jaiza:what is Gann line,Gann Fan & Gann Grid
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza:what is Gann line,Gann Fan & Gann Grid
    yeh three terms hamare metatrader 4 main available hain to main tamam senior members se yeh pochna cahon ga ke yeh kiya hain or tamam senior members isko please ache tarah se explain karden take hamen bhe yahan se kuch ho sake or is tarah se he to hum yahan se bahut kuch gain karne main ho jate hain kamyab lakin hamne kabhe bhe himmat nhe jarne cahiye balke hamne to hamesha he is main ache tarah se kam karna ho ga take hum is main success hasil kar he len ge or hum is main kuch na kuch to gain kar he jaya karen ge bas hamne is main ache tarah se kam ko time dena hota hae tab ja kar he to hum kuch gain kar jate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

    Gann Line
    Forex trading k mt4 ya mt5 platform me Gann Line k indication is bat se hoti hai k market ki trend line market price ki top se aik 45 degree pe line khenchte hen. Is se market ki downtrend show hoti hai jo k 45 degree k hisab de downside pe move kar rahi hoti hai. Gann Line ko one to one (1x1) bhi kaha jata hai, jis ka matlab hai k market me aik price k changing aik unit k time se ho rahi hai. Market me ye trend aam tawar par bohut ziada dekha jata hai jab bhi market me supply ka ratio demand ki nisabt ahista ahista ziada hota hai aur is waja se market me down trend chalti hai.
    Click image for larger version

Name:	images (83).jpeg
Views:	6
Size:	56.7 کلوبائٹ
ID:	12337852
    Gann Fan
    Market ki price chart ki top se mukhtalif qisam k angles draw karti hai aur agar koi price un angles se uper move karen to ye market ki bullish movement hoti hai jab k agar koi price in draw ki gaye line se down hoti hai to ye indication market me bearish movement ka ishara deti hai. Gann Line ko jo k 1x1 se show kia jata hai agar market me bearish chalay to ye market me strong support ki taraf movement ka ishara deti hai.
    Click image for larger version

Name:	images (85).png
Views:	4
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12337853
    Gann Grid
    Gann Grid me jab market ki movement aik trend line se two line uper side pe aur down side pe bhi 45 degree ki line draw keye jate hen, agar market ki price in 45 degree k oper ho jaye to ye market ki bullish indication hoti hai jab k agar ye line market ki down 45 degree se ho jaye to market ki movement bearish chalna shoro hoti hai. Market me next string support and resistance line ki position ko point out kia jata hai.Click image for larger version

Name:	images (86).png
Views:	3
Size:	13.9 کلوبائٹ
ID:	12337854
    • #3 Collapse

      Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

      Han je forex trading ma profit hasil karny k lae ham bhot sari strategies ko use karty hain. Jin trader k pass acha experience hota hai wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain or jo trader time pass karty hain or knowledge or experience ko prefer ni karty wo kbi kamyab ni ho sakty. Forex trading ma asy he ik strategy jis ko ham gann line strategy kehty hain ham us par mazeed bat karyn gy.

      Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201125-095350_Opera Mini.jpg
Views:	2
Size:	182.3 کلوبائٹ
ID:	12337857

      Gann line strategy. Gann line diagonal line hoti hai jo uniform speed sy move karti hain. En ko use kar k trendline bana deye jaty hain. Trend line ma ham top points or bottom points ko join karty hain. Jb ye trend line up move karyn gi to eska matlab hota hai k market up trend or jb ye trend line down move kar rahi to eska matlab hai k market down trend ma hai. So trader ko gann line sy trade open karny ma help melti hai.

      Gann fan mearning. Gann fan trader ko market ka past or future samajny ma bhot help deta so trader ko agr market ka acha concept find karna ho to wo gann fan ko use karta hai. More over es sy trader ko market ka relationship pata chalta hai k market kis relation ma move kar rahi hai. Agr market positive relation ma move kar rahi hoti hu to trader ko buy ki trade ko open karna chahe or jb ye relation negative ho to trader ko es ki bena par sell ki trade ko open karna chahe.

