Yeh review lemon k faidy py mbni ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review lemon k faidy py mbni ha
    Introduction
    Friends ajka hmara topic lemon k fawaid py mbni ha Yun to lemon apny andr Beshumar khasiyat rkhta ha or maheren tib iska use different methods sy krty han.aj me apko lemon k kch asy fawaid btaonga jinky Bary me AP ny phly nhi suna hoga...

    ADVANTAGES of lemon
    1)subha Bina kch khaye Peye AGR hum grm pani me aik lemon Dal k Pete to yeh hmari body me sfai ka Kam krta ha istrha lemon ka use urine me tezi lata ha jis sy jism me mojod zehreela mwad kharij hojata ha.lemon body k muzafti system ko b strong bna deta ha.
    2)water k sath lemon Mila k peny sy jism ki ratobat peda krny me help krta ha Jo k food Ko hazam krny ka bhtreen ansr ha.lemon food Sy zehreela mada b khtm krny me helpful hota ha.
    3)lemon Ko hum grmio me mchro ko bhgany k lye b use krskty Han.isky liye lemon ko Kat k isky half hisy me long rkh k isy ghr k kony me rkhny sy mchar nhi aty.
    4)lemon ko arqe qulab ya vanela k sath mix KR k ghr me spray krny sy iski fresh khushbo hmari sanso ko taza krdeti ha.
    5)lemon k drops AGR kty hvy apple k oper Dal diye jayen to yeh apple kafi dare tk khrab ho k Browne nhi hota.
    6)lemon ko jigr ki sfai k lye b use Kia jata ha.
    7)lemon ko skin ki tazgi k lye b use Kia jata ha.
    8)lemon ko eyes k nchy dark circles b khtm krny k lye use Kia jata ha.
    9)lemon me mojod antioxidants jism me mojod kmzor khulyo ki fori bahali k lye BHT important hota ha.
    10)tea me milk k bjaye lemon ka Rus Dal k peena ziabetus bemari k lye mufeed ha.

    DISADVANTAGs
    1) lemon ka skin py ziada use skin ko damage krskta ha.
    2)lemon ka juice ziada peny sy stomach problem hoskti ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review lemon k faidy py mbni ha

    introduction

    Aoa..dear members meet karti hun kya aap sab khairiyat se honge aapane mere sath bahut achcha review share kiya hai aap nirman ke bare mein baat ki hai jo ki ham log apni daily life mein bahut sari chijon mein use karte hain to lemon ke bahut sare advantages hai main aaj aapko is bare mein batungi

    Advantages

    dear members lemon ke bahut sare fayde hain aur aap usko apni daily food we use karte hain apni haddiyon vagaira mein lemon ko use karte hain iske alava kabse silent banaa Rahe to uske andar bhi lemon juice hota hai iske alava aap lemon ka ek aur Bada advantage hai kisko sharbat banane ke liye use Kiya jata garmiyon mein lemon ka sharbat sabse jyada paya jata hai kyunki yah bahut achcha hota hai uska test page hota hai ya garmi kaisa ko bhi dur karta hai iske alava vitamin aur iske andar hota hai lemon ke andar to hamari vitamin ki jarurat kabhi pura karta hai uske sath Amal Amal ko kya hua banane ke liye green tea banane ke liye use karte hain aur agar aapko floor hai nazla zukam hai to tab bhi aap usko apni chai ke andar mein chhod Kar use kar sakte hain to bahut jyada advantages hai is ka paudha Ghar apne ghar mein lagaen to yah badi jaldi karo ka jata hai jyada se jyada Le sakte hain agar bahut jyada ho jaaye to aap humko fir bhi kar sakte hain aur isko kaise banaa sakte hain ke bahut sare advantages hai

    Disadvantages

    dear members vaise to lemon ki koi bhi disadvantages nahin hai magar kuch logon ko acidity Kashi hota hai jinka stomach bahut jyada sunset hota hai to lemon khane se use karne se unko aise duty ho sakti hai ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review lemon k faidy py mbni ha

      Aoa.Umead hy sb Khariyat Sy hn Gy. Aaj jis topic py discussion ho rhai hy woh lemon ka baraay main hy. lemon aik aisi cheaz hy jo gharon main bahot ziada istimal hoti hy. eska chilkay, arq main bhaot saray tibi fawaid pay jaty hain. es main vitiman C paya jata hy. lemon k bahot sy fawaid hy.
      Advantages:
      1)jismani wazan ko control krny mn madad daita hy..
      2)Nizam e inhizam Ko behtr karta hy.
      3)cancer ka khatra kam krta hy.
      4)falij ka khatra kam krta hy.
      5)Gurdon ke pathri ka liya mufeed hy.
      6)yeh khoon ko saf krta hy ore jisam sy fasid madon ko khatam karta hy.
      7)agar shehd ke makhi ka bhir kat jay to mutasira jaga par lemon lganaay sy dard ke shidat main kami ati hy.
      Disadvantages:
      Lemon bahot ziada istimal krny sa gala kharab ho sakta hy.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review lemon k faidy py mbni ha

        INTRODUCTION :

        mnDear members yeh review lemon per mabni hai is Review mn main apko lemon k faidy aur nuqsanat btaun ga.. dear members lemon hmari seht aur khubsurti
        bhi ehm role play krta hai.. lemon phal aur sabzi dono k taur per istemal kia jata hai.. lemon ka zaiqa khatta ya tursh hta hai ..

