Ye Review " Sun Glasses (Sahdes) " par mabni h.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review " Sun Glasses (Sahdes) " par mabni h.
    Yh review Shades (Sunglasses) pe mabni h....

    Introduction:

    Shades yani k sunglasses jisko beshumar namun se jana jata h.... Iske bht se dusre naam bh hain jin se log inko bulate hain... Apko iske naam se hi pta chal gya hoga k sun glasses... Wo glasses hoti hain jo apki eyes ko sooraj ki roshni or khatarnak rays se bachati h... Sooraj ki shuayen itni tez hoti hain k sometimes apki ankhun main pren to apki ankhun ko damage kr skte hain or usko weak kr skte hain... Agr apki nzr weak h or ap dusri glasses wear krte hain or uski wjh se sunglasses ni wear kr skte to ap apni sunglasses ko bh apki nzr k mutabiq lens lga skte hain takay apki eyes sooraj se bh bach sken or apki nzr ko bh msla na ho... Aj main apse sunglasses k kuch naam or best sunglasses brands uske faide or nuksanat se mutarif krwaoun gi....
    Click image for larger version

Name:	IMG-20201125-WA0001.jpg
Views:	1
Size:	186.4 کلوبائٹ
ID:	12470648Click image for larger version

Name:	IMG-20201125-WA0000.jpg
Views:	1
Size:	21.7 کلوبائٹ
ID:	12470649
    Other names of Sunglasses:

    1. Shades
    2. Sunnies
    3. In early ages it was known as Sun cheaters.
    4. Sun spectacles.
    5. Sun specs.
    6. Glares.
    7. Glecks.
    Yh iske kuch naam mene apse share kiye hain jin se inko mukhtalif jgh mukhtalif namun se jana jata h..... Ab main apse kuch famous or best brands share krn gi jahan se apko bht achi or reliable glasses mil jayen gi...

    Best brands for sunglasses:

    1. Ray ban.
    2. Burberry.
    3. Michael Kors.
    4. Maui Jim.
    5. Oakley.
    Yh kuch famous brands hain jahan se apko best or ache glasses mil jayen gen... Ab main apko Shades k kuch faide or nuksanat se mutarif karwaoun gi...

    Advantages:

    Sunglasses apko sooraj ki roshni se apki eyes ko protect krte hain... Sooraj ki kuch rays aesi hoti hain ko apki skin or eyes dono k liye bht nuksan de hoti hain.... Agr ap sunglasses wear krte hain to unke glass aese material se bne hote hain jo apki eyes ko full protection dete hain.... Agr apki nzr kamzor h to ap apni nzr k according bh apni glasses bnwa skte hain takay apko nzr ki wjh se bh problem na ho and apki eyes bh sunrays ki wjh se damage na houn.... Sunglasses apki eyes ko protect krne k sth sth apko look ko bh graceful bnate hain.... Or yh fashion k lehaz se bh bht ache lgte hain or phme huye bht stylish lgte hain....

    Disadvantages:

    Iske disadvantages yh hain k aik brand k sunglasses hi best hote hain or wo bht expensive hote hain... Or bht pesay bh lg jate haim... Agr ap saste wale sun glasses buy krte hain to wo apki eyes ko protect ni krte kiunke unke glass ka material acha ni hota to wo ap fashion k tor pe to phn lete hain mgr apki eyes damage hone ka khadsha hota h.... Or aik saste glasses toot bh bht jldi jate hain... Or brand k glasses kafi mehnge hote hain.... Or apko inka bht dehan rkhna prta h... Inko box maim daal k bht dehan se rkhna prta h takay in pe scratches na pren nhi to apke pesay waste hojate hain....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot; Sun Glasses (Sahdes) &quot; par mabni h.

