keya fandamantal analysis zarore hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    keya fandamantal analysis zarore hai
    trading mein agar fandamantal analysis ka pata na ho tau keya hm kamyab hoskty hain hum try karte hain k fandamental analysis ka knowledge
    hasil krlain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: keya fandamantal analysis zarore hai

    Forex market ki overall condition ko samjna traders key ley zarori hoti hay aur es key ley fundamental analysis ki bahot hi zeyada ehmeyat hoti hay fundamental analysis key baghir market ki condition aur advance movement ko samjna possible hi nahi hay jab tak traders economic aur social news key base par fundamental analysis work ki learning nahi karen gey traders market ka fundamental jaiza lena possible nahi hota.
    • #3 Collapse

      Re: keya fandamantal analysis zarore hai

      Fundamental analysis bohut zyada zarori hai.News trading se murad market me kisi bhi economical, political ya social news se jo badlao market me hota hai wo news trading kehlati hai. News trading ko forex Trading ki terminologies me fundamental analysis bhi kaha jata hai. News trading ka market pe bara asar hota hai aur baaz awqat ye hamari technical analysis par bhi asar andaz hoti hai. Forex trading me news trading se bohut badlao ata hai. News trading ka sab se bara faida ka faida long term trading me hota hai aur is ka result bhi taqreeban 100% positive ata hai. Lekin is k leye account bhi bara aur sabar bhi ziada hona chaheye. Negative points ye hen k news trading sari currency pe aur jmhar waqat asar andaz nahi hoti. Dosra ye long term trading k leye hai aur is se short term traders ye scalpers faida hasil nahi kar sakte. Forex trading me fundamental analysis hi humen kamyabi deti news time pe.
      • #4 Collapse

        Re: keya fandamantal analysis zarore hai

        hello doston Forex forum pa trade open karte hain to aapko fundamental aur technical analysis jarur kar lena chahie isase aap acchi trading karne mein kamyab hote hain isliye aapko jitna acche tarike se analysis hoga hote utna hi aap achcha profit hasal kar sakoge
        • #5 Collapse

          Re: keya fandamantal analysis zarore hai

          Forex market se acha profit earn karne kay leye market ka analysis karna zaroori hota hai hum ko forex market mein technical analysis bhi karna cahaiye aur fundamental analysis bhi karna cahaiye kiok agr technical analysis kartay han aur fundamental analysis nahin kartay tu kise waqt bhi kise news se market ki movement change ho sakti hai aur js se buht ziada loss ho sakta hai fundamental analysis bhi zaroor karna cahaiye phr hi profitable trading kar saktay han
          • #6 Collapse

            Re: keya fandamantal analysis zarore hai

            G han forex trading men achi aur kamyab trading karnay k liay market ka anaylsis karna zaroori hey aur bagher anaylsis k trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay seniors se rabta kar k market ka anaylsis karna seekhen aur phir trading chart ko dekh kar news aur signals check karen aur phir candles ki madad se market ki movement ko samaj kar trend ko follow karen aur apnay balance aur experience k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: keya fandamantal analysis zarore hai

              Dear pyary forexer Forex ma fundamental analysis har waqt zaruri nhi hoty lekin trading ma jab news Ka waqt Hota hai koi important economic data release Kiya jata hai to hamy us waqt fundamental ko serious lekar trade ko news ke mutabiq hi open Karna chye kiun ke news Ka impact apko market ki movement ko completely be change KR skta Hain or low effect ma be market per asar andaz ho skta hai es liye fundamental aspect of Forex ko Hakka na lein market news per proper nazar rakhein
              "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
              • #8 Collapse

                Re: keya fandamantal analysis zarore hai

                Trading main hamra fandamental analysis bhot hi zArori ha qk JB ham es main hmara analysis thek ho ga to ham es main bhot hi Zaida es main r ha es. Ain Achi earning k Sath ham Kam Mr Kate Han q k JB ham es main bhot hi Achi earning k Sath Kam kren ge to ham es mian apna technical r bhot hi Acha es main analysis K sath ham es main. Bhot hi Achi es main earning Mr Kate Han qk JB ham Sahi analysis kren ge to hamrai trdaing k ache results mily ge.
                • #9 Collapse

