6 trading skill that every forex traders needs
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    6 trading skill that every forex traders needs
    ASSLAM O ALAIKUM DEAR FRIENDS
    forex trading ma traders ky pass chand skills ka hona zaroori hy jis sy woh forex trading business ma kamyab ho sskhty hy hmy forex business ma achi earning ky liya buhat mahnt ki zaroort hy or hmy khud ma ya skills pada krni ho gi jis sy hm achi trading kr ky is ma kamyab trader ban saky
    1.Analytical skill
    2.Research
    3.knowledge increasing
    4.Focus
    5.control
    6.record keeping
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 6 trading skill that every forex traders needs

    forex maai hamy apny skills ko yane hamy apne maharat ko best bana kar market mai kam karna chaye skills assal mai hamra best knowledge best experience hota hain hamy learning ko improve karna chaye or hamy mahnet sy work karna chaey pher he hm kam kar ky earning gain kar saky gy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy market ke movement ky mitbaik calna ho ga hum is mai bager balance account bana kar be kaam kar sakkty hain is mai hum agar tuka system sy kam karty hain to hamara he loss hain hamy is mai care ful ho kar work karna chaye forex mai hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hm is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai pairs mai or currncy mai trading kar sakty hain hamy is mai care full ho kar kam karna chaye hum is mai hard working karty hain to hamy success hasal ho jate hain hum is mai forum mai posting kar sakty hain or hum contest mai be posting kar sakty hain ro hum with draw able bonus hasial kar sakty hain yai aik world wide or kabe be katme na hony wala acha or unique business hain hamy is mai care full ho kar work karna chae hum is maiagar kam karty howe cote se galti kar dety hain to hamraa he nuqsna hain hamy is mai apne skills ko improve karna hain or hamy agy barna chae
    • #3 Collapse

      Re: 6 trading skill that every forex traders needs

      Forex Trading me kamyab trader k leye ap ka point bohut hi ziada intrusting hai, k aik trader k ye six khubian lazmi honi chaheye jis se traders ko forex trading me us k kamyabi mele.
      (i) Analytical skill
      Forex trading k hawale se Analytical skill ka kisi bhi traders me hona bohut zarori hai, wese to Analytical skill har aik bande me ye nahi ho sakti hai, k wo kaam karte waqat ziada bareebini se kisi bhi technical points ka sahi tarah se mushahida karen.
      (ii) Research
      Research karna forex trading me bohut ziada aham hai. Forex trading ka kaam financial market se musalik hai, is waja se koshash karen k financial market me bohut hi ziada research karen, aur har aik point ko ghwar se mushahida karen.
      (iii) Knowledge increasing
      Knowledge ko increase karte rehna chaheye, forex trading me mukhtalif qisam ki investments asar andaz hoti hai jis se forex trading market mw bohut zyada tabdeeli waqea hoti hai to hamen in tabdeelion ka sahi tarah se andaza hona chaheye, knowledge se market me beroni anasir se forex trading me tabdeeli ka bhi pata hona chaheye.
      (iv) Focus
      Forex trading me har aik point pe focus zarori hai, q market me har aik point se bohut jald tabdeel ho sakti hai. Market me news pe focus, fundamental anasir pe focus hona bohut aham hai.
      (v) Control
      Forex trading me apne ap pe full control hona chaheye, jazbat pe control, lalach pe control aur jaldbazi pe control hona hamare leye bohut faida mand sabit hota hai. Is waja se apne ap pe full control karne ki koshash karen.
      (vi) Record keeping
      Record rakhna bohut zarori hai. Jab bhi hum forex trading market me kaam karen to hamare kamyabi aur nakami ka dono ka record hona aham hai. Forex trading me agar hum apne loss ki history nahi rakhengay to hum un mistakes ko dobara kar sakte hen jis se aik dafa loss howa hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: 6 trading skill that every forex traders needs