    dear sun glasses ka istemaal karna agar ham apni aik adat bana laitay hain to hamko isk istemaal say bahut sari mushkilaat ka samna karaty hwuay bahut sari mushkilaat say nijat bhi mil skaty hay aur sath sath hamko jub kabhi hmari ankhonki bimaari ka wakt ata hay to ham aisi situation say bhi mehfooz reh saktay hain aur agar ham inka istemaal nai kartay hain aur agar hamain ink istekaml ki adat nai hay to aisa kartay hwuay ham khud bhi yeh mehsoos kar skatay hain k hamain aisa kartay hwuay nuksaan k ilawa kuch bhi aur nai dikhai day sakta hay jik liye lazmi hay k ham inko propper use akrnay ki adat daltay hwauy in say ziada say ziada faiday ki umeed karian jisaka sab say barra faida hamain yehi ho sakta hay k ham in k istemaal say jub bhi koi safer kartay hain to ham khud apni ankho ko aik safe tareaky say in ki safety ka ziam lai saktay hain aur sath sath hamko dhoop ki ziada taiz aur tapash say bhi mehfooz reh saktay hain.
    aaj k hamaray is review ka main maksad yahi hay k ham sab ko in k baray main batain k yeh aik sab say lajawab cheez hay jiski kadar hamain tab eh hoty hay jub hamari ankh ka koi nuksaan hota hay is liye ham aaj in k kuch faiday aur sath kuch nuksaan ki discuss apnay is review main kartay hain jiski tafseel darj zail hay.

    FAIDAY;

    sun glasses ka istemaal karnay wala har banda kabhi bhi apni ankho ki thakwat ko feel nai kar skata hay qk jub bhi ham jitn amarzi safer kar lan hmari ankh koi thakwat feel nai karty hay hamari ankh main jub tak koi gardo ghubaar nai party hay ham kabhi bhi safer main thawakt feel nai akr skatay hain aur na eh hamko is k istemaal say kabhi kisi chez k parr janay ka koi khatara ya dar rehta hay is liye in k istemaal kanray say jub hamain koi nuksaan nai hay aur jub har kisam k nuksaan say bachany ki zamant hay to hamko is faiday ko kabhi bhi zaya nai kartay hwauy inkka propper use kartay rehnay main he haamra faida hay.

    NUKSAAN;

    sun glasses ka basiclay koi bhi khaas nuskaan nai hay laikin agar ahamri nazar kam ho chukky hay to hamko koshish is baat ki kanri chaye k ham ziada black kisam k sun glasses ko istemaal karnay main aehtiat karian jis say agar hamko rastay main kabhi sham bhi hoty hay to ham aisi surtehaal main kam say kam nuksaan say bhi bachaty hwuay inka istemaal propper karian aur agar ham in sab baatonko apnay mined main rakhtay hwuay inka istemaal kartay hain to ham in say aur bhi ziada faida hasil kar skatay hain aur sath sath har ksiam k nuksaan say bhi bach saktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot; Sun Glasses (Sahdes) &quot; par mabni h.

      INTRODUCTION:

      Asslam o alikum dear forex members yeh review sun glasses per mabni hai dear friends susun glasses ka fashion
      Mn bht ehm role play krty hn .. sun glasses se hmari shakhsiyat oer positive effect parta hai .. sun glasses bht sary
      Color shades mn aur bht se mukhtalif aur khubsurat designs mn asani se mil jaty hn.. is Review mn main apko
      Sun glasses k faidy aur nuqsanat btaun ga..

      FAIDY:.
      Dear members sun glasses k kafi sary faidy hn jese k sun glasses lgany se sooraj ki roshni ya tez dhoop directly
      Hmari ankhon per assar andaz nahi hoti.. is k ilawa sun glasses se ankhon mn dust dhool matti nahi jati jis se
      Hmari ankhen mehfooz rehti hain.. sun glasses ko hum fashion k taur per bhi istemal krte hn..

