Jaiza: Forex chart ma Pennant Pattern ki info or es sy hasil hony waly trade signal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex chart ma Pennant Pattern ki info or es sy hasil hony waly trade signal
    Pennant Pattern Meaning. Pennant pattern market ma continuation pattern ko show karta hai or ye information deta hain k market kuch dair es pattern ma move karny ki bad mazeed up move kar sakti hai or trader ko es pattern ma ki formation k bad break out ka wait karna chahe or phr es information ki base par trade karni chahe. Trader k lae ye important hai k wo pennant k volume ko predict kary. Jb volume low ho ga to consolidation period create ho jae ga or jb volume increase kar kar jae to market k break out hony k chances barh jaty hain. Kuch trader pennant pattern ko technical analysis k sath conjuction ma use karty hain or es base par market ki movement ko confirm karty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201126-151902_Opera Mini.jpg
Views:	3
Size:	125.2 کلوبائٹ
ID:	12470661Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201126-151924_Opera Mini.jpg
Views:	2
Size:	123.6 کلوبائٹ
ID:	12470662

    Trade signals using Pennant Pattern. Trader ko pennat pattern ko deeply observe karna chahe or es pattern k bad market k break out ka wait karna chahe. Normally asa hota hai k market us side par he move karti hai jis side par es pattern sy pehle move kar rahi hoti hai. Es he lae ham pennant pattern ko continuation pattern kaha jata hai. Yani market agr up trend ma hai to pennant pattern k bad ye mazeed up jany k chances hoty hain. So trader ko buy ki trade ko he open karna chahe. Jo trader es time par achi trade open ni karty wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni ho sakty. Yani pennant pattern k anadar market jb move karna start ho jati hai to market ik channel ma move karna start ho jati hai or ye channel break out par he end hota hai.

    Trader ki help k lae experts ny bhot sary pattern ko create kiya hota hai. Agr trader en pattern ki madad sy apni trades ko manage kary to wo acha profit hasil karny ma to kamyab ho he jata hai sath sath wo apny account ko safe rakhny ma b kamyab ho jata hai. Jo trader patten ki information k bena trades ko open karty hai unko kahe bar etna zayada loss hota hai k unka account he wash ho jata hai. So trader ko pattern ki knowledge k sath he trades ko open karna chahe.
    Last edited by ; 26-11-2020, 03:31 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex chart ma Pennant Pattern ki info or es sy hasil hony waly trade sign

    Assalamu Alaikum dear aapane bahut hi acchi information Share ke Pakistan Forex form per share ki hai dear Ham Jab Forex trading per kam kar rahe hote hain aur ham ismein trading Mein Jab learning kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki hamare pass different trading strategies hoti hain Jis per Ham trading karte hain aur ham isase fayda Aasan karte hain dear Forex trading Mein kam karne ke liye Ham Dekh Rahe Hote Hain Ki ismein hamare pass different candlesticks pattern aur ismein hamare pass different market Mein chart patterns hote hain Jin Mein Ham Apne analysis kar sakte hain aur ham isase apni trade open kar sakte hain aur Market ke movement ka Idea Laga sakte hain.

    Dear jab Ham Forex trading main market ke different chart patterns ke bare mein apni study ko complete kah Rahe Hote Hain ismein Ham dekhte hain ki hamare pass 1 pennnat pattern hota hai Jaisa ke Ham ismein Dekh Rahe Hote Hain Ki hamare pass ismein Ek flag pattern hota hai same like ka flag pattern 1 commonly used hone wala pattern market Mein hota hai jo ki market mein bahut jyada Kamal use Hote Hain Jisko Ham aasani se market Mein find kar sakte hain aur is per Ham apni trade Laga sakte hain der Ek flag pattern hote hain Jiske bad aap apni trade Lagate Hain aur Iske Breakout ke bad aap apni entry market Mein Lete Hain.