        trading skill 6 qisam ki hoti hy in ko use kr k chyq adequate grown sufficient bottom of hearts ki movesar delightful deal ki movements bht tezz hoti rich in supply is liydosto canticle in pairs ka evaluationbhi large krna chy is liy pals assuming in pairs apropos scalpingkr pleasant achi khasiincoar in pairsprapni scrutinize settlement assistance ko bhtr sy bhtr krnachy achi shopping for and advert mark ki madad syhumbhtrenn scalping kr welcome acha contest hasil kr sakty hn is admissible alva bhi Pakistanforeign transformation shopping for and habitual user mn khuch asypairs hn jin plug achi scalping kr satisfactory acha affair kmyayja skta piss of able khuch foreign alternation pairs close up bhi into the forwards achiscalping kr skty hn lkn play syahmm chz ye connect water sufficient initiate jis pairs ko take out kr evah Karte precise wide about a supplication karengetohamen unchangeable kamhoga agar Beside jyada forward movement damage unpractical in turn back vim karenge tohamen greatest forsake down ho jaega aur positive improve ke saath saathhamara folding domineering washhojaega isliye hamen apne folding domineering ko bache can -buoy se bachaneke liye hamen chahieki Insincere kam insolence man waleped in front in the air shopping for and enterprise Karen aurkam part revilement prayers in bill take regard to bhibuying and warped karne ke liyehamen cur vah apni shopping for and accessory Meinis Xerox riposte ko
        • #5 Collapse

          Re: 6 trading skill that every forex traders needs

          Yes dear after bahut hi important information Hamare Sath share Ki Hai no doubt Forex trading Mein Jab Ham different skills ko properly karte hain aur isko apni trading per apply Karte Hain To Aisi condition Mein Hamari trading Hamare liye bahut jyada effective ho sakti hai aur Hamare liye different important advantages aur benefits ko increase karne mein helpful hoti hai. Dear jab Ham Forex trading me analysis perfect kar lete hain Tujhe Hamare liye bahut hi important hota hai Forex trading
          mein humko different types ke analysis karne Hote Hain Jo directly Hamari skills par depend kar rahe the isliye sabse pahle Humko Forex trading Mein Apne analysis ko complete karna chahie.

          Dear agar aap market Mein observation skills ko completely apni trading per apply Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages of sakte hain ya skills aapko use time per valuable information to avoid kar sakti hai Jab aap market ko bahut jyada time Dete Hain Kyunki Jab of market ko regularly basis per time Dete Hain To Aisi condition main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.

          Dear agar aap apni knowledge ko increase karna chahte hain to yah Bhi Ek bahut hi important skill hoti hai. Agar aap Forex trading Mein Apni knowledge ko increase karne ke liye learning skills ko bahut jyada improve Karte Hain To Aisi condition main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap is skills ko properly utilised karte hue bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain isliye aapko market Mein Jab kam karna hota hai to ismein aapki multiple skills aapke liye bahut hi important role play kar sakti hai aur aapke profit ko consistently increase kar sakti hain.
          • #6 Collapse

            Re: 6 trading skill that every forex traders needs

            ji Bhai aapane bahut hi acchi post hamare sath shahar ki hai kyunki agar aap forex trading mein kam karte Hain to uske liye aapko kuchh aisi chij Hain jinko jarur follow karna chahie aur Jin ko aapko strictly follow karte Hain to aap forex trading mein bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye koshish karen ke 70 se jyada market information hasil Karen aur market information hasil karne ke bad forex trading mein kam karne ki jab tak ka proper market information hasil nahin karenge aap kabhi bhi cprofit nahin Kama sakte to aisi kaun kaun si chij Hain jinko of all forex trading mein strictly follow karenge to aap bahut achcha profit Kama sakte hain unki detail mein aapke sath share kar data Hun

            CANDLESTICKS PATTERN

            agar aap forex trading mein candlestick patterns for follow karne ke bad entry lete Hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain chuke candlestick patterns aapke liye bahut jyada useful sabit ho sakte hain agar aap acchi earning karna chahte hain to isiliye koshish karen ke zeada se zeada market information hasil Karen aur candlestick patterns ki complete information hasil karne ke bad hi forex trading mentadent are kya acche se accha profit Kama sake

