Ye Review "Electronic wheel chair" pe based hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review "Electronic wheel chair" pe based hy
    Assalamu alaikum.
    Ummed karta hun ke Tamam forex members khairiyat se honge. Hamara aj ka topic electronic wheel chair pe based hy.Electronic wheel chair jesa ke hum sab jante Hain ke ye special people ke hoti hy jesa ke wo log chal phir nahi sakte unke liye use ki jaati hai. Bohat sari companies electronic wheel chair bana rahi hai. Aur Pakistan mein bahut se companies ki electronic wheel chair import bhi ki jaa rahi Hain. Electronic wheel chair ke kuch advantages and benefits bhi hain jo main apse share karne laga hun.


    Click image for larger version

Name:	phoenix-wheelchair-electric-500x500.jpg
Views:	1
Size:	26.5 کلوبائٹ
ID:	12470641

    Advantages.


    Electronic wheel chair ka sabse bara advantage yah hai ke ye battery operated chair hy jo special person ke liye design ki gai hy wo log jo chal nahi sakte kisi wajha se mazzor hain, bemari hai ya zaeef hain, wo electronic wheel chair use karte hain. electronic wheel chair pe belts bhi page hotay hain jisko tie karne ke Baad ap safe rehte Hain aur girne se bach sakte hain. Iske elawa ispe foot rest bhi hota hy jiski wajha se apka paon thakta nahi hy.Isko use karna Bohat he easy and comfortable hai. Battery ki madad se ye wheel chair chalti hy aur iska remote and control hath mein hota hy aur ap kahein bhi ja sakte hain easily move kar sakte hain, iski battery ek recharge mein takreeban 5 se 6 kilometers tak ka distance cover karti Hy. Iski quality Bohat achi hoti hy aur jitna bhi heavy weight ho ye easily carry karti Hy. Ispe Beth ker kisi kism ki pareshani mehsus nahi hoti specially in logon ke liye jo ziadatar akele rehte hon jo manual wheel chair na chaka sakte hon tu electronic wheel chair Unki traveling mei Bohat co-operative hy.

    Disadvantages.

    Electronic wheel chair ke disadvantage ye Hy ke ye Bohat expensive hoti hain her koi afford nahi kar sakte, iske elawa iski motors aksar kharab hojati hain jinki repairing easily har mechanic nahi kar sakte. Iske elawa ek Disadvantage ye bhi Hy ke iski battery capacity kam hoti hy jiski wajha se ye sirf kuch kilometers ka distance cover karti hai aur iske Baad hamein phir ye recharge karni parhti hy. Aur ye long distance ke liye suitable nahi hai. Iska weight kafi ziada hota Hy jiski wajha se isse uthana easy nahi hota.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot;Electronic wheel chair&quot; pe based hy

    Assalamualaikum dear friend apni bahut hi achcha Diya hai apne this topic ke bare mein review Diya hai yah ek bahut hi acchi chij hai jo k majdur apradh ke liye hoti hai hi alag tonic wheelchair ja sake Ham jante Hain ki yah special people ke liye hoti hai ki vah log chal fir nahin sakte aur iska istemal karke bahut hi aasani se aage piche ghum sakte hain bahut sari company electronic wheel chair banaa rahi hai aur Pakistan mein bhi is hai jo electronic wheel chair per kam karti Hain iske bahut hi jyada fayde hote hain ya ek electronic chij hoti hai jisse Ham charge karke a aage piche ghoom sakte hain aur iske andar battery bhi lagi hoti hai jaisa ke upar pic main aapko electronic wheelchair ki tasvir najar a rahi ho ki aap dekh sakte hain ki ismein kya future hain aur yah kitni acchi electronic wheel chair hai hi hai iska istemal karke ham peoples ko acchi life de sakte hain iske bahut jyada fayde hote Hain

    Adavantages.
    Jaisa ki aap jante Hain ki electronic wheel chair ka istemal hamare mulk mein bahut hi kam hota hai unke iski price bahut hi jyada hoti hai aur har mein isase Mal nahin kar sakta lekin yah ek bahut hi acchi chij hai hai iska istemal ham bahut hi aasani se kar sakte hain aur iska istemal vahi log kar sakte hain Jo majdur hote hain chal fir nahin sakte a vah is ka istemal karke bahut hi aasani se aage piche ghum sakte hain yah iske bahut hi jyada fayde hote Hain aur ismein belt bhi laga hota hai hamari safety ke liye Ham niche gir nahin sakte BEL ki vajah se aur isse mein rakhne wali bhi jagah bani hoti hai hamare paon niche nahin lagte Ham upar Hi rakh ke bahut hi aasani se chal kar sakte hain aur iska istemal battery per hota hai hai to iska ek remote hota hai jisse Ham control karke aage piche kahin bich ko Le ja sakte hain yah bahut hi acchi quality ki hoti hain jitni Ham main kar sakte hain uske mutabik ine ko Ham bye kar sakte hain aur yah Pakistani market mein bhi a Gai Hain Ham yahan se bhi inko buy kar sakte hain aur ham iski online shopping bhi kar sakte hain aur iske ke sath 4 wheel hote Hain aage wale wheel thode chhote size ke hote hain aur back bhi bade size ke hote Hain aur yah kafi acche aur kafi majbut wheel hote Hain Jo hamari chair ko saaf rakhte Hain.

