Yeh review "folic acid"ki tablets p mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review "folic acid"ki tablets p mabni hai
    Salam ..umeed hai ap sb kheriyat s hungy ..
    Aj ka mra review folic acid ki tablets p mabni hai ..
    Folic acid ki tablets hmyn different weightage mn easily mil jati hyn.. Yeh hmyn different packings r amounts mn mil jati hyn..
    different medicinal companies folic acid ki tablets manufacture krti hyn r sale krti hyn in k kuch faidy r nuqsanat mn ap s share krna khaungi

    Advantages

    Folic acid ki tablets k faidy darj zail hyn..
    Yeh ap ki body mn folic acid ki kmi ko pura krti hyn ..
    Yeh Apko strong bnati hyn
    Yeh qeemat mn sasti hoti hyn
    Ap inko subha shaam istemal kr skty hyn
    Yeh apki body mn blood ki kmi ko pura krti hyn

    Disadvantages

    Un k kuch nuqsanat nahi hyn pr kuxh ehtiyaat mn ap s share zrur karna khaungi
    Inkk hmesha doctor ki hidayat k mutabiq istemal krna chiaye
    bcho ki phnch s door rakhna chiaye
    Sai doses use Krna chiaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review &quot;folic acid&quot;ki tablets p mabni hai

    Salam aap ne hamare sath bahut achcha review share Kiya hai per mummy hai folic acid ki tablet aajkal bahut jyada use hone wali tablets hai ya jism mein folic acid ki ki kami ko pura karne ke liye istemal ki jaati hai unko kuch fayde aur nuksaan 8 main aapko batana chahungi

    Advantages

    Diya ki body mein kis ki kami ko pura karti hai yah aap ko healthy banati hai yah aapko different ranges mein das taiyar hoti hai aapko kisi bhi medical store se basani mil sakti hain Pakistan mein different company folic acid ki tablet offer karti hai inko use karna bahut aasan hai aap subah sham inko use kar sakte hain specially pregnant womens ko folic acid tablets recommend ki jaati hai yah aapki immunity ko strong karti hai aur aapke liye bahut faydemand hai

    Disadvantages

    inke vaise to Koi khas nuksan aaj nahin hai lekin hamen hamesha Doctor ki hidayat ke mutabik hi istemal karni chahie bacchon ki pant se inko dur rakhna chahie hamesha expiry date check karke hi tablet istemal karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review &quot;folic acid&quot;ki tablets p mabni hai

      Yah tablets different kind of Shape Mein mil jati hain. yani's ka formula different hn. Jin mein L.methylefolate levomefolate shamil hain. Yah tablets folate level ko normal karne ke liye sambhal ke Jaati Hain Use time use Ki Dharti Anya Pollard level kam Ho Kyunki follett level Agar kam ho jaaye to yah anaemia Kas karta hai. folate level aur Surat Mein kam Hota Hai Jab patient Ko enemia Ho pregnancy Ho liver ki disease ho aur dusri Kai disease Mein Ya Ho Jata Hai.
      Ya tablets lete Waqt aapko care Karni chahie without food kar lena chahie aur proper doctor se Mashwara karna chahie Tha ke kisi bhi Kasam Ki pay Pareshan Na Ho.iski dose lety time apko pharmacist sy rabta krna chahye or pochna chye kh kesy lni or kitni dose lni.ta keh bad mn koi preshani na ho. isko lete Waqt Yad karna chahie Ki Kisi bhi patient Ko B1 one B12 ki deficiency Na Ho.

      ADVANTAGES:_ USES;_
      1. Yah tablets man made ki taraf se Banai gai hai. Is tablet mein bahut jyada vitamin Hote Hain Jo ki bahut jyada faydemand hai red blood cell ke liye.
      2. Yah oral taur pa li Jaati Hai.
      3.iski price zyada ni hai.
      4.market sy asani sy mil jati hai.
      5.yeh new born baby ky ly faida deti hy jis sy usko na koi disease hoti na he koi spinal cord ka masla hota hota hy.

      SIDE EFFECTS:_
      1. Agar aap ful casset ki tablets Ko bagair Kisi mashhur Ek Doctor ke Lenge to aapko bahut jyada nuksan hoga.
      Yah Chand normal jo hai vah side effect Paida karti hai Gen mean 1 allergic reaction hai.dizziness cause krti hy or trouble in breathing cause krti hy.

      اب آن لائن

      Working...
      X