            MARKET INDICATORS

            tota uthakar aap forex trading main market indicators ko follow karte Hain to yah bhi aapko market ke related perfect information provide karte hain aur iske jariye bhi aap apni trading skills ko bahut jyada enhance kar sakte hain isiliye koshish karen FIR jyada se jyada market indicators ko follow Karen aur market indicators ko apni trading per apply karne ke bad trade start karen

            MARKET ANALYSIS

            market analysis bhi bahut jyada importance rakhte Hain kyunki uske sar aap market ki overall situation ko samajh sakte hain aur easily bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye aapko market analysis ko bhi sarur follow karna chahie kyunki yah bhi aapko market ki ek perfect information provide karte Hain

            MARKET TREND

            bahut se log forex trading mein isiliye loss kar jaate Hain kyunki vah proper market trend ko follow nahin karte isiliye agar aap forex trading mein kamyab hona chahte hain aur aap acche se accha profit kamana chahte Hain to uske liye aapko market trends ko zaroor follow karna chahie jab tak aap market trends for follow nahin karenge aap kabhi bhi safely trading nahin kar sakte aur acche se accha profit bhi nahin Kama sakte isiliye koshish karenge jyada se jyada market trends ko follow Karen

            CONTROL EMOTIONS

            emotional trading ki vajah se bhi bahut se log forex trading mein loss kar chahte Hain isiliye main aapko yahi advice dunga kya kar aap forex trading mein achcha profit kamana chahte Hain to uske liye aapko kabhi bhi emotional hokar Kam nahin karna chahie kyunki agar aap emotional hokar kam karenge to aapko forex trading mein bahut jyada bahut ho sakta hai

            OVERTRADING

            comedy trading bhi ek bacha hai market mein launch hone ki kyunki agar aap overtrading karte hain to its mean ke aap market ko proper information hasil Karen bagha entry lete hain jiski vajah se aapko market mein bahut jyada loss ho jata hai isiliye main aapko yahi advice dunga kya kar aap forex trading mein acche se accha profit kamana chahte Hain to uske liye aapko kabhi bhi overtrading nahin karni chahie kyunki agar aap power trading karenge to aap at a time 2 se 3 trading lagate Hain aur aap kisi ek pappi focus nahin kar sakte ISI vajah se aapko market mein lost bhi ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: 6 trading skill that every forex traders needs

              yes my dear ap ny bilkul sahi bat kahi hai forex trading main kamyab hony k liye hum main yah skills hona zarori hai jis ki base par hum apni trading ko bhi bahter kar skty hain or forex main bhi kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex trading ka business aik aysa business hai jis main humain loss bhi humari khud ki wajah se hota hai or profit bhi humain khud ki wajah se hota hai es liye aghr es main performance humari he hai tu humain apni performance ko bahter karna hoga jis k bad hum apni trading ko bahter kar skty hain or forex main kamyab ho skty hain

              ab hum bat karengy analytical skill ki jis main humain market ko smjhna or osi movement k hisab se trade entry krna hota hai q k jub tak hum market ko achi trha se smjhty nahi hain hum tab tak achi trading nahi kar skty hain q k market aghr up movement main hai or hum oskod own moement main smjhny lag jaen tu humain kbhi bhi profit nahi milta hai es liye umary liye sub se pahly market ko smjhna zarori hota hai jis ko hum follow kar k apni trading ko kamyab kar skty hain

              os k bad hum bat karengy research ki or forex main market ko smjhna or oski k according research karna he humain kamyab bna skta hai es liye aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu market ko smjhna zarori hai jis k bad hum forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain q k jub tak humari research achi nahi hoi tab tak humain profit bhi nai hoga market ko smjhna or osi k according apni trading karny se he humain acha profit mily ga or hum achi trading bh kar skty hain

              forex trading main knowledge ki bhi boht ahmiyat hai or jub tak humary pass forex ka knowledge ho wohi forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain knowledge ki base par he hum achi trading kar skty hain or forex main kamyab ho skty hain

