Yeh review "subha ki sair"py mabni hai...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review "subha ki sair"py mabni hai...
    Assalamu Alaikum dear member main Aaj aapke sath Subah Ki Sair ke bare mein topic share karte ho ummid aapko bahut pasand aaega

    Introduction:

    Dear member Subah Ki Sair ke bare mein Har Koi Jaanta hai dear member Subah Ki Sair ke a bahut jyada fayde hai iska best time fajar ke baad hai dear member is ke bahut jyada fayde Hain Jo main aapke sath share karte ho dear member Jab Ham Subah Ki Sair Karte Hain Uske bad Hamen main daily base per apni weakness ko pura karne ke liye healthy diet ki jarurat hoti hai dear member main aapke sath Kuchh healthy diet ke bare mein main bhi share Karti hun jo ke exercise ke bad Jaruri hoti hai.

    Advantage of morning time exercise..

    Dear member bahut se log Subah Savere Char Kadami yah dorny jehsi exercise Karte Hain dear member Subah ka dorna positive energy ko consume karta hai dear member Subah Ki Sair se a a calories bhi khatm ho sakti hai Jo Har Insan ko bahut active rakhte Hain dear member sehatmand Rahane ke liye Subah Ki Sair bahut jaruri hai dear member Subah Ki Sair se a bahut se log Bahut Si bimariyon se bache sakte hain kyoukai Subah ke time fresh air yani acchi oxygen Insan Ko milati hai jisse Insan kaymind ke sath Dil Bhi kisi Bimari mein mubtala nHi hota is k ilawa Subah Ki Sair se a Insan din bhar active rahata hai aur apni Har activities ko acche tarike se Sar Anjam deta hai dear member Jis Tarah exercise Hamare liye bahut jaruri hai ISI Tarah exercise ke bad breakfast mein Main acchi diet ki bhi jarurat hoti hai jisse Insan mein Main koi weakness Na Aaye to dear member main Kuchh healthy diet aapke sath share Karti hun jisse aapki help ho sake health ke Hawale se...
    Healthy diet:no 1.banana.

    Dear member main sabse pahle healthy diet mein banana ke bare mein baat karti hun iski bahut jyada benefit hai jo log Subah Ki ki exercise Karte Hain unke Liye Ye banana uh behtarin Gaja hai remember Har Koi Chahta Hai Ki Jab vah exercise Karen to Uske pass healthy diet Jarur honi chahie to dear member banana iska behtarin source hai dear member Jo log banana simple halat mein nahin kha sakte two boys ka shake bhi Bana Ke Pee sakte hain shake main milk k ilawa strawberry we use kar sakte hain aur iski is mein behtarin ke liye lemon juice Dal De jisse yah shake a complete aur aur bharpur breakfast hi dear member banana mein vitamins minerals aur carbohydrate man**** mixture paya jata hai jo Ek exercise ke liye faydemand sabit ho sakta hai...

    No.2..
    Dear member second mein main jo chij Aati Hai more fruit salad hai dear member kya aap log Jante Hain ke Tamam fruits mein Main vitamins Hote Hain Jo health ke liye Ye bahut fayda Dete Hain Tu dear member Jab Ham exercise kar rahe Hote Hain To Hamen main Saath Saath daily base per health ko barkarar rakhne ke liye fruits aur vegetables Janme vitamins Paye Jate Ho Aisi diet ki jarurat hoti hai to dear member fruits mein orange Apple aur strawberry Subah ke Waqt exercise ke bad breakfast mein Main laazmi leni chahie Kyunki in fruits se Hamara blood pressure normal rahata hai aur heart ki bimariyon se sev Rakhta hai...

    No.3...

    Dear member is k ilawa hamen breakfast main yogurt ko bhi use krna chyaye dear member bahot zyada exercise krny waly agr dahi ka aik pyala khayen tou dahi fori tor py body main energy provide krta hai dahi muscles aur pthoun ko strong banata hai aur meta bolisam ko brqar rakhta hai...

    No.4..
    Dear member is k ilawa fish ko bhi apni diet ka hisa banana chaye sb sy best fish see food main saiamn sb sy best fish hai jo k.aik insan ko behtreen energy k ilawa aik runner ki tamam jismani thakawat ko dor krti hai is fish ko hum vegetables aur aluu k sath bana k aur thori c miqdar main olive oil bhi add kr sakty hain jo k long time tak apko charge rakh sakta hai..

    No.5..

    Dear member jou ka daliya bhi shamil hai kiun k is main ptoteen aur faiber paue jaty hain jo k health k liye prfect hain is k ilawa yeh cholesterol ko km krta hai kioun k is main jo fiber paya jata hai wo cholesterol level ko balance krta hai...

    Disadvantage.