    Disadvantage.
    There is wheelchair ke ke nuksan to nahin hote a aur isko istemal karne ke liye hamen iski se TV rakh nahin hoti hai iska istemal agar Ham galat karenge to yah kharab bhi Ho jaati hai iske andar motor lagi hoti hai jiska istemal hamesha hi karna hota hai kyunki vah bahut hi jald kharab ho sakti hai aur iske andar battery hoti hai jab vah khatm Ho jaati hai to hamen dobara usse recharge karna padta hai Varna Ham wheelchair ko istemal nahin kar sakte a aur is ka vajan bhi kafi jyada hota hai jisse uthane mein hamen thodi mushkil ka samna hota hai
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot;Electronic wheel chair&quot; pe based hy

      electric wheel chair aam wheel chair jasi ni hoti wo electric hoti ha uska structure dosri wheel chair sa kuch milta julta ha electric wheel chair thori mahngi hoti ha ya mazoor afrad kaliya hoti ha ya boora logon kaliya hoti ha aj kal zayada tar beghare electric wali he zayada use hoti ha q ka ya electric wali wheel chair ka muqably ma sasti hoti ha
      Structure:
      Doston ya aik chair type hoti ha or iska four wheel hoty ha agly wheel har taraf move hoty ha or jo pichly 2 hoty ha un ka andar hawa dalti ha wo sirf agy peechy kaliya hoty ha iska aik reverse gair hota ha or 2 ya 3 agly gair hoty ha iska andar battery hoti ha jo chargeing wali hoti ha.
      Electric wheel chair ka structure kuch is Tarah hota hai Kay ye Aik chair hoti hai jiskay neechy wheel's lagy Hoye hoty Hein . Is main engine hota hai aur ye is tarah automatic hoti hai . Us main battery fiz hoti hai jsiky charge Kia jaye to ye chalti hai . Is Kay right arm par Aik button hota hai Jahan sy Ap isy on ya off Kar sakty Hein aur yahan par iski speed ka option bhi hota hai m. Idher sy hi Electric wheel chair drive ki ja sakti hei.


      Advantages.

      Electronic wheel chair ka sabse bada advantage yah hai ke ye battery operated chair hy jo special person ke liye design ki gai hy wo log jo chal nahi sakte kisi wajha se mazzor hain, wo yeh chair use karte hain. Isko use karna Bohat he easy and comfortable hai. Battery ki madad se remote control hath mein hota hy aur ap kahein bhi ja sakte hain easily move kar sakte hain electronic wheel chair or Beth ke, iski battery ek recharge mein takreeban 4 se 5 kilometers btak ka distance cover karti Hy. Iski quality Bohat achi hoti hy aur jitNa bhi heavy weight ho ye easily meet be karti Hy. Ispe Beth ker kisi kism ki pareshani mehsus nahi hoti specially in logon ke liye jo ziadatar akele rehte ho. Unki traveling mei cooperative hy. Iski price bhi design and models ke hisab se different hoti hy.

      Disadvantages.

      Iska disadvantage ye Hy ke iski battery capacity kam hoti hy jiski wajha se ye sirf 4 se 5 kilometers ka distance cover karti hai aur iske Baad hamein phir ye recharge karni parhti hy. Aur ye long distance ke liye suitable nahi hai. Iska weight kafi ziada hota Hy jiski wajha se isse uthane easy nahi hota.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot;Electronic wheel chair&quot; pe based hy

        Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

        Introduction.
        Aj ka humara topic electronic wheel chair par ha jo k injured logo k kaam aati ha jo chal ni sakty un k lea ye use hoti ha aj hum ap ko is k faidy or nuksahnat k bahry ma batayn gy

        Advantages.
        Electronic wheel chair k koch faidy hum ap k sath share karayn gy
        . Electronic wheel chair k ye faidy hain k is k sath aik button jo is ko control karta ha jo k agy pe chy or is ko left right karny k lea use hota ha ye aasane say chalai jahti ha
        . Is ki charging ki jahti ha jis say ye aram say koch ghanty chal sakti h
        . Ye bhot high weight ki hoti ha

        Disadvantages
        Electronic wheel chair k koch disadvantages bhe hoty hain jo hum ap k sath share karayn gy
        . Electronic wheel chair ager koch time kahre rahy to in k wheel may huwa kam ho jahti ha jis say is ka penchar hona aasan hota ha is wajha say is k wheel bhot jaldi kharab ho jahty ha electronic wheel chair ki price bhot he zaida hoti ha jis ki wajha say is ko buy karna mushkil hota hai or is k sath aik disadvantages ye ha k is ki bettery jald he recharge karne parti ha ager wheel chair ko zaida use na kea jay to is ki bettery dad ho jahti ha phr new lagwah ne parti ha jo k bhot mushkil ha
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot;Electronic wheel chair&quot; pe based hy

          Click image for larger version

Name:	129158052_201399188186661_3534512581823115517_n.jpg
Views:	1
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12338189
          Introduction: aj Ham electronic wheel chair per bat kren gy ap logon ko advantage or disadvantage btaon ga is ki... Advantage: Asalam O Alykum friends umeed hai ap sb khairiyat sy hon gy or thek hon gy jaisa kay ap janty hain kay wheel chair ka istamal special peoples kay lia hota hai or paksitan men ap ko kisi bhi furniture wali shop sy ba asani mil jati hai ap is ko kharid skty hain is ka istamal kafi asan hai or electronic wheelchair hoti hain is sy jo special person hota hai kafi relex mehsoos krta hai is men safety belt hoti hai jo special person ko girny sy bachati hai or ys ko mehfoz rkhti hai jo kafi achi chez hai or ham is ko online order kr skty hain or ghar men aram sy mangwa skty han.
          DISADVANTAGE: jaisa ap janty hain kay achi chez jo hoti hai kafi mehngi hoti hai or is ki price bhi bhot zyada hoti hai or ye jalti kharab ho jata hai is ka nuqsan ye hai kay sahi control na kia jaye to nuqsan ho skta hai or is ko barish men bahir ni lay ja skty is Ki bettry kharab hony ka dar hota hai

          اب آن لائن

          Working...
          X