      NUQSANAT:

      Dear friends sun glasses k chand nuqsanat bhi hain jese k sun glasses lga kr hm gir jaen ya koi thos chez lg jae
      To glasses toot kr hmari ankhon mn lg skty hn is k ilawa sun glasses bht nazuk hty hn jaldi toot jaty hn .. sun glasses
      Ko hun repair nahi krwa skty
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot; Sun Glasses (Sahdes) &quot; par mabni h.

        introduction

        Aoa ...dear members umeed karti hun ki aap sab khairiyat se honge aaj aapane hamare sath bahut achcha review share Kiya hai aapane sunglasses ke bare mein baat ki hai jo hamen se almost tamam log hi aajkal use karte hain aur sunglasses ko use karne ka riwaj bahut jyada ho gaya hai in ko use karne ki Dori gens hai ek tu ja ke jawab kahin dhup mein bhaiya ja rahe ho to dhup se bachne ke liye sant se bachne ke liye aap sunglasses ka istemal karte hain Taki aapko theek tarike se najar aaye iske alava yah ek trend bhi ban chuka hai aur fashion bhi a Gaya sunglasses lagane ka to isliye aajkal jyada use ho rahi hai tumhen aapko iski advantages aaj batungi

        Advantages

        dear member sunglasses lagane ke bahut sare advantages hai janm sabse pahla advantage hai ki kya aap sun ki raysSabre sakte hain Urdu aap dhup se bacha sakte hain isliye aap sunglasses lagakar jab bhi kahin Bahar jaate Hain to use karte hain inko ho gaya hai lagate Hain aur female bhi use karti hai sunglasses different designs ki use ki jaati hai Jo bahut pyari lagti hai aur ek bahut acchi log deti hai iske alava different colours mein hoti hai aur unka rashke be different shades hote Hain Jo males or females ke according hote hain iske alava in ki shape difference hoti hai kuchh oval shape ki hoti hai aur kuchh hoti hai dusri shapes mein bhi hoti hai to Ham apne face ki shape cake wedding bhi sunglasses karte Hain Jo bade face ke log oval face ke to vah badi badi classes lagate Hain iske alava Jo chhote face ke log Hain vah bhi oval shape ki badi classes lagate Hain unka face bhara hua lag sake aur acchi log Ban sake to INR trend ho chuka hai log use karte hain bahut khubsurat lagti hai aaj kilmarket mein different brands ki sunglasses a gai hai aur Baki dusri chijon ki tarah mini dress aur jute aur jewellery ki tarah sunglasses bhi log acchi se acchi brand ka use karte hain aur select karte hain iske bahut sare advantages hai ek bahut hi khubsurat chij hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot; Sun Glasses (Sahdes) &quot; par mabni h.

          Yah review sunglasses ke bare mein hi Jaisa kya aap Jante Hain San classes jyadatar garmiyon Ke Mausam Mein istemal kiye Jaate Hain aur iska maksad yah hota hai ki Ham Tej dhup se bacha sake aur apni aankhon ko bhi isase bacha sake isliye Kyunki Jab Ham Dhoop Mein nikalte Hain To Hamari Aankhen Puri Tarah Nahin khulati aur Hamen Dekhne Mein Mushkil Hoti Hai To is Dhoop se bachne ke liye Ham sunglasses ka istemal karte hain sunglasses Lagane se Ham easily view ko dekh sakte hain aur sunglasses Mufti brand ke hote hain Mufti colour ke hote hain aur bahut hi Khubsurat Dekhne Mein Lagte Hain sunglasses jo hai vah Bahut Si brands ke hote hain unmen sabse best brand jo hoti hai vah Ribbon Hoti Hai Iske alava butterfly butterfly bhi add friend hai Michael cord ya bhi Iske bhi sunglasses bahut behtarin hote hain aur in sunglasses ko istemal karte hue ham log apne aap ko dhup dhup se bacha sakte hain aur unko istemal karna bahut easy hota hai aur yah tan classes Ka Kar Insan bahut hi Khubsurat bhi lagta hai aur bahut hi jyada Achcha lagta hai Sun classes jo hai vah Har ladki Dikri band kamiyon mein pahnati hai aur Chin ki Najar kharab Hoti Hai kamzor Hoti Hai vah bhi lens ka istemal karte hue sunglasses pahnati Hai sake vah Khubsurat
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review &quot; Sun Glasses (Sahdes) &quot; par mabni h.

            ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
            Yeh review Sun Glasses per mabni hai ;

            Dear friends , Ajj ka hamara review hai Sun Glasses .
            Introduction ;

            Dears , sun glasses ka istemaal karna agar ham apni aik adat bana laitay hain to hamko isk istemaal say bahut sari mushkilaat ka samna karaty hwuay bahut sari mushkilaat say nijat bhi mil skaty hay aur sath sath hamko jub kabhi hmari ankhonki bimaari ka wakt ata hay to ham aisi situation say bhi mehfooz reh saktay hain aur agar ham inka istemaal nai kartay hain aur agar hamain ink istekaml ki adat nai hay to aisa kartay hwuay ham khud bhi yeh mehsoos kar skatay hain k hamain aisa kartay hwuay nuksaan k ilawa kuch bhi aur nai dikhai day sakta hay jik liye lazmi hay k ham inko propper use akrnay ki adat daltay hwauy in say ziada say ziada faiday ki umeed karian jisaka sab say barra faida hamain yehi ho sakta hay k ham in k istemaal say jub bhi koi safer kartay hain to ham khud apni ankho ko aik safe tareaky say in ki safety ka ziam lai saktay hain aur sath sath hamko dhoop ki ziada taiz aur tapash say bhi mehfooz reh saktay hain.




            ADVANTAGES ;

            Dears , sun glasses ka istemaal karnay wala har banda kabhi bhi apni ankho ki thakwat ko feel nai kar skata hay qk jub bhi ham jitn amarzi safer kar lan hmari ankh koi thakwat feel nai karty hay hamari ankh main jub tak koi gardo ghubaar nai party hay ham kabhi bhi safer main thawakt feel nai akr skatay hain aur na eh hamko is k istemaal say kabhi kisi chez k parr janay ka koi khatara ya dar rehta hay is liye in k istemaal kanray say jub hamain koi nuksaan nai hay aur jub har kisam k nuksaan say bachany ki zamant hay to hamko is faiday ko kabhi bhi zaya nai kartay hwauy inkka propper use kartay rehnay main he haamra faida hay.

            DISADVANTAGES ;

            Dears , sun glasses ka basiclay koi bhi khaas nuskaan nai hay laikin agar ahamri nazar kam ho chukky hay to hamko koshish is baat ki kanri chaye k ham ziada black kisam k sun glasses ko istemaal karnay main aehtiat karian jis say agar hamko rastay main kabhi sham bhi hoty hay to ham aisi surtehaal main kam say kam nuksaan say bhi bachaty hwuay inka istemaal propper karian aur agar ham in sab baatonko apnay mined main rakhtay hwuay inka istemaal kartay hain to ham in say aur bhi ziada faida hasil kar skatay hain aur sath sath har ksiam k nuksaan say bhi bach saktay hain.


            Other names of Sunglasses:

            1. Shades
            2. Sunnies
            3. In early ages it was known as Sun cheaters.
            4. Sun spectacles.
            5. Sun specs.
            6. Glares.
            7. Glecks.
            Yh iske kuch naam mene apse share kiye hain jin se inko mukhtalif jgh mukhtalif namun se jana jata h..... Ab main apse kuch famous or best brands share krn gi jahan se apko bht achi or reliable glasses mil jayen gi...

            Best brands for sunglasses:

            1. Ray ban.
            2. Burberry.
            3. Michael Kors.
            4. Maui Jim.
            5. Oakley.

            اب آن لائن

            Working...
            X