    Dear member agr hum apny apko subha ki sair ka adi nahi banayen gain tou hum bahot c bemarioun main mubtala ho sakta hain aur dear member agr hum exercise krty hain tou is k bad healthy eating nahi kren gain tou bhi hum day by day weakness ka shikar ho skaty hain jo hamen asi bemariuon sy nahi bacha sakti...
    Dear member agr hum daily exercise kren gain aur healthy diet lain gain tou hum zyada arsy tk sehatmand reh sakty hain aur dear member hamen apny bachoun ko bhi in cheezoun ka adi banana chaye ...thanksss
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review &quot;subha ki sair&quot;py mabni hai...

    Assalamualaikum umeed ha k sub dost khairiyat say hon gy

    Introduction.
    Aj ka humara topic subha ki sair par ha par ha jo k zaida tar log apny jisam ko active rakny k lea karty hain subha ki sair say ap ka jisam active rayta ha aj hum ap ko is k advantages or disadvantages k bahry may batayn gyn

    Advantages.
    Subha ki sair par aj humara topic ha jis k bahry may aj hum ap ko is k advantages batayn gyn k is k ap ki sayhat par kon say advantages hoty hain

    Subha ki sair say humare jisam bhot he active rayta ha subha ki sair karny ki wajha say humaray lungs ko aik achi saf huwa milte ha jis ki wajha say ap k lungs bhot he acha kam karty hain is k aalwah ager hum subha ki sair karayn gyn to is say humary body k parts active rahty hain dil damag active ho jahty hain ager hum subha ki sair karayn to is say humara damag pura din active rahay ga or hum jo bhe kaam karty hain wo achy say kar saghy gy subha ki sair say damage ko sakun milta ha subha subha tazi huwa or birds ki awazyn say hum may sakun aata ha subha ki sair ki wajha say ap apne full life active ray sakty hain ager ap apni full life work karty rahyn subha ki sair say ap ka jisam active hota ha jis say ap puray din ap ka jisam active ho kar kaam karta ha


    Disadvantages

    Subha k sair k nuksan to ni hoty is ko na karny k nuksan hoty hain wo ye hain k ager ap subha ki sair ni karty hain to is say ap ka din koch boring sa jahta ha ap ko kise kaam may samaj ni aati k or is say ye hota ha k ap ko dil ki bhe behmari bhe sag jahti ha jo k bhot gandi behmari ha
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review &quot;subha ki sair&quot;py mabni hai...

      Assalamu alaikum dear members aaj sham subah ki sair iske fayde aur nuksan janenge
      Advantage
      Subah ki sair ki bahut se fayde Hain insan ki sehat acchi hoti hai mind fresh hota hai jaldi uthane se aapki sehat theek rahti hai subah ka awaaz jaldi uthne se karna chahie subah ki sair hamari seht m liye b acha h
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review &quot;subha ki sair&quot;py mabni hai...

        Assalamu alaikum dear Forex member review ke liye Jo aapane topic select Kiya hai vah bahut interesting aur informative aur es k review mein jo aapane hamare sath information share Kiya vah bhi bahut informative thi

        Introduction

        review ke liye Jo aapane topic select Kiya hai vah morning walk se related hai no doubt morning walk hamari health ke liye bahut benefit hai isliye hamen chahie kya hamen must morning walk karni chahie agar Ham morning walk karte hain is ham bahut healthy aur fit rahte hain aur koi bhi hamen diseases nahin lagti morning walk jo hai vah different diseases ko bhi khatam karti hai isliye morning walk k bht jyada benefit se..

        Morning walk ke bahut jyada advantage hai aaj main aapke sath morning walk ke advantage share karungi hope so aapke liye informative aur aap ine se fayda hasil kar sake..

        Advantage

        morning walk ke bahut jyada advantage hai morning walk hamari health ke liye bahut jyada jaruri hai agar Ham daily morning walk ko jaate Hain to Ham bahut healthy rahte hain morning walk ki vajah se Ham khud ko bahut fresh bhi feel karte Hain hamara mind bhi fresh rahte hain aur ham pura din bahut active rahte hain isliye hamen chahie ki hamen must morning walk ko jana chahie

        Different diseases mein doctor hamen morning walk he recommends karta hai hai because morning walk ki vajah se hamari disease se Jyoti hai vah kam Ho jaati hai aur khatm bhi ho sakti hai diabetes ke patient ko must morning walk karni chahie is se unki Jo diabetes hai vah control mein rahti hai hai iske alava Jo bhi ki motapy k patient hai unko bhi must morning walk karni chahie is control mein rahte hain aur vah healthy rahte hain..

        Morning walk hamen daily karni chahie agar hamare pass itna jyada time na ho to week mein 3 se 4 din bhi kar sakte hain morning walk k bht jyada fayde Hain morning walk se Ham bahut jyada fresh feel kkr sakte hain aur usko bahut jyada active feel karte Hain isliye morning walk bahut jyada jaruri hai....

        اب آن لائن

        Working...
        X