      Function of gann grind. Gann grid ki help sy trader market ma volatility ko find karta hai or es bena par ye find karny ma kamyab ho jata hai k market ki volatility es time par ketni hai or trader es sy kesay benefit hasil kar sakta hai. Jo trader es information ko use karny ma kamyab ho jata hai in short wo profit hasil karny ma kamyab ho jata hai so trader ko hamesa knowledge k sath he chalna chahe. Agr knowledge na hasil ki jae to profit hasil ni hota.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

        Walekum assalam Tu all Fox member dear Aaj Apne Hamare Sath bahut hi acche topic ko discuss ki hai fracturing ki market Mein kam karne se pahle trader ko forex market ke related Achcha knowledge or experience Hasil kar lena chahie Taki vah market Mein majbut Tamam chijon ko acchi Tarah Se Jaan sake aur Market Mein ine chijon ko Samajh Ke acchi Tarah se kam kar sake Forex trading ki market Mein trader ko Hamesha acchi information ke sath Hi Kam karna chahie der Aaj Ham aapke sath gan line gun fan and gun greed ka knowledge share Karenge

        Gan line

        Dear member Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Gan line Ek strategy Hai Ek bahut hi acchi strategia Forex trading ki market Mein Gan line strategy Ek famous strategy hai Forex trading ki market Mein gun line strategy ko 1 to 1 bhi Kaha jata hai Gan line strategy moving average oscillator ke adduction ko bhi show karti hai Gan line 45 ° ke angle ko show karti hai gun line strategy ki help set trader market ke trend line ko aasani se banaa sakte hain trend line mein trader Hamesha bottom points or top points ko hi istemal Karte Hain

        Gun fan

        Forex trading ki market Mein gun fan series of line se con concsist Hota Hai Gan fan ko gun angle ka naam bhi diya jata hai Gan fan trader ko Hamesha technical analysis ki base per market ke cyclic or geometric natura ke related Idea deta hai gun fan bhi 1 trading strategy hai Forex trading ki market Main gan fan sports and resistance ke different level ko draw karta hai gun fine trading strategy every time same time frame mein kam karti hai

        Gun grid

        Gun greed bhi 1 trading strategy Ki Tarah Forex trading ki market Mein kam karti hai gane line main use Waqt 45 degree ki line drawki Jaati Hai Jab market ki movement ek trendline se 2 line upper side per move karti hai Gan Line ki madad se trader market ki volity ko acchi Tarah se find kar sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

          Gann line, Gann Fan or Gan Grid se related aapane bahut hi important topic discussion ke liye select kiya hai no doubt Forex trading Mein Jab Ham Apne technical analysis ko complete Karte Hain To Aisi situation mein humko different analysis complete karna hote hain aur ham different tarike istemal Karke Apne analysis ko perfect banaa sakte hain aur Forex trading Mein Ek important observation Karke apni decision-making kar sakte hain dear jab aap market Mein Ek top-level Se down words movement ko properly focus karne ke liye ek line ko draw Karte Hain Jo 45° per draw ki Jaati Hai Iski basis per aap market ko calculate kar sakte hain aur Market ki movement ko is easily understand kar sakte hain.

          Gann Grid se related Jab aap apni learning complete Karte Hain To ismein aap down words aur aap words different lines ko draw karte hain Auron Ki basis per apni decision-making karte hain no doubt Forex trading Ek Aisa business hai jismein aap different tarike istemal Karke apni decision-making kar sakte hain dear jab aap yah line draw Karte Hain To Aisi situation main aapko economic factor se related apni complete information Hasil honi chahie aur aap demand and supply co properly focus Karke apni decision-making kar sakte hain no doubt yah Ek bahut hi important way hai jismein aap apne different analysis complete kar sakte hain aur ismein maximum information Hasil kar sakte hain.

          Isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap market Mein Apni analysis ko complete Karte Hain To usmein aap ko hundred percent confirmation Karni chahie aur Market ko properly judgement aur calculate karne ke liye bahut jyada hardworking Karni chahie agar aap market Mein Kamyab Hona Chahte Hain To ismein aapko Apne analysis perfect banana hote hain aur uske sath aap market mein bahut acchi Tarah kam Karke a apni decision-making ko aur iske sath apni experience level ko gradually increase kar sakte hain Jo aapke liye bahut jyada helpful ho sakta hai aur forever aapki trading ko profitable Banane Mein different important indications aur informations provide kar sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

            Forex trading ki market Mein different types ke gans Hote Hain Ki three types hoti hain gan line gan fan gan gried yah 3 types market mein bahut jyada importance rakhte Hain market Humne Jo member trading Karte Hain Do unhen Apne trading ke liye gan ki ine Tamam types ko acche tarike se study kar lena chahie market Mein Ja Tamam types aapko metatrader 4 aur Miranda 5 available hoti hai metatrader 4 Meratrader 5 aapko insulated best services provide Karte Hain

            Gann line
            Market me traders is a trading strategy is a stock market or commudity markets main use kar sakte hain market Mein traders gan lines ko different types ki basis ka istemal karte hue inke jariya se acche benefits Hasil kar sakte hain consideration price time aur range market ki cyclical nature behaviour market price aur metrical nature ki basis per Tamam traders gan lines ka istemal kar sakte hain market Mein trader was gan lines ke sath different type kar sakte hain yah indicators aap ke liye bahut jyada helpful Hote Hain

            Gann grid
            Market Mein Ek simple Si trading strategy Hoti Hai Jisko traders metatrader 5 ki help se use karte hain aur ISI trading strategy ke jariya se market ke price action movement ko acche tarike se clear kar lete hain yah Ek bahut hi nice aur profitable trading strategy hoti hai traders market is gyan greed ke sath different type ke time frame aur any currency pair ka istemal kar sakte hain aur Iske jariye se apni trading co successful reading banaa sakte hain

            Gann fan
            Gann fan Bhi Ek bahut hi best aur wonderful trading strategy Hoti Hai Jisko traders market Mein technical analysis ki baised per use karte hain Gann fan market ka Ek geometrical Aur cyclical nature Hota Hai market Mein yah price chart pattern ko acche tarike se show karte hain aur is ko show karne ke sath sath Yahi market we sport resistance level ko sport karte hue market ki price ko acche tarike se confirm karne mein bahut jyada help Karte Hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

              Dear chart me Kuch back side py lines use Hoti hen candlestick ki back pay jin ko GAN and GRID Kaha Jata Hy trading me strategy development me is Ka bht role hota hy is ko GAN and GRID trading strategy kehty hen is me kam kerny ky liay hamain is terha stretegy bana ker trade kerni chahiay ky pehly tou hamain loss na ho ky ham loss sy secure ho ker trade kerty rehain then hamain agar kisi open trade main loss hona shoru ho jata hai tou hamain loss ko recover bhi same open trade main hi kerna hai ky ham apni hi trade ko kuch Bari lot ky sath hedge ker lain tou hamara loss bhi control Ho jata hai aur hamain kuch profit bhi hasil ho sakta hai then agar trade ko hamain loss main close kerna hi perta hai tou hamain phir aesi stretigy ko use kerna chahiay ky hamara loss mazeed increase na ho saky hamain loss ko recover kerna hai taky ham next profitable trade ky liay planning start ker dain jab bhi ham forex market main koi trade open kerain tou yeh profit aur loss hamari stretigy main shamil hona chahiay ky profit ka target kitna Ho tou trade close kerni hai aur loss kis limit tak ponch jaey tou trade close kerni zaruri hai ky same loss recoverable hona chahiay warna bara loss recover kerny main bhi account wash ho jata hai trader is strategy ko use ker kay apna loss cover ker letay hain. lakin problem tab ati hay jab bouble grid trading strategy kernay say trader ka account banned ho jata hay aur saray ka sara profit dhara ka dhara reh jata hay. is liye hamen yeah trading strategy tab hi use kerna chahye jab is ko broker allow ker raha ho. ager bouble grid trading strategy ko broker allow nahi kerta to us say hasil kia gia profit kabi bhi withdraw nahi ho sakta. is liye trader ki sari mehnat zaya ho sakti hay. aur is say trader dis heart ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