    Dear ismein aap dekh sakte hain ki Jab market Kisi trend Mein movement kar rahi hai for example Agar market trend Mein movement kar rahi hai to market Mein Ek Aisa pattern Banega Jahan se market ki friend sport aur current resistance aap draw karte hain aur ismein aap market Mein Ek flag pattern ko dekh sakte hain Jiske bad market ke Breakout ke bad Ham apni trade Lagate Hain Aur Is Se Ham fayda Hasil karte hain dear jab Ham acche tarike se apni entry ko find out Karenge aur ismein ham acchi tarike se analysis Karke trade lagaenge To Hamen ismein jyada fayda ho sakta hai dear yah aapke pass bearish pennant flag bhi ho sakte hain aur aapke pass yah bullish pennant friend bhi ho sakta hai.
    Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	12
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12337959
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex chart ma Pennant Pattern ki info or es sy hasil hony waly trade sign

      Pennant Pattern
      Forex trading me market price ki aik up down movement jo k aik flag ki sorat me banti hai us k bad market me bohut zyada upward peda ho jati hai to ye market ki Pennant Pattern hoti hai. Market me pennant pattern me pehlay aik musalsal istehkam k sath market trend chal rahi hoti hai us k bad market me achannak aik bara spike hota aur market ki fast upward movement hoti hai. Jab bhi aghaz me market me normal continue trading ho rahi hoti hai to us k bad market me aik bara break out hota hai. Pennant Pattern market ki consolidation movement lower hogi lekin market me breakout high position pe hoti hai.
      Pennant Pattern ko samajhna
      Forex trading market me Pennant Pattern aik flag design ki patterns banne k bad hi hoti hai, jisvme market pehlay up down aur up down movement karne k bad aik up side pe breakout karta hai, jis se market me bohut upward side pe teezi ati hai aur market ki trend up side pe continue ho jati hai. Agar hum is ki misal gold ki aajkal ki trading se len to market me gold pehlay 1800$ aur 1808$ k darmeyan trading kar rahi thi lekin aaj achanak ye market me upward chalna shoro ho gaye aur market ki 1818$ ki position pe bhi price chali gaye. Pennant Pattern me traders kisi bare breakout k intezar me hote hen is waja se market me is ka sahi patterns ka samajhna zarori hai. Market me Pennant Pattern pe stop loss last down side position pe lagayen aur market me take profit ko last up side k double position pe sset karen. Click image for larger version

Name:	images (84).jpeg
Views:	2
Size:	24.5 کلوبائٹ
ID:	12337960
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex chart ma Pennant Pattern ki info or es sy hasil hony waly trade sign

        Market Mein different types ke pennant patterns maujud hote hain ya Tamam patterns ek dusre ke opposite kam Karte Hain market Mein pennant patterns aur flag patterns a short-term continuation patterns Hote Hain yah market mein bahut hi reliable continuation pattern Hote Hain market Mein tradors a continuation pattern Kesariya se market Ki sharp price movement ko acche tarike se confirm kar lete hain

        Pennant patterns
        Market Mein Ja pennant patterns aur flag patterns different patterns Ki Surat Mein maujud Hote Hain Bull flag aur bear flag bearish pennant bullish pennant in pennant flag pattern Mein To trendlines hote hain jinko sport or resistance level ke jarie se previous trend ko acche tarike se confirm kiya jata hai market Mein Ek short-term symmetrical triangle pattern Hota Hai market Mein Ja basic patterns hote hain jinko trading ke liye use Kiya jata hai market Mein traders a pennant patterns aur flat pattern se ke sath retracement ka istemal kar sakte hain in Kesariya Seva market koshish tarike se confirm kar sakte hain market Mein traitors ko chahie ke pennant patterns aur flag patterns ke jariye se market bearish aur bullish trend ko identify karne ki koshish karen Taki vah market ke is trend ko confirm Karke Apne trade open kar sake