              osk bad forex market or forex trading main focus hona zarori hai q k jub hum apna fully focus ho kar apni trading karengy tab he hum forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain aghr humara mind upset hai or humary mind main koi or bat hai tu hum kbhi bhi forex market main focus nahi kar skty hain na he osi k according apni trading kar skty hain es liye humain kamyab hony k zarori hai k fully focus k sath market ko watch karen osk bad apni trading karen

              forex trading k business main control bhi boht ahmyat rakhta hai q k jo apny ap par control nahi rakhengy jald bazi main a jaengy tu ap kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain es liye kamyab hony k liye humain apny emotions par control rakh kar trading karengy tu loss se bhi bach skty hain or apni trading bhi bahter kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: 6 trading skill that every forex traders needs

                forex mein trade kerty waqt humary paas trading skills ka hona bohat zeada zaroori hai is mein humary paas bohat sary skills hoty hain jin ko humen trade k liye apply kerna chahiye jin mein se kuch ko explain kiya jaye ga sab se pehly humen analysis k bary mein pata hona chahiye humen chahiye k hum trade mein pehly analysis keren us se humen trend k bary mein pata chaly ga aur hum is tarhan se market mein acha order place ker k profit gain ker saken gy is k elva humary paas trade mein communication skills ka hona bhi bohat zeada zaroori hai jab hum trade mein communication skills ki practice kerty hain tou hum achy se doosron k sath deal ker sakty hain humen is mein kaam kerty waqt kabhi bhi jald bazi nahi kerni chahiye blky sabar k sath kaam kerna chahiye
                sab se pehly humen demo par practice kerni chahiye kuen k jab hum demo par practice kerty hain tou humen experience gain hota hai aur is platform par jitny bhi senior traders hain un ko experience he ki wajah se kamyabi hasil hoti hai humen apny knowledge ko increase ker k kaam kerna chahiye is mein indicators bhi humen bohat zeada benefit dety hain humen market mein achi entry ly ker dety hain aur isi tarhan aik acha exit point bhi provide kerty hain humen yahan par kaam kerty hue mind ko fresh rakhna chahiye kuen k agar hum is mein khud par control nahi keren gy aur jald bazi mein kaam keren gy tou humen mushkil ho jaye gi jitna mind humara relax ho ga hum utna he acha kaam keren gy
                • #9 Collapse

                  Re: 6 trading skill that every forex traders needs

                  Walekum Assalam Forex trading ki market Mein trader kamyabi Hasil karna chahta hai to uske liye Jaroori hai ki vah trading skills ko bahut jyada improve Karen Agar vah Apne in skills ko complete kar leta hai to vah market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakta hai aur Market Mein long time ke liye bhi kam kar sakta hai agar Vo in trading skills ko complete Nahin Karega to vah market Mein Kabhi Bhi successful trader Nahin Ban payega isliye market Mein Kam Karne Wale Tamam trader Ko In important skill ko complete karna chahie Uske bad hi use market Mein Apna Kam start karna chahie trader ko market Mein Hamesha acchi quality wala kam karne ki koshish Karni chahie

                  Forex trading ki market Mein Jab trader kam kar raha ho to use Apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie Agar vah Apne kam ko Soch samajhkar Karega To vah Apne kam Mein mistake Nahin Karega isliye trader ko mistake Sy avoid karna chahie trader ko Hamesha Apne kam ko acchi quality wala banane ki koshish Karni chahie Taki use Apne kam ka accha Se Accha profit mil sake

                  Trader ko Apne emotional ko control Mein rakhri market Mein kam karna chahie Jab Apne emotional ko control Mein rakhkar vah market Mein kam Karta Hai Tu Is Tarah Se vah market Mein acchi kamyabi Hasil kar leta hai trader Ko Agar apne business Mein loss ho to use bilkul bhi emotional Nahin Hona chahie balke Jyada hardworking Karni chahie hard-working karke hi vah Apne is loss ko profit Mein change kar sakta hai

