Yeh Review '' Geyser '' Par Mubni Hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review '' Geyser '' Par Mubni Hai..
    Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
    I hope ap sab fine hon gy or forex par achi working kar rahy hon gy forex aik best plateform hai jis par ham ghar bethy achi earning kar sakty hain ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
    Introduction :
    G guys mera aj ka review '' Geyser '' par mubni hai geyser ka topic ma ny is liye decide kiya kyun ky yeh is season ki aik important gharelo cheez hai is ky bgair hmari sardiyoun ka guzara nahi hai geyser aik asi appliance hai jo ky hmay sardiyoun garmiyoun dono ma garam paani faraham karta hai geyser mma aisa system hota hai jo ky paani ko garam krta hai geyser two types ky hain;
    Electric Geyser
    Gass Geyser
    Ye dono geyser bohatt useful hain ab ma apko isky faaidy or nuqsnaat ky bary ma btaon gi.
    Advantages :
    Ab ma apko geyser ky faaido ky bary ma btaon gi geyser ky bohatt sy faaidy hain geyser hamy hot water supply karty hain winter ma ham hot water use kar sakty hain q ky winters ma thanda paani use nahi kiya jaskta isky elawa geyser automatic bhi aa chuky hain jo ky bohatt useful hain or bohat kam time ma hamy hot water provide karty hain geyser diffrent ranges ma available hoty hain or hamy market ma easily available hoty hain.
    Disadvantages :
    Ab ma apko geyser ky nuqsanat ky bary ma btaon gi geyser aik bohat useful cheez hai lekin yeh bohat expensive hoty hain har koi inhy easily buy nahi kar skata is ky bad geyser ki warranty bhhi kuch kam hoti hai or agar gass heater ko jalta chor diya jay to bohattt nuqsanat ka samna karna pary ga hamy .
    I hope apko aj ka review pasand ay ga ap sab is par apna review share karen .JazakAllah.u.Khair !

اب آن لائن

Working...
X