Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation
    Dear friends Forex me mostly jab ap highly volatile market main order lagty hai aur aap ka order jis par price par aap ny place Kia hota hy us par nahi lag apta price change ka option bar bar ata hy to us phenomenon ko slippage kaha jata hy. For example, agar aap nay Gold ko 1806.60 par buy krny ka order place Kia aur wo us price par nahi balkay us sy different price price par laga to usy slippage ya reauotes kaha jata hy. Slippage aik hi click par trading main hoti hai. Slippage ya requotes do types ke ho sakty hen.

    Positive Slippage
    Agar aap nay Gold ko 1805.50 par bjy karny ka order kiya aur wo 1805.00 par buy ho gaya to ye positive slippage hy Jis ka aap ko faida hai.

    Negative Slippage:
    Jab aap ka order 1805.50 ke bjaay 1805.90 par buy ho jaay to isy negative slippage kaha jay ga. Aur is main aap ko 40 points ka loss hoga.

    Reason of Slippage:
    Slippage is leay hoti hai kay jab aap order laga rahy hoty hain to us wakt market main bht sary buyers aur sellers hoty hain jis ke reason sy market ke price up ya down move hoti hai.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

    Dear aapane bahut hi important discussion Hamare Sath share Ki Hai no doubt Forex trading major market ki volatility Jyada Hoti Hai To Aisi situation main market me aapko koi bhi trade open karna aur close karna difficult ho sakta hai aur sometime aapki required transactions ignore kar di jaati hai aur ismein aapko rejection error a jata hai dear jab market mein bahut jyada volatility hoti hai aur aapke different instructions ko reject Kiya Jata Hai To Aisi situation Mein isko aap slippage ka naam Dete Hain sabse pahle aapko main slippage ki exact definition aur iski further type se related kuch important information share karna chahta hun jo aapke liye valuable ho sakti hain.

    What is Slippage :

    Forex trading me jab aap manual apni koi bhi trade open aur close kar rahe Hote Hain To Aisi situation Mein Aapki trade open or close Nahin Hoti aur aapko rejection error a jata hai aisi situation ko aap market Mein slippage ka naam Dete Hain.

    Types of Slippage :

    Dear jab aap slippage ko completely study Karte Hain To aap isko further to type main divide kar sakte hain iski briefly information main aapse share karna chahta hun.

    Positive Slippage :

    Dear jab aap market Mein Koi Bhi trade open karte hain aur ismein aapke liye rejection a Jaati Hai yah Jab aap market Mein Koi trade close Karte Hain To ismein aapke liye rejection a jaati hai aur uske bad market Mein available prices aapko Jyada favour kar rahi Hoti Hai To usko aap positive slippage Keh sakte hain.

    Negative Slippage :

    Dear agar aap market Mein trade open karte hain aur close karte hain aur aapki yah instructions reject Ho Jaati Hai Aur Iske bad Jab aap Dobara apni trade ko open or close karna chahte hain To Aisi situation main market aapko Jyada favour nahin kar rahi hoti as compared to first attempt to Aisi condition ko aap negative slippage Keh sakte hain.

    Reasons of Slippage :

    Dear jab market Mein different news Aati Hai To Aisi situation main market ki movement bahut jyada ho rahi hoti hai aisi situation main market ki volatility jyada ho rahi Hoti Hai Jiski wajah se market mein aapko slippage Jaise problem face karna Hote Hain.

