Analysis kun zarori hay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kun zarori hay
    dear members aor forex trader hum forex trading to karty hain aor jub bhi hum trade krty hain to hum candlesticks ko dekhty hain aor kcuh lines draw karty hain aor phir apni trade kar dety hain to mear ap sy swal yeh hay keh yeh jo hum market ko dekhty hain yani keh chart ko dekhty hain aor us par kuch bhi draw karty hain aor apni trading ka andaza lagaty hain keh trade buy ki karen ya sell ki to hum yeh analysis kun krty hain yeh kun zarori hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis kun zarori hay

    Forex trading me hum agar analysis ka istemal nahi karengay to is se hamen bohut loss hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis kisi bhi tarah ki ho chahay technical ho ya fundamental hamre leye kafi had tak asani hoti hai hamare trading me. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Ziada earning k leye shortcut na lagain.Forex Trading me koshash karen k trend ko follow karte howe sahi waqat pe sahi position pe trading open karen.
    • #3 Collapse

      Re: Analysis kun zarori hay

      G han forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay market ka anaylsis karna zaroori hey aur bagher anaylsis k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay seniors se rabta kar k market ka anaylsis karna seekhen aur phir trade lagatay waqt market ka mukaml anaylsis karen aur phir trend ko follow karen aur apnay balance aur experience k hisab se trade open karen aur fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Analysis kun zarori hay

        Assalaam o alaikum mere bhai ka sawaal hay kay forex business main analysis kun zaroori hay to mere khiyaal main analysis ka matlab hay kay ham forex business main market ka knowledge ho oar ham market kay behaviour k study kar sakain ess tarah market ki study karna oar har tarah say ess kay parameters ko study karna analysis kehlata hay answer hamain future ki trading main madad milti hay
        • #5 Collapse

          Re: Analysis kun zarori hay

          Asslam o alaikum ap sab members kagriat sy jo gy analys is leye zarori hy keo keh hamy har kaam karny ky leye tajabe ka hona zaori hybis leye hymy anaylisis hona zarori hy keo keh hamy is main bahit bara faida hy agar ham keo keh agar ham pak forex forum main agar analysis nhe hy yu hamy noksan ka samna karna oar sakta hy is leye ham oak forex forum main analysis ka hona zaorri hy agar hamra analysis ya experience ya knowledge zuada hobga tubis sy hamara ge faida hy is sy ham achi trade kaga sakty hy achi trade ka matlab ham main soch samjah aour analysis hoga trade kaganay ka is sy hamy trade ky bade acha sa experience hita hy trade ky bade hamy acha sa lrofit mil sakta hy
          • #6 Collapse

            Re: Analysis kun zarori hay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
            Forex trading me hum agar analysis ka istemal nahi karengay to is se hamen bohut loss hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis kisi bhi tarah ki ho chahay technical ho ya fundamental hamre leye kafi had tak asani hoti hai hamare trading me. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Ziada earning k leye shortcut na lagain.Forex Trading me koshash karen k trend ko follow karte howe sahi waqat pe sahi position pe trading open karen.
            Dear forex member analyis ka word hmri forex formk lea bht zrorihy qk ham analyis kren to hameinprofit hoga
            • #7 Collapse

              Re: Analysis kun zarori hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Atique786 پيغام ديکھيے
              dear members aor forex trader hum forex trading to karty hain aor jub bhi hum trade krty hain to hum candlesticks ko dekhty hain aor kcuh lines draw karty hain aor phir apni trade kar dety hain to mear ap sy swal yeh hay keh yeh jo hum market ko dekhty hain yani keh chart ko dekhty hain aor us par kuch bhi draw karty hain aor apni trading ka andaza lagaty hain keh trade buy ki karen ya sell ki to hum yeh analysis kun krty hain yeh kun zarori hay
              Assalamu Alaikum dear member Jaisa kya aap Jante Hain Kya Agar Ham trading Karte Hain To se per analysis karna bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki Uske bad hi Hamen ismein fayda Milta hai aur ham trading Mein kamyabi irsa Kar padhte hain aap ko to Ek aap Hamesha Achcha kam Karen aur trading se pahle acchi Tarah practice Khurana latest kar le Uske bad hi aapko ismein fayda Milega aur aap trading Mein kamyabi Aata kar Payenge
              • #8 Collapse

                Re: Analysis kun zarori hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
                Forex trading me hum agar analysis ka istemal nahi karengay to is se hamen bohut loss hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis kisi bhi tarah ki ho chahay technical ho ya fundamental hamre leye kafi had tak asani hoti hai hamare trading me. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega. Ziada earning k leye shortcut na lagain.Forex Trading me koshash karen k trend ko follow karte howe sahi waqat pe sahi position pe trading open karen.