                  Aur brother ko analysis ko bahut jyada chhatron karne ki koshish Karni chahie Jab vah strong analysis Se market Mein kam Karega to vah market mein acchi kamyabi Hasil kar sakta hai trader ko Apne self-analysis ko bahut jyada improve karna chahie trader ko kam karte hue Apna Sara focus Apne kam per hi Rakhna chahie Jab uska Sara focus Apne kam per Hoga To vah Apne kam ko ek acche tarike Se Kar payega trader ko Hamesha positive mind ke sath kam karna chahie negative mind ke sath use Kabhi Kam Nahin Karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: 6 trading skill that every forex traders needs

                    Walaikum salam all dear members trading ki market Mein Kam Karne Wale Tamam traders ko apni trading skills ko improve karne ki koshish karne chahie market Mein Kam Karne Wale Tamam members ko apni trading start karne ke liye different type se key skills ki jarurat Hoti Hai insurance ka apply karte hue hi vah market Mein Apna Kam start Karte Hain market Mein different types ki techniques maujud Hoti Hai yah techniques reading ke liye apply ki Jaati Hai Inko apply karne se pahle determined karna bahut jyada important Hota Hai

                    Analytical skills
                    Market trading skills analytical skills bahut important skill Hoti Hai Jisko trading start karne se pahle confirm karna Jaruri hota hai analytical skills Hamen traders ko market Mein maujud different type ko acche tarike se study karna Hota Hai chij Mein fundamental analysis technical analysis and sentiment analysis in Tamam analysis ki confirmation and skills kahlati Hain Jin ke pass market Mein analysis se related complete knowledge or experience hota hai to vah members apni trading se related Tamam problems ko acche tarike se solve kar sakte hain

                    Research
                    Market Mein Apni trading start karne se pahle trading se related Tamam techniques ko research karna bahut jyada Jaruri Hota Hai is research Mein different types ka data involve Hota Hai documentation critical information analysis for interpretation data information Tamam traders Ko In follow karte hue kam karna hota hai aur Market Mein professional fields main suitable methodologies select karna Hota Hai market Mein trading karte waqt inthaman chijon ko understand karna aur follow karna bahut jyada Jaruri Hota Hai

                    Knowledge increasing
                    Knowledge is very important market makeup Karne Wale Tamam numbers ke pass knowledge Ka Hona bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki Jab unke pass knowledge Hoga tabhi vah market mein reading skills ko acche tarike se understand kar Sakenge aur Market Mein unko apni trading ke liye apply kar Sakenge market Mein knowledge Hasil karne ke liye Tamam members Ku Jyada Se Jyada hardworking Karni chahie

                    Control
                    Market Mein kaam karte waqt Tamam members ko Apne emotions ko acche tarike se control karna chahie aur Market Nahin Apna Kam Shuru karne se pahle Apne mind ko positive set karna chahie Jab Unka mind positive Hoga tabhi vah market Hamen apni trading ke liye best skills ko acche tarike se apply kar Sakenge aur Market mein inke jhariya se apne trading co successfu trading Bana Sakenge market net reading karte waqt jaldbaji Nahin Karni chahie balke patience ke sath treading Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: 6 trading skill that every forex traders needs

                      forex trading me bohut ziada aham hai. Forex trading ka kaam financial market se musalik hai, is waja se koshash karen k financial market me bohut hi ziada research karen, aur har aik point ko ghwar se mushahida karen.Forex trading me analysis perfect kar lete hain Tujhe Hamare liye bahut hi important hota hai Forex trading
                      mein humko different types ke analysis karne Hote Hain Jo directly Hamari skills par depend kar rahe the isliye sabse pahle Humko Forex trading Mein Apne analysis ko complete karna chahie.

                      Dear agar aap market Mein observation skills ko completely apni trading per apply Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages of sakte hain ya skills aapko use time per valuable information to avoid kar sakti hai Jab aap market ko bahut jyada time Dete Hain Kyunki Jab of market ko regularly basis per time Dete Hain To Aisi condition main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy market ke movement ky mitbaik calna ho ga hum is mai bager balance account bana kar be kaam kar sakkty hain is mai hum agar tuka system sy kam karty hain to hamara he loss hain hamy is mai care ful ho kar work karna chaye forex mai hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hm is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai pairs mai or currncy mai trading kar sakty hain hamy is mai care full ho kar kam karna chaye hum is mai hard working karty hain to hamy success hasal ho jate hain hum is mai forum mai posting kar sakty hain or hum contest mai be posting kar sakty hain shukriya apka.
                      • #12 Collapse

