Usd currency
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Usd currency
    USD aik currency hai USA ki jis ki prize kabhi barhti hai or kabhi kam hoti hai. In dinon USD ki price low chal rahi hai Pakistani rupee ke hisab se or pehly iski 1$ ki price 166 Rs thi or ab 1$ ki price 116 pe ja ke pohnchi hai shayad. To agar hum koi or currency buy karte hain to uski value barhne per humein faida hota hai or hum us currency ko exchange bhi karwa sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Usd currency

    Dear USD currency e United State of America ki currency Hai jismein Ham dekh sakte hain ki ek Pakistani rupees ke mukabale mein bahut hi strong currency hai aur aur forex market Mein Ham Jab kam kar rahe Hote Hain To Ham dekhte hain KGN currency pairs ke sath USD aur han hota hai vah ismein major currency pairs hote hain aur UN per trading karne ke liye aapko strong analysis ki jarurat hoti hai aur Unki market Mein movement daily basis per acchi ho rahi hoti hai dear Pichhle Dinon Jis Tarah United State of America mein election so rahe the to iski vajah se iski prices ups and down a rahe the lekin ab a star and star se USD Pur se apni normal movement Mein a raha hai isliye aap Jab USD ke pairs per kam karte hain to aapko ismein acche se analysis ki jarurat hoti hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X