Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai
    Lot size is Baat ke bare mein agar Kisi Ko Kuchh information hai to please share karo Forex trading a profitable business a lekin agar koi new member is may participate karna Chahe to book Is Tarah Se participate kar sakta hai aur lot size kya hoti hai ismein Kis Tarah Se aap lot price rate kar fayda le sakte hain lot size minimum Kitni honi chahie aur kis thra se lot size ko place kiya jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

    hamy ache lot laga kar munfa hasial ho jayta hain hamy market mai lot ko kabe be ignore nah karna chae hamy learning gaain kar ky market ke movement ko samj kar is mai pasia invest kar ky kam karna ho ga hum is mai part time be akm kar sakty hain hum is mai agar laalchi abn ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai mahnet karty h ain to hmy kamaybe hasial ho jy ge
    • #3 Collapse

      Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

      Lot size Hamari trade ke liye bahut jyada important hote hain Hamen Hamesha minimum lot size use karna chahie ham Apne trade ko Kamyab bana sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain aur apne trade ko ek perfect trade bana sakte hain Hamen lot size ki selection Khud Karni hoti hai isliye Hamen Soch samajhkar lot size ki selection Karni chahie lot size ki selection Mein Kabhi Bhi jaldbazi Nahin Karni chahie minimum lot size se Ham Apne account ko seve Rakh sakte hain aur Achcha profit Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain aur is business Koi profitable business banaa sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

        W.slaam hope so ap Tek hu gy ..LOT basically number ok order Hota ha ju k ap manufacturers ko dyty ha .. actually ya business k basic Term ha jaha ap axhi earning kr skty ha agr ap k LOT axha ha valuable Hu to ap axhi earning kr skty ha ac k.according earning kry gy
        • #5 Collapse

          Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

          lot of sizw ko km rakh k hi trader ban sakty hain so hamain fourum main trade rban skaty hain so hamain sucses hn gay ta k earn kaein gay so hamain planing karein gay ta k earn kaein gay so hamain sucss hono gay ta k eanr kaein gay s ohamain fourm main anlasye karien gay ta k earn akrein gay sohamain sucss hoon gay ta k earn kaein gay so hamain sucess hoon gay ta k earn kaein
          • #6 Collapse

            Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

            dear forex main lot size ap ko apne account balance ky hisab say rakhni hoti hai aur forex main aik rule hai money mangement uss ky hisab sy rakhni hoti hai aur wo rule yeh ky ager farz karen ap ky pas 100 doller ka account hai tu ap us main ju lot size select karen gay wo 0.02 ki hogi isko ham money mangement kehty hain aur forex main ju trader bhi is rules ko chal use kar ky kam karta hai wohi forex main success ho pata hai aur forex main ap ko iss ky bgair kabhi bhi success nahi milti hai iss lie is business main ap ko hamesha money mangement ky rules ko follow kar ky phir hi kam karna chahye.
            • #7 Collapse

              Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

              hamain forum main trader ban sakty hain so hamain scess hon gay ta k earn akein gay so hamain fourm main trader ban skaty hain so hamain lot of sizw ko km rakhna ho ga ta k earn karein gy so hamain fourm main trader ban skayt hain so hamain forum main trader ban sakty hain so hamain sucesfl trader ban sakty hain so hamain fourm main earn kaein gay
              • #8 Collapse

                Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

                Hello doston lot size kisi bhi pairs ko jab aap open karte Hain to yah aapka multiple integral part hota hai yah jitna kam se kam rakhoge utna hi aapko nuksan kam hoga aur accha profit hasil karne ke liye aap apna lot size hamesha kam se kam lagaen tan ke aap kaun nuksan kam se kam ho aur lot size agar kam se kam hoga to aap apne nuksan ko recover kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

                  Lot size humare liye trading mien kam ati hai hume chahie ke hum kam az kam 10 cent ki ya 1 dollar ki lot size lagani chahie tu hume us se profit me kam aye ge. Agar hum lot size ko nhi samjhe ge tu hum kabi bhi forex mien kamayab nhi hon ge. Agar kamayabi hasil kerna chahte hain tu hume chahie ke hum lot siez hi nhi balke forex ke related her chez ko samjhe tu hi hum is mien kamayab hon ge aur hume is mien ache se ache earning bhi hasil ho gi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

                    Assalam o alaikum umeed krta hoon ap sub kheriat say hon gay sub say pehlay mein ao ko btata chaloon k lot size say hum benefit tub hasil kr sktay hein jub hum isay use krtay waqt sahi dehan say kam lein carefully kam krna hoga jis ki madad say hum bahut profit earn kr skain gay lot size dollar ya jo raqam ap trading me use kr rhay hein us ka size hota hay carefully use krain to profit zyada eaen kia ja skta hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

                      Assalam-o-Alikum
                      Umid krta hn ap sb log kheriat se hn gy.
                      Forex trading mein lots size boht important rkhta ha.
                      Ap k profit or loss ap ki lots size par depends kr raha hota ha.
                      Lots size mean ap k order ka size kia ha.
                      Agr ap bra lots size select karte hn to loss hone ki sori ma ap ka account wash b ho skta ha or ap market se out ho jayen gy.
                      Is lye apne account ko safe rkhne k lyr hmesha lots size hamesha small rkhen.
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

                        Assalam o Alaikum dear forex members lot size wo amount hoti hy jis se forex pr kisi cheez pr trade lgai jati hy agr lot size ki selection thk ki jy tu faida milta hy successfull trading k liye small lot size ko use kiya jy us se profit acha milta hy agr market down bhi ho jy loss zyada nhi hota best 0.01 amount mean lot size use kiya jy tu profit k zyada chances hoty hn shukriya.
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

                          hum lot laga kar munfa haisal akr sakty han hamy market ke mivement ko samj akr is maai pasia invest kar k kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm busienss jasa nahi hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full timne be kam kar sakty hain forex maai hamy market ek movvement ko samj kar is mai pasia invest kar ky kam karna ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

                            Assalamu Alaikum friends. Friend lot size aik bahot important aur powerful tool hy. Forex trading me lot size back bone ki tarah important hy. Hamari sari trade lot size py depend krti hy. Agar lot size zaida hoga to profit and loss zaiada hoga. Aur agar lot size kam hoga to profit and loss bhi kam hoga. Aik achy trader ko apny confidence k mutabik lot size rakhna chahey. Aur new trader ko lot size kam sy kam rakhna chahey so that usy kam sy kam loss face krna pry.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size Kia hoti hai aur kesy iss se fayada liya jata hai

                              g han dear hamy bahtre lot size laga kar market mai kam karna ho ag pher he hum pasa kama saky gy pher he hum passa kma saky gy forex aik online busienss hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai lot ky bage rlkabebe market mai trade opne nahi kar sakty forex aik amm busienss jasa nahi ain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X