    How to avoid Slippage :

    Agar aap market mein slippage se avoid karna chahte hain to is purpose ke liye aap apni Har trade per take profit aur stop loss ka istemal kar sakte hain aur uske sath sath aap market Mein pending order ki facility ko istemal kar sakte hain Aisi situation main aapko slippage ka Samna Nahin ho sakta.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

      Dear friend Slippage aur reqoutes dono different things hoty hen Forex trading me sllipage ki jaga requotes word to use nahi hota information ap ny share ki hy is ko Requotes kehtay hain. Requotes common to nahi hotay lekin market mein jab bohot ziyada volatility ho tab requotes ho jatay hain. Is ki waja ye ha kay jab market bohot tezi se move karti ha to jesay hi trader buy/sell par click karta ha, jab tak wo order broker kay server tak jata ha, price bohot agay barh chuki hoti ha Aisay mein broker ki taraf se message show hota ha kay ap jis price par order open karna chahtay thy, us par order open nahi ho sakta aur present price par ap ko order open karnay ki permission di jati ha. Requotes ko bohot se log dhoka ya fraud samajhtay hain lekin aisa hargiz nahi ha because ye sab kuch market ki tezi ki waja se hota ha, broker ki is mein koi ghalti nahi hoti slippage orders lag sakty hey aur kemi time ye reject be ho jaty hey, jo slippage orders lag jaty hey ye negative me be ja sakty hey aur positive par be ja sakty hey, market me agar bahot zeyda teezi ajaye to esy time me hamary orders jo ham close karna chahty hey wo be reject ho jaty hey es ko be ham slippage kehty hey kesi time hamary orders positive me close ho jaty hey aur koch orders jes price par ham es ko close karna chahty hey us par close nahi hoty aur negative me ja kar close ho jaty hey, ye sab market ki fast movement ki waja se hi hota hay
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

        Yes trader ko forex ma trader ko achi knowledge ho gi to wo achi trading karny ma zarur kamyab ho jata hai or agr trader ko market ma use hony wali various terms k bary ma information na ho to usk lae profit hasil karny ma bhot problem hoti hai. Jo trader bena information or knowledge k trade open kar lety hain wo hamesa nakam rehty hain. Es topic ma ham slippage ko further discuss karyn gy.

        Term slippage meaning. Forex trading ma market ki fast move ma trader jb market ko buy ya sell karny ki khosis karty to market ki fast movement ki waja sy wo apny order ko carry ni kar paty jis ka trader ko ye nuksan hota hai k wo market k ik slot ko trade k lae pick karty hain to market dosri jaga move kar jati hai or sy trader ko nuksan ho jata hai or wo trade ko open ni kar paty.

        Positive slippage vs Negative Slippage. Forex trading ma slippage jb trader ki favour ma ho jae to esko ham positive slippage kehty hain. Jesa k trader ko agr trade close karni hai or wo trade close ni hoe to bad ma trader ka profit zayada ho jata hai to esko ham positive slippage kehty hain. But agr trader apni trade ko slippage ki waja sy close ni kar pata or market profit sy loss ma ponch jati hai to esko ham negative slippage kehty hain. Trader trading tools k help sy market slippage ko counter kae sakty hain. Ik trader ko agr trade close karni hai to esko chahe k stop loss or take profit use kary or trader ko agr trade open karni ho to esko chahe k wo pending orders ko use kary or trade ko open karny k lae wo limit order ya stop order ko use kary. Or apny account ki base par manage kary.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

          Forex trading ki market Mein kam karte waqt traders ko market Mei slippage ke bare mein complete knowledge Hasil kar lena chahie market mein jo trade slippage ka istemal karte hue market Mein trading karte hain to use Waqt unhen slippage ke positive or negative effect ko acche tarike se clear kar lena chahie aur isko properly tarike se study karna chahie jab ho iska complete knowledge Hasil Kar Le To Uske bad hi unhen market Mein negative slippage aur positive slippage ka istemal karte hue Apna Kaam Shuru karna chahie

          Positive slippage
          Positive slippage market Mein Ek bahut hi famous slippage hota hai market Mein jhabreda Sapne trade open karte hain to use waqt hai ya positive slippage price improvement question karte hain aur yah price improvement traders ki trade Kaise bur Mein hoti hai aur yah sirf positive slippage ki vajah Se Hi possible Hota Hai for example ke Ek trader market Mein EUR USD currency pairs ka istemal karte hue Ek lot per apni trade open karta hai To use Waqt market ki price 1.35050 hoti hai aur use Waqt traders Apne order ko metre trader platform aur liquidity provider Kesari Se Jab order sent Karte Hain to use Waqt unhen confirming message Milta hai jo ki unhen trade ke liye traders comes back and your order was executed 1.35045 to uss Waqt traders market Mein positive slippage Kacche experience Haasil kar lete hain aur apne trade ko successful trade Banakar market se kamyabi Hasil kar lete hain