        Click image for larger version

Name:	PANAMT 1.png
Views:	1
Size:	12.2 کلوبائٹ
ID:	12337961
        Trading strategy concept
        Market mein jo members trading Karte Hain To unhen trading strategy ka concept Hasil karne ke liye market Mein pennant patterns Ka istemal Karna chahie yah pennant patrons trading strategy ka kaun sa act Hasil karne ke liye bahut jyada profitable Hote Hain inference Kesariya se traders apni trading strategy key skills ko improve kar sakte hain Jab traders market Mein Apni trading karte waqt Pan Anant patterns ko trend ki selection ke liye istemal karte hain to use Waqt Hona chahie to unhen chahie ke vo is patton ke sath best time frame ko select Karen iske sath unhen 15 minut ke chart timeframe ko select karna chahie aur iske sath vah any currency pair ka istemal kar sakte hain aur vah kisi bhi session ko apni trading ke liye select kar sakte hain aur Jab Bhi apni trade open karen to use Waqt tune apni trade Mein stop loss aur take profit ko bahut hi best level per set karna chahie to keep going Kesariya se apni trade ko successful trade banaa sake aur Market Se Achcha profit Hasil kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex chart ma Pennant Pattern ki info or es sy hasil hony waly trade sign

          Yes dear aapane bahut hi important analysis apni post Mein Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Forex trading Mein Jab Ham different important technical analysis course study karne ke liye different patterns ko study Karte Hain To ismein Ek bahut hi important market pattern Jisko aap peanut candlestick pattern ka naam Dete Hain yah Hamare liye bahut hi important role play kar sakta hai.

          Peanut candlestick pattern Ek Aisa pant pattern hota hai jismein market apni movement ko complete kar rahi hoti hai aur jab market is candlestick pattern ko Breakout Karti Hai To Aisi situation main aapko bahut perfect entry mil sakti hai aur aap apne different important analysis ko complete kar sakte hain ya market pattern aapko different time frames bhi available ho sakta hai no doubt Jab aap gold or silver key movement ko observe karte hain to usmein aapko is market Baton Mein bahut jyada advantages of sakte hain Kyunki Jab aap is candlestick pattern ko study Karte Hain To aap iski movement ko hundred percent gold or silver per apply kar sakte hain jismein aapko throughout the day one time must yah pattern mil sakta hai.

          Dear jab aap apne self-analysis complete kar rahe hote hain to Peene candlestick pattern bhi aapke liye bahut hi important role play kar sakta hai aap apni self-analysis ko is candlestick pattern per acchi Tarah understand Karke apni trading per apply kar sakte hain aur apne advantages ko bahut jyada kar sakte hain. no doubt Ji ek bahut hi important candlestick pattern hota hai jismein aapko different important situations may perfect decision-making karna hoti hai agar aap is candlestick pattern ko acchi Tarah understand karte hain. aur iski help se apne technical analysis ko perfect Rehte Hain To aap apni trading co bahut jyada effective bana sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex chart ma Pennant Pattern ki info or es sy hasil hony waly trade sign

            dear friend, pennant aik neutral formation hoti ha jo triangle patterns sa kafi similar hota ha, ye aik steep trend k baad small wedge ki surat ma appear hotay hain aur opposite direction ma develop kartay hain, uptrend k baad is pattern ma downward slope hoti ha aur downtrend k baad is ma upward slope hoti ha, pennant aik trading pattern hai jis ko trader apny faiday k lae estamal kar sakty hain, market kbi ik he direction ma hamesa move ni karti wo main trend ko follow karny k bad kuch dair consolidate karti hai or es state ma pennat pattern creatr hota hai, ham ye keh sakty hain k pennant pattern market ki continuation ko show karta hai, consoliidation k waqat market k volume ko observe karna chahe, market ka volume kam ho ga to consolidation state continue karti rahy gi or jb volume increase ho jae ga to market break out karny wali hai, jb market break out kar jae to tb trader ko apni trade open karni chahe, aksar asa dakhny ma ay hai k market us side he pennant pattern k bad move karti hai jis side ye es pattern sy pehle move kar rahi hoti hai,

            ye pattern trader ki madad k lae hoty hain but enko ankhyn band kar k ehtamad ni karna chahe, pattern market ko explain karty hain or trader es explanation ko use kar k achi trade ko open karty hain agr market ki explanation ko use na kiya jae to trader kbi achi or profit delany wali trades ko open ni kar sakta jis sy esko ye nuksan hota hai k loss ka shikar ho kar apna he account wash kara bethta hai, so small lot sy or pattern ki base par trade ko open kiya jae to kamyabi ma dair ni lgti or profit hasil zarur hota hai, esi sorat ma he loss sy bacha ja sakta hai,
            Last edited by ; 26-11-2020, 06:27 PM.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex chart ma Pennant Pattern ki info or es sy hasil hony waly trade sign