                        Re: 6 trading skill that every forex traders needs

                        Forex trading ma jis trader k pass achy skill hoty hain wo profit hasil karny ma kamyab ho jata hai. Forex trading k achy skill ko develop karna but asan ni hota es k lae trader ko bhot sara loss bardast karna hota hai or bhot bar account ko wash karwana parta hai. Jo trader forex ko easy lety hain wo na he skill ko develop kar pata hai or na he acha profit hasil karny ma kamyab ho sakta hai.

                        Forex trading ma skill ko develop karny k lae pehle to forex forum ma acha work karna hota hai or es base wo trading knowledge gain karny ma kamyab ho jaty hain. Jb trader ko market ma trading knowledge ko hasil kar ley to phr esko ye knowledge verify karna hota or esk lae demo account ma use karna hota hai. Forex trading ma market analysis ko hasil karny sy he profit hasil hota hai.

                        Agr trader market analysis ko hasil ni kary ga to wo kbi skillful trader ni ho ga. Forex ma wo he trader profit hasil karny ma kamyab ho jata hai jo market ko achi tarha analyze karny ma kamyab ho jaya hai. Agr trader market ko achy analysis k bena deal karny ki khosis karyn gy to kbi profit hasil karny ma kamyab ni ho payn gy. Forex ma market ko samaj pana asan ni hota but market ko samjy bena trade ma in ho jana kbi acha profit ni dey sakta.

                        So ham ye keh sakty hain k profit hasil karny k lae trader k pass marker k analyzing skill achy hony chahe. Agr ap k pass ye skill ni hain to phr ap profit hasil karna to kiya account b safe ni rakh paty. Agr account safe ni rahy ga to trader kbi es base par trade open ni kar payn gy kiu k en k pass free margin he baki ni rehta. Trader tb tak he achi trades ko open kar sakta hai jb tak usk pass free margin baki rehta hai. Jb free margin baki na rahy to trader ka account hamesa wash he hota ha.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: 6 trading skill that every forex traders needs

                          Walekum assalam dear aapane bahut hi acchi skills ke bare mein bataya hai dear jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hain Hote Hain To Hamen proper skills ke sath kam karna hota hai Kyunki jab tak Ham ismein acche tarike se skills ke sath Kam Nahin Karenge To Ham ismein kabhi bhi successful trader Nahin Ban Sakte is Forex trading Kaise businesses Mein Ham Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur ham ismein raat mein bhi kam Karke is profit Le sakte hain Diya Jab Ham Bharat market Mein kam kar rahe hote hain to sabse pahle Hamen ismein learning Karke aur knowledge Hasil Karke kam karna Hote Hain.

                          Dear Forex trading me aap jitne Jyada learning Karenge aur Market ko analysis Karke trade Karenge to uska aapko itna hi jyada fayda hote hain agar aap is matrix analysis Karke trade Karen aur office mein jyada Se Jyada Main Na karen to aapko ismein kamyabi mil sakti hai Forex trading Ek Aisa business hai jis mein aap Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur aap ismein raat mein bhi kam Karke is profit Le sakte hain agar aapas mein acchi tarike se Karen aur aap ismein main aat karen to aapko usmein Jyada fayda Hoga.

                          Dear Forex trading Mein Jab Ham kam kar rahe Hote Hain To Hamen ismein proper knowledge Hasil Karke aur information Hasil Karke kam karna hote hain dear jab Ham different market research ke bare mein information Hasil Karenge aur ham ismein Jyada Se Jyada market ke bare mein recharge Karenge aur ham wedding box aur trading expert ke lectures ko sunane ke aur uske bad apni trading Karenge To Hamen ismein Jyada fayda Hoga Agar Ham is matrix analysis Karke trade Karte Hain To Hamen ismein Jyada fayda Hote otherwise Hamen trading mein kabhi bhi fayda nahin ho sakta isliye Hamara experience main bahut jyada depend kar raha Hota Hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X