THS_1000_SBK.png
Views:	1
Size:	149.2 کلوبائٹ
ID:	12470625
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aaj ka review tarmos par hai

    Aaj ka review tharmos par mabni hy.Tharmos aik aisa storage bartan hy jo chezon ko bahar k darja hararat sy ziada
    thanda ore garam rakhta hy. yeh do chezon pa mushtamil hy aik eska oper wala
    hisa jisy casing kehty hn jb ky dosra eska andar wala hisa jisy glass kehty hn.
    yeh hisa casing k andr hota hy.yeh kisi bhe liquid ko bahot dair tk thanda ya garam
    rakhta hy. yeh gharelo estimal ke aik bahot achi cheaz hy esko hum hat jaga
    istimal kr skty hn q k isay istimal krna bahot he asaan hota hy
    yeh portable cheaz hoti hy.jisy choty bary sb asani sy istimal kr sakty hain.
    Advantages:
    liquid ko lambay arsy tk thanda ya garam rakhta hy.
    Cheaz zaya nhi hoti.
    Cheaz taza rehti hy.
    Disadvantages:
    Eska nuqsanat bahot kam hy. Bs isy ehtiyat sy istimal krna chaiya q k agar
    yeh gir jay to eska glass toot jata jo k market sy kafi mehnga milta.
    • #3 Collapse

      Re: Aaj ka review tarmos par hai

      assalamauallikum janb kia hal h ap sb logo ky ummed h khriyt sy hongy that is hamare ghr my I qism ka guzr ka kam
      krta h bs frq y H us my pani or is my chai or pani dono grm rh skty h ismy fawaid my to bs yhi
      ata h ky simple apni kisi bhi chez ko grm rhkna
      • #4 Collapse

        Re: Aaj ka review tarmos par hai

        Assalamu alaikum ummid karta hun ke tamam forex members khairiyat se honge. Thermos Har Ghar mein aur Iske alava bahut sari jagah per use Kiya jaate Hain. Thermos basically kisi bhi liquid ko garam rakhne ke liye use Kiya jata hai. Aajkal market mein main bahut se thermos available hain. Thermos ke Bohat se advantages hain.

        Advantages.
        Thermos ka sabse bada advantage yah hai ke jab bhi aap koi cheez garam kar ke thermos mein daalte hain tu wo kaafi daer Tak thermos mein garam rehti Hy. Thermos Har Ghar mein Hi use Kiya jata hai jab bhi log chai banate hain tu chai banane ke bad thermos mein Dal lete Hain aur table rakha dete hain, jab breakfast karne ke liye ya wese chaye peene ke liye wo table pe bethty hain tu thermos se garam garam chae pee let's hain jabke agar wo chai banane ke Baad thermos mein nahi rakhte to chai thandi hojati. Iske elawa log paani garam kar ke khaas taur pe sardio ke season mein paani ko garam kar ke thermos mein daal dete hain jiski wajha se paani garam rehta Hy aur jab jab unhein paani ki zarurat hoti hy to woh thermos se peete rehtay hain. Thermos market mein main bahut sare designs main available hai hai aur aur different sizes mein available hai hai jaisa ke a 4 litre 5 litre aur ise chhote 3 litre yah 2 litre ke thermos bi market mein available hai log apni requirement ke hisab se thermos purchase karte Hain.

        Disadvantages.
        Thermos ke disadvantages main sabse pahle a yah Hai ki agar yah gir jaaye to Tut Jata Hai Hai jiski vajah se hamen nuksan hota Hai hai aur hamen main naya thermos Lena padta hai. Thermos ke andar bottle hoti hy jo ke thanda paani daalne ke foran baad agar garam Pani ya chai dali jae tu wo bottle crack hojati hy. Thermos ke agar disadvantages Hai ki ismein bahut jyada der tak chij garam hi rahti e agar aap aap ismein chai dalte Hain to sham Tak vah chai thandi Ho jaati Hai hai aur uska test bhi change ho jata hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Aaj ka review tarmos par hai

          Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

          Introduction.
          Aj ka humara topic tarmos par h jo k hum is ko chai garam rakny k lea use karty hain is may hum pani bhe garam rak sakty hain aj hum is k advantages or disadvantages k bahry may baat karayn gy

          Advantages.
          Tarmos k koch faidy ye hain jo.hum share karayn gy
          . Tarmos ka sub say bahra faida k is may 5. Ghanty hum chai ya paani ko garam rak sakty hain
          . Tarmos ka aik faida ye ha k ye muktalif size k milty hain jis.say hum may ye faida ha k hum zaida chai is may store kar k mayman o ko dy sakty hain

          Disadvantages.
          Tarmos k koch disadvantages hain jo hum ap k sath share karayn gyn
          . Tarmos ka aik bahra disadvantages ye ha k is k under glass lagha hota ha ager tarmos ghir jay to wo glass thot jahta ha jis say ap ka bahra nuksan hota ha
          . Ager tarmos may ap chai dahl ty hain to chai ka test Change ho jahta ha jis say chai pee nay k kahbil ni hoti

          اب آن لائن

          Working...
          X