                Dear forex me gan aur grid chart ki lines ko Kaha Jata Hy horizontal line ko GAN kehty hen aur vertical lines ko Grid Kaha jat hy ye dono ki Working same time main both directions main same lot size sy trades open ker lety hain aur jab aik trade profit main chali jati hai tou usy close ker dia jata hai aur loss wali ko profit main jany tak continue kia jata hai jab woh bhi profit main chali jati hai tou dono profits ko calculate kerny per acha profit hasil kia ja sakta hai yahan main double grid sy related apni stretigy share ker raha hun ky apko agar lag raha ho ky market up ya down ja sakti hai tou same direction main ap trade open ker lain aur usky against bhi half lot size sy aik trade open ker lain agar tou bary lot size wali profit main close hoti hai tou jo loss main continue ho us ky against aik aur half lot size ki trade open ker lain aur aesa tab tak continue kerty rehain jab tak smallest lot size wali bhi profit main nehi chali jati tou jab total profit calculate kerain gy tou woh sufficient quantity main hoga nay bohat achay tareeqay bata dia hay may bhi batat chaloon kay double grid aik sucessfull tareeqa hay is ko kertay asiay hay kay maslan aap buy orger lagatay ho to 40 pips iss ka tp rerekh do phir isko sl 30 pips kerdo or sl kay point per sell limit laga do jiska tp 45 pips or sl 20 pips ker dain pehlay to umeed rakhain kay buy say hi profit haasil hi jaaye ga ager buy wali sl hit kerti hay to sell waali trade uskay loss ko cover ker lay gi lekin ager dono kay sl hit hotay hain to yeh aap ki luck hay
                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

                  Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum member dear aapane bahut hi Achcha question forex market mein kya hai dear Ham Sab forex market per kam Karen Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki jab tak hamare pass trading co knowledge or experience Nahin Hota Ham is Waqt Tak kabhi bhi successful trader Nahin Ban Sakte dear Pakistan Forex forum Ek bahut hi Jabardast opportunity hai jismein aap apna experience increased kar sakte hain Kyunki Ham dekhte hain ki hamare pass ismein bahut jyada expert traders hote hain Jinka Ham experience dekhte hain aur hamen bhi uska fayda Hota Hai.

                  Dear jab Ham metatrader 4 Mein trading kah Rahe Hote Hain ismein Ham dekhte hain ki hamare pass ismein different indicators hote hain aur ismein hamare pass different trading tools hote hain Jinka Ham trading Mein istemal Karte Hain To Hamen trading Se Accha profit hone ke bich jaan se jyada ho Jaate Hain dear trading tool ke bare mein aapane bahut hi acchi information share Ki Hai dear aapane Gann line aur Gann strike ke bare mein apni topic ko choose kiya hai dear Ham dekhte hain ki Jab Gan line per Ham kam kar rahe hote hain to yah Ek 45 degree ka ek angle Hota Hai Jis per market movement kar rahi hoti hai.

                  Dear hamare pass ismein different trading tools hote hain Jinka Ham istemal Karte Hain To Hamen ismein Jyada fayda hota hai forex market Mein Ek successful trader Banna Chahte Hain To uske liye Hamen market ke bare mein jyada Se Jyada knowledge Hasil karna hoga aur Hamen ismein different trading strategies ke mutabik kam karna hoga To Hamen ismein jyada fayda ho sakta hai agar Ham ismein without learning aur bagair soche samjhe Agar ismein kam Karte Hain To isase Hamen nuksan hone ke bhi Chand Se Jyada Ho Jaate Hain isliye Hamen is main proper learning Karke trading karna Hogi.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

                    Market mein trading karty huey traders different techniques aur strategies impose kar ky market se differently profits achieve karty rehty hain. Market mein aaye din new strategies introduce krwae jati hain. Jin ko market mein study kar ky apply karny se thousands of traders profits gain karty rehty hain. Isi teha ki ek Strategy Gan Fans strategy hai jo Ky market mrin technical analysis mrin Help Out krti hai.

