mahnet
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mahnet
    hum mahnet karty haintoi hamy kamayeb ahsail ho jy ge hum is mai raat mai be kam karr sakty hain hum is mai din mai be ak mkari sakty hain humj is mai aagr greedy ban ky kam karty hain to iharma loss hain hum is mai bagr balance account bana kar be kam kari sakty hain yai iaki amm busienss jasa nahi hain is mai hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mahnet

    G han mehnat ...duniyan ka koi bhi business ho os main kamiyabi hasil karny k liye mehnat boht zarori hy theek esi trah forex main bhi mehnat pay kamiyabi depand karti hy es liye forex main kamiyab hony k liye hamin achi say achi mehnat karni chahiye ta hum forex main kamiyabi hasil kar sakain...
    $#@#i Khan
    • #3 Collapse

      Re: mahnet

      G han forex trading wesay tu aik tough aur risky business hey iss men kamyabi hasil karna mushkil hota hey lekin mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey aur forex trading men mehnat se sub kuch mumkin hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir full time job k taor pe kam karen aur fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen aur regular mehnat karen tu regularly achi earning hasil kar saktay hen aur apna life style behtr bana saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: mahnet

        Assalam-o-Alaikum dosto hum mahnet karte hai tu hume kamyabi hasail hogi hum is mein raat mein be kaam kar sakte hain Jitna quality walay kaam hoga informative posts hogi itna he bonus milaga itna he acha hum trader baan skte hai, Thanks.
        • #5 Collapse

          Re: mahnet

          Forex trading main mehnt kamyabi ki kunji hy es liye humen chaea ke hum ziyada se ziyada mehnt kren mehnat kamyabi ki kunji hy ager hum forex main mehnt se kam krty hen to humen es ka acha sila zarur milta hy es liye humen chaea k hum dill lga kar kam kren tb hi hum successful ho skty hen or acha profit hasil kr skty hen
          • #6 Collapse

            Re: mahnet

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sharef پيغام ديکھيے
            hum mahnet karty haintoi hamy kamayeb ahsail ho jy ge hum is mai raat mai be kam karr sakty hain hum is mai din mai be ak mkari sakty hain humj is mai aagr greedy ban ky kam karty hain to iharma loss hain hum is mai bagr balance account bana kar be kam kari sakty hain yai iaki amm busienss jasa nahi hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            G dear forex mai kafi mahnet aur lagan kay sath kam karna parta hai ager ap chatye hai kay ap ka kam acha ho jaye tu ap ka kam hai kay ap es mai poori mahnet kay sath aur lagan kay sath kam karain pher ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hai
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: mahnet

              Hamen sirf form Mein mehnat Nahin Karni chahie ki Yahan per Ham maximum quality ki post bahut jyada Karke Achcha bonus Aasan kar sake Agar Ham forex market ki learning aur experience Mein mehnat Karte Hain To fir ISI bonus se Ham bahut acchi earning kar lete hain Jab Ke Sirf form Mein mehnat karne se Hamen Agar Achcha bonus Aasal bhi ho jata hai to Forex trading Mein Hamara Sara bonus account wash ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: mahnet

                Assalamu alaikum dear friends main ummid karta hun aap khairiyat se honge Forex trading mein learning ki jarurat hai Forex trading me jitni jyada ham learning per focus kareng earning Hasil hogii
                • #9 Collapse

                  Re: mahnet

                  Dosto mehnat aik aisa hathiyar ha jo hamein forex mein use krna ha jb tk hm ise use nai krte hamein kuch hasil nai hota na he hm is mein apna km ache se complete kr skte hein or na he Agee brh skte hein so agr ap mehnat krien ge hardwork krein ge to ap ki tamam problems ka solution mil Jay ga mtlb jo b jobless afrad hein wo agr forex pr mehnat krien to un ko bot faida ho skta ha thank you.
                  • #10 Collapse

                    Re: mahnet

                    G han forex trading totally mehnati logon ka business hey jiss men sirf mehnat karnay walay log hi kamyab traders bantay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyab ho saktay hen aur mehnat karnay walay log kabi nakam nhi hotay aur forex trading men mehnat ka phal zaroor milta hey
                    • #11 Collapse

                      Re: mahnet

                      ji han bilkul forex mein main aate hi sab kuch hai aur hamen chahie ke Ham mehnat Karen hardworking Karen Taki Ham ismein bahut hi jyada kamyab ho sake Ham achcha bonus aur profit Hasil kar sakte hain to sirf vah hamari minut se Hi Hasil ho sakta hai hamen chahie ki Ham is per jyada mehnat Karen aur focus Karen Taki Ham jyada se jyada kamyabi Hasil kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: mahnet

                        Us business ma monhat sab se important hy agr hum chaty hy k hum kuch ban gaw to monhat se hi agr hum monhat ni kerty hy to hum ko success ni hota
                        • #13 Collapse

                          Re: mahnet

                          AoA dear member bhaot acha topic choose kia hy ap ny dear member is dunia men koi bhi kam hy agr us k andar hm mehnat na kren to kbhi bhi hm kamyab nhi hungy q k mehnat se hi insan kamyabi hasil krta hy koi bhi insan ye nhi keh skta k mehnat k bghair us ny kch hasil kr lia ho is liye hmen mehnat krty rehna chahiye baqi hmen Allah ki zaat pe chor dyna chahiye wo hmary liye behter sochta hy aur hmen mehnat ka sila zrur dyta hy mehnat krna hm pe depend krta hy jb k uska sila Allah pak ki zaat ny dyna hota hy forex forum pe bhi hm jb kam krty hen to rat din mehnat krty hen posts krty hen threads krty hen jin k badly men hmen weekend pe bonus milta hy aur hm us se kam kr k achi earning kr skty hen is liye mehnat jari rkhni chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: mahnet

                            dear friend aap bilkul theek kah Rahe Hain Ki Hamen Forex form mein Main Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Kyunki mehnat karne se hi Ham acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur Achcha bonus bhi Kama sakte hain Hamen Forex form mein acchi aur high quality wali posting share Karni chahie aur Hamen Forex form Mein acchi acchi information share Karni chahie Taki Ham acchi kamyabi Hasil kar Saken aur Achcha bonus bhi Kama Saken Hamen Forex mein Main mehnat ke sath kam karna chahie Kyon kya mehnat karne se hi acchi kamyabi Hasil hoti hai aur Achcha bonus bhi Kama sakte hain Agar Hamara born Saccha Hoga To Ham acchi trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mahnet

                              hum jitni ziada mehnat keren gy hamen utna zeada faida hasil ho ga utna he hamen bonus zeda mily ga or utna he hamen profit zeda earn ho ga is liye hamen chahiye k hum zeada s zeada mehnat keren or forex k forum par kaam kren taa k hum aek kamyaab insaan ban sakein aur is bsuiness mein agy barh sakein. forex ko samjhna aek din ka kaam nahi hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X