Sawal : Market Geometry se Kya murad hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal : Market Geometry se Kya murad hai?
    Asalamolaikum. Dear members mera aap se yeh sawal hai Ky Firex Trading mein Market Geometry se kya murad hai? Humain successful trading ky liye kia market Geometry ky bary mein informations lena aur market Geometry ko Proper study karna important hai? Kya geometrical Patterns ko smjhny ky liye market Geometry ko study krna important hota hai? Aur hum kesy Geometrical patterns ko better understand kar skty hain? Kindly aap apny reviews share karyn ta ky meri informations mein increase ho saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal : Market Geometry se Kya murad hai?

    Market geometry aik khas kisam ki analysis hai jis em market ki fast (pehlay se guzre price) k mutabiq market ki futur k bare me prediction ki jati hai. Market ki geometry k analysis aam market ki analysis se diffrent hai aur is me market ki analysis aur line ka shape geometry me istemal hone wale lines, square, triangles waghera jese hote hen. Market geometry ka concept sab se pehlay W.D Gann ne pesh ki hai, jis me market ki geometry wale same tools ka istemal howa hai. Market geometry maximum market me pehle se guzre different points, Pivot point, aur market me diffrent up down ki concept pe hai market ki geometry analysis.
    Market ki geometry me jo candle stick ki movement hoti hai us k sare closing points ko melane k bad market me aik line khenchi jati hai, jis ko market me waves kehte hen, q k is ka shakal bhi aik wave jaisa hi banta hai. Us wave k mutabiq market me mai line ya square ki chart pattern ko draw kia jata hai. Us mw market ki highest aur lowest pruces ko dekh kar market me next movement k leye predictions ki jati hai. Market ki geometry ka samajhna bohut critical hai q k is mw bohut sare methods hai aur jis me hum ko easy lagay us ka hi istemal hona chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Sawal : Market Geometry se Kya murad hai?

      dear brother apnay aik important question discussion ke liye select kiya hai dear jab aap market geometry ko study Karte Hain To Aisi condition mein aap apni analysis different bases per complete kar rahe hote hain aur Market ke trend ko find out karne ki koshish kar rahe ho Nahin ismein aapane following points ko study karna padta hai aur iski basis per apni prediction Karni hoti hai.

      Patterns:

      Dear agar aap market patterns ko acchi Tarah study karte hain to ismein aapko market ke trend se related bahut hi perfect analysis complete karne mein help mil sakte hain Kyunki agar aap market patterns ko acchi Tarah Soch Samajh Kar decision-making karte hain isliye aap market ki easily prediction kar sakte hain Jab market ke different patterns ki study ki Vishesh per aap apni decision-making karte hain to aapko bahut best results produce karne mein help milati hai.

      Waves:

      Dear agar aap market geometry to properly study karna chahte hain to ismein aapko market ki different waves ko bhi study karna hota hai ismein aapke liye bahut hi important theory Jisko aap Elliott Wave kay Naam Se Jante Hain ismein aapko bahut jyada perfect analysis karne ke liye ek acchi opportunity aur chance mil sakta hai ismein aapko market ki prediction karne ke liye bahut hi best anus is complete karna Hote Hain.

      Angles:

      Market ki trend ki prediction karne ke liye aapko market ke different angles ko bhi study karna hota hai dear jab market different angles Mein Apni study complete kar rahi Hoti Hai To Aisi situation main aap market ko different important process apply Karke study kar sakte hain aur uski tradition is delete kar sakte hain for example Jab aap Gann ki study kar rahe hote hain aur ismein aapko market ki 45 degree Line ki basis per Iske analysis complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko market ke different angles Mein Apni movement ko complete karna Aasan hota hai aur ismein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe Hote Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Sawal : Market Geometry se Kya murad hai?

        Han je forex ma bhot sari techniques or methods k zaryae trade open ki jati hai jis ka main maqsad ye hota hai k trader ko benefit hasil ho jae. Jis trader k pass acha capital or acha knowledge ho ga wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jae ga. Jis trader k pass kio technique or acha capital ni hota wo profit hasil karny ma hamesa kamyab ho jata hai. So es topic ma ham yaha par discuss karyn gy.