                    Gann Fans :

                    Gann Fans ko is ky creator W. D Gann ky name ki wjha se name dia gaya hai. Gann Fans strategy market ko technically analyse krny ky liye ek strategy hoti hai. Is mein angles ki base pe price movement over time ko note kia jata hai. Aur is trha market mein trading ki jati hai. Is trha market mein resistance aur support levels ko find out kar ky market mrin trading signals aur entry points note kiye jaty hain. Agar aap market ko Gann Fans ki base pe study karty hain to aap market mein bhut achy entry points find kar ky market mrij targets achieve kar skty hain. Angles ki informations ko dkeh kar aap market mrin trade kR skty hain. Gann Fans ki base par aap ko market mein Support aur Resistance points milty hain. Aap market mein jitni​zeada strategies apply karty hain to aap is trha market mein maximum profits gain kr skty hain.

                    Market mein Profesional traders maximum strategies ko Learn Kr ty rehty hain aur woh market mein in ko practically apply ktny se pehly market mein demo accounts par yeh strategies test karty hain. Is trha agar un ko is se market mein regular profits ana start hjaen to woh un strategies ko market mein real trading ky liye use karty hain. Gann Fans strategy ko technical analysis ky tor par use kia jata hai. Is trha analysis aap ko better trades find krny mein help karti hain. Aap Gann Fans strategy ko apni trading ka hisa bna skty hain.
                    Last edited by ; 25-11-2020, 10:00 PM.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

                      Forex trading Mein Ek important observation Karke apni decision-making kar sakte hain dear jab aap market Mein Ek top-level Se down words movement ko properly focus karne ke liye ek line ko draw Karte Hain Jo 45° per draw ki Jaati Hai Iski basis per aap market ko calculate kar sakte hain aur Market ki movement ko is easily understand kar sakte hain.

                      Gann Grid se related Jab aap apni learning complete Karte Hain To ismein aap down words aur aap words different lines ko draw karte hain Auron Ki basis per apni decision-making karte hain no doubt Forex trading Ek Aisa business hai jismein aap different tarike istemal Karke apni decision-making kar sakte hain dear jab aap yah line draw Karte Hain To Aisi situation main aapko economic factor se related apni complete information Hasil honi chahie aur aap demand and supply co properly focus Karke apni decision-making kar sakte hain no doubt yah Ek bahut hi important way hai jismein aap apne different analysis complete kar sakte hain aur ismein maximum information Hasil kar sakte hain.

                      Isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap market Mein Apni analysis ko complete Karte Hain To usmein aap ko hundred percent confirmation Karni chahie aur Market ko properly judgement aur calculate karne ke liye bahut jyada hardworking Karni chahie agar aap market Mein Kamyab Hona Chahte Hain To ismein aapko Apne analysis perfect banana hote hain aur uske sath aap market mein bahut acchi Tarah kam Karke a apni decision-making ko aur iske sath apni experience level ko gradually increase kar sakte hain Jo aapke liye bahut jyada helpful ho sakta hai aur forever aapki trading ko profitable Banane Mein different important indications aur informations provide kar sakta hai bahot shukriya apka.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

                        Gann line.
                        Gann line asal main aik tirchi line hoti hay jo keh taqreeban 45 degree angle per draw ki jati hay. Downtrend main ye top to tops ko milany say banti hay jab keh up trend main bottoms ko milany say banai jati hay. Is say trader ko ye pata chal jata hay keh is say market kis side per jaye gi aur is tarah is ko forecast bhi mil jati hay.