          Click image for larger version

Name:	POS1.png
Views:	1
Size:	24.7 کلوبائٹ
ID:	12337881
          Negative slippage
          Negative slippage Mein Jab aap ne bye ka order place kiya to use Waqt market ki price 0.876990 yah thi to use Waqt Jab market aap Kidhar and opposite movement start kar deti hai to use Waqt market ki price 0.88426 per pahunch Jaati Hai Jiski vajah se traitor's ko market mein bahut jyada nuksan ka Samna karna padta hai isliye Tamam members ko market Mein sleeper ka istemal karte hue unke bare mein complete information Hasil kar leni chahie Taki vah market Mein inke jahiya Se Achha profit Hasil kar sake aur loss se bachake

          Click image for larger version

Name:	NEG2.png
Views:	1
Size:	125.5 کلوبائٹ
ID:	12337882
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

            Market mein agar Ham success Hasil karna chahte hain to uske liye Jaroori hai ki Hamen market ke related complete knowledge Hona chahie trader ko market Mein negatively page aur positively page ko acchi Tarah Se study karna chahie aur Inko clearly understand karna chahie trader ko market Mein negatively page aur positively page ke related complete knowledge Hona chahie trader Jab negatively slippage or positively slippage ke related complete information Hasil kar le or complete knowledge Uske Pass Aa Jaye to Uske bad hi usse market Mein Apna Kam start karna chahie dear aj Ham aapke sath positively slippage aur negatively slippage ka complete knowledge share Karenge

            Positive slippage

            Jab trader market Mein trading karta hai aur Agar slippage trader ki favour Mein a Jaaye to is process ko Ham positive slippage ka naam Dete Hain Forex trading ki market Mein trader positive slippage se bahut jyada profit Hasil kar sakta hai Forex trading ki market Mein positive slippage Ek bahut hi popular slippage hai market Mein trade Jab slippage per trade open Kare to use bahut jyada careful bhi Rahana chahie because kabhi kabhi jab Tradus slippage main trade open Karta Hai Tu Is Tarah Se uski tried Achanak close Bhi Ho Jaati Hai

            Negative slippage

            Negative slippage main trader Apne trade ko easily se close nahin kar pata aur jab yah situation Hoti Hai To Kabhi Kabhi trader ki trade profit Mein jakar loss Mein Chali Jaati Hai Jiski vajah se uska Sara account Vash ho jata hai a trader ko chahie Kyon Jab trading karen to Is Tarah Se use apni trading Mein stop loss ko istemal karna chahie because stop loss uski trading ke safety ke liye Hota Hai Jab stop loss of networking Mera Kahta Hai to use Taron Se uski tractor loss Mein Nahin Ja sakti
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

              Forex Mein slippage ka matlab kya hota hai ki aap ne ek trade Agar execute ki hai aur Jis price per aapane execute Ki Hai vah use per is per execute Nahin Hui Kahin aur jakar execute ho gai hai Isko Ham slippage Kahate Hain ismein Hamen bahut jyada nuksan ho jata hai Kyunki agar humne stop-loss Lagaya hota hai aur stop loss Jis point per hum ne lagaya hai vahan per Agar trade close Nahin Hoti aur vahan per slippage Aakar Ho Jaati Hai To yah to close Kisi Aur point per jakar close ho jaega aur Shayad Hamen us Waqt bahut jyada nuksan bhi ho jaaye to yah slippage Kabhi Kabhi e Kisi fault ki vajah se trading Mein Paida Ho Jaati Hai Lekin koshish ye ki Jaati Hai K yah Forex mein ghalti na hi ho to behtar hai

              Forex me loss hota rahata hai yah business ka ek kaisa hai aapko is se pareshan Nahin Hona chahie Kyunki loss hoga to aap bahut Nahin Galti Kabhi Ehsas ho jaega aur next time aap Aisi Galti bhi nahin Karenge Hamesha indicators Ko Dekhkar aur Market ke trend Ko Dekhkar analysis Lagaya Karen Uske bad aap acchi tarike se trade kar Sakenge aur aap ko fayda jyada ho jaega aur ab loss ko avoid kar Sakenge.


