Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??
    Assalam walekum aap sab khairiyat se honge aur Forex mein Kam Karne Ko injoy kar rahe honge to aaj ka sawal Hamara yah tha ki Fox mein kam karne ke liye behtarin maujud kaun sa hai kis topic par Ham baat kar sakte hain achcha Agar hamare pass koi khas topic Na Ho To Kya Ham Kisi aur topic related baat kar sakte hain
    Agar Ham Kisi aur topic per baat karte hain to hamare account ko bahan kar diya jaega yah bahan nahin karenge to is bare mein agar Kisi senior ko information hai to please share Karen Taki nuksan se bacche ki ham
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??

    ASSLAM O ALAIKUM DEAR FRIENDS
    forex forum m kam krty howa hy hmy acha or mayari knowledge ki buhat zaroort hy hm post or thread dono ky liya quality word ka use krna chahiy jis sy hm un pr achi earning kr skhy hmy apni information dosro ky sath share krni chahiy jis sy dosro ko bi fids ho or hmra knowledge bi fresh rahy hmy mayari kam ky sath sath apny kam ko zayad sy zayada time bi dena chahiya
    • #3 Collapse

      Re: Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??

      Walekum assalam dear jab aap Pakistan Forex forum per kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki Pakistan Forex forum main aapke pass different sections provide kiye Jaate Hain aur in different section Mein Ab training ke related koi bhi information aur knowledge share kar sakte hain aur aap Kisi bhi topic par thread create kar sakte hain Jab aap ko proper in sections ka knowledge hoga to aap Usi section Mein kam Karenge aur Usi ke related aapko ismein kam karna hota hai isliye aapko chai kya aap Iske Pakistan Forex form ke rules and regulations ko follow Karen aur usmein tab Ek kam Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??

        Dear jo bhi thread Lagai Jaaye Hamesha information or experience wale Lagaya Jaaye acche knowledge wale lagega Tak dusron ko bhi usse fayda sale ho sake Jo thread likhane wala hai usko chahie Hamesha Uske quantity or quality donon best honi chahie tab jakar post likhne Wala Bhi apni post quantity or quality wali aur Achcha experience wali post likh Sakta Hai Is Tarah Ek dusre ko Kamyab Banane Mein help ki Ja sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??

          walekum assalam dear Forex forum per aap jab kam karte Hain to aisi situation mein aapki self creative post bahut hi perfect honi chahie kyunki agar aap is per completely advantages aur benefits hasil karna chahte hain to aapko hamesha koshish karni chahie ki aap ek aisi post create Karen jismein aapko bahut jyada advantages hasil ho sakta hai isliye aapko koshish karna chahie ki forest form per completely advantages hasil karne ke liye aapko consistently bahut jyada focus karna hoga.

          dear brother app Forex forum for apni post ko perfect banana chahte Hain to aisi situation main aapko sabse pahle rules and regulations ki study karna hogi aur according to rule and study apni posting ko complete karna hoga agar aap apni posting mein rules ko involve nahin karte to aap kabhi bhi achcha bolna sath nahin kar sakte.

          dear agar aap apni post ki length according to standard sakte hain ismein grammar aur spelling mistakes to avoid kahate Hain to definitely iske gas aapko bahut hi best results produced karne me help mil sakti hai aur aap apne tradable bonus ko increase kar sakte hain aur uske sath ismein meaningful aur valuable information ki providers bhi aapke liye profitable ho sakti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??

            Dear forex member humein thread post krne k liye hamesha ESA topic post krna chye jo k unique ho jis ka koi mtlb ho . Ya jo doston k liye helpfully ho. Kabhi bhi eik hi topic ko bar bar repeat nhi krna chye. Aur topic hamesha soch smj kr choose krna chye. Aur esa topic choose krna chye jis k koi answer ban rhai hon.
            • #7 Collapse

              Re: Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??

              Pakistan Forex forum ke upar agar aap koi bhi thread post karna chahte hain to use platform ke hisab se post karna chahie for example agar aap Aam Gupt wale platform ke andar that post kar rahe hain to aap koi bhi trade post kar sakte hain Forex Encyclopaedia main sirf aapko Forex related thread post karna chahie Taki dusron ke knowledge mein ijaafa ho Is Tarah Har trade aapka Uske topic se related Hona chahie Tha Ke Log use Achcha knowledge or experience gain kar sake aur unhen trading Mein benefit Ho tabhi aap Forex trading aur Pakistan Forex form ke upar successful ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??

                Dear member Har vo Ek topic Achcha experience aur ek Achcha knowledge Ho agar aap ko ek acchi thread ki zarort hoti hai to aap Hamesha knowledge aur information wali hi post Karen Aur dusron Ko ismein help Hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??

                  G Bahi aap nay bohat hi achi bat puchi hai. Main es kay jawab me ye hi kehna chahoun ga kay har kam ka aik usool hota hay esi trha Forex Forum per aa kay bhi hamain es kay bunyadi usoolo ko nazar andaz nahi karna chahye asal me hamara maqsad hay earning aur es kay liye zarori hay learning. Agr hamary pass acha knowledge ho to ham bohat si mushklat se nikal kar achi earning kar sakty hain. Mere kahayal me koi bhi shakhs perfect nahi hota usy agay se agay jany ki zarorat hoti hay es liye hamain chahye kay apny knowledge aur skills ko furnish karty rahain jaha tak hamain ilam hay us se aagay seekhain to ham bohat hi jald achi earning kar sakty hain aur aik professional trader ban kar apna mayar e zindgi behtr bana saktay hain. Es liye fuzool topics na choose karain aur achi achi aur qeemti batain share karain ta kay apna b faida ho aur dosro ka bhi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??

                    G bilkul thread py post ka topic wohi hona chaye jis topic py ap se sawal kia gia hy agr topic ko chang karen gay ya kisi or topic py bat karen gay to ap ki post delet bhi ho sakti hy or ap ko koi bonus bhi nhi mily ga or ap is kam se earning bhi nhi kar sakty or ap ko koi faida ni ho ap ko chaye k jab ap post kar rhy hun tab chek kar len k kis topic py kam ho rha hy ta k ap ki post delet na ho or ap nuksan se bach saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??

                      Asalamo alaikom forex member ,,,,Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??Assalam walekum aap sab khairiyat se honge aur Forex mein Kam Karne Ko injoy kar rahe honge to aaj ka sawal Hamara yah tha ki Fox mein kam karne ke liye behtarin maujud kaun sa hai kis topic par Ham baat kar sakte hain achcha Agar hamare pass koi khas topic Na Ho To Kya Ham Kisi aur topic related baat kar sakte hain
                      Agar Ham Kisi aur topic per baat karte hain to hamare account ko bahan kar diya jaega yah bahan nahin karenge to is bare mein agar Kisi senior ko information hai to please share Karen Taki nuksan se bacche ki ham
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??

                        pakistan forex fourm ki ik khobsoorti ye hai kay yahan pr har member ka ik posting style hai , iss forum pr ap ka content jitna uique ho ga ap ko utna acha bonus hasil hota hai iss liye ap forex kay kissi b mouzoon pr thread open karain alkinik cheez mind mai ho kay ap ka thread unique ho aur ik informative information share krnay ka bahis banay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread Post Karny K Lye Konsa topic Acha Huta Hy??

                          Thread Jyada post Silver Gold Aur Koyal ki faydemand rotiyan Yadav post kiya jaaye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X