                        Gann line tells us present, past and future movement.
                        Gann line kay through hamain bahut he mufeed information milti hain, is line kay through hamain past movement pata chal rahi hoti hay jab keh present point to hamain pata he chal raha hota hay. Isi tarah jab ham time ki speed say is line ko analyse kar rahy hoty hain jis say hamain future ki forecast aur prediction bhi mil rahi hoti hay. Jis kay liye ham is line kay through mukamal information lay laity hain.

                        Support and resistance levels.
                        Gann line ki aik bari khoobi ye hay keh hamain is kay through support and resistance level ka bhi pata chal jata hay. Uptrending per khainchi jany wali lines support ka batati hay jab keh down trend per khainchi jay wali line resistance level ka batati hay.

                        Gann lines tells us strength and weakness.
                        Gann lines kay through trader trend ki strength aur weakness ka pata chala sakta hay q keh jab movement taiz hoti hay aur line kay sath chal rahi hoti hay ya slow movement ho rahi hoti hay to is tarah trader ko trend ki strength ya weakness jan'ny main help mil jati hay.

                        Gann lines tells us trend changing time.
                        Gann line kay through jab analysts tops and bottoms kay darmian hony wali movement ko analyse kar rahy hoty hain to inko ye pata chalta hay keh market kis speed say move kar rahi hay aur ye kis waqat future main trend change kary gi. Is tarah trader is line ki madad say trend ki forecast kar sakta hay.

                        Other benefits of gann lines.
                        Gann lines kay bahut ziada benefits hain laikin badqismati yeh hay keh aksar trader is ko ise karny say lailam hain jis waja say woh is indicator ko use nai kar paty. Is liye hamain chahiye keh ham forex main use hony waly valuable indicators say waqfiat rakhain specially gann lines ka use karain ta keh forex main effective trading kar sakain.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

                          Gann Grid se related Jab aap apni getting to know entire Karte Hain To ismein aap down words aur aap phrases unique lines ko draw karte hain Auron Ki basis in line with apni selection-making karte hain no doubt forex buying and selling Ek Aisa enterprise hai jismein aap exclusive tarike istemal Karke apni decision-making kar sakte hain expensive jab aap yah line draw Karte Hain To Aisi scenario essential aapko economic aspect se associated apni entire data Hasil honi chahie aur aap call for and deliver co well awareness Karke apni decision-making kar sakte hain no doubt yah Ek bahut hello crucial way hai jismein aap apne extraordinary evaluation entire kar sakte hain aur ismein maximum information Hasil kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

                            Gann Grid se related Jab aap apni learning complete Karte Hain To ismein aap down words aur aap words different lines ko draw karte hain Auron Ki basis per apni decision-making karte hain no doubt Forex trading Ek Aisa business hai jismein aap different tarike istemal Karke apni decision-making kar sakte hain dear jab aap yah line draw Karte Hain To Aisi situation main aapko economic factor se related apni complete information Hasil honi chahie aur aap demand and supply co properly focus Karke apni decision-making kar sakte hain no doubt yah Ek bahut hi important way hai jismein aap apne different analysis complete kar sakte hain aur ismein maximum information Hasil kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza:what is Gann line,Gann Fan &amp; Gann Grid

                              Assalamualaikum Pyara bhai jaan Apna theek kaha hai kya gogireddy Kajol Apne Dhyan Mein Rakhta Hai vah Kabhi Kamyab Nahin Hota aur Agar aapane bhi lalach Rakhe hai to aap bhi Kamyab Nahin ho sakte Tu Mere Pyare bhai jaan aapko chahie kya aap apne Jahan Mein yah lalach Ka Kida nikaalne wala Lachke bagahi kam Kya Karen Agar lalach ke kide ko bhagaya Ja Nikal Lal Achcha aapke ghar mein nahin Hogi to aap apna kam Achcha kar Payenge Agar aapke Dhyan Mein lalach Rahegi to aap kahan Mein Kamyab Nahin ho sakta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X