              MARKET SLIPPAGE ADVANTAGES AND DISADVANTAGES:
              trade main market slippage ki wajah sy AP ko faida aur loss dono ho sakty Hain agr AP trading main kisi pair pr buy krty Hain jesy farz krain gold pr trade AP 1900 point pr open karna chahaty Hain lakin ap ka trade market slippage ki wajah say 1901 ya 1899 waly point main khulta Hy to is say ap ki baaz dafa faida bhi hota Hy r baaz dafa big loss bhi ho sakta Hy. Agr AP ka trade AP ki trade ki simmat main open hota Hy to faida hota Hy r agr AP k trade ki direction k opposite trade open hota Hy to is say ap ko loss bhi ho sakta Hy.

              SLIPPAGE SOLUTION:
              dear members trading main is qisam ki satuation sy bachny k liy pending orders ka Istamal Kia jata Hy Jo k ap k trade ko AP k selected point sy hi open krty Hain. Is liy ap ko trading main acchi planning k sath kam karna chahay take AP kamyab ho skain r ek accha trade work kr sakain.
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

                Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum member aapane bahut hi acche tarike se market ke negative slippage aur positive slippage ke bare mein information Hamare Sath share ki hai dear Ham Jab forex market Mein Koi Bhi trade Laga Rahe Hote Hain To Ham dekhte hain ki Jab market ki movement fast ho rahi hoti hai to aap Agar ismein Apne exact entry point ko point karte hain aur aapas mein apni trade Lagate Hain To yah to Fir aapki trade use point se upar jakar Lagti Hai Ya FIR aapki trade Aasman Se niche jakar Lagti Hai negative slippage aur positive slippage use Waqt ki Hoti Hai Jab market ki movement bahut jyada fast ho rahi hoti hai.

                Dear jab aap forex market Mein Koi Bhi trade kah Rahe hote hain to ismein aap dekhte hain ki agar aap Kisi bhi currency pair comodity ya FIR Kisi bhi metal per apni train Lagate Hain To ismein aap Agar buy ki trade Laga rahe hain to ismein aap Dekh Rahe hote hain ki agar market ki price aur Jyada down Mein Jaati Hai To usko aap positive slippage ka naam Dete Hain aur aapki trade aur Jyada Niche Se Lagti Hai To iska aapko Jyada fayda hota hai positive slippage ka Hamesha se trader ko Jyada fayda hota hai jisse market Jyada down Ho Jaati Hai Aur Uske bad aapki trade open hoti hai aur aapko ismein Jyada profit hone ke chance Hote Hain.

                Dear negative slippage us Waqt Tak hoti hai ki Jab aap ismein koi bhi trade Lagate Hain To aapki actual price se upar jakar Agar trade Lagti Hai for example agar aap ismein koi bhi buy ke trade laga rhy hain ya phr aap is main koi bhe sell ki trade Laga rahe hain to aapki actual price se Agar Jyada per jakar aap hi trade Lagegi to isase aap negative slippage ka naam Dete Hain jisse aap ko nuksan ho sakta hai isliye aapko Chahe kya aap ismein market ki fast movement per bahut hi Soch samajhkar trade Karen aur aapas mein acchi tarike se analysis Karke pending orders ka istemal karen to aapko ismein jyada fayda ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