                Salam dear member ap ny bilkul thek kaha hai k market ko analyse krna bahot zruri hai wrna hamen bahot zyada loss ho sakta hai aur hamara account wash bhi ho sakta hai dear member hamen market ko analyse kr k apni trading ko start krna chaye jis sy humy bahot zyada faida ho sakta hai analyse krny sy hamen market ki movement ka sahi andaza hota hai aur hum signal ko achi trhan follow kr k successful trading kr sakty hain aur kamyab earner bn sakty hain...thanxxx
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis kun zarori hay

                  Assalamoalaikum!
                  Dear member ap ny bht he important question share kiya ha. Trade lgaany k liye analysis bht zada important ha jb bhi ap trade lgaany sy phly market ka analysis krty hen jo k ap candlestick pattern ya aur different indicators use kr k kr skty hen in sy apko bht madad milti ha analysis sy apko yh pta chal jaata ha k market kis trf move kr rahi ha is sy ap yh achy sy smjh skty hen k ap ko kis point pr aur kin commodities mn trade krni chaye. Analysis sy apko yh smjh ajati ha k khan trade lga k ap ko profit ho skta ha r kahan risk zada ha aur loss ho skta ha islye jb b trade lgaen analysis zaror kr len
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis kun zarori hay

                    Forex market main Hame analysis esliye zArori ha k hame analysis se ye pta chalta ha k next market ka ki move Kia ho ga qk JB hma hame analysis k sath market main entry kren ge to ham es main bhot hi can profit earn kr Kate Han q k JB ham es main sahi se analysis krbk es main trade open kren ge to ham es main hamrai trdae loss se Bach sskte Han qk JB ham es main sahi se es .Ian bhot hi Acha profit earning Mr Kate Han qk JB ham es. Ain bgher analysis jr k es main trade ope. Kren ge to ham es main bhot hi Acha profit earning Mr Kate han.
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis kun zarori hay

                      forex trading mein sub hi trading tools ki bohat ehmiyat hai q k jub hum trading tools ko achi trhan se use karty hain trading mein apply krty hain tou tab hi hum apni trading ko meyaari bana skty hain. ham market mein kaam karny se pehly market ko analyse karty hain. hamein market mein inn hoty hwey market ko watch karty rehna cahiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis kun zarori hay

                        analyses hamesha isliye jaruri hota hai because jab Ham mehnat karte Hain to Ham kamyabi ki taraf chale jaate Hain jab tak mehnat karte rahenge Ham kamyab hote rahenge kamyab hona hai to hamen proper planning ke sath kam karna ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis kun zarori hay

                          Analysis es liye zrori hotay hai q kh analysis sy Hamen market ki pchli aur next moment aur situation Ka torha bht andaza hota hai, jis sy ham apny trade ko profit ki taraf ly jaa Sakhty hai...
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis kun zarori hay

                            jub tuk hum achay say analysis nhi kuray gaay to es waqt tuk hum success gain nhi kur pay gaay agar humain success gain kurni hai to humain achaay say analysis say aapna kam kurna ho gaa agar hum achay say analysis kuraay gay or achay say hum es maain apna best day gaay to humain ach sa profit bhi gain ho jay gaa to achay say acha humaain apna kam kurna chahiye agar hum achaay say apna best day gaay or chay say apnaa kam kury gy to asani say hum acha sa profit gain kur ;lay gay or acha profit es waqt he gain ho gaa jub hum achay say market ko analyse kuray gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis kun zarori hay

                              Ji han aapane theek kahan hai analyses to pahle chij Hai Hamen chahie ki Ham mehnat Karen aur Har trade Lagane se pahle uska tajiya Karen Tum Kiye Ja post Upar ja rahi hai yah niche ya nahin ko check karte hue Ham chat ko Dekhte Hue trade lagaen jaldbazi Main Har guest dress trade na lagaen aur ham jaldbaji Mein trade lagaen to yah kyon kar Mumkin hai ki Ham Wafa Kamal Hai Kamal Hai profit ke liye Hamen chahie ki Hamen bahut jyada Tere Jiya Kare menate Karen was na Karen is per Agar trade lagaen to kitna profit Jaega Agar Ham Ne use per trade Lagai hai to uska Kitna profit aaega ji han yah aapane bilkul Dost Kahan hai acchi baat ki taraf Hamari tab Ajo dilai Hai Ham sirf Baton Tak ma dudna rahe hain Bal ke Amal bhi Karen kam bhi Karen Park bhi karen to tabhi jakar yah aapki baten aur Hamari baten Hamare kam aaengi
                              Save your life

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X