        Forex Market Geomatery. Forex market geometry ko currency trading k 10 years experience k bad create kiya giya hai. Ye trading k lae bilkul new approach hoti hai or es technique ma geomerty ki base par stop loss or entery point find kaye jaty hain or es approach ki base par he entry points ko find kiya jata hai. Geometry trading ma excel spread sheet ki base par sari calculations ki jati hain or es k lae dozen different mathematical sequences ko use kiya jata hai.

        No more uncertanity and hesitation. Geometry ma algorithm hota hai jis ma spread sheet hoti hai or esk lae excel spread sheet require hoti hai. Ham marker ma bena sochy samjy enter ni hoty balky es method ki base par hamy spreadsheet ki base par exact market entry point or exit point ka pata chal jata hai. So es technique ka ik ye b benefit hota hai k es ki help sy market analysis ma dair ni lagti or trader kam time ki base par market k achy analysis karny ma kamyab ho jaty hain. Es technique ki base par trader achy pending orders ko b use kar sakty hain or wo enko place kar sakty hain market khud unko reach out kary gi or wo active ho jayn gy. So trader k work karny ma mazeed asani peda ho jati hai.
        • #5 Collapse

          Re: Sawal : Market Geometry se Kya murad hai?

          Financial markets main traders apni trading ko market geometry exit kar sakte hain market Mein trading karne wala traders a market main market geometry trading strategy ko apply kar sakte hain aur Iske jarie se apni trading start kar sakte hain market Mein Kam Karne Wale Tamam members ke liye market Mein maujud analysis ki type se fundamental analysis technical analysis sentiment analysis ko carefully study karna bahut jyada Jaruri hota hai aur unke bare mein complete information Unki trading ke liye bahut jyada profitable hoti hai


          Click image for larger version

Name:	GSO1.png
Views:	1
Size:	271.0 کلوبائٹ
ID:	12337944
          Market analysis
          Market analysis bahut jyada important hota hai market Mein trading technical analysis ki best per hi market geometry ko apni trading ke liye apply kar sakte hain vah sirf technical Advisors ke jariye se he is ko acche tarike se understand kar sakte hain without technical analysis vah market geometry ke jariye se acche advantage Hasil nahin kar sakte Kyunki market geometry means mastering technical analysis isliye Jo members market geometry ko apni trading ke liye apply Karte Hain to unhen technical analysis Ka istemal Karna chahie

          Market geometry
          Forex trading mein jo members market geometry trading strategy ko apni trading ke liye apply karte hain to unhen 5 way ke jariye se he is ko apni trade ke liye apply karna hoga Jab vah in 5 ways ko acche tarike se understand kar lenge to use Waqt hi vah market main market geometry ke jarie se acche advantage Hasil kar Payenge aur apne trading co successful trading Bana Sakenge market Mein price aur time ka exacting concept only technical analysis hota hai technical analysis ke Dariya Se Hi traders ko market Mein technical indicator Ka istemal Karna hota hai aur isse technical indicator ke sath Tumhen candlestick patterns Ko Bhi Apne trade ke liye select karna Hota Hai ine Sab chijon Mein technical analysis ko bahut jyada importance Di Jaati Hai market geometry Mein five waves ka istemal bhi trade is technical analysis ki besd per kar sakte hain 5 ways mein

          Market geometry ko point karne ke liye sport and resistance level ka istemal

          Price aur time ki confirming ke liye technical candlestick patterns ka istemal

          Market geometry ke sath Elliott Wave trading ka use

          Market geometry trading me fibonacci levels ratios

          Market geometry mein physical logical levels ka use
          • #6 Collapse

            Re: Sawal : Market Geometry se Kya murad hai?

            Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum member dear aapane bahut hi Achcha question Pakistan Forex forum per apni discussion ke liye chuski hai dear Ham Jab Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To Ham ismein dekhte hain ki hamare pass trading ki different terms hoti hain jis mein tabhi kam apni learning ko complete kar rahe hote hain dear Ham Jab Forex trading Mein Apni learning complete Karte Hain To Ham dekhte hain ki Ham ismein acche tarike se knowledge Hasil Karke kam karna hote hain trading mein market geometry se Murad hota hai ki Jab aap ismein analysis Karte Hain To aap previous data ko dekh rahe Hote Hain.