                  Salam umeed krta hun k sabhi members theek hoon gy khariyaat o sfiyaat se hoon gy forex exchanging mein aksar aeisa hota hai k hum kisi aek explicit position pe exchange open karna chahty hoty hain lekin market ki high instability ki wajah se hamara request us position pe open nahi hota hai jis pe murmur ussy open karna chahty hain aur market ki kuch developments kar jati hai jis se hamary request mein faraq standard jata hai slippage generally high volitile market mein hota hai aur is se hamein misfortune bhi ho sakta hai aur faida bhi mil sakta hai forex exchanging mein aek aaesi circumstance hoti hai jis mein aap apni required costs pe apni exchange ko close or open nahin kar sakty iss circumstance ko aap market mein slippage ka naam dety Hain now and then Jab aap market Mein physically apni koi bhi exchange open aur close kar rahy hoty hain tou us mein aapko dismissal ka message bhi aa jata hai aur yeh message aapko Bar rehash ho raha hota hai aeisi circumstance mein ko aap forex exchanging ki language mein slippage ka naam detty hain forex exchanging market mein slippage se bachny ka aek hello tareeqa hai ky hum market mein forthcoming requests ka use karein. Forthcoming requests electronic exchanging hoti hai jis se hamari exchange to the point position pe open ho jati hai. Is se hamein market mein to the point kaam kar sakty hain Forthcoming requests mein volitile nahi hoti issi wajah se market mein forthcoming requests ka istemal laazmi kareinn
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

                    Salam umeed krta hun k sabhi members theek hoon gy khariyat se hoon gy exchanging mein aksar aesa bhi hota hai k hum kisi aek explicit position pe exchange open karna chahty hoty hain lekin market ki high instability ki wajah se hamara request us position pe open nahi hota hai jis pe hum ussy open karna chahty hain aur market ki kuch developments kar jati hai jis se hamary request mein faraq standard jata hai. Slippage generally high volitile market mein hota hai aur is se hamein loss bhi ho sakta hai aur faida bhi mil sakta hai forex exchanging mein aek Aeisi circumstance hoti hai jis mein aap apni required costs pe apni exchange ko close or open nahin kar sakty iss circumstance ko aap market mein slippage ka naam Deity Hain now and again Jab aap market mein physically apni koi bhi exchange open aur close kar rahy hoty hain tou us mein aapko dismissal ka message bhi aa jata hai aur yeh message aapko Bar rehash ho raha hota hai aeisi circumstance mein ko aap forex exchanging ki language mein slippage ka naam dety Hain forex exchanging market mein slippage se bachny ka aek greetings tareeqa hai ky hum market mein forthcoming requests ka use karein forthcoming requests mechanized exchanging hoti hai jis se hamari exchange to the point position pe open ho jati hai. Is se hamein market mein to the point kaam kar sakty hain forthcoming requests mein volitile nahi hoti issi wajah se market mein forthcoming requests ka istemal laazmi karein negative slippage principle broker apne exchange ko effectively se close nahin kar pata aur poke yah circumstance hoti Hai to Kabhi merchant ki exchange benefit Mein jakar loss Mein chali Jaati Hai Jiski vajah se uska sara account Vash ho jata hai a dealer ko chahie Kyon Jab exchanging karen to Is tarah Se use apni exchanging mein stop misfortune ko istemal karna chahie on the grounds that stop misfortune uski exchanging ke wellbeing ke liye Hota Hai Jab stop deficiency of systems administration Mera Kahta Hai to utilize Taron Se uski work vehicle misfortune mein nahin ja sakti hayy
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

                      hamy forex market maai ahteyt sy kam karna chaye hum is mai negative slippage ko pr positive slippage ko dahkty hwe samjty howe work karty hai nto ham kamaybe hasial ho jy ge hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to harma he nuqsna hain hamy market mai care full ho kar kam karna chaye hm is mai markt ami slppage ko use karna chaey to hamy pahl acha knowledge or acha experience hasial karna ho ga hamy market ma capital laga kar trade lagaen ho ge pher he hum kam kar ky earning gain kar saky gy hum is mai hard working karty hain to hamy kamaybe hasail ho jy ge hum is mai apny boss kud ap he hot yhai nhum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai aik be galti kar dety hain to harma he loss hain hamy loss sy learning gain kar ky aik timr tbale bana kar kam karna ho ga fore maai hamy mind ko active rahk ky clever kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma he los hain hamy is mai care full ho kar kam karna ho ga hum is mai capital deposit kar ky work kar ky earning gain kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hamy market mai kmaybe deny waly tools ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar saky gy forex aik best business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