              Pak forex mein apni study ko complete kah Rahe Hote Hain ismein Ham dekhte hain ki hamare pass 1 pennnat pattern hota hai Jaisa ke Ham ismein Dekh Rahe Hote Hain Ki hamare pass ismein Ek flag pattern hota hai same like ka flag pattern 1 commonly used hone wala pattern market Mein hota hai jo ki market mein bahut jyada Kamal use Hote Hain Jisko Ham aasani se market Mein find kar sakte hain aur is per Ham apni trade Laga sakte hain der Ek flag pattern hote hain Jiske bad aap apni trade Lagate Hain aur Iske Breakout ke bad aap apni entry market Mein Lete Hain.

              Dear ismein aap dekh sakte hain ki Jab market Kisi trend Mein movement kar rahi hai for example Agar market trend Mein movement kar rahi hai to market Mein Ek Aisa pattern Banega Jahan se market ki friend sport aur current resistance aap draw karte hain aur ismein aap market Mein Ek flag pattern ko dekh sakte hain Jiske bad market ke Breakout ke bad Ham apni trade Lagate Hain Aur Is Se Ham fayda Hasil karte hain dear jab Ham acche tarike se apni entry ko find out Karenge aur ismein ham acchi tarike se analysis Karke trade lagaenge To Hamen ismein jyada fayda ho sakta hai dear yah aapke pass bearish pennant flag bhi ho sakte hain aur aapke pass yah bullish pennant friend bhi ho sakta hai Jab market Kisi Ek Friend Mein ja rahi hoti hai to market retracement Leti Hai retrace karne ke liye kabhi kabhi vahan per Hua correction Karti Hai Koi action Mein vah peanut pattern banati hai to use per net Core patton Ko Dekhkar aap log market ka andaza Laga sakte hain aur correction karne ke bad Dobara market Usi side par apne friend ko follow karte hue Chali Jaati Hai to use Baton Mein aap log apni trade open kar sakte hain to isko aap Logon Ne deeply dekhna hota hai deeply aware hokar aap log market Mein isase dekhte hain kabhi kabhi fake petrol bhi bante hain aur fake breakouts bhi hote hain to usmein aap logon ko nuksan bhi ho sakta hai Sabse behtarin trader Jo Hota Hai vah original Breakout ko dekhta ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex chart ma Pennant Pattern ki info or es sy hasil hony waly trade sign

                Forex chat ke andar pennant pattern ek important pattern hai aur yah chahat ke andar jitni bhi trading hoti hai uski continuation ko show karta hai market mein jitne bhi trading hoti hai hai vah yah to upward mein ja rahi hoti hai ya download mein ja rahi hoti hai lekin pennant pattern ko follow karne se ek baat ka idea hota hai ki market continue hone ke sath sath upward direction mein ja sakti hai aur kis chij ka benefit bhi hasil Kiya ja sakta hai lekin is ko dekhne ke liye sabse jyada jaruri hota hai ki jo chat pattern per indications milati hai vah zigzag hoti hai use indication ko dekhne ke bad hamen ek point kaise milta hai jab indications breakout Ho jaati hai aur usse aage nahin chalti use level ko samajhne ke liye hamen bahut jyada focus karna padta hai jab hamen jyada focus karna padta hai to hamen is baat ka dhyan rakhna padta hai ki humne chart pattern mein kaun kaun se point ko jyada samajhna haihai jab Ham iske upar sahi se kam karenge forex trading ke andar kam karne ke liye chart pattern ko follow karna bahut doori hota hai kyunki hamen is baat ka bahut jyada dhyan rakhna padta hai ki market mein jis product ke upar trading ki ja rahi hai usmein hamen fayda ho sakta hai ya nuksan isiliye hamen peanut baton per kam karne ke liye iske upar jyada se jyada learning karni padegi jitna jyada Ham knowledge gain karenge utna hi jyada hamen iske fayda hasil hoga aur fayda hasil karne ke liye hamen chahie kyon jyada se jyada time forex trading ki market mein peanut patton ko den

                اب آن لائن

                Working...
                X