            Dear market geometry is Waqt kahan Jaate Hain Ki Jab Ham market ki previous position ko dekh rahe hote hain aur Market ki future keep prices reduction kar rahe Hote Hain Jab Ham market ki analysis karte hain aur ismein ham acche tarike se Anil se perform Karke trade Karte Hain To Hamen iska Jyada fayda Hota Hai Jab Ham acchi tarike Se Naraz Karke trade Karenge To Hamen use market Se Achcha profit ho sakte hain Agar Ham Maar kiski previous data ko base per Parichay price ki Idea Lagate Hain To Uske Ham market Jo Matric ka naam Dete Hain.

            Forex trading Ek Aisa Businessman object mein jyada learning kaafi kam karte hain aur aap ismein jitni Jyada mehnat karte hain aapko ismein itna hi jyada fayda hote hain aur aapki kar rahi Hoti Hai Jab aap acche tarike se Anil Jaise Karke kam karte hain aur aapas mein jyada Se Jyada Malik Hasil Karke kam karte hain aur Apna experience increased karte hain to aapko ismein Jyada fayda hota hai Kyunki Forex trading main aapka experience aur aapki planning bahut jyada depend Karegi hoti hai aapko ismein proper planning ke sath kam karna hota hai aur kisi Ek strategy ke sath kam Karke ismein profit Hasil karna Hota Hai.
            • #7 Collapse

              Re: Sawal : Market Geometry se Kya murad hai?

              market mein agar ham log market Kodi please samajhne Jaate Hain dost ke liye jaruri hai ki market ki ki basic score bahut acchi Tarah Se ham log samajh le aur iski basic terminologies aur iski jimmedari Mein use Hone Wali different terminology score samajh Leta ke ham log Forex trading ki market mein bhi new trading Shuru Karen Tu iska Hamen Kafi Jyada benefit Hasil hoga

              Forex trading ki geometry Ko Agar ham log define karna Chahe to Forex trading ki market ki movement Kaun different watch time mein agar ham log observe Karenge Tu is main Hamen different levels aur different resistance point aur support level mil Sakenge jinko Ham opening or closing time mein agar aapas mein ek dusre ke sath compare Karenge To Hamen market Kijiye metric ke bare mein a complete paise information mil sake gi jab market different angles Mein Apni study complete kar rahi Hoti Hai To Aisi situation main aap market ko different important process apply Karke study kar sakte hain aur uski tradition is delete kar sakte hain for example Jab aap Gann ki study kar rahe hote hain aur ismein aapko market ki 45 degree Line ki basis per Iske analysis complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko market ke different angles Mein Apni movement ko complete karna Aasan hota hai aur ismein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe Hote Hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Sawal : Market Geometry se Kya murad hai?

                Ham sab ne dekha hoga ke jab Ham matric mein the to har shaks ke pass ek geometry hua karti thi usmein square triangle prakar aur different items hoti thi jise geometry kahate the ISI tarah se forex trading make a chart baton mein bhi kuchh angles milte Hain Jo Jo matric ki tarah hote hain aur aur yah aam pattern se different pattern count kiye jaate Hain in ka istemal vahi log karte Hain Jo market mein teji ko pasand karte Hain market mein jitni bhi movement fast hoti hai usmein jio matric ka istemal bahut jyada hota hai aur iska istemal karne se UN logon ko jyada benefit hasil hota hai jo long term trading co jyada prefer karte hain forex trading ki market mein jyada kamyab log vahi hote Hain Jo long term trading co follow bhi karte Hain aur iske mutabik trading bhi karte Hain long term trading karne ke liye sabse jyada jaruri hota hai ki aapke pass kitni amount hai jitni jyada amount aapke pass hogi utani hi acchi long term trading aap aaram se Kar sakenge forex trading ke andar kam karne ke liye amount ke sath experience ka hona bahut jaruri hai aur experience do chijon SE hasil hota hai ek to jyada se jyada learning karne se aur dusra practis karne se forex trading ki market mein vahi log kamyab hote Hain Jo harsh type ko jyada se jyada samajhte Hain uske upar practis karte hain aur apna maximum time forex trading ki market ko dete Hain aise log kabhi bhi nuksan mein nahin jaate balki apne aap ko benefisiari banate hain

                اب آن لائن

                Working...
                X