                        Forex Trading mein jab aap Market ko practically dekhty hain to aap ko bhut si baton ka knowledge gain karna parta hai aur hundreds of Terminologies se aap ka wasta parta hai. Aap ko in Tamam terms ky bary mein Tamam informations leni chahyen aur aap jab tak in sari terminologies ko properly study nahin kar lety tab tak aap market ko achy treqy se smjh kar trade nahin kar skty.​Aap ka wasta is tamam chezon se parta rehta hai. Is lye aap ko in sab ka knowledge aur experience hona chahye. Isi trha aap market ko well known manner me trade kr skty hain.

                        SLIPPAGE IN FOREX MARKET :

                        Forex Trading mein aap ko market mein trade opening ky waqt slippage se wasta parta hai. Is ka Matlab yeh hai ky jab aap market mein apni analysis ky bad trade open karna chahtty hain to aap market mrin kisi specific entry point ko select kr ky us par trade open krna chahty hain.​Lekin​jab hi aap us point par market mein trade open krna chahty hain to market aap ki trade lgany ky waqt mein us specific point se slip kar ky dusry point par phnch jati hai. Is trha apki trade us specific point se opar ya neechy ja kar oepn hoti hai. Is action ko Slippage kehty hain. Is trha aap kehty hain ky aap ki trade opening ky doran market ne slippage dikhae hai.

                        POSITIVE SLIPPAGE :

                        Market mein 2 types of slippage consider ki jatin hain. Ek slippage Positive slippage hoti hai. Jo ky aap ki trade ky liye better hoti hai. Fir example agar aap kisi point se buying mein trade open krna chahty hain.​Lrkin trade opening ky doran market slip kar ky mazeed nechy slip kar gae hai to aap us nechy waly point se agar trade open karty hain to aap ki trade mejy liye woh better point hota hai. Aur aap us point se mazeed faida uthaty huey market se extra profit gain kar sktyy hain.

                        NEGATIVE SLIPPAGE :

                        Negative slippage se murad yeh hai ky agar aap market mein koi trade open krna chahty hain to market apki trade opening ky doran slip kar ky esy point par phnch jaye jahan se aap ko less profit hota hai. For example agar aap dekhty hain ky aap analysis ky mutabiq Buying mein trade open krna chahty hain to aap ki trade opening ky doran market buying me jati hai aur mazeed aapko upper point se entry milti hai. Is trha aap ko less profit gain hota hai. Is ko negative slippage kaha jata hai.

                        How To avoid Slippage?

                        Slipoage ko avoid krny ky liye aap ko chahye ky aap Pending orders select kren. Is trha agar aap koi bhi point select kar lety hain to aap ko us specific point se entry mil jati hai. Is trha aap market mein slippage ko avoid karty huey apni trading jati rkh skty hain aur negative slippage effect ko avoid kar skty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

                          slippage main kbhi bhi humy negitive km nhi krna chya a gonfalon Apne accommodation paintings karna chahie Jo implore ill-treat ko janteHain Vahi book acchi aur nahin kar sakte hain aur Akshara conformation karne Ke Kabilbanaa sakte hain isliye Hamesha in barely satisfactory ability squire poor in connection nearby regard to regard to aapko marketplace ka abominable to karnachahy kamyab shopping for and hai to wo apny faiday oklae marketplace ko ghyll kar lety hai, hamain marketplace mischievous anlsye kar Agreeable unerring go on with resolve and remembrance digs kar okhello to a speech to sucss ho sakty hain aur hamain marketplace foremost kisi bi waqt premises kar delightful hellohum sucss hon gya aur hamain marketplace waggish vitality sanctioning achi ho gi folding sketch accommodate current of stirring up s hon treaty aur techniqes ko loan kar welcome circa applicable declare achi digs kar adequate Innovative genesis tied humrun kar ksaty hain aur widely in in adjust shopping for and pleasure greatest Technological or reveal evaluationforemost farak yah hai pleasing group technial proficient charts ko follwo karty hain jub okfundaental greatest request on as a persevere in means time hai relating tostudy hmari marketplace ko smjhny mischievous asani hoti hai or hmain apni shopping for and t anaysis ka affiliated Ek bahut hello Achcha calankish aapko yah jawab dena chahta hun ki marketplac ke breakdown sirf principal yasirf insistent Enquiry kar ke accommodations bit freely karre or
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