                  Re: keya fandamantal analysis zarore hai

                  ji bilkul aisa hi hai fundamental analysis bhi bahut jyada jaruri hai kyunki agar aap fundamental analysis ki baat karte Hain to Inka taluk market news ke sath hota hai aur no doubt market news bhi bahut jyada hi potus rakhti hai marketmuse ko bhi delete karne ke bad trading karte Hain to aap bahut acche tarike se kam kar sakte hain isliye aapko chahie kya aap jyada se jyada fundamental analysis ko use Karen Taki aap safely kam kar sake aur acche se accha profit Kama sake
                  • #10 Collapse

                    Re: keya fandamantal analysis zarore hai

                    Treading mian ya analysis bhot zarori ha ap ac k be treading main loss kry gy ahgy ni bary gh na ap profit gain kry gy or halat normal CG hat jhh gg ap graph ko ni smj sky gy
                    • #11 Collapse

                      Re: keya fandamantal analysis zarore hai

                      g bilkul ap ny agr kamyab treeky sy trade karni hy to ap k leay zroori hy k ap ko technical analyis aur fundamental analysis 2no mai achy treeky sy experties hasil hoon agr ap k pass skils hain aur ap technical aanlysi mai ahy hain to ap short term trading achy treeky sy kar sakty hain magr kisis bhe time market ap k against ja sakti hy aur ap ko loss ho sakta hy es leay zrroori hy k ap k pass fundamental analysis ki skills bhe hoon ta k ap sahi treeky sy bgair risk k trade kar sken.
                      • #12 Collapse

                        Re: keya fandamantal analysis zarore hai

                        As'salam u Alakum umeed krta h ap khariyat se hongy haan bhai trading k liye fundamental analysis bohot zrori ha kyn k kisi bh cheez ko seekhne k liye uski base ka pta hona bohot zrori hota ha tbhi hm aagy ja kr us cheez k expert bnty hain or phr trading mn to fundamental analysis isliye bh zrori ha q k ap apna amount invest krty hu profit get krne k liye agr ap market ki situation ko analysis kiye bine trading kro gy to result definatly loss ki surat mn hi samne aye ga to koshsih kiya kare k market ko ache se analysis kare or phr hi apni investment kare is se loss ka khatra km rehta ha or apko earning k sath sath learning bh hoti hai thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: keya fandamantal analysis zarore hai

                          essential analysis bohut zyada zarori hai.news buying and selling se murad market me kisi bhi reasonable, political ya social news se jo badlao market me hota hai wo information buying and selling kehlati hai. information buying and selling ko forex trading ki terminologies me essential analysis bhi kaha jata hai. news trading ka marketplace pe bara asar hota hai aur baaz awqat ye hamari technical evaluation par bhi asar andaz hoti hai. forex buying and selling me information trading se bohut badlao ata hai. information buying and selling ka sab se bara faida ka faida long term buying and selling me hota hai aur is ka end result bhi taqreeban a hundred% advantageous ata hai. Lekin is okay leye account bhi bara aur sabar bhi ziada hona chaheye. terrible factors ye chook okay news buying and selling sari foreign money pe aur jmhar waqat asar andaz nahi hoti. Dosra ye long time trading k leye hai aur is se short term traders ye scalpers faida hasil nahi kar sakte. forex buying and selling me fundamental evaluation hi humen kamyabi deti information time pe.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: keya fandamantal analysis zarore hai

                            Aoa kasy hain sab forex members fundamental analysis bhi bahut jyada jaruri hai kyunki agar aap fundamental analysis ki baat karte Hain to Inka taluk market news ke sath hota hai aur no doubt market news bhi bahut jyada hi potus rakhti hai marketmuse ko bhi delete karne ke bad trading karte Hain to aap bahut acche tarike se kam kar sakte hain isliye aapko chahie kya aap jyada se jyada fundamental analysis ko use Karen Taki aap safely kam kar sake aur acche se accha profit Kama sake

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X