        FAIDY:

        Dear members lemon 🍋 ko hum garmiun mn mashrubaat mn istemal krty hn jo hmare blood pressure k liye bht mufeed chez hai is k ilawa lemon ka istemal
        Masaaly k taur pe aur achaar bnany mn bhi kaam aata hai... Lemon ko hum sabzi k taur per bhi istemal kr skty hn.. is k ilawa lemon ka rass nikaal kr isy boil kr
        Lamby time tk mehfooz rkha ja skta h aur wqt aany per istemal kia jata hai..

        NUQSANAT:
        Dear members lemon k chand nuqsanat bhi hain jese k lemon ka bht zyada istemal blood pressure barha skta hai .. aur is k ilawa lemon mn bht zyada acid hta
        Hai jiska zyada istemal hmen bemari mn mubtla kr skta hai.. lemon ko zyada din rkha jae to woh khrab ho jaty hn aur hmare pese zaya ho jaty hn ..
        Lemon 🍋 kafi expensive hty hn
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review lemon k faidy py mbni ha

          Asalamalikum!
          Umeed ha dstn ap sab khariat sa hon ga 🖐️.... Aj ka hmara topic lemon ka faida oar mabni ha 🍋 . Lemon ik but faidaamd cheez ha Urdu ma hum is nimbu khta ha . Is ka bht faida hota ha . Ur har koi isa use krta ha aj ma ap ko is ka faidon ka bara ma btoun ga ...
          Advantages of lemon 🍋

          Is ka bht sara advantage hota ha .... Ya bhbht achi cheez ha . Log isa apna khno ma use krta ha kio ka khna ma is ka Acha taser atata ha ur ya khna ma khtas paida krta ha kio ka is ka apna taste sour hota hha is Lia ya khna ko zada mazadr bna deta ha . Cooking ma Isa use krna sa logn ko kha but psnd ata ha . Is ma acetic acid hota ha Jo hmara stomach ki digestion ma help krta ha ur body ma but faida mand hota ha ya acid chemical reaction ma bhi use hota ha is Lia ya bht faida mand ha . Is ka ilawa is ko hum skin ka Lia bhbhi use krta ha ya skin ko bht faida deta ha iis sa skin ka upar shining ati ha . Jis ssa skin achi lagti ha . Is ka ilawa ya neck whitening ka Lia bhi use hota ha is ka ilawa is ka but sarsara faida hota ha ya salad ma bhi use hota ha . Ap sasab ko lemon 🍋 use krna cchia .
          Umeed ha ap sab ko ya review psnd ai ga ... Thanks
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review lemon k faidy py mbni ha

            Introduction :
            Lemo jo k dunya k har ilaky ma paya jata hy apny gaon ka fawaid k lihaz sy qimti phalo ka badsha hy mgr hmari beqadri ki waja sy isy mamooli sbzi smjha jata hy Qudrat ny is ma Setrik Asid,calcium ,Potassium, Folaad,Fasforis or Vitamins A or Vitamins B ka khazana rkha hy .ye Gosht bnany waly nashatadar or roghni ajza ka nadir majmoowa or Vitamins C ka khazana hy Is ka Chilka ,Ras or bejh har cheez ghazai or dawai ajza apny andr samoye howy hn
            advantage
            ..khoon saaf krny ,halki bhari ghaza hazam krny or pate ki Gas door krny k lye is ki shikanji bna kr istamaal krny ka rawaj qadeem sy aam hy ..tbyt kharab hony ki surat ma masalan ulti wgera any ki surat ma ya maida wgera kharab hony ki surat ma is ka istamaad muasar or mufeed sabit hota hy
            Qudrat ny is ma Setrik Asid,calcium ,Potassium, Folaad,Fasforis or Vitamins A or Vitamins B ka khazana rkha hy .ye Gosht bnany waly nashatadar or roghni ajza ka nadir majmoowa or Vitamins C ka khazana hy
            Is ka Chilka ,Ras or bejh har cheez ghazai or dawai ajza apny andr samoye howy hn ..khoon saaf krny ,halki bhari ghaza hazam krny or pate ki Gas door krny k lye is ki shikanji bna kr istamaal krny ka rawaj qadeem sy aam hy ..tbyt kharab hony ki surat ma masalan ulti wgera any ki surat ma ya maida wgera kharab hony ki surat ma is ka istamaad muasar or mufeed sabit hota hy

            اب آن لائن

            Working...
            X