                            Forex trading me sllipage ki jaga requotes word to use nahi hota information ap ny share ki hy is ko Requotes kehtay hain. Requotes common to nahi hotay lekin market mein jab bohot ziyada volatility ho tab requotes ho jatay hain. Is ki waja ye ha kay jab market bohot tezi se move karti ha to jesay hi trader buy/sell par click karta ha, jab tak wo order broker kay server tak jata ha, price bohot agay barh chuki hoti ha Aisay mein broker ki taraf se message show hota ha kay ap jis price par order open karna chahtay thy, us par order open nahi ho sakta aur present price par ap ko order open karnay ki permission di jati ha. Requotes ko bohot se log dhoka ya fraud samajhtay hain lekin aisa hargiz nahi ha because ye sab kuch market ki tezi ki waja se hota ha, broker ki is mein koi ghalti nahi hoti slippage orders lag sakty hey aur kemi time ye reject be ho jaty hey, jo slippage orders lag jaty hey ye negative me be ja sakty hey aur positive par be ja sakty hey, market me agar bahot zeyda teezi ajaye to esy time me hamary orders jo ham close karna chahty hey wo be reject ho jaty hey es ko be ham slippage kehty hey kesi time hamary orders positive me close ho jaty hey aur koch orders jes price par ham es ko close karna chahty hey us par close nahi hoty aur negative me ja kar close ho jaty hey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Negative slippage ya Positive Slippage aur requotes ki explanation

                              nagative slipage jo hi asa mian es mian jitna bhe tradader bhe hoty hian to asa main ham ko bht he acha sa faida yahan pa ham kaam karty he rehty hain to asa main ham ko bht he acha sa sipae jo hi asa wasa ni hta hii ageya aik as ahe hota hi kh ham jbj beh candle kas andere aik chaart jo hi daikh hy oty ahin to ya candle ka chart jo hi vho ya asa wasa ni hota hi to so es kak bareey main ham abr abr ni kh sakty ahin kh yahan pa trader jo hian asa he kaam jo hi asa ni ban sakty hain to so es lia ham abr abr he kehty hain kh ya kaam jo bhe jitna bhe ham kaam jo hi kar rhy hain to ager yaa slipage jo hi asa amiin ya aik trf sa faida bhe bht he hota hi lakan asa mian ham ko bht he aacha sa faida jo hi mil he jata hi to soo es ka sath he ham kjb bhe smia aer khuch bhe asa wasa kaam kar laity ahin to asa main bhbt he ach sa faida jo hi asa wasa ni mil he ni sakta hi to ya hamra alia bht he acha sa kaam ka sath he bht he acha sa slipage jb bhe karaian a to bht he acha sa kaam jitna bhe bht he acha sa kaam main koi bhe bht he acha sa kaam karty he rehty hain to ya jitna bhe startegy hoty hain kh es main ham ko bht he acha sa kama jo bhe hota he rehta hi kam ka sath he ham ko yahan pa jo bhe ham kaam karty he rehty hain to ya bs bht he acha sa bht he acha sa kaam ka under ka sath he bht he acha sa kaam ka undere he hota he rehta hi to ya kaam ka sath he bht he acha sa slipage hamra bht he acha sa fiada bhe milta he rehta hi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X